Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGuzar%20Jaayen%20Din
HomeGuzar%20Jaayen%20Din
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kajre ki qasam gajre ki qasam kajre ki qasam gajre ki qasam main janam janam se teri hoon teri hi rahungi ram qasam yaadon ki kasam waadon ki qasam yaadon ki kasam waadon ki qasam hum janam janam se milte hain milte hi rahenge ram qasam kajre ki qasam gajre ki qasam yaadon ki qasam waadon ki qasam sapnon ke sheesh mahal mein tu jab le ke umange aaya sapnon ke sheesh mahal mein tu jab le ke umange aaya khushboo bhar gayi mere ang ang mein rang gayi meri komal kaaya neendon ki qasamm neendon ki qasam sapnon ki qasam main janam janam se teri hoon teri hi rahungi ram qasam yaadon ki qasam waadon ki qasam kajre ki qasam gajre ki qasam tere honthon se mere geeton ko milti hai nayi jawaani oooo tere honthon se mere geeton ko milti hai nayi jawaani tere naam se hi hoti hai shuru meri ye prem kahaani honthon ki qasamm honthon ki qasam geeton ki qasam hum janam janam se milte hain milte hi rahenge ram qasam kajre ki qasam gajre ki qasam yaadon ki qasam waadon ki qasam hum
aa aaaa aaaaaa aa aaaaa hooo hoo oo hooooo ooooo oo oo ooooo jaao chaahe dilli mumbai agraa haan jaao chaahe dilli mumbai agraa jaao chaahe dilli mumbai agraa nahin milegaa aisa ghagra jaao chaahe dilli mumbai agraa nahin milegaa aisa ghagra chaahe kara lo muqaablaa nahin milegaa aisa ghagra jaao chaahe dilli mumbai agraa nahin milegaa aisa ghagra mere ghagre mein resham lagaa hai mere ghagre mein sona jadaa hai mere ghagre mein moti chhipa hai mere ghagre mein ghungroo sajaa hai bikaner udaipur jaao kolhapur sholapur jaao jaao bareli ya daadraa nahin milegaa aisa ghagra jaao chaahe dilli mumbai agraa nahin milegaa aisa ghagra aa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aayi ghoom ke main up bihaar laayi loot ke main nau lakha haar mere ghagre ke ashiq hazaar denaa chaahein mujhko chaarminaar chennai ya kalkatta jaao dehradun mussuri jaao jaao kerala ya andhra nahin milegaa aisa ghagra jaao chaahe dilli mumbai agraa nahin milegaa aisa ghagra chaahe kara lo muqaablaa nahin milegaa
guzar gaya hai zamana gale lagaye huye guzar gaya hai zamana gale lagaye huye mazisayi ki mudat huyi uthaye huye guzar gaya hai zamana kafan hatao na lilaah mere chehre se chehree se kafan hataaao naa kafan hatao na lilaah mere chehre se gunahgaar hoon rahne do munh chhupaye huye gunahgaar hoon rahne do munh chhupaye huye mazisayi ki mudat huyi uthaye huye guzar gaya hai zamana kissi ne ye bhi na socha hamare dafan ke waqt kissi ne yeee bhi na yee bhi na kissi ne ye bhi na socha hamare dafan ke waqt ke iltekhak na dalo ye hain nahaye huye ke iltekhak na dalo ye hain nahaye huye mazisayi ki mudat huyi uthaye huye guzar gaya hai zamana kisi rayees ki mahfil ka zikar kya hai ameer mahfill aaaa aaaaa aaaaaaaaaa kisi rayees ki mahfil ka zikar kya hai ameer khuda ke ghar bhi na jayenge bin bulaye huye khuda ke ghar bhi na jayenge bin bulaye huye mazisayi ki mudat huyi uthaye huye guzar gaya hai zamana gale lagaye huye guzar gaya hai
guzar gaya wo zamana kaisa kaisa guzar gaya wo zamana kaisa kaisa hansi khushi ki bahaar thi jismen guzar gaya wo zamanaa kaisa kaisa guzar gaya phool tammanaon ke jisme kadam kadam par khilte thei ab wohi rasta ujda bann hai jis pe hai aana jaanaaa kaisa kaisa guzar gaya wo zamanaa hansta hua hansta hua charag thei jisse kona kona roshan tha aisa bujha ke aisa bujha ke dubara isko mumkin nahin jalaana kaisa kaisa guzar gaya gaya zamanaaaa gaya zamana phir aayega jaanne wale jaanenge humko na pehchaanega jo koi hum bhi hum bhi hum bhi kyun pehchanenge aa jaa aa jaaaaa
guzar jaayen din din din ke har pal gin gin gin guzar jaayen din din din ke har pal gin gin gin kisi ki haaye yaadon mein kisi ki haaye baaton mein kisi se mulaaqaton mein ke ye silsile jab se chale khwaab mere ho gaye rangeen guzar jaayen din din din ke har pal gin gin gin kisi ki haaye yaadon mein kisi ki haaye baaton mein kisi se mulaaqaton mein ke ye silsile jab se chale khwaab mere ho gaye rangeen guzar jaayen din din din rehe na dil bas mein ye na maane koi rasmein ye rehe na dil bas mein ye na maane koi rasmein ye ke khaaun main to kasmen ye unhe hai pataaaaa ke jag chaahe ruthe ye ke jag chaahe chhute ye ke jag chaahe ruthe ye ke jag chaahe chhute ye naata nahin toote ye haaye aah guzar jaayen din din din ke har pal gin gin gin kisi ki haaye yaadon mein kisi ki haaye baaton mein kisi se mulaaqaton mein ke ye silsile jab se chale khwaab mere ho gaye rangeen guzar jaayen din din din kabhi ye mera mann chaahe phoolon ke jahaan hon saaye kabhi ye mera mann
guzar na jaaye ye khwaab sa safar guzar na jaaye ye khwaab sa safar sab kuchh simat ke aaya hai sirf ek pal mein baahon mein thaam lo tum ke phir milen na milen guzar na jaaye guzar na jaaye aa aaa aa haa aaa aa keh diya hai aaj aakhir tumse jo chhupaye hum rahe gumsum se isse pehle bant hi jaayen raste apne bhi dil ki kaho kuchh humse tumhaari jo khamoshi hai kahaniyaan si kehti hai tumhaari jo tamanna hai wo munh chhupaaye rehti hai tu ru ru ru uuuooooo tu ru ru ru uuuooooo sab kuchh simat ke aaya hai sirf ek pal mein baahon mein thaam lo tum ke phir milen na milen guzar na jaaye ye khwaab sa safar guzar na jaaye na jaaye heyyy puchhte ho haal mere dil ka hosh hai na raah na manzil ka ye badan mein kya pighalta jaaye ek nasha ho jaise halka halka safar ye khatam na ho raahen ye kabhi kam na hon mile ya na mile manzil bichhad ne ka ghum na ho tu ru ru ru uuuooooo uuuooooo tu ru ru ru uuuooooo sab kuchh simat ke aaya hai sirf ek pal mein baahon mein thaam lo tum ke
guzra hua zamaana aata nahin dobaara haafiz khuda tumhaara guzra hua zamaana aata nahin dobaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara khushiyaan thi chaar din ki aansoon hai umr bhar ke tanhaaiyon mein aqsar royenge yaad karke wo waqt jo ke humne wo waqt jo ke humne ik saath hai guzaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara meri kasam hai mujhko tum bewafaa naa kehna majboor thi mohabbat sab kuchh pada hai sahna toofan hai zindagi kaa toofan hai zindagi kaa ab aakhiri sahaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara mere liye sehar bhi aayi hai raat ban kar niklaa mera janaaja meri baaraat ban kar achhchha hua jo tumne achhchha hua jo tumne dekha nahin nazaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara guzra hua zamaana aata nahin dobaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara
guzre hain aaj ishq mein hum uss maqaam se guzre hain aaj ishq mein hum uss maqaam se nafrat si ho gayi hai mohabbat ke naam se guzre hain hum ko naa ye gumaan tha o sang dil sanam raahe wafaa se tere behak jaayenge kadam chhalkega zehar bhi teri aankhon ke jaam se guzre hain aaj ishq mein hum uss maqaam se guzre hain o bewafaa tera bhi yun hi toot jaaye dil tu bhi tadap tadap ke pukaare ke haaye dil tera bhi saamna ho kabhi ghum ki shaam se guzre hain hum wo nahin jo pyaar mein ro kar guzaar den parchhayin bhi ho teri to thokar pe maar de waakif hai hum bhi khoob har ek inteqaam se guzre hain aaj ishq mein hum uss maqaam se nafrat si ho gayi hai mohabbat ke naam se guzre hain aaj ishq mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Gajre Ki Qasam Ram Kasam (1978) 06:01 16303
 
Poster of Ram Kasam (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Om Prakash Sharma, Master Sonik
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Rekha
Duration : 06:01   Song Number : 16303   

Ghagra Kurukshetra (2000) 05:53 17240
 
Poster of Kurukshetra (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sudhakar Sharma
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Sunidhi Chauhan
On Screen Actors- 
Suman Rangnathan
Duration : 05:53   Song Number : 17240   

Guzar Gaya Hai Zamana Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 06:45 32807
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Lyricist
Ameer Minai
Duration : 06:45   Song Number : 32807   

Guzar Gaya Wo Zamana Doctor (1941) 03:14 13153
 
Poster of Doctor (1941)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1941
Lyricist
Aarzu Lakhnavi
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mallik
Duration : 03:14   Song Number : 13153   

Guzar Jaayen Din Annadata (1972) 04:36 12700
 
Poster of Annadata (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan, Vijay Arora
Duration : 04:36   Song Number : 12700   

Guzar Na Jaaye (Duet) Rog (When Love Is A Disease) (2005) 05:29 38853
 
Poster of Rog (When Love Is A Disease) (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Neelesh Mishra
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
K K, Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Irfan Khan, Ilene Hamann
Duration : 05:29   Song Number : 38853   

Guzra Hua Zamana Aata Nahin Dobara Shirin Farhad (1956) 03:26 15668
 
Poster of Shirin Farhad (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
S Mohindar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:26   Song Number : 15668   

Guzre Hain Aaj Ishq Dil Diya Dard Liya (1966) 03:50 13095
 
Poster of Dil Diya Dard Liya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:50   Song Number : 13095