Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMere%20Angana%20Aaye
HomeMere%20Angana%20Aaye
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaa aa aa aa aa aa aa aa mere angana aaye re mere angana aaye re ghanshyam aaye re mere angana aaye re ghanshyam aaye re maine saare hosh ganwaaye maine saare hosh ganwaaye mere angana aaye re ghanshyam aaye re laaj ke maare simati jaaun aanchal hi se lipati jaaun aa aa aa aa aa aa aa aa laaj ke maare simati jaaun aanchal hi se lipati jaaun mera aanchal ud ud jaaye mera aanchal ud ud jaaye mere angana aaye re ghanshyam aaye re maine saare hosh ganwaaye maine saare hosh ganwaaye mere angana aaye re ghanshyam aaye re ho o sudh budh khoyi man ghabraaye ik rang aaye ik rang jaaye sudh budh khoyi man ghabraaye ik rang aaye ik rang jaaye mann bairi bol sunaaye mann bairi bol sunaaye mere angana aaye re ghanshyam aaye re maine saare hosh ganwaaye maine saare hosh ganwaaye mere angana aaye re ghanshyam aaye re
laaaaaaa lara lara lalaaaaa laa lara lara laraaaaa lala lara lara laaaaa laaaa laaaaa laaaaa mere angne mein are mere angne mein tumhaara kya kaam hai mere angne mein tumhaara kya kaam hai jo hai naam waala are jo hai naam waala wohi to badnaam hai mere angne mein tumhaara kya kaam hai are jiski biwi lambi uss ka bhi bada naam hai jiski biwi lambi haan jiski biwi lambi uss ka bhi bada naam hai kothe se laga doooo are kothe se laga do seedhi ka kya kaam hai kothe se laga do seedhi ka kya kaam hai mere angne mein tumhaara kya kaam hai are jiski biwi moti uss ka bhi bada naam hai jiski biwi moti haan moti haan moti ho moti moti moti jiski biwi moti uss ka bhi bada naam hai bistar pe letaa do are bistar pe letaa do gadde ka kya kaam hai bistar pe letaa do gadde ka kya kaam hai mere angne mein tumhaara kya kaam hai are jiski biwi kaali uss ka bhi bada naam hai jiski biwi kaali haaye are jiski biwi kaali uss ka bhi bada naam hai aankhon mein basaa lo are aankhon mein
meri aankhen bani deewani meri aankhen bani deewani pahle laayi aag hriday mein pahle laayi aag hriday mein phir bhar laayi paani meri aankhen bani deewani man kaa saathi sab kuchh le kar bichhad gaya bichhad gaya bichhad gaya hai dard ko de kar man kaa saathi sab kuchh le kar bichhad gaya bichhad gaya bichhad gaya hai dard ko de kar neend ke badle yaad hai aati neend ke badle yaad hai aati bhooli huyi kahaani meri aankhen bani deewani apne ko kho kar kya paaya dukh ko apna mitra banaya apne ko kho kar kya paaya dukh ko apna mitra banaya iss par bhi naa bhula saka iss dil se yaad puraani aankhen meri aankhen bani deewani jiss mahfil mein tha ek mela uss mein aakhir raha akela jiss mahfil mein tha ek mela uss mein aakhir raha akela marte dum tak soone pan ki marte dum tak soone pan ki karunga main mehmaani meri aankhen bani deewani meri aankhen bani deewani
tasavvur raat ki mehfil saja raha hoon main wo kaun hai jise apna bana raha hoon main ek inkalaab sa zer e naqaab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khawab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khaab dekha hai zameen pe chalta hua mahataab dekha hai zameen pe chalta hua mahataab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khwaab dekha hai jhuki jhuki si do aankhen haseen kanwal jaisi jhuki jhuki si do aankhen haseen kanwal jaisi chhupa chhupa sa tabassum koi ghazal jaisi nazar nazar hai chaman wo shabaab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khawab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khaab dekha hai zameen pe chalta hua mahataab dekha hai ulajh rahi thi jawaani kayi sawaalon mein ulajh rahi thi jawaani kayi sawaalon mein mile jo wo to huyi roshani kayaalon mein har ek sawaal ka apne jawaab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khawab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khaab dekha hai zameen pe chalta hua mahataab dekha hai zameen pe chalta hua mahataab dekha hai meri nigaah ne hmm hmm hmm
meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya unhi ko laakhon haseenon mein intekhaab kiyaa meri nighaah ne kya wo aaye ghar mein bahaar aa ke ruk gayi jaise wo aaye ghar mein bahaar aa ke ruk gayi jaise fizaa mein phool ki daali si jhuk gayi jaise kuchh iss adaa se kisi shoukh ne hizaab kiya kuchh iss adaa se kisi shoukh ne hizaab kiya meri nighaah ne kya wo zulf e naaz khule khul ke kuchh dhalak si gayi sitaare toot pade chandani chhalak si gayi jo maine chehra e jaana ko benaqaab kiyaa meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya meri nighaah ne kya ye mere geet mein jo rang hai nazaakat hai ye mere geet mein jo rang hai nazaakat hai ye sab usi nighaah e naaz ki inaayat hai ke mujhse zarre ko chamkaa ke aaftaab kiya meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya unhi ko laakhon haseenon mein intekhaab kiyaa
saaaaaaajan ye mat jaaniyoooo jo tum bichhdat mohe chaaaaaaain mileeeeee ban ki laaaakdiiiiii jo sulgat tum bin rain more ang ang baaje madhur bansuri more ang ang baaje madhur bansuri tori yaadon ki chhaiyaan talle dheere dheere pawan naachon hai mora mann jaise nadiyaa mein naiyya chale aaj sapnon ki aaj sapnon ki nagri mein kho jaaungi aaj apne piya ki main ho jaaungi aaj sapnon ki nagri mein kho jaaungi aaj apne piya ki main ho jaaungi more haathan ki mehndi agan roop hai more haathan ki mehndi agan roop hai jaise sooraj ho shaam dhale more haathan ki mehndi agan roop hai more haathan ki mehndi agan roop hai more haathan ki mehndi agan roop hai jaise sooraj ho shaam dhale aa sanwariyaan aa sanwariyaan main kab se teri chaah mein nain ban ke bichhi hoon teri raah mein aa sanwariyaan aa sanwariyaan main kab se teri chaah mein nain ban ke bichhi hoon teri raah mein more mann kaa diya jal raha hai piya more mann kaa diya jal raha hai piya bairi chanda jale naa jale
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mere Angana Aaye Naram Garam (1981) 04:16 11581
 
Poster of Naram Garam (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Swaroop Sampat, Amol Palekar, Utpal Dutt
Raag- 
Bhimpalasi
Duration : 04:16   Song Number : 11581   

Mere Angne Mein Laawaris (1981) 05:06 20915
 
Poster of Laawaris (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 05:06   Song Number : 20915   

Meri Aankhen Bani Deewani Jagmohan Sursagar 03:19 36489
 
Poster of Jagmohan Sursagar
 
Category
Ghazal
Duration : 03:19   Song Number : 36489   

Meri Nigaah Ne Ye Kaisa Khawab Dekha Lubna (1982) 06:59 37187
 
Poster of Lubna (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Music Director- 
Manas Mukharji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raza Murad
Duration : 06:59   Song Number : 37187   

Meri Nighaah Ne Kya Mohabbat Isko Kahete Hain (1965) 03:27 13761
 
Poster of Mohabbat Isko Kahete Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ramesh Dev
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 03:27   Song Number : 13761   

More Ang Ang Rahat Fateh Ali Khan 06:36 16039
 
Poster of Rahat Fateh Ali Khan
 
Category
Indipop
Lyricist
Ahmed Anis
Duration : 06:36   Song Number : 16039