Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRut%20Hai%20Milan%20Ki
HomeRut%20Hai%20Milan%20Ki
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


shyaam raadhe koi naa kehta kehte raadhe shyaam shyaam raadhe koi naa kehta kehte raadhe shyaam janam janam ke bhaag jaga de ik raadha kaa naam raadha ke bina shyaam aadha raadha ke bina shyaam aadha kehte raadhe shyaam janam janam ke bhaag jaga de ik raadha kaa naam bolo raadheeeee bolo raadhe bolo raadheeeee bolo raadhe eee eeee eeee raadha ke bina shyaam aadha kehte raadhe shyaam janam janam ke bhaag jaga de ik raadha kaa naam bolo raadheeeee bolo raadhe bolo raadhe raadhe raadhe bolo raadhe vyarth pada maala bin moti vyarth rahi deepak bin jyoti chanda bina chandani kaisi sooraj bina dhoop naa hoti vyarth pada maala bin moti vyarth rahi deepak bin jyoti chanda bina chandani kaisi sooraj bina dhoop naa hoti bin raadha ke kahaan hai poora natt naagar kaa naam bolo raadheeeee bolo raadhe bolo raadhe raadhe raadhe bolo raadheeeee raadha ke bina shyaam aadha kehte raadhe shyaam janam janam ke bhaag jaga de ik raadha kaa naam bolo raadheeeee bolo raadhe bolo raadhe
aajaa aajaaa natkhat bansi wale gokul ke raja meri akhiyaan taras gayin ab to aaja aajaa aaa aajaa aajaa aajaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa jamuna ke tat par jab natkhat bansiwale ki bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi sunkar sunkar dafli shankh manjeere bhor bhaye bhor bhaye nadiya ke teere sunkar dafli shankh manjeere bhor bhaye nadiya ke teere nindiya jaagegi raadha nachegi nindiya jaagegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi laaj sharam rastaa na roke aaj na koi isko toke laaj sharam rastaa na roke aaj na koi isko toke aaj na maanegi raadha nachegi aaj na maanegi raadha nachegi aajaa aajaa aajaa aajaa aa bhi jaa natkhat bansi wale gokul ke raja meri akhiyaan taras gayin ab to aaja aajaa aajaa aa bhi jaa aajaa aajaa aa bhi jaa
raat aadhi ho gayi baj gaye paune do tum bhi so jao humko bhi sone do raat aadhi baaki yun hi na khone do so kar kya karenge jo hota hai hone do madbhari raat hai saath hai tera madbhari raat hai saath hai tera sapnon ko sach kar le har pal ko jee le sabr se kaam lo thaam lo dil ko sabr se kaam lo thaam lo dil ko thoda sa pyaar sanam kal ke liye chhoodo raat aadhi ho gayi baj gaye paune do tum bhi so jao humko bhi sone do raat aadhi baaki yun hi na khone do so kar kya karenge jo hota hai hone do sachcha ho pyaar to kam nahin hota sachcha ho pyaar to kam nahin hota aaj se bhi badhkar kal hum tum pyaar karenge jaise tum manchale hum nahin aise jaise tum manchale hum nahin aise deewaaren sunti hain aahista bolo raat aadhi ho gayi baj gaye paune do tum bhi so jao humko bhi sone do raat aadhi baaki yun hi na khone do so kar kya karenge jo hota hai hone do aati hai ek baar raat ye aisi aati hai ek baar raat ye aisi hum donon ek huye laaj ye phir kaisi sochun to sharmaun
Raat Abhi Baki Hai
raat akeli hai bujh gaye diye aa ke mere paas kaanon mein mere jo bhi chaahe kahiye jo bhi chaahe kahiye raat akeli hai bujh gaye diye aa ke mere paas kaanon mein mere jo bhi chaahe kahiye jo bhi chaahe kahiye raat akeli hai tum aaj mere liye ruk jao rut bhi hai fursat bhi hai tumhen na ho na sahi mujhe tum se mohabbat hai tum aaj mere liye ruk jao rut bhi hai fursat bhi hai tumhen na ho na sahi mujhe tum se mohabbat hai mohabbat ki ijaazat hai to chup kyun rahiye jo bhi chaahe kahiye raat akeli hai bujh gaye diye aa ke mere paas kaanon mein mere jo bhi chaahe kahiye jo bhi chaahe kahiye sawaal bani hui dabi dabi uljhan seenon mein hai jawaab dena tha to doobe ho pasinon mein sawaal bani hui dabi dabi uljhan seenon mein hai jawaab dena tha to doobe ho pasinon mein thaani hai do hasinon mein to chup kyun rahiye jo bhi chaahe kahiye raat akeli hai bujh gaye diye aa ke mere paas kaanon mein mere jo bhi chaahe kahiye jo bhi chaahe kahiye raat akeli hai bujh gaye diye
raat andheri door savera barbaad hai dil mera hoooo oooo oooo raat andheri door savera barbaad hai dil mera hoooo oooo oooo aana bhi chaahen aa naa sake hum koi nahin aasraa aana bhi chaahen aa naa sake hum koi nahin aasraa khoyi hai manzil rasta hai mushkil chaand bhi aaj chhupa hoooo oooo oooo raat andheri door savera barbaad hai dil mera aah bhi roye raah bhi roye sujhe naa baat koi aah bhi roye raah bhi roye sujhe naa baat koi thodi umar hai soona safar hai dega naa saath koi hoooo oooo oooo raat andheri door savera barbaad hai dil mera hoooo oooo oooo barbaad hai dil mera hoooo oooo oooo barbaad hai dil mera
raat andheri door kinara koi nahin hai apna sahara kitni badi duniya hai magar is duniya mein hai kaun humara raat andheri door kinara koi nahin hai apna sahara aansu mile humen badle khushi ke ghum hi mila humko badle mein pyaar ke kya thi khata mere malik bata do kaante bane aaj gul ye bahar ke ujada hai ghar le kaun khabar nahin aata nazar qismat ka sitara raat andheri door kinara koi nahin hai apna sahara dhalne laga din jalne laga dil saathi sabhi chal diye mukhde mod ke pyasi nazar hai pyasa jigar hai koi chala dil ko pyasa hi chhod ke raah ruki hai paonv thake hain aas miti nahin himmat hara raat andheri door kinara koi nahin hai apna sahara
raat ashi hi preet rasili raat ashi hi preet rasili tu asa door ka sajana ye na o raat ashi hi preet rasili tu asa door ka sajana ye na o raat ashi hi preet rasili bedhund ha gandh swapnalali raatrani taryat varyat panyapari premgaani bedhund ha gandh swapnalali raatrani hmmm hmmm hmmm taryat varyat panyapari premgaani o mi ithe ti tithe sajani ye na o raat ashi hi preet rasili mi ithe ti tithe sajani ye na raat ashi hi preet rasili naynaat adhraat hridyaat tu tuch rani bhali tujhya lavito chandni hi nishani naynaat adhraat hridyaat tu tuch rani bhali tujhya lavito chandni hi nishani o mi tujhi swamini sajna ye na o raat ashi hi preet rasili mi ithe ti tithe sajani ye na o raat ashi hi preet rasili mi ithe ti tithe sajani ye na
raat aur din diyaa jale mere mann mein phir bhi andhiyaaraa hai raat aur din diyaa jale mere mann mein phir bhi andhiyaaraa hai jaane kahaan hai o saathi tu jo mile jeewan ujiyaaraa hai raat aur din pag pag mann mera thokar khaaye chaand sooraj bhi raah naa dikhaaye pag pag mann mera thokar khaaye chaand sooraj bhi raah naa dikhaaye aisa ujaalaa koi mann mein samaaye jis se piyaa ka darshan mil jaaye raat aur din diyaa jale mere mann mein phir bhi andhiyaaraa hai jaane kahaan hai o saathi tu jo mile jeewan ujiyaaraa hai raat aur din gahraa ye bhed koi mujh ko bataaye kisne kiyaa hain mujhpar anyaay gahraa ye bhed koi mujh ko bataaye kisne kiyaa hain mujhpar anyaay jis kaa ho deep wo sukh nahin paaye jyot diye ki duje ghar ko sajaaye raat aur din diyaa jale mere mann mein phir bhi andhiyaaraa hai jaane kahaan hai o saathi tu jo mile jeewan ujiyaaraa hai raat aur din khud nahin jaanoo dhoondhe kis ko nazar kaun dishaa hai mere man ki dagar khud nahin jaanoo dhoondhe
raat baaki baat baaki hona hai jo ho jaane do raat baaki baat baaki hona hai jo ho jaane do socho na dekho to dekho haan jaane jaan mujhe pyaar se socho na dekho to dekho haan jaane jaan mujhe pyaar se raat baaki baat baaki hona hai jo ho jaane do laaa laaa lala laaaa aaaaa lala lalaaaa lala la aaaaa kashti jawaan dil ki toofan se takra gayi manzil muhabbat ki ab to kareeb aa gayi kashti jawaan dil ki toofan se takra gayi manzil muhabbat ki ab to kareeb aa gayi aa dekh le hai kya mazaa dil haar ke raat baaki baat baaki hona hai jo ho jaane do socho na dekho to dekho haan jaane jaan mujhe pyaar se hey ho ho hoooo ho hey hey hey ho ho ho hoooo hooo aagaaz ye hai to anjaam hoga hasin deewane parwane marne se darte nahin aagaaz ye hai to anjaam hoga hasin deewane parwane marne se darte nahin aa dilruba khul ke zara mil yaar se raat baaki baat baaki hona hai jo ho jaane do socho na dekho to dekho haan jaane jaan mujhe pyaar se haa socho na dekho to dekho haan jaane jaan
Raat Barsaat Ki Pehli
raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera aa koi milke tadbeer sochein sukh ke sapnon ki taabeer sochein aa koi milke tadbeer sochein sukh ke sapnon ki taabeer sochein jo tera hai wohi ghum hai mera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat jitni bhi sangeen hogi subhah utni hi rangeen hogi raat jitni bhi sangeen hogi subhah utni hi rangeen hogi ghum na kar garr hai baadal ghanera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera
Raat Bheegi Jaye
raat bhi hai kuchh bheegi bheegi raat bhi hai kuchh bheegi bheegi raat bhi hai raat bhi hai kuchh bheegi bheegi chaand bhi hai kuchh madham madham chaand bhi hai kuchh madham madham tum aao to tum aao to aankhen khole soyi huyi paayal ki chham chham soyi huyi paayal ki chham chham aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa kisko bataayen kaise bataayen kisko bataayen kaise bataayen aaj ajab hai dil kaa aalam aaj ajab hai dil kaa aalam chain bhi hai kuchh halka halka chain bhi hai kuchh halka halka dard bhi hai kuchh madham madham dard bhi hai kuchh madham madham tapteeeeeeeeeee tapte dil par yun girti hai tapte dil par yun girti hai teri nazar se pyaar ki shabnam teri nazar se pyaar ki shabnam jalte huye jungle par jaise jalte huye jungle par jaise barkha barse ruk ruk tham tham barkha barse ruk ruk tham tham hosh mein thodi behoshi hai haaye hosh mein thodi behoshi hai behoshi mein hosh hai kam kam behoshi mein hosh hai kam kam tujh ko paane tujh ko paane
raat bhi neend bhi kahani bhi raat bhi neend bhi kahani bhi haaye kya cheez hai jawaani bhi raat bhi neend bhi kahani bhi dil ko sholon se karte hain sailaab dil ko sholon se karte hain sailaab zindagi aag bhi hai paani bhi zindagi aag bhi hai paani bhi haaye kya cheez hai jawaani bhi khalq kya kya mujhe nahin kehti khalq kya kya mujhe nahin kehti kuchh sunu main teri zubaani bhi paas rehna kisi ka raat ki raat paas rehna kisi ka raat ki raat mehmaani bhi mezbaani bhi mehmaani bhi mezbaani bhi haaye kya cheez hai jawaani bhi raat bhi neend bhi kahani bhi
raat chup chaap dabe paanv chali jaati hai raat chup chaap dabe paanv chali jaati hai raat khamosh hai roti nahin hansti bhi nahin raat chup chaap dabe paanv chali jaati hai raat khamosh hai roti nahin hansti bhi nahin raat chup chaap dabe paanv chali jaati hai kaanch ka neela sa gumbad hai udda jaata hai aeaeae kaanch ka neela sa gumbad hai udda jaata hai khali khuli koi bajra sa baha jaata hai ek sailaab hai sahil pe bichha jaata hai raat chup chaap dabe paanv chali jaati hai chaand ki kirnon mein wo roz sa resham bhi nahin chaand ki kirnon mein wo roz sa resham bhi nahin chaand ki chikni dali hai ke ghuli jaati hai aur sannaaton ki ik dhool uddi jaati hai raat chup chaap dabe paanv chali jaati hai kaash ik baar kabhi neend se uth kar tum bhi eee kaash ik baar kabhi neend se uth kar tum bhi hijr ki raaton mein ye dekho tum kya hota hai
raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai hmm mm mm haa aa aa hoo oo oo tum hamesha muskuraate hi rahe ho zindagi ke naaz uthaate hi rahe ho oo oo o aaj wo jalwa kahaan ruposh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai aa aa aa ho oo oo oo aa aa aa la lalalalala la aa aa saaze dil par chhed do koi taraana jisko sun kar jhoom uthe saara zamaana oo oo o hum bhi dekhen kisko kitna hosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai
raat din tere khayaal aane lage haule haule mujhko yun sataane lage raat din tere khayaal aane lage haule haule mujhko yun sataane lage mujhe ye kya hua hai kuchh pata nahin hua hai kuchh magar jo dil yahaan nahin aaha aaha aaha hoo oo aaha aaha aaha raat din tere khayaal aane lage haule haule mujhko yun sataane lage mujhe ye kya hua hai kuchh pata nahin hua hai kuchh magar jo dil yahaan nahin aaha aaha aaha hoo oo aaha aaha aaha ha kabhi kabhi laga wo mere paas hai kabhi wo mujhse door ho gaya ye meri bekhudi mera deewanapan wo meri dhadkanon mein kho gaya mujhe ye kya hua hai kuchh pata nahin hua hai kuchh magar jo dil yahaan nahin aaha aaha aaha hoo oo aaha aaha aaha raat din tere khayaal aane lage haule haule mujhko yun sataane lage mujhe ye kya hua hai kuchh pata nahin hua hai kuchh magar jo dil yahaan nahin aaha aaha aaha hoo oo aaha aaha aaha ha main apne aap mein thi is tarah se gum wo kab mere kareeb aa gaya pata nahin chala mere haathon mein banke wo
Raat Divasno Rasto Valam
raat dulhan bani chaand dulha bana aarzuon bhare dil machalne lage dil machalne lage ki har taraf yun khushi muskurane lagi ghum ki aankhon se aansu nikalne lage dil machalne lage saara aalam hai yun dagmagaya hua saari duniya hai yun dagmagayi huyi aaj dil pe nasha sa hai chhaya hua aaj nazron pe masti hai chhayi huyi aur to ghum nahin hosh mein hum nahin gir na jaayen kahin hum sambhalne lage dil machalne lage raat dulhan bani chaand dulha bana aarzuon bhare dil machalne lage dil machalne lage ho gayi aaj dil ki tammanna jawaan zindagi ban gayi pyaar ki daastan aye zamaane mubaarak tujhe ye ghadi aye mohabbat mubaarak tujhe ye samah neend udne lagi khwaab sajne lage pyaas bujhne lagi deep jalne lage dil machalne lage har taraf yun khushi muskarane lagi ghum ki aankhon se aansu nikalne lage dil machalne lage is zamaane mein hote hain aise kayi koi jinko gale se lagaata nahin jinki kismat mein hoti hain veeraniyan jinko gulshan mein koi bulaata nahin thaam ke ro
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Raadha Ke Bina Shyaam Aadha Anup Jalota 06:31 18244
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Bhajan
Lyricist
Harish Chandra
Singer- 
Anup Jalota
On Screen Actors- 
Anup Jalota
Duration : 06:31   Song Number : 18244   

Raadha Nachegi Saudagar (1991) 06:41 36841
 
Poster of Saudagar (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Manisha Koirala, Dilip Kumar
Duration : 06:41   Song Number : 36841   

Raat Aadhi Ho Gayi Pyaasi Aankhen (1983) 05:56 40334
 
Poster of Pyaasi Aankhen (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Janardan Muktidoot
Music Director- 
Suresh Talwar
Duration : 05:56   Song Number : 40334   

Raat Abhi Baaki Hai Do Khiladi (1976) 06:42 38936
 
Poster of Do Khiladi (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Jani Babu
Duration : 06:42   Song Number : 38936   

Raat Akeli Hai Jewel Thief (1967) 05:30 21137
 
Poster of Jewel Thief (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 05:30   Song Number : 21137   

Raat Andheri Door Aah (1953) 03:08 12254
 
Poster of Aah (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:08   Song Number : 12254   

Raat Andheri Door Kinara Talat Mahmood 03:28 16171
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 03:28   Song Number : 16171   

Raat Ashi Hi Preet Rasili Majha Pati Karodpati (1988) 05:34 36790
 
Poster of Majha Pati Karodpati (1988)
 
Category
Marathi
Year- 
1988
Music Director- 
Arun Paudwal
On Screen Actors- 
Sachin Pilgaokar, Ashok Saraf
Duration : 05:34   Song Number : 36790   

Raat Aur Din Raat Aur Din (1967) 05:32 12444
 
Poster of Raat Aur Din (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Feroz Khan, Pradeep Kumar
Duration : 05:32   Song Number : 12444   

Raat Baaki Baat Baaki Namak Halaal (1982) 07:36 21138
 
Poster of Namak Halaal (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Parveen Babi, Shashi Kapoor
Duration : 07:36   Song Number : 21138   

Raat Barsaat Ki Pehli Jhanjhar (1953) 02:52 38800
 
Poster of Jhanjhar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:52   Song Number : 38800   

Raat Bhar Ka Hai Mehmaan Andhera Sone Ki Chidiya (1958) 03:04 12505
 
Poster of Sone Ki Chidiya (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Nutan, Balraj Sahni, Talat Mahmood
Raag- 
Jogiya
Duration : 03:04   Song Number : 12505   

Raat Bheegi Jaaye Unchi Uraan (1984) 05:04 40554
 
Poster of Unchi Uraan (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Jeetu Tapan
Duration : 05:04   Song Number : 40554   

Raat Bhi Hai Kuchh Mujhe Jeene Do (1963) 04:33 12403
 
Poster of Mujhe Jeene Do (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:33   Song Number : 12403   

Raat Bhi Neend Bhi Kahani Bhi Chitra Singh 03:36 32026
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 03:36   Song Number : 32026   

Raat Chup Chaap Asha Bhosle 06:06 39322
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 06:06   Song Number : 39322   

Raat Chup Hai Chaandni Ustadon Ke Ustad (1963) 03:03 39884
 
Poster of Ustadon Ke Ustad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Shakila
Duration : 03:03   Song Number : 39884   

Raat Din Tere Khayal Anuradha Paudwal 05:38 17620
 
Poster of Anuradha Paudwal
 
Category
Ghazal
Lyricist
Nawab Arzoo
Music Director- 
Lalit Sen
Duration : 05:38   Song Number : 17620   

Raat Divasno Rasto Valam Usha Mangeshkar 03:09 13439
 
Poster of Usha Mangeshkar
 
Category
Gujarati
Lyricist
Suresh Dalal
Music Director- 
Purshottam Upadhyay
Singer- 
Usha Mangeshkar
Duration : 03:09   Song Number : 13439   

Raat Dulhan Bani Chaand Dulha Bana Chahat (1971) 04:06 37651
 
Poster of Chahat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:06   Song Number : 37651