Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSaadh%20Re%20Mann%20Sur%20Ko
HomeSaadh%20Re%20Mann%20Sur%20Ko
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


saadh re mann sur ko saadh re saadh re mann sur ko saadh re ek mann ko doosre se baandh re saadh re mann sur ko saadh re saadh re mann sur ko saadh re taan hai sooraj kiran taan hai sooraj kiran aalaap neelam ka gagan aalaap neelam ka gagan ab ughe ankur dharaa par baandh aisa raag re saadh re mann sur ko saadh re saadh re mann sur ko saadh re ma pa ni ni ni ni dha ni sa dha ni ma pa pa ga ma re re pa megh se malhaar le tuuuuuuuuuu megh se malhaar le tu gandh se ghandhaar le tu gandh se ghandhaar le tu dhol pancham kokilaa ka tu bahaa anuraag re saadh re mann sur ko saadh re saadh re mann sur ko saadh re mann yahi tu dhyaan rakh mann yahi tu dhyaan rakh sur ki sahi pehchaan rakh sur ki sahi pehchaan rakh tu rahe yaa na rahe par sur rahe aabaad re aye aye aye saadh re mann sur ko saadh re saadh re mann sur ko saadh re saadh re mann sur ko saadh re
saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi arre tode se bhai toote na ye dharam veer ki jodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi arre tode se bhai toote na ye dharam veer ki jodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho koi tujhko de aawaaz to main boloon koi tujhe pukare to main lab kholoon koi tujhko de aawaaz to main boloon koi tujhe pukare to main lab kholoon kya jeena aur kya mar jaana aisa hota hai yaarana arre chhodi yaaron ne duniyaa par yaar ki baanh na chhodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho ye ladki hai ya resham ki dor hai kitna gussa hai kitni munh zor hai ye ladki hai ya resham ki dor hai kitna gussa hai kitni munh zor hai dheela chhod na dena hans ke rakhna dost lagaamen kaske arre mushkil se kaboo mein aaye ladki ho ya ghodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi arre tode se bhai toote na ye dharam
ekti parul bon ami tomar ami sakal saanjhi shato kaajer maajhe tomaye deke deke saara ekti parul bon ami tomar ami sakal saanjhe shato kaajer maajhe tomaye deke deke saara ekti parul bon ami tomar ami sakal saanjhe shato kaajer maajhe tomaye deke deke saara
saat bhai champa jaago re jaago re ghum ghum thaake na ghumer ei ghore ekti parul bon ami tomar ami shokal sajhe shoto kajer majhe tomay deke deke shara dao shara go shara o shaat bhai chompa jaago re jaago re ghum ghum thaake na ghumer ei ghore ekti parul bon ami tomar ami shokal sajhe shoto kajer majhe tomay deke deke shara dao shara go shara o shaat bhai chompa jaago re o saat bhai champa go rajar kumar kothay pokkhi raaj ghora tomar toloar o saat bhai champa go rajar kumar kothay pokkhi raaj ghora tomar toloar aajo rajar deshe ghore chhodmobeshe daini shorbonashi rakkhoshila abar saat bhai champa jaago re jaago re ghum ghum thaake na ghumer ei ghore ekti parul bon ami tomar ami shokal sajhe shoto kajer majhe tomay deke deke shara dao shara go shara o shaat bhai chompa jaagore ar raaj bari saat raani mayer ghore fire jaabo na jaabo na jaabo na re ar raaj bari saat raani mayer ghore fire jaabo na jaabo na jaabo na re ghore khudar jwala pothe jongol jwala rajar
haayeeeee haannnnnn haaannnnn haannnn saat saheliyaaan saat saheliyaan khadi khadi fariyaad sunaaye ghadi ghadi are saat saheliyaan khadi khadi fariyaad sunaaye ghadi ghadi ek saheli kaa miyaan tha dactor hoooooo ooooo oooooo haaye haaye are sach sach main kehti hoon sun lo sabhi sun lo sabhi are doctor ki biwi naa banna kabhi naa banna kabhi raat bhar muaaa raat bhar muaa sone naa de injection lagaaye ghadi ghadi raat bhar muaa sone naa de injection lagaaye ghadi ghadi are saat saheliyaan khadi khadi fariyaad sunaaye ghadi ghadi ek saheli ka miyaan tha driverr hoo soniyeeeee hooo hooo sach sach main kehniyaa sun lo sabhi sun lo sabhi driver di biwi naa banna kabhi naa banna kabhi haan raat bhar moyaa raat bhar moyaa sone naa de bhopu bajaaye ghadi ghadi raat bhar moyaa sone naa de bhopu bajaaye ghadi ghadi are saat saheliyaan khadi khadi fariyaad sunaaye ghadi ghadi ek saheli kaa miyaan tha darji hoooo hooo ooooo ooo sach sach main kehti hoon sun lo sabhi sun lo
lala la la lalaaaa lala la la lalaaaa lala la la lalaaaa lala la la lalaaaa saat samundar saat samundar paar main tere pichhe pichhe aa gayi main tere pichhe pichhe aa gayi zulmi meri jaan o zulmi meri jaan tere kadmon ke neeche aa gayi saat samundar paar main tere pichhe pichhe aa gayi main tere pichhe pichhe aa gayi naa rasta maaloom naa tera naam pata maaloom naa rasta maaloom naa tera naam pata maaloom kaise mere pyaar ne tujhko dhundhaa kya maaloom seedhi tere paas seedhi tere paas main ankhiyaan meeche meeche aa gayi saat samundar saat samundar paar main tere pichhe pichhe aa gayi main tere pichhe pichhe aa gayi zulmi meri jaan tere kadmon ke neeche aa gayi saat samundar paar main tere pichhe pichhe aa gayi main tere pichhe pichhe aa gayi lala la la lalaaaa lala la la lalaaaa lala la la lalaaaa lala la la lalaaaa maine apne chaubaare se di tujhko aawaaz maine apne chaubaare se di tujhko aawaaz neeche gali mein khada raha tu aisa tha naaraz tu uppar naa aaya
saat bhaanware jisse padin wahi saath nibhaayegi par naari ki preet kaam kitne din aayegi saat bhaanware jisse padin bhool se tune samjha jisko amrit ki pyali wo to madira hai khud ko behka dene waali behka dene waali madira ganga ki paawanta kahaan se laayegi par naari ki preet kaam kitne din aayegi saat bhaanware jisse padin do pranon ka bandhan hai do din ki nahin ye baat saat bhaanwron ka matlab hai saat janam ka saath saat janam ka saath seeta jab janmegi raam ko byahi jaayegi par naari ki preet kaam kitne din aayegi saat bhaanware jisse padin sabke saamne haath thaam kar jise diya dhoka us par kya beeti hogi tune ye nahin socha tune ye nahin socha tadap kisi ki tujhe zindagi bhar tadpaayegi par naari ki preet kaam kitne din aayegi saat bhaanware jisse padin wahi saath nibhaayegi par naari ki preet kaam kitne din aayegi saat bhaanware jisse padin
saath ho tum aur raat jawaan saath ho tum aur raat jawaan neend kise ab chain kahan kuchh to samjh aye bhole sanam kehti hai kya nazron ki zubaan saath ho tum aur raat jawaan mehkati hawa chhalakti ghata humse ye dil sambhalta nahin ye minnate mana kar chuki karein kya ye ab behalta nahin dekh ke tumko behakne laga lo machalne laga hasraton ka jahan saath ho tum aur raat jawaan neend kise ab chain kahan saath ho tum aur raat jawaan aa aa aaa aaa aaa aa aa aa aaaa hum iss raah mein mile iss tarah ke ab umr bhar na honge juda mere saaz e dil ki awaaz tum main kuchh bhi nahin tumhaare bina aao chalen hum jahan pyaar se wo gale mil rahe hain zamin aasmaan saath ho tum aur raat jawaan neend kise ab chain kahan kuchh to samjh aye bhole sanam kehti hai kya nazron ki zubaan saath ho tum aur raat jawaan
saath jiyenge saath marenge saath jiyenge saath marenge hum tum donon laila marne se naiyo darna tan bhi tera mann bhi tera jaan bhi teri hai chhaila marne se naiyo darna hoo marne se naiyo darna marne se naiyo darna pyaar humaara amar rahega tan mit jaayenge tan mit jaayenge hooo jism badal jaayenge apne naam badal jaayenge naam badal jaayenge hooo naye janam mein hoga apna madhur milan phir laila marne se naiyo darna hooo marne se naiyo darna marne se naiyo darna rab se milenge to puchhenge kaisi hai teri khudayi kaisi hai teri khudayi pyaar ki kismat mein kyun likh di tune sirf judaayi tune sirf judaayi oooo rab ke likhe ko sach kar denge mar ke hum tum chhaila marne se naiyon darna saath jiyenge saath marenge hum tum donon laila marne se naiyo darna hooo marne se naiyo darna marne se naiyo darna marne se naiyo darna marne se naiyo darna marne se naiyo darna
saath kisi ke koi kab aata hai saath kisi ke kab jaata hai pal do pal ka saath sabhi ka pal do pal ka naata hai saath kisi ke koi kab aata hai saath kisi ke kab jaata hai jo na mile kya unka ghum jab mile huye kho jaate hai sapne nahin jis neend ke andar aisi neend so jaate hai aisi neend so jaate hai saath kisi ke koi kab aata hai saath kisi ke kab jaata hai pal do pal ka saath sabhi ka pal do pal ka naata hai saath kisi ke koi kab aata hai saath kisi ke kab jaata hai kachhe ghade jaisi yeh duniyaa paar kisi ko utare kya khud hi sahaara dhoondhne waale tujhko denge sahaare kya tujhko denge sahaare kya saath kisi ke koi kab aata hai saath kisi ke kab jaata hai pal do pal ka saath sabhi ka pal do pal ka naata hai saath kisi ke koi kab aata hai saath kisi ke kab jaata hai
saath mein pyaara saathi hai raat bhi ye madmati hai aise mein ab tum hi kaho neend kise kab aati hai saath mein pyaara saathi hai raat bhi ye madmati hai aise mein ab tum hi kaho neend kise kab aati hai saath mein pyaara saathi hai saaya bhi jinn ka kal tak rehta tha door humse kyun pass aa gaye vo poochhe na koi humse saaya bhi jinn ka kal tak rehta tha door humse kyun pass aa gaye vo poochhe na koi humse aaaah saath mein pyaara saathi hai raat bhi ye madmati hai aise mein ab tum hi kaho neend kise kab aati hai saath mein pyaara saathi hai poonam ke chaand jaisi bharpoor ye jawani uthti hai dekh jisko dil mein umang deewani poonam ke chaand jaisi bharpoor ye jawani uthti hai dekh jisko dil mein umang deewani aaaah saath mein pyaara saathi hai raat bhi ye madmati hai aise mein ab tum hi kaho neend kise kab aati hai saath mein pyaara saathi hai jee chaahe aaj tujhko seene se main laga loon ho naa juda kabhi phir saanson mein yun basa loon jee chaahe aaj tujhko
saath mere aaogi kahaan ice cream khaaogi haan haan saath mere aaogi kahaan ice cream khaaogi haan haan paas bulaate ho ice cream khilaate ho bolo iraada hai kya apna ye waada hai kya nek iraada hai waah waah tumko ghumaaunga duniyaa dikhaunga aayega tumko mazaa taram param pam param pam taram param pam taram param pam param pam taram param pam maine waada kiya poora wo kar diya kaho kaisa laga mere yaar bahot achchha laga honthon se jo suna aankhon se jo kaha kaho kaisa laga mere yaar are baba bolti hoon naa bahot achchha laga chori chori pyaar karna bahot bura hai pyaar se inkaar karna bahot bura hai dil naa karo chhota abhi tumne dekha hi kya taram param pam param pam taram param pam picture dekhogi haan haan disco mein chalogi kahaan picture dikhate ho disco mein le jaate ho bolo iraada hai kya taram param pam param pam taram param pam din mein taare dikhe bade pyaare dikhe mujhko jannat nazar aa gayi sach much dheere dheere piya dil tune liya pyaar ki ye adaa
aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa saathi haath badhana saathi haath badhana ek akela thak jaayega mil kar bojh uthana saathi haath badhana saathi haath badhana ek akela thak jaayega mil kar bojh uthana saathi haath badhana hum mehnat waalon ne jab bhi mil kar kadam badhaaya saagar ne rastaa chhoda parbat ne sees jhukaaya faulaadi hai seene apne faulaadi hai baahen hum chaahen to paida kar den chattaanon mein raahen aaaaaa aaaaaaa saathi haath badhana saathi haath badhana ek akela thak jaayega mil kar bojh uthana saathi haath badhana mehnat apne lekh ki rekha mehnat se kya darna kal gairon ki khaatir ki aaj apni khaatir karna apna sukh bhi ek hai saathi apna dukh bhi ek apni manzil sach ki manzil apna rasta nek aaaaaa aaaaaaa saathi haath badhana saathi haath badhana ek akela thak jaayega mil kar bojh uthana saathi haath badhana ek
Saathi Hai Albela
oh ho oo saathi mere saathi saathi mere saathi rut aati jaati rut aati jaati kahe teri meri kahaani kahe teri meri kahaani saathi mere saathi rut aati jaati kahe teri meri kahaani kahe teri meri kahaani aise hum saathi jaise diya baati aise hum saathi jaise diya baati rab ki badi hai meherbaani rab ki badi hai meherbaani saathi mere saathi rut aati jaati kahe teri meri kahaani kahe teri meri kahaani hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm raam ji ne saari ye duniya banaayi humne ye duniya sajaayi majdoor hum hain hum kis se kam hain hum majdoor hum hain hum kis se kam hain hum mehnat ki apni kamaayi hum hi akele donon se khele kya aag hai kya paani aa aa aa aaaa kahe teri meri kahaani kahe teri meri kahaani oh ho oh ho hoo hooo sun mere raaja sun mere raaja aa aa paas aaja o sun mere raaja aa aa paas aaja achchhi nahin itni doori hain kaam jitne saare jahaan ke hain kaam jitne saare jahaan ke hai pyaar sabse zaroori dil na lage to sau saal ji lo kis kaam ki ye zindgaani saathi
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa saathi mere saathi us duniya se is duniya tak tujhko dhundhti aayi saathi mere saathi us duniya se is duniya tak tujhko dhundhti aayi saathi re tu kahaan hai kahaan hai kahaan hai kahaan hai sach karne ko sapna tera laayi hoon main zulfon ka andhera sach karne ko sapna tera laayi hoon main zulfon ka andhera saathi re tu kahaan hai kahaan hai kahaan hai kahaan hai oo ho oo ho aa haaaa oo ho oo ho hoooo sadiyon se hoon pyaar ki main pyaasi pyaas bujha de tu aaj zara si sadiyon se hoon pyaar ki main pyaasi pyaas bujha de tu aaj zara si saathi re tu kahaan hai kahaan hai kahaan hai kahaan hai saathi mere saathi us duniya se is duniya tak tujhko dhundhti aayi saathi re tu kahaan hai kahaan hai kahaan hai kahaan hai
saathi mere o saathi mere saathi mere tum jo bane saara jahaan mere saath aa gaya aa gaya jaane jahaan o jaane jaan saara jahaan kuchh bhi nahin haathon mein jo tera haath aa gaya aa gaya pyaase pyaase mere armaan puchhen saath nibhega kab tak apna jab tak dil mein rahe ek bhi dhadkan jab tak aankhon mein rahe ek bhi sapna har dhadkan bani dulhan bani dulhan har dhadkan liye sapnon ki tu baaraat aa gaya aa gaya saathi mere saathi mere tum jo bane tum jo bane saara jahaan mere saath aa gaya aa gaya bolo bolo mere praan sanwariya rakhoge mujhko bolo tum kaise milke rahenge hum tum aise rang mil jaayen rangon mein jaise rangon ki umangon ki umangon ki tarangon ki liye saath koi barsaat aa gaya aa gaya saathi mere o saathi mere saathi mere tum jo bane saara jahaan mere saath aa gaya aa gaya jaane jaan o jaane jaan saara jahaan kuchh bhi nahin haathon mein jo tera haath aa gaya aa gaya aa gaya aa gaya
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm saathi milte hain badi mushkil se saathi milte hain badi mushkil se kisi ka saath na chhodna saathi milte hain badi mushkil se kisi ka saath na chhodna jaan se pyaari hoti hai yaari jaan se pyaari hoti hai yaari yaari kabhi na todna kisi ka saath na chhodna samay to hai ek chanchal dhaara samay to hai ek chanchal dhaara kaun ise lautaega bichhda saathi toota taara phir na kabhi mil paayega jisse bhi milna pyaar se milna jisse bhi milna pyaar se milna dil na kisi ka todna kisi ka saath na chhodna saathi milte hain badi mushkil se kisi ka saath na chhodna pyaar ka paudha har pal seencho pyaar ka paudha har pal seencho der lage kumhlaata hai toot gaya to jud nahin paata bada hi naazuk naata hai jag mein kisi se pyaar ka naata jag mein kisi se pyaar ka naata soch ke hi jodna kisi ka saath na chhodna saathi milte hain badi mushkil se kisi ka saath na chhodna yaar na ho jiss mehfil mein yaar na ho jiss mehfil mein wo
hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm saathi na koi manzil diya hai na koi mehfil chala mujhe le ke aye dil akela kahan saathi na koi manzil diya hai na koi mehfil chala mujhe le ke aye dil akela kahan saathi na koi manzil humdum koi mile kahin aise naseeb hi nahin bedard hai zameen door aasmaa humdum koi mile kahin aise naseeb hi nahin bedard hai zameen door aasmaa saathi na koi manzil diya hai na koi mehfil chala mujhe le ke aye dil akela kahan saathi na koi manzil galiyaan hai apne des ki phir bhi hai jaise ajnabi kis ko kahe koi apna yahan galiyaan hai apne des ki phir bhi hai jaise ajnabi kis ko kahe koi apna yahan saathi na koi manzil diya hai na koi mehfil chala mujhe le ke aye dil akela kahan saathi na koi manzil patthar ke aashnaa mile patthar ke devata mile sheeshe ka dil liye jaaun kahan patthar ke aashnaa mile patthar ke devata mile sheeshe ka dil liye jaaun kahan saathi na koi manzil diya hai na koi mehfil chala mujhe le ke aye dil akela
saathi reeeeee bhool naa jaana mera pyaar saathi reeeeee bhool naa jaana mera pyaar meri wafaa ka aye mere humdam kar lena aitbaar saathi reeeeee bhool naa jaana mera pyaar saathi reeeeee bhool naa jaana mera pyaar door kabhi kar de jooo majbooriiii wo doori to hogi nazar ki dooriii door kabhi kar de jooo majbooriiii wo doori to hogi nazar ki dooriii teri duwaayen gar saath rahen aayegi phir se bahaar saathi reeeeee bhool naa jaana mera pyaar saathi reeeeee bhool naa jaana mera pyaar kaash kabhi ye raina naa beete preet ka ye paimaana kabhi naa reete kaash kabhi ye raina naa beete preet ka ye paimaana kabhi naa reete dar hai kahin aane waali sehar le le naa dil ka qaraar saathi reeeeee bhool naa jaana mera pyaar saathi reeeeee bhool naa jaana mera pyaar meri wafaa ka aye mere humdam kar lena aitbaar saathi reeeeee bhool naa jaana mera pyaar saathi reeeeee bhool naa jaana mera pyaar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Saadh Re Mann Sur Ko Sur Sangam (1985) 06:12 12509
 
Poster of Sur Sangam (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Vasant Dev
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
Duration : 06:12   Song Number : 12509   

Saat Ajoobe Iss Duniya Mein Dharam Veer (1977) 06:18 18281
 
Poster of Dharam Veer (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Jeetendra
Duration : 06:18   Song Number : 18281   

Saat Bhai Champa Jago Re Supur, Shalini & Sritama 03:01 33017
 
Poster of Supur, Shalini & Sritama
 
Singer- 
Supur, Shalini, Sritama
Duration : 03:01   Song Number : 33017   

Saat Bhai Champa Jagore Lata Mangeshkar 03:20 19336
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Lyricist
Salil Chowdhury
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:20   Song Number : 19336   

Saat Saheliyan Vidhaata (1982) 09:14 12529
 
Poster of Vidhaata (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Padmini Kolhapure
Duration : 09:14   Song Number : 12529   

Saat Samundar Paar Vishwatma (1992) 06:33 21194
 
Poster of Vishwatma (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Viju Shah
On Screen Actors- 
Gulshan Grovar, Chanki Pandey
Duration : 06:33   Song Number : 21194   

Saath Bhaanware Jisse Padin Sanskar (1958) 03:11 17629
 
Poster of Sanskar (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Manna Dey
Duration : 03:11   Song Number : 17629   

Saath Ho Tum Aur Raat Jawan Kanch Ki Gudiya (1961) 03:25 31136
 
Poster of Kanch Ki Gudiya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Suhrid Kar
Singer- 
Mukesh, Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Sayeeda
Duration : 03:25   Song Number : 31136   

Saath Jiyenge Laila (1984) 05:07 14093
 
Poster of Laila (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Poonam Dhillon
Duration : 05:07   Song Number : 14093   

Saath Kisi Ke Koi Kab Aata Parmatma (1976) 03:14 31125
 
Poster of Parmatma (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
K Babu Ji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Rekha
Duration : 03:14   Song Number : 31125   

Saath Mein Pyaara Dil Daulat Duniya (1972) 04:52 12326
 
Poster of Dil Daulat Duniya (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Prem Narayan Arora
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sadhna
Duration : 04:52   Song Number : 12326   

Saath Mere Aaogi Justice Chaudhury (1983) 05:39 18368
 
Poster of Justice Chaudhury (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sridevi
Duration : 05:39   Song Number : 18368   

Saathi Haath Badhana Naya Daur (1957) 05:37 21196
 
Poster of Naya Daur (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 05:37   Song Number : 21196   

Saathi Hai Albela Hum Matwale Naujawan (1961) 03:17 39438
 
Poster of Hum Matwale Naujawan (1961)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sayeeda Khan, Pradeep Kumar
Duration : 03:17   Song Number : 39438   

Saathi Mere Saathi Aahuti (1978) 07:53 15675
 
Poster of Aahuti (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 07:53   Song Number : 15675   

Saathi Mere Saathi Veerana (1988) 06:05 40562
 
Poster of Veerana (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Jasmine
Duration : 06:05   Song Number : 40562   

Saathi Mere Tum Jo Bane Sau Din Saas Ke (1980) 04:51 39974
 
Poster of Sau Din Saas Ke (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Reena Roy
Duration : 04:51   Song Number : 39974   

Saathi Milte Hain Badi Ek Hans Ka Joda (1975) 05:15 32311
 
Poster of Ek Hans Ka Joda (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anil Dhawan
Duration : 05:15   Song Number : 32311   

Saathi Na Koi Manzil Bombai Ka Babu (1960) 05:16 12213
 
Poster of Bombai Ka Babu (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 05:16   Song Number : 12213   

Saathi Re Bhool Naa Jaana Kotwal Saab (1977) 05:17 16453
 
Poster of Kotwal Saab (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Aparna Sen
Raag- 
Marwa
Duration : 05:17   Song Number : 16453