Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShaba%20Ni%20Shaba
HomeShaba%20Ni%20Shaba
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi na inki dosti achchhi na inki dushmani achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi na inki dosti achchhi na inki dushmani achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi na inki dosti achchhi na inki dushmani achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi peele chehre hain magar unpe lipstik powder cartoonon ki tarah aa rahe hain ye nazar ye hain sham e anjuman dekho inka baankpan husn ki tauheen hain adhkhule inke badan na inka pyaar achchha hai na inki berukhi achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi na inki dosti achchhi na inki dushmani achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi inki surat dekh kar inki haalat dekh kar muskura denge huzur aap bhi muh pher kar ye to apne aap ki khud udate hain hansi ek tamashe ke siwa kuchh nahin ye zindagi andhere jis se sharmaye nahin wo roshni achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi na inki dosti
saans albeli saans albeli saans albeli saans albeli saans albeli saans albeli kaun si dor kheenche kaun si kaate re kaate re saans albeli saans albeli kaun si dor kheenche kaun si kaate re kaate re saans albeli kahe kaahe mohe baante re baante re kaun si dor kheenche kaun si kaate re kaate re mann jungle mein aandhi hulchal patte bhichdan laage lehar lehar utpaat nadi mein hridya jwaar sa jaage jeevan shor aaye aur jaaye jeevan shor aaye aur jaaye shaaswat bus sannaate re shaaswat bus sannaate re sannaate re sannaate re kaun si dor kheenche kaun si kaate re kaate re saans albeli saans albeli saans albeli saans albeli bade jatan se fasal lagaayi chun chun beej rachaaye baandh tak taki ki rakhwaari tab ankur muskaaye bhaagya chiraiya badi nithur hai bhaagya chiraiya badi nithur hai kaun jo usko daante re kaun jo usko daante re daante re kaun si dor kheenche kaun si kaate re kaate re saans albeli saans albeli saans albeli saans albeli saans albeli saans albeli saans
saanson ki maala pe saanson ki maala pe simrun main pee kaa naam simrun main pee kaa naam aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa saanson ki maala maala apne mann ki main jaanun aur pee ke maan ki raam saanson ki maala pe simrun main pee kaa naam aaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa sa re ga ma ni re sa re sa ni dha ni dha ma ga ma ga re sa ni sa sa saanson ki maala pe simrun main pee kaa naam yahi meri bandagi hai yahi meri pooja aaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa sa son ki maa laa pe sa son ki maa laa pe sa son ki maa laa pe sim run main sim run main sim run main pee kaa naam aaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa ik ka saajan mandir mein aur ik ka preetam masjid mein par main prem ke rang mein aisi doobi ban gaya ek hi roop prem ke rang mein prem ki maala japte japte aap bani main shyaam sa ni sa sa sa ni sa sa sa ni sa sa sa ni sa sa sa ni sa sa sa ni sa sa sa ni sa sa sa ni sa sa sa ni sa sa sa ni sa sa sa ni sa sa
saanson ko jeene ka ishaara mill gaya dooba main tujhmein to kinara mill gaya saanson ko jeene ka ishaara mill gaya zindagi ka pata dobara mil gaya tu mila to khuda ka sahaara mill gaya tu mila to khuda ka sahaara mill gaya ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada bin tere bin tere dil ye tha ghamzada aaraam de tu mujhe barson ka hoon main thaka palkon pe raatein liye tere waaste main jaga main jaga aaraam de tu mujhe barson ka hoon main thaka palkon pe raatein liye tere waaste main jaga mere har dard ki gehraayi ko mehsoos karta hai tu teri aankhon se ghum tera mujhe maaloom hone laga tu mila to khuda ka sahaara mill gaya tu mila to khuda ka sahaara mill gaya main raaz tujhse kahun humraz ban ja zara karni hai kuchh guftgu alfaaz ban ja zara main raaz tujhse kahun humraz ban ja zara karni hai kuchh guftgu alfaaz ban ja zara juda jab se hua tere bina khamosh rehta hoon main labon ke paas aa ab tu meri aawaaz ban ja zara tu mila to khuda ka sahaara mill gaya tu mila to
saanson mein kabhi dil mein kabhi nazron mein raha karna jag bairi ho to kya tum humse wafa karna saanson mein kabhi dil mein kabhi nazron mein raha karna jag bairi ho to kya tum humse wafa karna jaane pyaar nibhana deewane dil ki lagi ke jaane pyaar nibhana deewane dil ki lagi ke kya hai mubabbat zamaana humse ye seekhe pyaar humne kiya pyaar humko sadaa karna saanson mein kabhi dil mein kabhi nazron mein raha karna jag bairi ho to kya tum humse wafa karna aaye khushiyon ka mausam haa aa ke aaye ghum ka mahina aaye khushiyon ka mausam aa haaa haa ke aaye ghum ka mahina tumhi pe marna tumhaare sang sang hai jeena kabhi hoyen na juda bas itni dua karna ho oo saanson mein kabhi dil mein kabhi nazron mein raha karna jag bairi ho to kya tum humse wafa karna jag bairi ho to kya tum humse wafa karna la la la la la la la hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm la la la la la la la hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm la la la la la la la
saanson se nahin kadmon se nahin muhabbat se chalti hai duniyaa saanson se nahin kadmon se nahin muhabbat se chalti hai duniyaa daulat se nahin taaqat se nahin muhabbat se chalti hai duniyaa duniyaa saanson se nahin kadmon se nahin muhabbat se chalti hai duniyaa palkon se kaante hata denge phool to kya dil bichha denge mitne naa denge naam e muhabbat khud ko khushi se mita denge palkon se kaante hata denge phool to kya dil bichha denge mitne naa denge naam e muhabbat khud ko khushi se mita denge taajo se nahin takhton se nahin muhabbat se chalti hai duniyaa duniyaa saanson se nahin kadmon se nahin muhabbat se chalti hai duniyaa daulat se nahin taaqat se nahin muhabbat se chalti hai duniyaa duniyaa saanson se nahin kadmon se nahin muhabbat se chalti hai duniyaa pyaar ke waade hum nibha denge kadmon pe ambar ko jhuka denge rang hain jitne bhi khushiyon ke raahon mein teri sajaa denge pyaar ke waade hum nibha denge kadmon pe ambar ko jhuka denge rang hain jitne bhi
sansaar hai ik nadiyaan dukh sukh do kinaare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan dukh sukh do kinaare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan dharti pe amber ki aankhon se barste hain ek roz wahi boondein phir baadal bante hain phir baadal bante hain iss banne bigadne se dustoor mein saare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan chalte huye jeevan ki raftaar mein ik lai hai ik raag ik sur mein sansaar ki har shai hai sansaar ki har shai hai ek taal ki gardish mein ye chaand sitaare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan koi bhi kisi ke liye apna na paraaya hai rishthon ke ujaale mein har aadmi chhaya hai har aadmi chhaya hai kudrat ke bhi dekho to ye khel niraale hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan hai kaun wo duniyaan mein na paap kiya jisne bin uljhe kaanton se hain phool chune kisne hain phool
sansaar se bhaage phirte ho bhagwaan ko tum kya paaoge iss lok ko bhi apna na sake uss lok mein bhi pachhtaaoge sansaar se bhaage phirte ho ye paap hai kya ye punya hai kya reeton par dharm ki mohren hain ye paap hai kya ye punya hai kya reeton par dharm ki mohren hain reeton par dharm ki mohren hain har yug mein badalte dharmon ko kaise aadarsh banaaoge sansaar se bhaage phirte ho ye bhog bhi ek tapasyya hai tum tyaag ke maare kya jaano ye bhog bhi ek tapasyya hai tum tyaag ke maare kya jaano tum tyaag ke maare kya jaano apmaan rachetaa kaa hoga rachnaa ko agar thukraaoge sansaar se bhaage phirte ho hum kehte hai ye jag apna hai tum kehte ho jhutha sapna hai hum kehte hai ye jag apna hai tum kehte ho jhutha sapna hai tum kehte ho jhutha sapna hai hum janam bita kar jaayenge tum janam gawaa kar jaaoge sansaar se bhaage phirte ho bhagwaan ko tum kya paaoge sansaar se bhaage phirte ho
sansaar ki har shai ka itna hi fasaana hai ek dhundh se aana hai ek dhundh mein jaana hai ye raah kahaan se hai ye raah kahaan tak hai ye raaz koi raahi samjha hai naa jaana hai sansaar ki har shai ka itna hi fasaana hai ek dhundh se aana hai ek dhundh mein jaana hai ek pal ki palak par hai thehri huyi ye duniyaa ek pal ke jhapkne tak har khel suhaana hai sansaar ki har shai ka itna hi fasaana hai ek dhundh se aana hai ek dhundh mein jaana hai kya jaane koi kis par kis mod pe kya beete iss raah mein aye raahi har mod bahana hai sansaar ki har shai ka itna hi fasaana hai ek dhundh se aana hai ek dhundh mein jaana hai lara la lala la lala lara la lala la lala la lala lara la lala la lala lara la lala la lala
sanyasini oh oh oh sanyasini nin punyasramathil njaan sandhyaa pushpavumaay vannu aarum thurakkaatha poomukha vaathilil anyane pole njaan ninnu sanyasini ninde dukhaardramaam mookaasrudhaarayil ende swapnangal alinju sagagadham ende mohangal marichoo ninde dukhaardramaam mookaasrudhaarayil ende swapnangal alinju sagagadham ende mohangal marichoo ninde manassinde theekkanal kannilveenende pookkalkarinjoo raathri pakalinodenna pole yaathra chodippoo njaan sanyasini nin punyasramathil njaan sandhyaa pushpavumaay vannu ninde eekaanthamaam ormathan veedhiyil enneyennengilum kaanum orikkal nee ende kaal paadukal kaanum ninde eekaanthamaam ormathan veedhiyil enneyennengilum kaanum orikkal nee ende kaal paadukal kaanum annumennaathmaavu ninnodu mandrikkum ninne njaan snehichirunnu raathri pakalinodenna pole yaathra chodippoo njaan sanyasini nin punyasramathil njaan sandhyaa pushpavumaay vannu aarum thurakkaatha poomukha vaathilil anyane pole njaan ninnu sanyasini oh oh oh
say na say na how you said it to me sone di na di na how you did it to me dholi dhol bajaa raj raj ke o aaisa yaar manana ai nachke say na say na how you said it to me sone di na di na how you did it to me dholi dhol bajaa raj raj ke asaan yaar manana ai nachke ho say na sir te duppatta lehriya nachye pind de kudi de naal shehriya te dhol wajda ho kudiyo dhol wajda gora chitta rang gala gooriyan sadi rab ne bana di jodiyan te dhol wajda ho mundiyo dhol wajda say na say na how you said it to me sone di na di na how you did it to me dholi dhol baja raj raj ke ho asaan yaar manana ai nachke ho say na say na say na how you said it to me sone di na di na how you did it to me dholi dhol baja raj raj ke asaan yaar manana ai nachke ho say na all of you thigh girls in the house if you feeling what i''m saying then shout it out say dhol wajda kudiyo dhol wajda all of you desi boys in the house just put your hands up and join the crowd say dhol wajda mundiyo dhol wajda say na
sa sa sa sa sa sa sa sa sa re ga sa ni sa re ni sa pa ga ma pa ni sa ga pa pa pa pa dha pa dha pa pa ma ga re sa chudiyon ki tokri phoolon ka chhaaba haai chudiyon ki tokri phoolon ka chhaaba ho chudiyon ki tokri phoolon ka chhaaba doli mein bhar ke noor behisaaba veera di ghodi tap gayi veera di ghodi tap gayi duaba baaje aangan mein dholak baaje aangan mein dholak mere veer ne chadhna ghodi te ghodi thai thai naache mere veer ne chadhna ghodi te ghodi thai thai naache chal ghodi ko daale ghunghroo aur aage aage dhaf baaje veera di ghodi tap gayi veera di ghodi tap gayi duaba baaje aangan mein dholak baaje aangan mein dholak mere veer ne chadhna ghodi ghodi na khaaye daana mere veer ne chadhna ghodi ghodi na khaaye daana khaaye to choor ke laddoo pista baadam bhai laana veera di ghodi tap gayi veera di ghodi tap gayi duaba baaje aangan mein dholak baaje aangan mein dholak kikliyaan daalo kikliyaan kikliyaan daalo kikliyaan arre jalti bhujti titliyaan behno ne
khushi jisne khoji wo dhan le ke lauta hansi jisne khoji chaman le ke lauta magar pyaar ko khojne jo chala wo na tan le ke lauta na mann le ke lauta subah na aayi shaam na aayi subah na aayi shaam na aayi jis din teri yaad na aayi yaad na aayi subah na aayi shaam na aayi kaisi lagan lagi ye tujh se kaisi lagan ye lagi hansi kho gayi khushi kho gayi aansoon tak sab rahan ho gaye arthi tak nilaam ho gayi arthi tak nilaam ho gayi duniyaa ne dushmani nibhaayi yaad na aayi subah na aayi shaam na aayi tum mil jaate to ho jaati poori apani raam kahaani khandhar taajmahal ban jaata gangajal aankhon ka paani gangajal aankhon ka paani gangajal aankhon ka paani saanson ne hathkadi lagaayi yaad na aayi subah na aayi shaam na aayi jaise bhi ho tum aa jaao jaise bhi ho tum aa jaao aa jaao aa jaao jaise bhi ho tum aa jaao aag lagi hai tan mein aur mann mein aag lagi hai tan mein aur mann mein ek taar ki dori hai ek taar ki dori hai bas daaman aur kafan mein huyi maut ke sang
suhana safar aur ye mausam haseen suhana safar aur ye mausam haseen humen dar hai hum kho naa jaayen kahin suhana safar aur ye mausam haseen ye kaun hansta hai phoolon mein chhup kar bahaar bechain hai kiski dhun par ye kaun hansta hai phoolon mein chhup kar bahaar bechain hai kiski dhun par kahin gun gun kahin run jhun ke jaise naache zameen suhana safar aur ye mausam haseen humen dar hai hum kho naa jaayen kahin suhana safar aur ye mausam haseen ye gori nadiyon ka chalna uchchhal kar ke jaise alhad chale pee se mil kar ye gori nadiyon ka chalna uchchhal kar ke jaise alhad chale pee se mil kar pyaare pyaare ye nazaare nikhaar hai har kahin suhana safar aur ye mausam haseen suhana safar aur ye mausam haseen humen dar hai hum kho naa jaayen kahin suhana safar aur ye mausam haseen oooo hooo hoooo oooo hooo hoooo oooo hoooooooo wo aasmaan jhuk raha hai zameen par wo aasmaan jhuk raha hai zameen par ye milan humne dekha yahin par wo aasmaan jhuk raha hai zameen par ye
suna suna lamha lamha meri raahen tanha tanha aakar mujhe tum tham lo manzil teri dekhe rastaa mudke zara ab dekh lo aisa milan phir ho na ho sab kuchh mera tum hi to ho o o o bepanaah pyaar hai aajaa tera intezaar hai aajaa bepanaah pyaar hai aajaa tera intezaar hai aajaa suna suna lamha lamha meri raahen tanha tanha aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa bichhade bhi hum jo kabhi raaston mein to sang sang rahungi sada kadmon ki aawaaz sun ke chalungi tumhen dhoondh loongi sada dhooli muhabbat ki ye khushbooyen hain hawaaon mein faily huyi chhoo kar mujhe aaj mehsoos kar lo wo yaaden meri anchhuyi aisa milan phir ho na ho sab kuchh mera tum hi to ho o o o bepanaah pyaar hai aajaa tera intezaar hai aajaa bepanaah pyaar hai aajaa tera intezaar hai aajaa suna suna lamha lamha meri raahen tanha tanha aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa yaadon ke dhaago mein hum tum bandhe hai zara dor tum tham lo baahon mein phir se pighal jaane do mujhko phir se mera naam lo main wo shamma hoon jo roshan
haaaaa haaaaa haaaa haaaaa haaaa mujhe jab daadi amma ka zamana yaad aata hai to chidiya aur kauve ka fasaana yaad aata hai are jawaan ladki ko aye jawaan ladki oye oye oye jawaan oye oye oye oye jawaan ladki ko nange sar kabhi wo dekh leti thi to jaane kaisi kaisi gaaliyaan jee bhar ke deti thi o khasmanu khani utte kitte jaani agg lage teri jawani ko chor le jaaye teri naani ko iss umar mein ye haal kambakhat dupatta sambhal puraani ladkiyaan bhi sharm ko jevar samjhti thi bujurgon ke hi kadmon mein wo apna ghar samjhti thi magar iss daur mein wo potiyaan naa daadiyaan dekhi jawaan yaa budhiyaan sab husn ki shehzaadiyaan dekhi kishora chhora qawaal khandve waala ab suniye suniye suniye aaj kal ki ladkiyon ka programme suniye suniye aaj kal ki ladkiyon ka programme kaise inki suhab guzre kaise inki shaam suniye suniye aaj kal ki ladkiyon ka programme suniye suniye nau baje tak bistar mein ye khurche apne gaalon ko sapne dekhen beetal ke aur noche apne baalon ko
suniye suniye hamara fasaana dil naa jaane kahaan kho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya suniye suniye hamara fasaana dil naa jaane kahaan kho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya humko bharosa tha apne dil par kaise tumhara hua hai humko bharosa tha apne dil par kaise tumhara hua hai hota hai kya kya dekhoge aage ye to abhi ek khata hai roz raaton ko taare ginoge rog dil ka tumhen ho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya suniye suniye hamara fasaana dil naa jaane kahaan kho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya kitne musaafir bhoole hain manzil ulfat ke raste na jaana kitne musaafir bhoole hain manzil ulfat ke raste na jaana jitna bhi chaho hamko sata lo ye hai tumhara zamaana hum bhi ek roz tum par hansenge pyaar tumko agar ho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya suniye suniye hamara fasaana dil naa jaane kahaan kho gayaa bhool jao ji tum apne dil ko
tum ho kamaal tum bemisaal tum lajazaab ho aisha aisi haseen ho jisko chhoo lo usko haseen kar do tum sochti ho duniyaa mein koi bhi kyun kharab ho aisha tum chahti ho tum koi rang har zindagi mein bhar lo bhar lo nikli ho likhne kismat kisi ki apni hi dhun mein tum aisha ye shoukh kya hai ye zid hai kaisi itna bata do humko suljhane mein tum auron ki uljhane hoti ho jo gum aisha apni bhi koi uljhan ko door kar ke dikha do humko suno aisha itna to tum bhi samjho aisha haa haa tum chaahe jitna chaaho aisha haa haa tum jitni koshish kar lo aisha haa haa tumsa na hoga koi baaton mein ho aa jaati ho jaati ho jazbaati soche samjhe bin ke muhabbat ki hai raah kya pal mein ho ke deewani karti ho tum manmaani tum ko hai duniyaa wuniyaa ki koi parwaah kya aisha jise kehte hain ek hai wo laakhon mein dil mein jaa ke rukti hai aati hai jo aankon mein magar aisha haa haa itna to tum bhi samjho aisha haa haa tum chaahe jitna chaaho aisha haa haa tum jitni koshish kar lo aisha
hoooo aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa suno sajna papihe ne suno sajna papihe ne kaha sab se pukaar ke sambhal jaao chaman waalon sambhal jaao chaman waalon ke aaye din bahaar ke suno sajna suno sajna phoolon ki daaliyaan bhi yahi geet gaa rahi hain ghadiyaan piya milan ki nazdik aa rahi hai nazdik aa rahi hai hawaaon ne jo chhede hain hawaaon ne jo chhede hain fasaane hain wo pyaar ke sambhal jaao chaman waalon ke aaye din bahaar ke suno sajna suno sajna dekho na aise dekho marzi hai kya tumhari bechain kar na dena tum ko kasam humari tum ko kasam humari humin dushman na ban jaaye humin dushman na ban jaaye kahin apne qaraar ke sambhal jaao chaman waalon ke aaye din bahaar ke suno sajna suno sajna baagon mein pad gaye hain saawan ke mast jhoole aisa sama jo dekha raahi bhi raah bhoole raahi bhi raah bhoole ke jee chaaha yahin rakh de ke jee chaaha yahin rakh de umr saari guzaar ke sambhal jaao chaman waalon ke aaye din bahaar ke suno sajna suno sajna
aa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa suno suno aye duniya waalo bapu ki yeh amar kahani suno suno aye duniya waalo bapu ki yeh amar kahani woh bapu jo pujya hai itna jitna ganga maa ka paani woh bapu jo pujya hai itna jitna ganga maa ka paani suno suno aye duniya waalo bapu ki yeh amar kahani suno suno aye duniya waalo bapu ki yeh amar kahani tees janwari shaam ko bapu tees janwari shaam ko bapu birla ghar se bahar aaye prarthana asthaan ki jaanib dheere dheere kadam badhaye lekin us din honi apna roop badal kar aayiii aur ahinsa ke seene parrr hinsa ne goli barsaayi bapu ne kahaa raaam raaam aur jag se kiya kinaara raam ke mandir mein ja pahuncha shri raam ka pyaara jao bapu pyare bapu rahega naam tumhara jab tak chamke chand sitaare chamke kaam tumhara bapu tumne pran diye aur maut ki shaan badhayi tumne apna khoon diyaa aur maut ki shaan badhayi tumne apna khoon diyaa aur prem ki jyot jalaayi jai bapu ki jai gandhi ki bolo sab jan jai gandhi jai bapu ki jai gandhi ki bolo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Haseenon Se To Bas Ustadon Ke Ustad (1963) 03:27 36986
 
Poster of Ustadon Ke Ustad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:27   Song Number : 36986   

Saans Albeli Aarakshan (2011) 05:40 40889
 
Poster of Aarakshan (2011)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2011
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
Shankar Ehsaan Loy
On Screen Actors- 
Deepika Padukone, Saif Ali Khan
Duration : 05:40   Song Number : 40889   

Saanson Ki Maala Pe Nusrat Fateh Ali Khan 06:10 11798
 
Poster of Nusrat Fateh Ali Khan
 
Category
Ghazal
Duration : 06:10   Song Number : 11798   

Saanson Ko Zid (2014) 04:49 36238
 
Poster of Zid (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Shakeel Azmi
Music Director- 
Toshi - Sharib
Singer- 
Ajit Singh
On Screen Actors- 
Mannara, Karanveer Sharma
Duration : 04:49   Song Number : 36238   

Saanson Mein Kabhi Parchhaiyan (1972) 03:40 18299
 
Poster of Parchhaiyan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Reshma
Duration : 03:40   Song Number : 18299   

Saanson Se Nahin Mohabbat (1985) 05:37 18449
 
Poster of Mohabbat (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Vijayanta
Duration : 05:37   Song Number : 18449   

Sansaar Hai Ik Nadiyaan Raftaar (1975) 05:55 31133
 
Poster of Raftaar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Abhilash
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:55   Song Number : 31133   

Sansaar Se Bhaage Phirte Chitralekha (1964) 04:02 12316
 
Poster of Chitralekha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:02   Song Number : 12316   

Sansar Ki Har Shai Dhund (1973) 03:10 12324
 
Poster of Dhund (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Madan Puri
Raag- 
Bhupali
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:10   Song Number : 12324   

Sanyasini Rajhamsam (1974) 04:17 31055
 
Poster of Rajhamsam (1974)
 
Category
Malayalam
Year- 
1974
Duration : 04:17   Song Number : 31055   

Say Na Say Na Bluffmaster (2005) 03:21 21226
 
Poster of Bluffmaster (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Jaideep Sahni
Music Director- 
Vishal Shekhar
Singer- 
Arash
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan, Priyanka Chopra
Duration : 03:21   Song Number : 21226   

Shaba Ni Shaba Pinjar (2003) 05:42 12238
 
Poster of Pinjar (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Uttam Singh
On Screen Actors- 
Isha Koppikar, Sanjay Suri
Duration : 05:42   Song Number : 12238   

Subah Na Aayi Shaam Na Cha Cha Cha (1964) 05:24 12293
 
Poster of Cha Cha Cha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Helen
Duration : 05:24   Song Number : 12293   

Suhana Safar Aur Ye Mausam Madhumati (1958) 03:47 12373
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:47   Song Number : 12373   

Suna Suna Krishna Cottage (2004) 07:26 17558
 
Poster of Krishna Cottage (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Nilesh Mishra
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Sohail Khan, Isha Koppikar
Duration : 07:26   Song Number : 17558   

Suniye Suniye Ladka Ladki (1966) 06:13 16267
 
Poster of Ladka Ladki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 06:13   Song Number : 16267   

Suniye Suniye Hamara Fasana Daughter of Sindbad (1958) 02:57 37518
 
Poster of Daughter of Sindbad (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Anjum Jaipuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Nadira, Tripathi
Duration : 02:57   Song Number : 37518   

Suno Aisha Aisha (2010) 04:23 17042
 
Poster of Aisha (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Amit Trivedi
On Screen Actors- 
Abhay Deol, Sonam Kapoor
Duration : 04:23   Song Number : 17042   

Suno Sajna Papihe Aaye Din Bahar Ke (1966) 05:44 21266
 
Poster of Aaye Din Bahar Ke (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Bilawal
Duration : 05:44   Song Number : 21266   

Suno Suno Aye Duniya Waalo (Sad) Bapu Ki Amar Kahani (1948) 05:10 32784
 
Poster of Bapu Ki Amar Kahani (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:10   Song Number : 32784