Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShayad
HomeShayad
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


shayad kabhi na keh sakun main tumko kahe bina samajh lo tum shayad shayad mere khayaal mein tum ek din milo mujhe kahin pe gum shayad jo tum na ho rahenge hum nahin jo tum na ho rahenge hum nahin na chahiye kuchh tum se zyada tum se kam nahin jo tum na ho to hum bhi hum nahin jo tum na ho to hum bhi hum nahin na chahiye kuchh tum se zyada tum se kam nahin aankhon ko khaab dena khud hi sawaal kar ke khud hi jawaab dena teri taraf se bina kaam kaam karna jaana kahin ho chaahe har baar hi guzarna teri taraf se ye koshishein to hongi kam nahin ye koshishein to hongi kam nahin na chahiye kuchh tum se zyada tum se kam nahin jo tum na ho rahenge hum nahin jo tum na ho to hum bhi hum nahin na chahiye kuchh tum se zyada tum se kam nahin jo tum na ho ooooooo jo tum na ho jo tum na ho oooo
shayad aa jaayega saaqi ko taras ab ke baras shayad aa jaayega saaqi ko taras ab ke baras mil naa paaya hai unn aankhon kaa bhi ras ab ke baras shayad aa jaayega saaqi ko taras ab ke baras aisi chhaain thi kahaani ghum ki ghataayen pehle aisi chhaain thi kahaani ghum ki ghataayen pehle haan mere deeda e tar khoob baras ab ke baras shayad aa jaayega saaqi ko taras ab ke baras uff wo unn mad bhari aankhon ke chhalakte huye jaam uff wo unn mad bhari aankhon ke chhalakte huye jaam badh gayin aur bhi peene ki hawas ab ke baras shayad aa jaayega saaqi ko taras ab ke baras pehle ye kab tha ki wo mere hain main unka hoon pehle ye kab tha ki wo mere hain main unka hoon unki yaadon ne sataaya hai to bas ab ke baras shayad aa jaayega saaqi ko taras ab ke baras mil naa paaya hai unn aankhon kaa bhi ras ab ke baras shayad aa jaayega saaqi ko taras ab ke baras
shaayad main zindagi ki sehar le ke aa gaya shaayad main zindagi ki sehar le ke aa gaya qaatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya shaayad main zindagi ki sehar le ke aa gaya taa umr dhundhtaa raha manzil main ishq ki taa umr dhundhtaa raha manzil main ishq ki anjaam ye ke gard e safar le ke aa gaya anjaam ye ke gard e safar le ke aa gaya qaatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya nashtar hai mere haath mein kaandhon pe mai kada nashtar hai mere haath mein kaandhon pe mai kada lo main ilaaz e dard e jigar le ke aa gaya lo main ilaaz e dard e jigar le ke aa gaya qaatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya faaqir sanam kade mein naa aataa main laut kar faaqir sanam kade mein naa aataa main laut kar ik zakhm bhar gaya tha idhar le ke aa gaya ik zakhm bhar gaya tha idhar le ke aa gaya shaayad main zindagi ki sehar le ke aa gaya qaatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya
shayad meri shaadi ka khayaal shayad meri shaadi ka khayaal dil mein aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai shayad meri shaadi ka khayaal shayad meri shaadi ka khayaal dil mein aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai panchhi akela dekh mujhe panchhi akela dekh mujhe ye jaal bichaya hai isiliye mummy ne teri mujhe chai pe bulaya hai theek tum chaar baje ghar chale aana mera haath maang lena zara na sharmana theek tum chaar baje ghar chale aana mera haath maang lena zara na sharmana saat phere mere sang sapne dekh rahi ho khili huyi dhoop mein taare dekh rahi ho nahin nahin baba chai nahin peena tauba meri tauba maaf kar dena inhi adaaon par to haaye apna dil aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai na na na na na na na panchhi akela dekh mujhe ye jaal bichaya hai isiliye mummy ne teri mujhe chai pe bulaya hai aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa la lala lala laa dillagi na karo chhedo na humko sanam haan kaho ghar chalo tumko
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Shayad Love Aaj Kal (2020) 04:07 12095
 
Poster of Love Aaj Kal (2020)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2020
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Sara Ali Khan, Kartik Aaryan
Duration : 04:07   Song Number : 12095   

Shayad Aa Jaayega Saaqi Ko Jagjit Singh 07:01 16001
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 07:01   Song Number : 16001   

Shayad Main Zindagi Ki Sehar Jagjit Singh 06:58 18275
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:58   Song Number : 18275   

Shayad Meri Shaadi Ka Khayaal Souten (1983) 06:27 21231
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 06:27   Song Number : 21231