Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTauba%20Tauba
HomeTauba%20Tauba
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


baadihoda balliyinda hoovu aralaballadhe baadihoda balliyinda hoovu aralaballadhe thanthi haridha veeneyindha naadha hariyaballadhe manasu kanda aseyella kanasinanthe karagithalla ullaasa innellidhe baadihoda balliyinda hoovu aralaballadhe hanatheyalli deepa uriye belakinalli baluve hanatheyalli deepa uriye belakinalli baluve dhareye hathi uriyuvaaga badhukalelli oduve dhareye hathi uriyuvaaga badhukalelli oduve thanthi haridha veeneyindha naadha hariyaballadhe manasu kanda aseyella kanasinamthe karagithalla ullaasa innellidhe baadihoda balliyinda hoovu aralaballadhe nirinalli dhoni muluge eeji dhadava seruve nirinalli dhoni muluge eeji dhadava seruve sulige dhoni silukidhaaga badhuki baralu saadhyave sulige dhoni silukidhaaga badhuki baralu saadhyave baala pagade atadhalli bariya kaayi ellaru nedesuvaaththa bere avana ichche yaaru ballaru
baat adhuri reh gayi uss din aaj mujhe keh lene do baat adhuri reh gayi uss din aaj mujhe keh lene do baat adhuri gagan mehal mein deepak gaate jal gayi ratiyaan deep jala ke gagan mehal mein deepak gaate jal gayi ratiyaan deep jala ke preet agan kab kam deepak se pal pal jalna hoga tujh bin baat adhuri reh gayi uss din aaj mujhe keh lene do baat adhuri door bahut hai mann ka basera chhod chale tum saath kyun mera door bahut hai mann ka basera chhod chale tum saath kyun mera kaise pahunchunga manzil par jeena hoga ghadiyaan gin gin baat adhuri reh gayi uss din aaj mujhe keh lene do baat adhuri
baat baat mein rootho naa apne aap ko looto naa ye rang badalti duniyaa hai taqdeer se apni rootho naa ye rang badalti duniyaa hai taqdeer se apni rootho naa baat baat mein rootho naa laaj ki laali aankh bani hai bheegi palken ab rukni hai laaj ki laali aankh bani hai bheegi palken ab rukni hai aankhon mein surkhi dil mein muhabbat honthon pe chhuppi hansi hai aankhon mein surkhi dil mein muhabbat honthon pe chhuppi hansi hai baat baat mein rootho naa apne aap ko looto naa ye rang badalti duniyaa hai taqdeer se apni rootho naa baat baat mein rootho naa dhalti hain raaten le kar andheraa laayin bahaaren nayaa saveraa dhalti hain raaten le kar andheraa laayin bahaaren nayaa saveraa jeevan safar mein dukh ho yaa sukh ho karnaa hai phir bhi baseraa jeevan safar mein dukh ho yaa sukh ho karanaa hai phir bhi baseraa baat baat mein rootho naa apne aap ko looto naa ye rang badalti duniyaa hai taqdeer se apni rootho naa baat baat mein rootho naa phool khushi ke har koi le
Baat Takat Hu Tori Piya
aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa baat takat thak thak gaye naina pal pal chhin chhin pade na chaina baat takat thak thak gaye naina pal pal chhin chhin pade na chaina jamuna tat pe bansi bat mein prem rang mein dubi radha bole haye bole kya boli boli kanha jaare teri murli ki dhun sun sapnon mein gum sum baithi hai radha jiya hare hare kanha jaa re teri murli ki dhun sun sapnon mein gum sum baithi hai radha jiya hare hare kanha jaa re do nainan ke deep jalaye kab se birhan aas lagaye do nainan ke deep jalaye do nainan ke deep jalaye kab se birhan aas lagaye hoke deewani teri lagan mein hoke deewani teri lagan mein gin liye hain maine sare tare kanhan jaa re teri murli ki dhun sun sapnon mein ghum sum baithi hai radha jiya hare hare kanha jaare aaaa aaaaaa sare ga ma pa pa ma dha pa ma sa ni dha ni sa ni re ni sa dha pa ma sa ma re sa ni sa aaaaaaaaaaaaaaa log kahen tu tan ka kala main janu tu man ka kala log kahe tu tan ka kala log kahe tu tan ka kala main janu tu man ka kala
bada badmaash hai ye dil bada badmaash hai ye dil ye dil kaboo nahin aata bada badmaash hai ye dil kahin pitwaayega musibat laayega bada badmaash hai ye dil kisi bhi khubsoorat ko kahin bhi dekh leta hai kisi bhi khubsoorat ko kahin bhi dekh leta hai ussi ke peechhe peechhe ye mujhe bhi khench leta hai kahin pitwaayega musibat laayega bada badmaash hai ye dil ajab dhunki mein rehta hai anokhe kaam karta hai ajab dhunki mein rehta hai anokhe kaam karta hai ussi ke dam se jeeta hai ye dil jab jiss pe marta hai kahin pitwaayega musibat laayega bada badmaash hai kahin pitwaayega musibat laayega bada badmaash hai ye dil kisi noorani chehre par nazar jhapki ke dil gaayab kisi noorani chehre par nazar jhapki ke dil gaayab kabhi aankhon mein jaa dooba kabhi ik til pe dil gaayab kahin pitwaayega musibat laayega bada badmaash hai ye dil ye dil kaboo nahin aata bada badmaash hai ye dil
ho raam jiiiiiiiiiii bada dukh deena tere lakhan neee bada dukh deena tere lakhan neee bada dukh deena sudh budh bisraayi meri neenden churaayi mera mushkil kar diya jeenaaaa bada dukh deena tere lakhan neee bada dukh deena ho raam jiiiiiiiiiii bada dukh deena wo deepak hai main jyoti hoon wo deepak hai main jyoti hoon wo hansta hai main roti hoon mere pyaar ki kadar use hogi magar mujhe zehar padega peena bada dukh deena bada dukh deena tere lakhan neee bada dukh deena meri ankhiyaan mere sapne meri ankhiyaan mere sapne le gaya sab kuchh saath wo apne ye jaan nigodi jaane kaahe ko chhodi chhaliye ne sab kuchh chheenaaa bada dukh deena bada dukh deena tere lakhan neee bada dukh deena sun kar meri raam duhaai sun kar meri raam duhaai dekho wo aaya harzaayi nirmohi ye kaisa jo main jaanti aisa to main karti pyaar kabhi naa bada dukh deena tere lakhan neee bada dukh deena bada dukh deena lakhan ne lakhan ne mere lakhan ne sajan ne sajan ne mere sajan ne sajnon ke
bade bade logon ke yaar bade bade hain raaz bade bade logon ke yaar bade bade hain raaz apna kya hai hum to hain mamuli phandebaaz are mamuli mamuli kya phande baz phande baz bade bade logon ke yaar bade bade hain raaz apna kya hai hum to hain mamuli phandebaaz bade bade logon ke yaar bade bade hain raaz hum nahin khaate chanda aur hai apna dhandha apne aap fasein sab jis mein apna hai wo phanda ho dhoka wo dete hain jo hote hain dhokhebaz achaa bade bade logon ke yaar bade bade hain raaz apna kya hai hum to hain mamuli phandebaaz hoo unse bhi milte hain aur inse bhi milte hain phool nahin hum sirf gulistanon mein jo khilte hain hum uske ho jaye humko jo bhi de aawaaz hey hey bade bade logon ke yaar bade bade hain raaz apna kya hai hum to hain mamuli phandebaaz gore hain ya kale hum hain bhole bhale achchhaa jaisa apna chehara waisa dil sun le jag wale ho hum sabse khush hain lekin humse sab naraz kyun bade bade logon ke yaar bade bade hain raaz apna kya hai hum to
bade hain dil ke kaale haan yahi neeli si aankhon wale soorat buri ho bura nahin dil meraa na ho yakin aazama le bade hain dil ke kaale haan yahi neeli si aankhon wale soorat buri ho bura nahin dil meraa na ho yakin aazama le meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah waah waah jaise bhale ho sab hai khabar sher o sharaarat ki ye nazar aankhon mein aankhein daal ke hum ho gaye ab to jaane jigar yahin to the abhi aap kidhar gaye samjho hamein hum jaan se guzar gaye jeeteji marr gaye waah ji waah marna meri zindagi hai deewaana hoon pyaar ka tum bhi ik din aazmaa ke dekho to zaraa bade hain dil ke kaale haan yahi neeli si aankhon wale soorat buri ho bura nahin dil meraa na ho yakin aazama le meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah waah waah rok bhi lo ab apani zubaan warna qayaamat hogi yahaan hum bhi qayaamat se nahin kam jaaoge bach ke door kahaan
o o o o o o o o badi der bhai nandlala teri raah take brijbala gwaal baal ek ek se poochhe kahaan hai murli waala re koi na jaaye kunj galin mein tujh bin kaliyaa chunne ko taras rahe hain taras rahe hain jamuna ke tat dhun murli ki sunne ko ab to daras dikha de natkhat kyun dubidha mein daala re sankat mein hai aaj wo dharti jis par tune janam liya pura kar de o o o o o pura kar de aaj wachan wo geeta mein jo toone diya koi nahin hai tujh bin mohan bharat ka rakhwaala re gwaal baal ek ek se poochhe kahaan hai murli waala re
badi der bhayi badi der bhayi kab loge khabar more raam kab loge khabar more raam badi der bhayi badi der bhayi kehte hain tum ho daya ke saagarrrr kehte hain tum ho daya ke saagarrrr phir kyun khaali meri gaagar jhume jhuke kabhi na barseeeeee kaise ho tum ghanshyam kaise ho tum ghanshyam hey raam hey raam badi der bhayi badi der bhayi kab loge khabar more raam kab loge khabar more raam badi der bhayi badi der bhayi sun ke jo behre ban jaaogeeee sun ke jo behre ban jaaoge aap hi chhaliyaa kehlaaoge meri baat bane naa bane ho jaaoge tum badnaam ho jaaoge tum badnaam hey raam hey raam badi der bhayi badi der bhayi kab loge khabar more raam kab loge khabar more raam chalte chalte mere pag haare aayi jeevan ki shaam kab loge khabar more raam badi der bhayi badi der bhayi
badi door se aaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain badi door se aaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain apna lo ya thukra do pyaar ka tohfaa laaye hain badi door se aaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain jo dilon ke naate hain woh jode nahin jaate jo dilon ke naate hain woh jode nahin jaate jod liye tooo phir tode nahin jaate ye naate ye naate ye naate dil mein basaaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain badi door se aaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain anjaane logon mein koi saathi to milega anjaane logon mein koi saathi to milega koi to hoga jo humko samjhega ye sapna ye sapna ye sapna dil mein sajaaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain badi door se aaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain hum yaar hai yaaron ke nibha denge yaari hum yaar hai yaaron ke nibha denge yaari yaari hai humko saari duniya se pyaari apna to dil hai saada phir bhi hai atal iraada hai jaan se pyaara waada waada kabhi na todenge jeeteji hum yaaron ka saath na chhodenge jeeteji hum yaaron ka saath na
bhor baye nit suraj uge saanjh pade dhal jaaye aise hi meri aas bandhe aur bandh bandh kar mit jaaye khabar mori naaaaaa linhi re khabar mori naaaaaa linhii re bahot din beete beete re bahot din beete khabar mori naa linhi re bahot din beete beete re bahot din beete gokul ki yeeeeeee gokul ki ye galiyaan roye madhuban ki ye kaliyaan roye jamuna roye raadha roye raswanti rang raliyaan roye more shyaaaaaam haaye roye roye mere do nainon bhaye reete bahot din beete beete re bahot din beete beete re bahot din beete sapne mein to daras dikha de kuchh dheeraj bandh jaaye kuchh dheeraj bandh jaaye sapna bhi to kiss bidh aaye jab nindiyaa nahin aaye jab nindiyaa nahin aaye more shyaaaam teri yaad yaad mein jug haari pal jeete bahot din beete beete re bahot din beete
bahut dinon ki baat hai fiza ko yaad bhi nahin ye baat aaj ki nahin bahut dinon ki baat hai shabaab par bahar thi shabaab par bahar thi fiza bhi khush gawaar thi na jaane kyun machal pada main apne ghar se chal pada kissi ne mujhko rok kar badi ada se tok kar kaha tha laut aaiye meri kasam na jaaiye na jaaiye par mujhe khabar na thi maahol par nazar na thi na jaane kyun machal pada main apne ghar se chal pada main chal pada main sheher se phir aa gaya khayaal tha ke paa gaya usse jo mujhse door thi magar meri zarur thi aur ik haseen shaam ko main chal pada salaam ko gali ka rang dekh kar nayi tarang dekh kar mujhe badi khushi huyi khushi huyi main kuchh issi khushi mein tha kisi ne jhaank kar kaha paraaye ghar se jaaiye meri kasam na aaiye na aaiye wahi haseen shaam hai wahi haseen shaam hai bahaar jis ka naam hai chala hoon ghar ko chhod kar na jaane jaaunga kidhar koi nahin jo tok kar koi nahin jo rok kar kahe ke laut aaiye meri kasam na jaaiye meri kasam na
bahut dinon se bichhda man ka meet mila bahut dinon se bichhda man ka meet mila mere geet ko rootha hua sangeet mila bahut dinon se bichhda man ka meet mila neele gagan mein aasha ka chanda chamka ooo ooooooo neele gagan mein aasha ka chanda chamka giri kiran jab ghunghat utha poonam ka mere nayan mein mukhda tumhara damka pranon ki payal ne gunja hai swar chham chham ka bahut dinon se bichhda man ka meet mila mere geet ko rootha hua sangeet mila bahut dinon se bichhda man ka meet mila din ye milan ke sundar suhane anuthe din ye milan ke sundar suhane anuthe aise madhur pal hamse kabhi na ruthe ab to piya tere hathon se haath na chhute apna salona sapna kabhi na toote bahut dinon se bichhda man ka meet mila mere geet ko rootha hua sangeet mila bahut dinon se bichhda man ka meet mila
bahut diya dene waale ne tujh ko bahut diya dene waale ne tujh ko aanchal hi na samaye to kya kije beet gaye jaise ye din raina baaki bhi kat jaye dua kije jo bhi de de maalik tu kar le qubool jo bhi de de maalik tu kar le qubool kabhi kabhi kaanto mein bhi khilte hain phool wahan der bhale hai andher nahin ghabraa ke yun gila mat kije bahut diya dene waale ne tujh ko aanchal hi na samaye to kya kije denge dukh kab tak bharam ke ye chor denge dukh kab tak bharam ke ye chor aare dhalegi ye raat pyare phir hogi bhor kab ruke ruki hai samay ki nadiyaa ghabraa ke yun gila mat kije bahut diya dene waale ne tujh ko aanchal hi na samaye to kya kije beet gaye jaise ye din raina baaki bhi kat jaaye dua kije
bahut door mujhe chale jaana hai bahut nazdik mujhe aana hai teri baahon mein mujhe aaj marr jaana hai bahut door mujhe chale jaana hai bahut nazdik mujhe aana hai teri baahon mein mujhe aaj marr jaana hai kisi ko iss jagah pe nahin aana hai kisi ko iss jagah se nahin jaana hai teri baahon mein mujhe aaj marr jaana hai jaane milen ya na milen phir aisi tanhaayi dil ki lagi lene lagi seene mein angdaayi hooo mujhko chhupa le dil mein basa le dekh burra ye zamaana hai hmmm kisi ko iss jagah pe nahin aana hai kisi ko iss jagah se nahin jaana hai ho teri baahon mein mujhe aaj marr jaana hai kya zindagi kat jaayegi bas teri yaadon mein ye raat bhi dhal jayegi kya yoon hi waadon mein hooo armaan nikle ya jaan nikle pyaar mera deewana hai hmmm kisi ko iss jagah pe nahin aana hai kisi ko iss jagah se nahin jaana hai ho teri baahon mein mujhe aaj marr jaana hai mere badan mein o sajan jaagi ek chingaari phunk jaayegi jal jaayegi iss mein duniya saari iss ko bujha de shola
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa bahut yaad aaye bhulate bhulate bahut yaad aaye bhulate bhulate tumhe zindagi se mitate mitate tumhe zindagi se mitate mitate bahut yaad aaye bhulate bhulate bahut yaad bhulane ki tumko nikalenge surat bhulane ki tumko bhulane ki tumko nikalenge surat bahane banenge banate banate bahane banenge banate banate tumhe zindagi se mitate mitate tumhe zindagi se mitate mitate bahut yaad aaye bhulate bhulate bahut yaad na ban jaye nasoor dil rafta raftaaaa na ban jaye nasoor dil rafta rafta na ban jaye nasoor dil rafta rafta aaaa aaaa aaaa aaaa na ban jaye nasoor dil rafta rafta koi zakhm gehra chhupate chhupate koi zakhm gehra chhupate chhupate tumhe zindagi se mitate mitate tumhe zindagi se mitate mitate bahut yaad aaye bhulate bhulate bahut yaad sikhaya tha jisne humein muskuraana sikhaya tha jisne humein muskurana usi ne rulaya hansate hansate usi ne rulaya hansate hansate tumhe zindagi se mitate mitate tumhe zindagi se mitate mitate
bata do koi kaun gali gaye shyaam bata do koi kaun gali gaye shyaam kaun gali gaye shyaam bata do koi kaun gali gaye shyaam jhutha dheeraj aas dila kar achak achanak baanh chhuda kar jhutha dheeraj aas dila kar achak achanak baanh chhuda kar woh toh gaye haay woh toh gaye reh gaye yahaan hum haay kaleja thaam kaun gali gaye shyaam bata do koi kaun gali gaye shyaam woh chhaliya nikle harjaayee jin sang humne preet nibhayee woh chhaliya nikle harjaayee jin sang humne preet nibhayee rovat aaye bhor humaari rovat jaaye shaam rovat jaaye shaam bata do koi kaun gali gaye shyaam kaun gali gaye shyaam bata do koi kaun gali gaye shyaam aise bhag humaare phoote aaj tere sapne bhi roothe aise bhag humaare phoote aaj tere sapne bhi roothe bedardi tera kya bigda meri preet phire badnaam preet phire badnaam bata do koi kaun gali gaye shyaam bata do koi kaun gali gaye shyaam
bata doon kya laana tum laut ke aa jaana ye chhota sa nazrana piya yaad rakhoge ke bhool jaoge yaad rakhoge ke bhool jaoge bata doon kya laana tum laut ke aa jaana ye chhota sa nazrana piya yaad rakhoge ke bhool jaoge yaad rakhoge ke bhool jaoge ooooo ooooo sajte hain jo tan pe hamare sajte hain jo tan pe hamare wo hai piya nain tumhare hai latt jo maathe pe aayi si choodi hai meri kalaai ki palat ke jab aana ye latt ye nazar laana ye chhota sa nazrana piya yaad rakhoge ke bhool jaoge yaad rakhoge ke bhool jaoge aaa aaaa aaaa aaaa chahat se yeh maang bharungi chahat se yeh maang bharungi bindiya ka main kaha karungi maathe pe laage suhaani si honthon ke tere nishaani si balamwa jab aana bindiya tumhi ban jana ye chhota sa nazrana piya yaad rakhoge ke bhool jaoge yaad rakhoge ke bhool jaoge aankhon mein chaand ban ke ubharna aankhon mein chaand ban ke ubharna dekho balam der na karna rehta hai dil mein tumhara dil darta hai phir bhi hamara dil bahut na tarsana tum
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baadi Hoda Balliyinda Eradu Kanasu (1974) 04:11 39047
 
Poster of Eradu Kanasu (1974)
 
Category
Kannada
Year- 
1974
Lyricist
Chi Udayashankar
Music Director- 
Rajan Nagendra
Singer- 
P B Sreenivas
On Screen Actors- 
Rajkumar
Duration : 04:11   Song Number : 39047   

Baat Adhuri Reh Gayi Mukesh 03:28 35928
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Mukesh
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:28   Song Number : 35928   

Baat Baat Mein Rootho Seema (1955) 04:28 14185
 
Poster of Seema (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shobha Khote
Duration : 04:28   Song Number : 14185   

Baat Takat Hoon Tori Piya Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 07:14 40165
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 07:14   Song Number : 40165   

Baat Takat Thak Gaye Tel Malish Boot Polish (1961) 03:37 32703
 
Poster of Tel Malish Boot Polish (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Kumkum, Chandra Shekhar
Duration : 03:37   Song Number : 32703   

Bada Badmaash Hai Ye Dil Do Dooni Chaar (1968) 03:44 16431
 
Poster of Do Dooni Chaar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:44   Song Number : 16431   

Bada Dukh Deena Ho Ram Ji Ram Lakhan (1989) 06:02 21060
 
Poster of Ram Lakhan (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:02   Song Number : 21060   

Bade Bade Logon Ke Phandebaaz (1978) 04:12 32425
 
Poster of Phandebaaz (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Brahmachari
Duration : 04:12   Song Number : 32425   

Bade Hain Dil Dil Deke Dekho (1959) 04:19 12194
 
Poster of Dil Deke Dekho (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 04:19   Song Number : 12194   

Badi Der Bhai Nandlala Khandan (1965) 03:55 13542
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:55   Song Number : 13542   

Badi Der Bhayi Basant Bahar (1956) 03:30 12852
 
Poster of Basant Bahar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:30   Song Number : 12852   

Badi Door Se Aaye Hain Samjhauta (1973) 04:22 14129
 
Poster of Samjhauta (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Anil Dhavan, Shatrughan Sinha
Duration : 04:22   Song Number : 14129   

Bahut Din Beete Sant Gyaneshwar (1964) 03:32 12092
 
Poster of Sant Gyaneshwar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Surekha
Duration : 03:32   Song Number : 12092   

Bahut Dinon Ki Baat Hai Jagjit Singh 04:37 19217
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:37   Song Number : 19217   

Bahut Dinon Se Bichhda Mahasati Ansuya (1965) 03:03 36613
 
Poster of Mahasati Ansuya (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
On Screen Actors- 
Rajkumar, Anita Guha
Duration : 03:03   Song Number : 36613   

Bahut Diya Dene Waale Soorat Aur Seerat (1963) 03:22 14280
 
Poster of Soorat Aur Seerat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Asit Sen
Duration : 03:22   Song Number : 14280   

Bahut Door Mujhe Chale Jaana Hai Heera Panna (1973) 04:38 11878
 
Poster of Heera Panna (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman
Duration : 04:38   Song Number : 11878   

Bahut Yaad Aaye Bhulate Bhulate Talat Aziz 07:21 37984
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Lyricist
Rupa
Music Director- 
Talat Aziz
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 07:21   Song Number : 37984   

Bata Do Koi Kaun Gali Gaye Shyam Madhu (1959) 03:28 40029
 
Poster of Madhu (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:28   Song Number : 40029   

Bata Doon Kya Laana Patthar Ke Sanam (1967) 04:40 13936
 
Poster of Patthar Ke Sanam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:40   Song Number : 13936