Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeABCD%20(Any%20Body%20Can%20Dance)%20(2013)
HomeABCD%20(Any%20Body%20Can%20Dance)%20(2013)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hai jo lahoo mera behta chalaa dekho junoon mera kehta chalaa khaabon ka tha makaam jo dehta chala bezubaan kab se main raha begunaah sehta main raha bezubaan kab se main raha begunaah sehta main raha bezubaan kab se main raha begunaah sehta main raha bezubaan kab se main raha begunaah sehta main raha ho ho ho khaabon ka tera kissa hoon tera hi to main hissa hoon mujhko na kar yun juda meri jagaah teri nigaahon mein ho na ho main chala un raahon mein jo ladkhada gaya kahin to aaoge tum hi to thamoge tum hi to phir berukhi kyun hai mujhse kyun aise bhala ho mujhse khafa bezubaan kab se main raha begunaah sehta main raha bezubaan kab se main raha begunaah sehta main raha ho ho ho khaabon ka tera kissa hoon tera hi to main hissa hoon mujhko na kar yun judaa
ek shaqs raasten mein kahin chhoot gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha ek shaqs raasten mein kahin chhoot gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha wo shaqs jiske kaandhe pe sir rakh ke main soya seene se lag ke jiske kayi baar main roya jiski zulfon ki khushboo mein raaton mein khoya jis jism ki barsaat mein ye jism bheegoya ik din kisi baat pe jab woh rooth gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha ik din kisi baat pe jab woh rooth gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha ek shaqs raasten mein kahin chhoot gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha humm hmm hmm hmm hmm hmm rehta hoon qaid ab bhi jiski yaadon ke pehre mein hai lafz jiska zinda meri baahon ke ghere mein jiske khawaabon ko maine neend mein sanjoya jiske ashkon ko maine apni aankhon mein piroya ik din kisi baat pe jab woh rooth gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha ik din kisi baat pe jab woh rooth gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha ek
da na da na da naa de na na da na de yeh mere dil mein kaisa junoon mann ko kyun na mile ab sukoon haa aa aa aa aa aa yeh mere dil mein kaisa junoon mann ko kyun na mile ab sukoon dillagi ka junoon zindagi ka junoon junoon junoon junoon junoon junoon junoon chad raha hai junoon junoon junoon junoon junoon junoon chad raha hai chad raha hai chad raha hai khoya sab kuch toh kya hua paane ka ab mujhe hai junoon aansu agar bhi mile hasne ka hai junoon junoon junoon junoon junoon junoon junoon chad raha hai junoon junoon junoon junoon junoon junoon chad raha hai chad raha hai chad raha hai chad raha hai chad raha hai hai aankhon mein junoon hai aankhon mein junoon hai khwabon mein junoon hai khwabon mein junoon sapno ko phir sajaye umeedon ko jagaye yeh junoon hai baaton mein junoon hai baaton mein junoon har waadon mein junoon har waadon mein junoon armaanon ke diye mein jaise lau phir jalayen yeh junoon haan yeh junoon haan yeh junoon zindagi intehaa hai toh kya
kya tujhe pata hai main tujhe kitna pyaar karta hoon har ghadi jaane jaana tera intezaar karta hoon ho kehti hai betabiyaan aa mita de tanhaayi kya tujhe pata hai main tujhe kitna pyaar karta hoon har ghadi jaane jaana tera intezaar karta hoon ho kehti hai betabiyaan aa mita de tanhaayi kya tujhe pata hai main tujhe kitna pyaar karta hoon har ghadi jaane jaana tera intezaar karta hoon raat bhar meri aankhon mein khawaab ban ke tu aati hai tanha mere khayaalo ko chhed ke chali jaati hai raat bhar meri aankhon mein khawaab ban ke tu aati hai tanha mere khayaalo ko chhed ke chali jaati hai ho dhadkan dhadkan jaane hai mein hun tera saidaai kya tujhe pata hai main tujhe kitna pyaar karta hoon har ghadi jaane jaana tera intezaar karta hoon ho kehti hai betabiyaan aa mita de tanhaayi kya tujhe pata hai main tujhe kitna pyaar karta hoon har ghadi jaane jaana tera intezaar karta hoon hey hey hey lala lalaaaaaaa hey hey hey lala lalaaaaaaa dooba dooba main rehta hoon ajnabi
lafzon mein keh naa sakun bin keh bhi reh naa sakun lafzon mein keh naa sakun bin keh bhi reh naa sakun nasha hi nasha raat din hai naa poochho ye kaisa pyaar hai lafzon mein keh naa sakun bin keh bhi reh naa sakun halki si barsaat mein pehli mulaaqat mein pehli hi baar mein dil ko mere le gayi chaahat ke iqraar mein anjaana ghum de gayi aayi jab saamne jaane kyun wo darr gayi paagal mujhko kar gayi jaaneman jaane jaa naa jaane kya baat hai lage ke din raat hai naa jaane kya baat hai lage ke din raat hai nayi hai subah to nayi shaam ajab haal mera yaar hai lafzon mein keh naa sakun bin keh bhi reh naa sakun mera dil meri jaan main yahaaan tu hai kahaan main dekhun mud ke jidhar aaye mujhe tu nazar kehti hai chaahten deewana main ho gaya teri chaahat mein sanam naa jaane kab kho gaya ye kaisa hai asar mujhko naa itni khabar kab jaaga kab so gaya jaaneman jaane jaa lafzon mein keh naa sakun bin keh bhi reh naa sakun lafzon mein keh naa sakun bin keh bhi reh naa sakun
aaaaaaa aaaaaaaaaa ae ae aa ha ha ae ae aa ha ha ha ae ae aa ha ha ae ae aa ha ha ha ha ae ae aa ha haaaaa ae ae aa ha haaa mohabbatein lutaunga main chhed ke mann ka saaz saaz phir gaunga phir sab ke dil ko aaj aaj behlaunga iss manzar ko iss pal ko bhool na paunga main bhool isse na paungaa inn lamhon ka mujhe kab se intezaar tha inn khushiyon ke liye kab se beqraar tha manzil milegi mujhe poora aitbaar tha inn palkon mein le ke sapne hazaar door tak jaunga iss manzar ko iss pal ko bhool na paunga iss manzar ko iss pal ko bhool na paunga main bhool isse na paunga kitna suhana sa ye apna safar hai aap ki duaaon ka saara asar hai aap ka hai sab kuchh aap ko nazar hai aap ki inayaton pe yaar baar baar sar ko main jhukaunga iss manzar ko iss pal ko bhool na paunga iss manzar ko iss pal ko bhool na paunga main bhool isse na paunga hey hehehe aahaahaa ha ha hey hehehe aahaahaa ha ha hey hehehe aahaahaa ha ha hey hehehe aahaaha ha ha bikhre hain charon taraf rang dosti
are yenna poda rascalla arey yaar mere chal daru pila dega liver tere ko gaali daru buri cheez hai saali peeyega nahi toh tera bheja hoyenga psycho re hey peeyega nahi toh saala bheja hoyenga psycho re arey yenna poda rascalla yaar mere chal daru pila hey taangey disco haath qawalli daru buri cheez hai saali peeyega nahi toh saala bheja hoyinga psycho re ho ho peeyega nahi toh saala bheja hoga psycho re hmmm yaar woh yaar hai jo saari duniya se ulta chale chhod de sath jo saari duniya toh woh thaam le haan yaar mere tu yaar mere tu yaar mere tu hai koi dost yaa hai duaa arey re re pee ke hota hai tu senti pee ke teri kya guarantee pee ke hota hai tu senti pee ke teri kya guarantee peeyega nahi toh saala hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey
hum rahen yaa naa rahen kal kal yaad aayenge ye pal pal ye hain pyaar ke pal chal aa mere sang chal chal soche kya chhoti si hai zindagi kal mil jaaye to hogi khushnaseebi hum rahen yaa naa rahen yaad aayenge ye pal hum rahen yaa naa rahen kal kal yaad aayenge ye pal chal soche kya chhoti si hai zindagi kal mil jaaye to hogi khushnaseebi hum rahen yaa naa rahen yaad aayenge ye pal aane waali subah jaane hogi kitni suhaani chamkenge aise ke saari duniyaa hogi apni deewani hum rahen yaa naa rahen yaad aayenge ye pal hum rahen yaa naa rahen kal kal yaad aayenge ye pal chal soche kya chhoti si hai zindagi kal mil jaaye to hogi khushnaseebi hum rahen yaa naa rahen yaad aayenge ye pal yaad aayenge ye yaad aayenge ye pal
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bezubaan ABCD (Any Body Can Dance) (2013) 04:32 32231
 
Poster of ABCD (Any Body Can Dance) (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Mayur Puri
Music Director- 
Sachin, Jigar
On Screen Actors- 
Prabhu Deva, Ganesh Acharya, Salman, Various
Duration : 04:32   Song Number : 32231   

Ek Shaqs Abhijeet Sawant 05:41 16943
 
Poster of Abhijeet Sawant
 
Category
Indipop
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Mithoon
Singer- 
Abhijeet Sawant
Duration : 05:41   Song Number : 16943   

Junoon Abhijeet Sawant 05:16 16944
 
Poster of Abhijeet Sawant
 
Category
Indipop
Lyricist
Anusha Mani
Music Director- 
Amit Trivedi
Singer- 
Abhijeet Sawant
Duration : 05:16   Song Number : 16944   

Kya Tujhe Pata Hai Abhijeet Sawant 04:52 16884
 
Poster of Abhijeet Sawant
 
Category
Indipop
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Hardip Sidhu, Prempal Hans
Singer- 
Abhijeet Sawant
On Screen Actors- 
Abhijeet Sawant
Duration : 04:52   Song Number : 16884   

Lafzon Mein Abhijeet Sawant 04:28 16885
 
Poster of Abhijeet Sawant
 
Category
Indipop
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Hardip Sidhu, Prempal Hans
Singer- 
Abhijeet Sawant
On Screen Actors- 
Abhijeet Sawant
Duration : 04:28   Song Number : 16885   

Mohabbatein Lutaunga Abhijeet Sawant 05:54 32454
 
Poster of Abhijeet Sawant
 
Category
Indipop
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Hardip Sidhu, Prempal Hans
Singer- 
Abhijeet Sawant
On Screen Actors- 
Abhijeet Sawant
Duration : 05:54   Song Number : 32454   

Psycho Re ABCD (Any Body Can Dance) (2013) 04:02 32226
 
Poster of ABCD (Any Body Can Dance) (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Mayur Puri
Music Director- 
Sachin, Jigar
On Screen Actors- 
Ganesh Acharya, Prabhu Deva
Duration : 04:02   Song Number : 32226   

Yaad Aayenge Ye Pal Abhijeet Sawant 04:24 16911
 
Poster of Abhijeet Sawant
 
Category
Indipop
Duration : 04:24   Song Number : 16911