Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAkarshan%20(1988)
HomeAkarshan%20(1988)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmmmmm mmmm hmm hmm hmmm hmmm faasla rahe na aaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen faasla rahe na aaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen maine teri dhadkanon ko sun liya jaanam maine teri dhadkanon ko sun liya jaanam maine tujhko meet apna chun liya jaanam kuchh bhi soche ye samaaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen waqt jo guzra abhi tak bojh sa guzra waqt jo guzra abhi tak bojh sa guzra mil ke tujhse zindagi ka karz to utra aaj se apne mizaaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen dhoop mein saaya banu saaye mein humsaya dhoop mein saaya banu saaye mein humsaya shukriya tera mere zakhmo ko sehlaya kyun rahe thodi bhi laaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen faasla rahe na aaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen aaaaaaa aaaaaaa hmmmmmmmm aaaaaaa aaaaaaa hmmmmmmmm
aaaaaaa aaaaaaaa aaa aaaa aaaaaaa aaa aaa aaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaa aaaa kanha ree peer sahi na jaaye bahar se tan di se makhan bheetar ageen zara peer sahi na jaaye kanha ree peer sahi na jaaye bahar se tan di se makhan bahar se tan di se makhan bheetar ageen zara peer sahi na jaaye kanha ree peer sahi na jaaye raat ka andhera bita bhor muskuraaye gandh ka bulava aaya lehar gungunaaye raat ka andhera bita bhor muskuraaye bhoooor aaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa bhor muskuraaye raat ka andhera bita bhor muskuraaye gandh ka bulava aaya lehar gungunaaye kyun man geet na gaaye kyun man geet na gaaye peer sahi na jaaye kanha ree peer sahi na jaaye bheer se ghiri main phir bhi kitni akeli aankh cheer jaati tan ko khele har hatheli bheer se ghiri main phir bhi kitni akeli aankh cheer jaati tan ko khele har hatheli saans atki jaaye saans atki jaaye peer sahi na jaaye kanha ree peer sahi na jaaye kanha kanha kanha kanha kanha sa ni dha ma dha ni sa dha ni re sa
kaun kisko jaanta hai in dinon faasla hi faasla hai in dinon wo ki jo khud jaat se tha anjuman kya akela ho gaya hai in dinon manzilon ki justju mein zindagi raasta hi raasta hai in dinon ho ho oh ho oh ho oh ho kabhi kabhi yun bhi hota hai jee bhar ke dil ye rota hai bhoolegi na tu mujhe bhulunga na main tujhe dil ko deewana kar loon jag se begaana kar loon toone sheesha tod diya doraahe pe chhod diya ho ho oh ho oh ho oh ho chaaha tujhe bhula doon main jalta diya bujha doon main jhuthe hain ye rishte dil ke jaana ab ye tujhse mil ke ho ho oh ho oh ho oh ho thehri thehri lagti hai duniya main roun to hansti hai duniya feeka hai khushiyon ka mela kitna hai ye dil akela dil ko deewana kar loon jag se begaana kar loon toone sheesha tod diya doraahe pe chhod diya aa haa aa haa aa haa aa haa aankhon se jo aansu bahenge mere ghum ke baaten kahenge aisa hoga ye kya pata tha manzil tum pe khoya rasta tha kaise dil ko aaye sukoon gaate gaate kahan main rukun gaate gaate
mausam ka taqaaza hai baahon se lipat jaayen sadiyon ki tamannayen lamhon mein simat jaayen mausam ka taqaaza hai baahon se lipat jaayen sadiyon ki tamannayen lamhon mein simat jaayen mausam ka taqaaza hai khwaabon ka nasheman ho ehsaas ka aangan ho dukh sukh jo mile hum ko aapas mein wo batt jaayen tu mujh mein utar jaaye main tujh mein utar jaaun aise mein ye dil chaahe parde sabhi hatt jaayen mausam ka taqaaza hai baahon se lipat jaayen sadiyon ki tamannayen lamhon mein simat jaayen mausam ka taqaaza hai phoolon ki jinhe khwaahish kaanton pe wo chalte hain qismat se mili ghadiyan dar hai na palat jaayen thahren na ye barsaten aankhon se kahen baaten khamosh rahen hum tum umaren yunhin kat jaayen mausam ka taqaaza hai baahon se lipat jaayen sadiyon ki tamannayen lamhon mein simat jaayen mausam ka taqaaza hai baahon se lipat jaayen sadiyon ki tamannayen lamhon mein simat jaayen mausam ka taqaaza hai hmmmmmmmmm aaaaaaa aaaaaaaa ooooooo oooo
oooo mere yaar oooo mere pyaar oooo mere yaar oooo mere pyaar tujhse mil ke main kya se kya ho gaya oooo mere yaar oooo mere pyaar aandhi hai to kya hai toofan hai to kya hai hmm hmm hmm la la lala tera dil to meri saanson se bandha hai la la lala hmm hmm hmm dil tera main tera phir tujhe dar hai kya aa meriii baahon mein aa ho ho hoo oooo mere yaar oooo mere pyaar kal bhi dil jawan tha sapna ye kahan tha hmm hmm hmm aa haa haa mera kya yahan tha suna ye jahan tha haa haa haa la la la hum to the mar chuke tum mile jee gaye ho gaya sab kuchh naya ho ho ho oooo mere yaar oooo mere pyaar saathi tumko mana jeena kya hai jaana hmm hmm hmm aa haa haa de ke jaan bhi ye waada ye nibhana aa haa haa hmm hmm hmm kiss mein hai dum tumhen hum se jo chheen le honge naa hum tum judaa ho ho ho oooo mere yaar oooo mere pyaar tujhse mil ke main kya se kya ho gaya oooo mere yaar oooo mere pyaar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Faasla Rahe Na Aaj Akarshan (1988) 03:45 16535
 
Poster of Akarshan (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Rajesh Johari
Music Director- 
Ajeet Singh, Bappi Lahiri
Duration : 03:45   Song Number : 16535   

Kanha Re Aakrosh (1980) 07:17 32050
 
Poster of Aakrosh (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Vasant Dev
Music Director- 
Ajeet Burman
On Screen Actors- 
Om Puri, Smita Patil
Raag- 
Bhairavi
Duration : 07:17   Song Number : 32050   

Kaun Kisko Jaanta Hai Akarshan (1988) 04:33 38082
 
Poster of Akarshan (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Rajesh Johari
Music Director- 
Ajit Singh
Singer- 
Ajit Singh
On Screen Actors- 
Akbar Khan
Duration : 04:33   Song Number : 38082   

Mausam Ka Taqaaza Hai Akarshan (1988) 03:18 16536
 
Poster of Akarshan (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Rajesh Johari
Music Director- 
Ajeet Singh
On Screen Actors- 
Akbar Khan, Sonu Walia
Duration : 03:18   Song Number : 16536   

O Mere Yaar O Mere Pyaar Akarshan (1988) 10:20 16070
 
Poster of Akarshan (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Rajesh Johari
Music Director- 
Ajeet Singh
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Akbar Khan, Sonu Walia
Duration : 10:20   Song Number : 16070