Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAmaanat%20(1977)
HomeAmaanat%20(1977)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


baanki addayen dekhna ji dekhna dil naa churaayen dekhna ji baanki addayen dekhna ji dekhna dil naa churaayen dekhna ji kehne ko bholi nazar hai meetha meetha ye zaher hai kehne ko bholi nazar hai meetha meetha ye zaher hai dhokha naa khaana dil naa gawaana dhokha naa khaana dil naa gawaana dekho ji rehna bach ke bach ke bach ke baanki addayen dekhna ji dekhna dil naa churaayen dekhna ji roop ko dhoop dikhane se aata hai chor bulaane se roop ko dhoop dikhane se aata hai chor bulaane se dil ka khazaana yun naa lutaana dil ka khazaana yun naa lutaana dekho ji rehna bach ke bach ke bach ke baanki addayen dekhna ji dekhna dil naa churaayen dekhna ji jo naa maanoge meri baat ko taare ginoge aadhi raat ko jo naa maanoge meri baat ko taare ginoge aadhi raat ko ye anjaana rog puraana ye anjaana rog puraana dekho ji rehna bach ke bach ke bach ke baanki addayen dekhna ji dekhna dil naa churaayen dekhna ji kehne ko bholi nazar hai meetha meetha ye zaher hai kehne ko bholi
bhus bhar diya aiyo bhus bhar diya meri chaahat mein bhus bharne waale logon ne bhus bharne waale logon ne ye kya kiya haye ye kya kiya dekho to sahi mil jul kar saale logon ne mil jul kar saale logon ne bhus bhar diya kari sau sau hera pheri thi tab ja ke pari ek gheri thi kari sau sau hera pheri thi tab ja ke pari ek gheri thi mera judta taanka tod diya tod diya mera judta taanka tod diya yun aib uchhale logon ne yun aib uchhale logon ne bhus bhar diya bhus bhar diya meri chaahat mein bhus bharne waale logon ne bhus bharne waale logon ne bhus bhar diya purkhon ne jo pooji jodi thi bus ek dukaan hi chhodi thi purkhon ne jo pooji jodi thi bus ek dukaan hi chhodi thi us ek dukaan ke phatak par phatak par us ek dukaan ke phatak par lagwa diye taale logon ne lagwa diye taale logon ne bhus bhar diya bhus bhar diya meri chaahat mein bhus bharne waale logon ne bhus bharne waale logon ne bhus bhar diya iss ishq se yaaro bach ke raho aye akl ke maaro bach ke raho iss ishq
bujhe bujhe rang hain nazaaron ke loot gaye qaafile bahaaron ke bujhe bujhe rang hain nazaaron ke loot gaye qaafile bahaaron ke phoolon ki tamanna ki thi haar mile khaaron ke loot gaye qaafile bahaaron ke bujhe bujhe rang hain nazaaron ke loot gaye qaafile bahaaron ke beeti ruton ko koi kaise pukaare hum kal talak the sabke sab the humare beeti ruton ko koi kaise pukaare hum kal talak the sabke sab the humare aaj mohtaaj hai sahaaron ke loot gaye qaafile bahaaron ke bujhe bujhe rang hain nazaaron ke loot gaye qaafile bahaaron ke kal zindagi thi apni sukh kaa taraana marne ka dhundhte hain aaj hum bahaana kal zindagi thi apni sukh kaa taraana marne ka dhundhte hain aaj hum bahaana kaise kaise khel hain sitaaron ke loot gaye qaafile bahaaron ke bujhe bujhe rang hain nazaaron ke loot gaye qaafile bahaaron ke phoolon ki tamanna ki thi haar mile khaaron ke loot gaye qaafile bahaaron ke bujhe bujhe rang hain nazaaron ke loot gaye qaafile bahaaron ke
door rehkar na karo baat karib aa jaao door rehkar na karo baat karib aa jaao yaad reh jaayegi ye raat karib aa jaao ek muddat se tammana thi tumhein chhoone ki ek muddat se tammana thi tumhein chhoone ki aaj bas mein nahin jazbaat karib aa jaao aaj bas mein nahin jazbaat karib aa jaao door rehkar na karo baat karib aa jaao sard jhonkon se bhadakte hain badan mein sholay sard jhonkon se bhadakte hain badan mein sholay jaan le legi ye barsaat karib aa jaao jaan le legi ye barsaat karib aa jaao door rehkar na karo baat karib aa jaao iss kadar hum se jhijhakne ki zaroorat kya hai iss kadar hum se jhijhakne ki zaroorat kya hai zindagi bhar ka hai ab saath karib aa jaao zindagi bhar ka hai ab saath karib aa jaao yaad reh jaayegi ye raat karib aa jaao door rehkar na karo baat karib aa jaao
ek dil mein koi armaan hai amaanat har ek dil mein koi armaan hai amaanat har ek dil mein koi armaan hai amaanat har ek nazar mein koi pahchaan hai amaanat har ek dil mein koi armaan hai amaanat toofan ki amaanat sahil ke khushk baazu toofan ki amaanat sahil ke khushk baazu sahil ke baajuon ki toofan hai amaanat har ek dil mein koi armaan hai amaanat har ek nazar mein koi pahchaan hai amaanat har ek dil mein koi armaan hai amaanat soche agar koi to insaan ka apna kya hai soche agar koi to insaan ka apna kya hai ye jism hai amaanat ye jaan hai amaanat har ek dil mein koi armaan hai amaanat har ek nazar mein koi pahchaan hai amaanat har ek dil mein koi armaan hai amaanat jo tujhko mil gaya hai tera nahin hai nadaan jo tujhko mil gaya hai tera nahin hai nadaan jo roza zindagi ka samaan hai amaanat har ek dil mein koi armaan hai amaanat har ek nazar mein koi pahchaan hai amaanat har ek dil mein koi armaan hai amaanat kal kiske ghar se iska rishta ho kaun jaane kal
oooo ooo ooo oooo ooo ooo oo ho jab se mili tose akhiyaan jiyara dole re dole o dole ho jab se mili tose akhiyaan jiyara dole re dole o dole ho meethe meethe pyaar ke yeh hichkole jiya dole re dole o dole ho jab se mili tose akhiyaan dole hai dole yeh dil ki duniya main nahin apne bas mein dole hai dole yeh dil ki duniya main nahin apne bas mein wo man mein chhupaa ek chor hai jo mere jee ki batiyaan khole ho jab se mili tose akhiyaan jiyara dole re dole o dole ho jab se mili tose akhiyaan raat mile jab din se aa jaaun main nadi kinaare raat mile jab din se aa jaaun main nadi kinaare chanchal jal ki natkhat lehrein kar jaayen ajab ishaare chanchal jal ki natkhat lehrein kar jaayen ajab ishaare hole hole tu bhi kisi ki ho le re dole o dole ho jab se mili tose akhiyaan pyaar mein ye dil jaise beech dhaar ek naiyya pyaar mein ye dil jaise beech dhaar ek naiyya main is paar hoon ya us paar hoon sach sach bata khewaiyya main is paar hoon ya us paar hoon sach sach bata
matlab nikal gaya hai to pehchaante nahin matlab nikal gaya hai to pehchaante nahin matlab nikal gaya hai to pehchaante nahin haaye yun jaa rahen hain jaise humen jaante nahin yun jaa rahen hain jaise humen jaante nahin apni garaz thi jab to lipatnaa qubool tha apni garaz thi jab to lipatnaa qubool tha baahon ke daayre mein simatnaa qubool tha baahon ke daayre mein simatnaa qubool tha haaye ab hum manaa rahen hai magar maante nahin ab hum manaa rahen hai magar maante nahin yun jaa rahen hain jaise humen jaante nahin matlab nikal gaya hai to pehchaante nahin humne tumhen pasand kiya kya bura kiya humne tumhen pasand kiya kya bura kiya rutbaa hi kuchh baland kiya kya bura kiya are rutbaa hi kuchh baland kiya kya bura kiya haaye har ek gali ki khaak to hum chhante nahin har ek gali ki khaak to hum chhante nahin matlab nikal gaya hai to pehchaante nahin yun jaa rahen hain jaise humen jaante nahin munh pher kar naa jaao humare kareeb se munh pher kar naa jaao humare
teri jawaani tapta mahina aye naazneena teri jawaani tapta mahina aye naazneena chhoo le nazar to aaye pasina aye naazneena teri jawaani haai ye tera lehraa ke chalna ithlaa ke chalna haai ye tera lehraa ke chalna ithlaa ke chalna reh reh ke dhadke dharti ka seena aye naazneena reh reh ke dhadke dharti ka seena aye naazneena teri jawaani tapta mahina aye naazneena teri jawaani tere badan mein phoolon ki narmi sholon ki garmi tere badan mein phoolon ki narmi sholon ki garmi har ang tera tarsha nageena aye naazneena har ang tera tarsha nageena aye naazneena teri jawaani tapta mahina aye naazneena teri jawaani aankhon mein bijali zulfon mein baadal saanson mein hulchal aankhon mein bijali zulfon mein baadal saanson mein hulchal tujh si nahin koi qaatil haseena aye naazneena tujh si nahin koi qaatil haseena aye naazneena teri jawaani tapta mahina aye naazneena teri jawaani jeene ka koi saaman kar de ehsaan kar de jeene ka koi saaman kar de ehsaan kar de tere baigair ab
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baanki Addayen Dekhna Amanat (1955) 03:07 12637
 
Poster of Amanat (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Chand Usmani
Duration : 03:07   Song Number : 12637   

Bhus Bhar Diya Meri Amaanat (1977) 07:58 40445
 
Poster of Amaanat (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 07:58   Song Number : 40445   

Bujhe Bujhe Rang Hain Amaanat (1977) 04:28 12638
 
Poster of Amaanat (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 04:28   Song Number : 12638   

Door Rehkar Na Karo Amaanat (1977) 04:36 20401
 
Poster of Amaanat (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:36   Song Number : 20401   

Har Ek Dil Mein Koi Armaan Hai Amaanat (1977) 06:06 36831
 
Poster of Amaanat (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Sadhana
Duration : 06:06   Song Number : 36831   

Jabse Mili Tose Ankhiyan Amanat (1955) 03:33 11839
 
Poster of Amanat (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Duration : 03:33   Song Number : 11839   

Matlab Nikal Gaya Hai Amaanat (1977) 06:00 12639
 
Poster of Amaanat (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 06:00   Song Number : 12639   

Teri Jawaani Tapta Amaanat (1977) 06:11 12640
 
Poster of Amaanat (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 06:11   Song Number : 12640