Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAngoor%20(1982)
HomeAngoor%20(1982)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


doob gaye aakash ke taare jaake na tum aaye takte takte naina haare jaake na tum aaye doob gaye aakash ke taare rooth gayin baagon se bahaaren rooth gayin baagon se bahaaren phail gaye patjhad ke saye lekin tum ko apne vaade lekin tum ko apne vaade bhule se bhi yaad na aaye doob gaye doob gaye aakash ke taare behte behte chaand ki kashti door gagan mein khone lagi behte behte chaand ki kashti door gagan mein khone lagi aas ki ek nanhi si kiran thi aas ki ek nanhi si kiran thi woh bhi ojhal hone lagi doob gaye doob gaye aakash ke taare jaake na tum aaye takte takte naina haare jaake na tum aaye doob gaye aakash ke taare
dulhan se tumhara milan hoga o mann thodi dheer dharo baahon mein chaandi ka badan hoga o mann thodi dheer dharo dulhan se tumhara milan hoga o mann thodi dheer dharo chaand pari hai chanchal hai wo teri hai chitchor chaand pari hai chanchal hai wo teri hai chitchor mukhade ko hi takte takte ho jaayegi bhor gori dhan ka tumhein darshan hoga o mann thodi dheer dharo baahon mein chaandi ka badan hoga o mann thodi dheer dharo aisi betabi hai kaisi padi hai saari raat aisi betabi hai kaisi padi hai saari raat jee bhar bhar ke kar lena tum kamseeniya se baat kandhe pe jhuka saaman hoga o mann thodi dheer dharo baahon mein chaandi ka badan hoga o mann thodi dheer dharo wo hai teri padminiya aur tu baanka rajpoot wo hai teri padminiya aur tu baanka rajpoot gaj bhar ki chaati rakhata hai dil bhi rakh majboot nayanon nayanon mein ran hoga o mann thodi dheer dharo baanhon mein chaandi ka badan hoga o mann thodi dheer dharo dulhan se tumhara milan hoga o mann thodi dheer dharo
kitni jaldi ye mulaqaat guzar jaati hai kitni jaldi ye mulaqaat guzar jaati hai pyaas bhujhti nahin pyaas bhujhti nahin barsaat guzar jaati hai kitni jaldi ye mulaqaat guzar jaati hai kitni jaldi ye mulaqaat guzar jaati hai pyaas bhujhti nahin pyaas bhujhti nahin barsaat guzar jaati hai kitni jaldi ye mulaqaat guzar jaati hai kitni jaldi ye mulaqaat guzar jaati hai maine tujhse teri ik cheez chhupa rakhi hai maine tujhse teri ik cheez chhupa rakhi hai apne dil mein teri tasveer laga rakhi hai meri tanhaayi tere saath guzar jaathi hai kitni jaldi ye mulaqaat guzar jaati hai kitni jaldi ye mulaqaat guzar jaati hai kuchh dinon se to main bechain bada rehtaa hoon kuchh dinon se to main bechain bada rehtaa hoon uss jagah thaam ke dil pehron khada rehtaa hoon jiss jagah se koi baarat guzar jaati hai kitni jaldi ye mulaqaat guzar jaati hai kitni jaldi ye mulaqaat guzar jaati hai apni yaadon se kaho iss tarah aaya naa kare apni yaadon se kaho iss tarah aaya naa kare waqt
mehlon ka raaja mila ke raani beti raaz karegi khushi khushi kar do bida tumhaari beti raaz karegi mehlon ka raaja mila ke raani beti raaz karegi galiyon galiyon dhoom machegi galiyon galiyon dhoom machegi kaandhe kaandhe doli chalegi doli mein dolega jiyaa doli mein dolega jiyaa ke raani beti raaz karegi khushi khushi kar do bida tumhaari beti raaz karegi jiss ghar jaaye swarg banaa de jiss ghar jaaye swarg banaa de donon kul ki laaj nibha de yahi baabul ji denge duwaa yahi baabul ji denge duwaa ke raani beti raaz karegi khushi khushi kar do bida tumhaari beti raaz karegi beti to hai dhan hi praayaa beti to hai dhan hi praayaa paas apne koi kab rakh paayaa bhaari karna naa apna jiyaa bhaari karna naa apna jiyaa tumhaari beti raaz karegi khushi khushi kar do bida tumhaari beti raaz karegi mehlon ka raaja mila
na na na na na na meri beri ke ber mat todo meri beri ke ber mat todo koi kaanta haaye kaanta chubh jaayega aise jhatke se daar mat chhodo aise jhatke se daar mat chhodo koi kaanta haaye kaanta chubh jaayega baabul ne ye ped lagaaya veera ne ki rakhwaali mere veera ne ki rakhwaali hoooo maiyyaa ne isko aise seencha phoolon ko jaise maali are phoolon ko jaise maali tum pardesi aaye kahaan se are tum pardesi aaye kahaan se kaise pakad li daali are re re meri beri ke ber mat todo meri beri ke ber mat todo koi kaanta haaye kaanta chubh jaayega khatte phenke meethe raakhe shabri badi sayaani are shabri badi sayaani hoooo jhoothe ber mein preet hai kitni lakshman ne kab jaani are lakshman ne kab jaani raam hi pehchaanege mujhko are raam hi pehchaanege mujhko raam ki main deewani are re re meri beri ke ber mat todo meri beri ke ber mat todo koi kaanta uiee kaanta chubh jaayega aise jhatke se daar mat chhodo aise jhatke se daar mat chhodo koi kaanta haaye kaanta chubh
mile na phool to kaanton se dosti kar li mile na phool to kaanton se dosti kar li isi tarah se basar isi tarah se basar hum ne zindagi kar li mile na phool ab aage jo bhi ho anjaam dekha jaayega ab aage jo bhi ho anjaam dekha jaayega khuda taraash liya khuda taraash liya aur bandagi kar li mile na phool to kaanton se dosti kar li nazar mili bhi na thi aur unko dekh liya nazar mili bhi na thi aur unko dekh liya zuban khuli bhi na thi zuban khuli bhi na thi aur baat bhi kar li mile na phool wo jinko pyaar hai chandi se ishq sone se wo jinko pyaar hai chandi se ishq sone se wohi kahenge kabhi wohi kahenge kabhi hum ne khudkushi kar li mile na phool to kaanton se dosti kar li isi tarah se basar hum ne zindagi kar li mile na phool
hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmm lala laa lala lala laa ha ha haa ho ho hoo la la la la laaa mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do laa lala laa hey hey hey ra ra raaaa mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do mushkil mein hai kaun kisi ka jeene ka na shauk rahe to kya rakha hai jeene mein jeene ka na shauk rahe to kya rakha hai jeene mein ik qaidi ki tarah pada hai kab se ye dil seene mein pinjre ka darwaaja todo panchhi ko parwaaz do lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko mushkil mein hai kaun kisi ka dosto ye zindgi ek imtihaan hai dosto ye zindgi ek imtihaan hai jeena to mushkil hai marna aasaan hai aasaan hai oo jeene waalo zindagi ko koi andaaz do lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko mushkil
ohre taal mile nadi ke jal mein nadi mile saagar mein saagar mile kaun se jal mein koi jaane na ohre taal mile nadi ke jal mein sooraj ko dharti tarse dharti ko chandrama dharti ko chandrama paani mein seep jaise pyaasi har aatma pyaasi har aatma o mitwaa re aye aye aye ayeeee paani mein seep jaise pyaasi har aatma boond chhupi kis baadal mein koi jaane na ohre taal mile nadi ke jal mein nadi mile saagar mein saagar mile kaun se jal mein koi jaane na ohre taal mile nadi ke jal mein anjaane honthon par kyun pehchaane geet hain pehchaane geet hain kal tak jo begaane the janmon ke meet hain janmon ke meet hain o mitwaa re aye aye aye ayeeee kal tak jo begaane the janmon ke meet hai kya hoga kaun se pal mein koi jaane na ohre taal mile nadi ke jal mein nadi mile saagar mein saagar mile kaun se jal mein koi jaane na ohre taal mile nadi ke jal mein
pritam aan milo pritam aan milo ho dukhiya jeevan kaise bitaaun pritam aan milo raat akele darr lagta hai jungle jaisa ghar lagta hai chalti hai jab tez hawaein lehrata huntar lagta hai kitne huntar khaaun pritam aan milo ho dukhiya jeevan kaise bitaaun pritam aan milo birha mein koi bol raha hai birha mein koi bol raha hai peeda ka ras ghol raha hai phir se jaan laboon par aayi phir koi ghunghat khol raha hai mukhda kaise chupaaun pritam aan milo ho dukhiya jeevan kaise bitaaun pritam aan milo
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm pyaar kehte hain jise bas wo tumhaara naam hai tum ho meri jaan duniya se mujhe kya kaam hai hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm pyaar kehte hain jise bas wo tumhaara naam hai tum ho meri jaan duniya se mujhe kya kaam hai maine chaaha tha tujhe bas mujhko itna yaad hai maine chaaha tha tujhe bas mujhko itna yaad hai aur un yaadon se ab tak dil mera abaad hai phool ko masla kisi ne phool ko masla kisi ne phool kyun badnaam hai pyaar kehte hain jise bas wo tumhaara naam hai tum ho meri jaan duniya se mujhe kya kaam hai tum jahaan bhi ho hamesha mere dil ke paas ho tum jahaan bhi ho hamesha mere dil ke paas ho aaj bhi aur kal bhi meri zindagi ki aas ho tujhpe jo ungli uthegi tujhpe jo ungli uthegi mujhpe wo ilzaam hai pyaar kehte hain jise bas wo tumhaara naam hai tum ho meri jaan duniya se mujhe kya kaam hai pyaar kehte hain jise bas wo tumhaara naam hai tum ho meri jaan duniya se mujhe kya kaam hai hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm
roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara baanwara roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara kaliyon ke naam koi likhe paigaam koi kaliyon ke naam koi likhe paigaam koi baanwara bhanwara baanwara roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara baanwara beete huye mausam ki koi nishani hogi pa ma pa ma ga ma ga re ga ni re ni ma ga re pa beete huye mausam ki koi nishani hogi dard puraana koi yaad puraani hogi dard puraana koi yaad puraani hogi koi to daastaan hogi na roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara baanwara hoga koi waada hoga waada nibhata hoga haaannnnn hoga koi waada hoga waada nibhata hoga shaakhon pe likh kar yaad dilaata hoga shaakhon pe likh kar yaad dilaata hoga yaad to aati hi hogi na roz roz dali dali roz roz dali dali roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara baanwara
aa aa aaa aa tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare mere lab pe aate aate koyi baat reh gayi hai main chali hoon meri duniya tere saath reh gayi hai mere lab pe aate aate koyi baat reh gayi hai main basi hoon tere dil mein mujhe kis liye pukaare tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare meri zindagi bhi too hai meri aarzoo bhi too hai main woh phool hoon ke jis mein tera rang teri boo hai meri zindagi bhi too hai meri aarzoo bhi too hai meri zindagi hai zinda teri yaad ke sahaare tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare
unhein kho kar unhein kho kar dukhi dil ki dua se aur kya maangun main hairaan hoon ki aaj apni wafa se aur kya maangun unhein kho kar girahbaan chaak hai aankhon mein aansu lab pe aahein hain girahbaan chaak hai aankhon mein aansu lab pe aahein hain yahi kaafi hai duniya ki hava se aur kya maangun unhein kho kar dukhi dil ki dua se aur kya maangun unhein kho kar meri barbaadiyon ki daastaan un tak pahunch jaaye meri barbaadiyon ki daastaan un tak pahunch jaaye siva iske mohabbat ke khuda se aur kya maangun unhein kho kar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Doob Gaye Aakash Ke Taare Angarey (1954) 03:07 37891
 
Poster of Angarey (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Nasir Khan, Nargis
Duration : 03:07   Song Number : 37891   

Dulhan Se Tumhara Anokhi Raat (1968) 04:00 32500
 
Poster of Anokhi Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Zaheeba
Duration : 04:00   Song Number : 32500   

Kitni Jaldi Ye Mulaqaat Angaar (1992) 06:10 12682
 
Poster of Angaar (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Dimple Kapadia
Duration : 06:10   Song Number : 12682   

Mehlon Ka Raaja Mila Anokhi Raat (1968) 03:21 16201
 
Poster of Anokhi Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shahida
Duration : 03:21   Song Number : 16201   

Meri Beri Ke Ber Mat Anokhi Raat (1968) 03:13 20940
 
Poster of Anokhi Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Aruna Irani
Duration : 03:13   Song Number : 20940   

Mile Na Phool Anokhi Raat (1968) 03:25 12713
 
Poster of Anokhi Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Parikshit Sahni
Raag- 
Yaman
Duration : 03:25   Song Number : 12713   

Mushkil Mein Hai Kaun Angaar (1992) 05:49 39041
 
Poster of Angaar (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jackie Shroff
Duration : 05:49   Song Number : 39041   

Ohre Taal Mile Nadi Ke Jal Mein Anokhi Raat (1968) 03:25 21069
 
Poster of Anokhi Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Zahida
Raag- 
Pilu
Duration : 03:25   Song Number : 21069   

Pritam Aan Milo Angoor (1982) 04:06 21113
 
Poster of Angoor (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 04:06   Song Number : 21113   

Pyaar Kehte Hai Jise Angaaray (1986) 05:03 12808
 
Poster of Angaaray (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Smita Patil
Duration : 05:03   Song Number : 12808   

Roz Roz Dali Dali Angoor (1982) 04:05 12268
 
Poster of Angoor (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Deven Verma
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:05   Song Number : 12268   

Tere Saath Chal Rahe Hain Angarey (1954) 03:23 12152
 
Poster of Angarey (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Nasir Khan, Nargis
Duration : 03:23   Song Number : 12152   

Unhein Kho Kar Dukhi Angarey (1954) 02:22 40137
 
Poster of Angarey (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 02:22   Song Number : 40137