Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnokha%20Daan%20(1972)
HomeAnokha%20Daan%20(1972)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aapka shukriyaa aapki meherbaani aapki meherbaani aap aaye na aate to dil toot jaate aap aaye na aate to dil toot jaate rooth jaati ye shaam suhaani aapka shukriyaa aapki meherbaani aap jis raah chal phir rahe hain phool uss raah pe gir rahe hain aap jis raah chal phir rahe hain phool uss raah pe gir rahe hain kya suhaana sama hai ye mausam jawaan hai aaj har cheez pe hai jawaani aapka shukriyaa aapki meherbaani aap bin chaar pal bhi humaara ab nahin hai jahaan mein guzaara aap bin chaar pal bhi humaara ab nahin hai jahaan mein guzaara aapki yaad aaye to dil behel jaaye dijiye aisi koi nishaani aapka shukriyaa aapki meherbaani pyaar humne humesha kiya hai har janam mein tumhe dil diya hai pyaar humne humesha kiya hai har janam mein tumhe dil diya hai yaad rakhna ye baatein nayi hain mulakaatein ye mohabbat magar hai puraani aapka shukriyaa aapki meherbaani aap aaye na aate to dil toot jaate rooth jaati ye shaam suhaani aapka shukriyaa aapki mehrbaani
ab yaad naa kar bhool jaa aye dil wo fasana wo pyaar ki ghadiyaan wo muhabbat ka zamana ab yaad na kar kyun yaad tujhe aati hai beeti huyi baaten tu bhool jaa tu bhool jaa wo pyaar ke din pyaar ki raaten ab toot chuka hai wo tera khaab suhana wo pyaar ki ghadiyaan wo muhabbat ka zamana ab yaad na kar aye jhoomti lehrati huyi mast hawaaon aye chaand nazaron rangeen fizaaon tum jaa ke unhen aaj mera haal sunaao tum jaa ke unhen aaj mera haal sunaao keh do ke mera dil hai tumhara hi deewaana keh do ke mera dil hai tumhara hi deewaana hain pyaar ki ghadhiyaan hai muhabbat ka zamana hain pyaar ki ghadhiyaan pyaar ki ghadiyaan aati hai mere kaanon mein ye kis ki sadaaayennnnn tum dil se khud hi poochh loooo hum kyun ye bataayeeeee yaad aane lagaaaa yaad aane lagaa yaad aane lagaa phir mujhe wo bhoola fasaana wo pyaar ki ghadiyaan wo muhabbat ka zamana wo pyaar ki ghadiyaaan pyaar ki ghadiyaan aa jaa ke ab uss dard bhare din ko bhulayen armanon ke gulshan mein naye phool
aakash jure shuninu oi baaje oi baaje aakash jure shuninu oi baaje oi baaje tomari naam sakal taaraar maajhe oi baaje oi baaje aakash jure shuninu oi baaje oi baaje se naamkhani neme elo bhunye kaakhon aamar lalaat dilo chhunye se naamkhani neme elo bhunye kaakhon aamar lalaat dilo chhunye shaantidhaaraay bedon gelo dhuye aapan aamaar aapni more laaje oi baaje oi baaje aakash jure shuninu oi baaje oi baaje mon mile jaay aaj oi nirabo raate taaray bhaara oi gagoner saathe mon mile jaay aaj oi nirabo raate taaray bhaara oi gagoner saathe omni kore aamaar hridoy tomar naame hok naa naamomoy omni kore aamaar hridoy tomar naame hok naa naamomoy aandhaare mor tomar aalor joy gobhir hoye thaak jibaner kaaje oi baaje oi baaje aakash jure shuninu oi baaje oi baaje tomari naam sakal taaraar maajhe oi baaje oi baaje aakash jure shuninu oi baaje oi baaje
bhool gaye kyun de ke sahaara lootne waale chain hamaara ho oo bhool gaye kyun de ke sahaara lootne waale chain hamaara aao ke dil majboor hai ghum se rooth gayi taqdeer bhi humase doob gaya qismat ka sitaara bhool gaye kyun de ke sahaara toot gaya dil dard ka maara haye ye kisne mujh ko pukaara ho oo toot gaya dil dard ka maara haye ye kisne mujh ko pukaara aaj hua kya dil ko na jaane baithe bithaye kis ki sada ne thes lagaa kar ghum ko ubhaara haye ye kisne mujh ko pukaara chaaron taraf toofaan hai bhari dil ko lagi hai aas tumhaari naav bhanvar mein door kinara bhool gaye kyun de ke sahaara aa ke sataya dard e jigar ne koi bataaye kis ki nazar ne chheen liya dil kar ke ishaara haye ye kisne mujh ko pukaara
bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa dekh humen majboor naa kar tujhko kasam dukh door naa kar hum to jeeye bas tere liye tune kuchh aise ranj diye thes lagi dil toot gaya thes lagi dil toot gaya bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa haaye wafaa naakam huyi subah ke badle shaam huyi phool khushi ke khil na sake aankh mili dil mil na sake dekh liya anjaam e wafaa dekh liya anjaam e wafaa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa dil se mitaa ulfat kaa nishaan tujh se humara pyaar kahaan pyaar ka naata tod yahin geet adhuraa chhod yahin main bhi naa gaaun tu bhi naa gaa main bhi naa gaaun tu bhi naa gaa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa
aahaaaaa oooohhhhh hey heyyy o hoooo dhoom machi hai dhoom machi hai dhoom machi hai dhoom dhoom machi hai dhoom machi hai dhoom machi hai dhoom machi hai dhoom humaare ghar mein machi hai dhoom humaare ghar mein tumhare sajan hain aane wale hai ye izzajat sone sajan ko hai ye izzajat sone sajan ko ke aaj tumko gale lagaa le khanakti chudi kehti hai o ghodi chad ke aayenge maang sindur se bhar denge dulhan tumko banaayenge saja ke phoolon se doli tumhe ghar le ke jaayenge kabhi ruthenge na tumse saare nakhre uthayenge machi hai dhoom humaare ghar mein machi hai dhoom humaare ghar mein tumhare sajan hain aane wale tumhari shadi mein hum bhi naachane gane aaye hain tumhe dene ki khatir hum dilon ka tohfa laaye hain khushi se de do tum humko tumhari jo balaaye hain rahe ghum door sada tumse yahi apni duwaayein hain machi hai dhoom humaare ghar mein machi hai dhoom humaare ghar mein tumhare sajan hain aane wale hai ye izzajat sone sajan ko hai ye izzajat sone sajan ko
dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya ghum ka fasaana kya sunaayen keh na paayen haan haan ghum ka fasaana kya sunaayen keh na paayen ye bhi na socha haaye bhool ke ye bhi na socha haaye bhool ke jis bewafa ko apna banaaya hai wo paraaya dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya aankhon se dil khaye dhoke chup roke aankhon se dil khaye dhoke chup roke ho oo duniya basi na haye pyaar ki hoo duniya basi na haye pyaar ki baithe bithaaye rog lagaaya ji ko jalaaya dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya deke sahaara mujhko jhutha tumne loota haan haan deke sahaara mujhko jhutha tumne loota bhooli kahaani haaye chhed di bhooli kahaani haaye chhed di mera fasaana yaad na aaya hans ke rulaaya dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya
dulhan se tumhara milan hoga o mann thodi dheer dharo baahon mein chaandi ka badan hoga o mann thodi dheer dharo dulhan se tumhara milan hoga o mann thodi dheer dharo chaand pari hai chanchal hai wo teri hai chitchor chaand pari hai chanchal hai wo teri hai chitchor mukhade ko hi takte takte ho jaayegi bhor gori dhan ka tumhein darshan hoga o mann thodi dheer dharo baahon mein chaandi ka badan hoga o mann thodi dheer dharo aisi betabi hai kaisi padi hai saari raat aisi betabi hai kaisi padi hai saari raat jee bhar bhar ke kar lena tum kamseeniya se baat kandhe pe jhuka saaman hoga o mann thodi dheer dharo baahon mein chaandi ka badan hoga o mann thodi dheer dharo wo hai teri padminiya aur tu baanka rajpoot wo hai teri padminiya aur tu baanka rajpoot gaj bhar ki chaati rakhata hai dil bhi rakh majboot nayanon nayanon mein ran hoga o mann thodi dheer dharo baanhon mein chaandi ka badan hoga o mann thodi dheer dharo dulhan se tumhara milan hoga o mann thodi dheer dharo
ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa nainon mein wo hain aise nainon mein wo hain aise saawan mein rimjhim jaise rimjhim rimjhim nainon mein wo hain aise aankhon aankhon mein samajho kaun mera meet hai aankhon aankhon mein samajho kaun mera meet hai ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa jab tak balam na bole jab tak balam na bole aake na ghunghat khole balamaa more aake na ghunghat khole preet ki kaliyaan chhupaa rakhane ki reet hai preet ki kaliyaan chhupaa rakhane ki reet hai ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa
guni jano re bhakt jano guni jano bhakt jano hari naam se naata re jodo bhai maaya se munh modo re jagat narayan ki jai jai bolo bolo nakad narayan ko chhodo re are raj dhan are gaj dhan are raj dhan gaj dhan gaj dhan raj dhan sa re ga ma pa dha ni sa sa ni dha pa ma ga re sa raj dhan gaj dhan raaj dhan anaaj dhan laal ratan dhan khan re aayo re jab santosh dhan baba sab dhan dhool samaan re dhan to hai aye aye aye dhan to hai deewar rait ki dhan se preeti todo re suno suno chal chitram ki katha sunaye katha sunaye bhakt kishoram brahmande koti sitaram prithvi par bhi anek sitaram are aashirwadam ashok kumaram prithvi putram raj kapooram shammi kapooram shashi kapooram ramam shyamam dilip kumaram poorab pashchhim manoj kumaram are prem pujari deva nandam roop pujari i s joharam neelam kalam raj kumaram yaadayin yaadam sunil dauttam are itefaqam rajesh khannam jai jaani rajendar natham uchhalam kudam jai mehmudam swarg lok mein ek hai inder are prithvi kaare teen
haal kya hai dilon ka na poochho sanam haal kya hai dilon ka na poochho sanam aap ka muskurana gajab dha gaya haal kya hai dilon ka na poochho sanam aap ka muskurana gajab dha gaya ik to mehfil tumhari haseen kam na thi ik to mehfil tumhari haseen kam na thi uspe mera tarana gajab dha gaya ik to mehfil tumhari haseen kam na thi uspe mera tarana gajab dha gaya haal kya hai dilon ka na poochho sanam ab to lehraaya masti bhari chhanv mein ab to lehraaya masti bhari chhanv mein baandh do chaahe ghoongru mere paanv mein baandh do chaahe ghoongru mere paanv mein main bahkta nahin tha magar kya karoon main bahkta nahin tha magar kya karoon aaj mausam suhana gajab dha gaya main bahkta nahin tha magar kya karoon aaj mausam suhana gajab dha gaya haal kya hai dilon ka na poochho sanam har nazar uth rahi hai tumhari taraf har nazar uth rahi hai nazar uth rahi hai har nazar uth rahi hai tumhari taraf aur tumhari nazar hai humaari taraf aur tumhari nazar hai humaari taraf aankh
ho o suno to jaani ho o meri kahaani ho o suno to jaani ho o meri kahaani are duniya hai mere peechhe aur main teri deewaani ho o suno to jaani ho o meri kahaani are duniya hai mere peechhe aur main teri deewaani teri aankhon ne haa teri baaton na aaa ye kya jaadu kar daala tadpe meri jawaani aisa na ho shhh koi sunta ho shhh ulfat karni hai tumse ab to hai jee mein thaani ab to hai jee mein thaani haa aaa ha ha ha ha ha ho o suno to jaani ho o meri kahaani are duniya hai mere peechhe aur main teri deewaani la la la ra la ra la ra la la la ra la ra la ra la la la la la la la lal la aaaa ye ghabraana haye ye sharmaana haye le legi jaan ek din zaalim adaa suhaani ab jaaoge tum kab aaoge tum ye to keh do phir hogi kis roz meharbaani kis roz meharbaani aa haaa ha ha ha ha ha ho o suno to jaani ho o meri kahaani are duniya hai mere peechhe aur main teri deewaani ho o suno to jaani ho o meri kahaani are duniya hai mere peechhe aur main teri deewaani
humen yaad kabhi tum kar lena jab rota hua saawan aaye ho bahaar aur raah mein koi phool haaye murjhaaye humen yaad kabhi tum kar lena jab rota hua saawan aaye ho bahaar aur raah mein koi phool haaye murjhaaye humen yaad kabhi tum kar lena veeran safar mein jeevan ke kab tak yun akele chalte piya veeran safar mein jeevan ke kab tak yun akele chalte piya le kar hum ye aakhir tere bina haaye aastha bhujhta sa diya humen yaad kabhi tum kar lena jab rota hua saawan aaye ho bahaar aur raah mein koi phool haaye murjhaaye humen yaad kabhi tum kar lena dete hain duwaa phir bhi tumko khushiyon ki umr lag jaaye tumhen dete hain duwaa phir bhi tumko khushiyon ki umr lag jaaye tumhen jo bhi tumko ghum ho saare badle mein yahaan mil jaaye humen humen yaad kabhi tum kar lena jab rota hua saawan aaye ho bahaar aur raah mein koi phool haaye murjhaaye humen yaad kabhi tum kar lena jab rota hua saawan aaye ho bahaar aur raah mein koi phool haaye murjhaaye humen yaad kabhi tum kar
ik dil ka lagaana baaki tha so dil bhi laga ke dekh liya taqdeer ka rona kam na huwa aansu bhi baha ke dekh liya ik dil ka lagaana ik baar bhulaana chaaha tha sau baar wo humko yaad aaya ik baar bhulaana chaaha tha sau baar wo humko yaad aaya ik bhoolne waale ko humne sau baar bhula ke dekh liya ik bhoolne waale ko humne sau baar bhula ke dekh liya ik dil ka lagaana ab tak to samajh mein aa na saka is dil ki tamannayen kya hain ab tak to samajh mein aa na saka is dil ki tamannayen kya hain sau baar sau baar hansa ke dekh liya sau baar rula ke dekh liya sau baar hansa ke dekh liya sau baar rula ke dekh liya ik dil ka lagaana baaki tha so dil bhi laga ke dekh liya ik dil ka lagaana
jaane kaisa hai mera deewana kabhi apna sa lage kabhi begaana jaane kaisa hai mera deewana kabhi apna sa lage kabhi begaana badi bholi ho ye bhi na jaana kabhi apno ko nahin kehte begaana badi bholi ho yun bhi jeeta tha magar koi armaan na the yun bhi jeeta tha magar koi armaan na the jab talak aap mere dil ke mehmaan na the dil ke mehmaan na the tum se mehka hai mera viraana kabhi apno ko nahin kehte begaana jaane kaisa hai mera deewana kabhi apna sa lage kabhi begaana jaane kaisa hai ho ho ho hmm hmm aa haa haa ha main wo aazaad ghata tumne jise baandh liya main wo aazaad ghata tumne jise baandh liya apni aankhon mein mujhe naya aakaash diya naya aakaash diya yehi chhota sa mera afsaana kabhi apna sa lage kabhi begaana badi bholi ho ye bhi na jaana kabhi apno ko nahin kehte begaana badi bholi ho kabhi chhede hai pawan kabhi cheede hai piya kabhi chhede hai pawan kabhi cheede hai piya yehi to hoga sanam tumne jab pyaar kiya tumne jab pyaar kiya mere paas aao
jeevan sapnaaaaa toot gayaaa toot gayaaaaa toot gaya jeevan sapna toot gaya toot gaya toot gaya jeevan sapna toot gaya ek musaafir aaya aa ke dil ki duniyaa loot gaya dil ki duniyaa loot gaya jeevan sapna toot gaya mann nagari meri sooni padi thi aasha ke daware pe kab se khadi thi mann nagari meri sooni padi thi aasha ke daware pe kab se khadi thi haath mein pee ka aanchal sajni haath mein pee ka aanchal sajni aate aate chhoot gaya jeevan sapna toot gaya toot gaya toot gaya jeevan sapna toot gaya
jeevan sapna toot gaya toot gaya toot gaya jeevan sapna toot gaya jaane waala jaate jaate dil ki duniya loot gaya dil ki duniya loot gaya jeevan sapna toot gaya prem dagariya badi kathin hai koi saath na aayeee dil bhi aadhe raste aakar aansu ban beh jaaye prem dagariya badi kathin hai koi saath na aayeee dil bhi aadhe raste aakar aansu ban beh jaaye is raste par haay re kismat is raste par haay re kismat apna saath bhi chhoot gaya jeevan sapna toot gaya toot gaya toot gaya jeevan sapna toot gaya
ki idl idl se $kr;t; to hog; ki idl idl se $kr;t; to hog; \xacnhe'' mer; :y;l a;t; to hog; \xacnhe'' mer; :y;l a;t; to hog; n; \xe5kte ho''''ge jb a\\;%%o'' me'' a\\;su n; \xe5kte ho''ge jb a\\;%%o'' me'' a\\;su a\\;%%o me'' a\\;su to pwm;n; to pwm;n; zlk j;t; to hog; \xacnhe'' mer; :y;l a;t; to hog; vo p; lete to ho''ge idl pe k;bu idl pe k;bu vo p; lete to ho''ge idl pe k;bu idl pe k;bu \xacnhe ye i \xacnhe ye i km;l a;t; to hog; ki idl idl se $kr;t; to hog;
Kauno Thagava Nagariya Lootle Ho
khwaahishen khwaahishen chhuye mere dil ki aasmaan re khwaahishen khwaahishen le aayi ye pyaar ka samaa re raahon mein mil gaya aise wo humsafar lage jaise haan shaayad ye pyaar hai lagta hai jaane kyun aise khud se juda hoon main jaise haan shaayad ye pyaar hai khwaahishen khwaahishen chhuye mere dil ki aasmaan re khwaahishen khwaahishen le aayi ye pyaar ka samaa re raahon mein mil gaya aise wo humsafar lage jaise haan shaayad ye pyaar hai lagta hai jaane kyun aise khud se juda hoon main jaise haan shaayad ye pyaar hai de re naaaaa de re naaaaaa de reeeeeeee de re naaaaa soye soye khaabon ki yaadon mein khoye the ehsaas ke lamhen haan dil ne piroye the soye soye khaabon ki yaadon mein khoye the ehsaas ke lamhen haan dil ne piroye the kya ajnabi paheli hai haan meri saanson mein jo ghuli hai haan shaayad ye pyaar hai lagta hai jaane kyun aise khud se juda hoon main jaise haan shaayad ye pyaar hai jaane kyun inn dinon main gumsum rahun aksar main pehle berang tha ab
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aapka Shukriya Aapki Meherbaani Anokhi Pehchan (1972) 04:30 36965
 
Poster of Anokhi Pehchan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Rakhi
Duration : 04:30   Song Number : 36965   

Ab Yaad Naa Kar Anokha Pyar (1948) 03:44 12705
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shams Azeemabadi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Mukesh, Meena Kapoor
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Nargis
Duration : 03:44   Song Number : 12705   

Akash Jure Suninu Anweshaa 05:10 17604
 
Poster of Anweshaa
 
Music Director- 
Rabindranath Tagore
Singer- 
Anweshaa
Duration : 05:10   Song Number : 17604   

Bhool Gaye Kyun De Ke Anokhi Ada (1948) 03:31 12708
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Naseem Bano, Surendra
Duration : 03:31   Song Number : 12708   

Bhoolne Waale Yaad Naa Anokhi Ada (1948) 03:37 12707
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Prem Adeeb
Duration : 03:37   Song Number : 12707   

Dhoom Machi Hai Ansh (The Deadly Part) (2002) 06:00 32467
 
Poster of Ansh (The Deadly Part) (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Udit Narayan, Dimple
On Screen Actors- 
Shama Sikander, Abbas Ali, Others
Duration : 06:00   Song Number : 32467   

Dil Ko Laga Ke Humne Anokhi Ada (1948) 04:03 38969
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Uma Devi
On Screen Actors- 
Naseem Bano
Duration : 04:03   Song Number : 38969   

Dulhan Se Tumhara Anokhi Raat (1968) 04:00 32500
 
Poster of Anokhi Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Zaheeba
Duration : 04:00   Song Number : 32500   

Ghadi Ghadi Puchho Naa Anokha Pyar (1948) 02:24 32493
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 02:24   Song Number : 32493   

Guni Jano Bhakt Jano Aansoo Aur Muskan (1970) 03:42 20492
 
Poster of Aansoo Aur Muskan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:42   Song Number : 20492   

Haal Kya Hai Dilon Ka Anokhi Ada (1973) 05:50 20495
 
Poster of Anokhi Ada (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 05:50   Song Number : 20495   

Ho O Suno To Jaani Aansoo Ban Gaye Phool (1969) 03:41 12812
 
Poster of Aansoo Ban Gaye Phool (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Taj Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 03:41   Song Number : 12812   

Humen Yaad Kabhi Anokha Daan (1972) 04:32 12704
 
Poster of Anokha Daan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anil Dhawan, Zahira
Duration : 04:32   Song Number : 12704   

Ik Dil Ka Lagaana Anokha Pyar (1948) 02:42 12811
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Zia Sarhadi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 02:42   Song Number : 12811   

Jaane Kaisa Hai Mera Deewana Aansoo Ban Gaye Phool (1969) 04:42 20614
 
Poster of Aansoo Ban Gaye Phool (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Taj Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 04:42   Song Number : 20614   

Jeevan Sapna (Female) Anokha Pyar (1948) 02:56 12706
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Ziya Sarhadi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 02:56   Song Number : 12706   

Jeevan Sapna (Male) Anokha Pyar (1948) 02:34 40020
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Zia Sarhadi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 02:34   Song Number : 40020   

Kabhi Dil Dil Se Anokhi Ada (1948) 02:31 12709
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Anjum Pilibhit
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Surendra
On Screen Actors- 
Naseem Bano, Surendra
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:31   Song Number : 12709   

Kauno Thagva Nagariya Lootal Ho Ankahee (1985) 04:24 36959
 
Poster of Ankahee (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Kabir
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:24   Song Number : 36959   

Khwaahishen Aneek Dhar 04:56 18572
 
Poster of Aneek Dhar
 
Category
Indipop
Lyricist
Shabbir Ahmed
Music Director- 
Lalit Sen
Singer- 
Aneek
Duration : 04:56   Song Number : 18572