Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnokhi%20Ada%20(1948)
HomeAnokhi%20Ada%20(1948)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bhool gaye kyun de ke sahaara lootne waale chain hamaara ho oo bhool gaye kyun de ke sahaara lootne waale chain hamaara aao ke dil majboor hai ghum se rooth gayi taqdeer bhi humase doob gaya qismat ka sitaara bhool gaye kyun de ke sahaara toot gaya dil dard ka maara haye ye kisne mujh ko pukaara ho oo toot gaya dil dard ka maara haye ye kisne mujh ko pukaara aaj hua kya dil ko na jaane baithe bithaye kis ki sada ne thes lagaa kar ghum ko ubhaara haye ye kisne mujh ko pukaara chaaron taraf toofaan hai bhari dil ko lagi hai aas tumhaari naav bhanvar mein door kinara bhool gaye kyun de ke sahaara aa ke sataya dard e jigar ne koi bataaye kis ki nazar ne chheen liya dil kar ke ishaara haye ye kisne mujh ko pukaara
bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa dekh humen majboor naa kar tujhko kasam dukh door naa kar hum to jeeye bas tere liye tune kuchh aise ranj diye thes lagi dil toot gaya thes lagi dil toot gaya bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa haaye wafaa naakam huyi subah ke badle shaam huyi phool khushi ke khil na sake aankh mili dil mil na sake dekh liya anjaam e wafaa dekh liya anjaam e wafaa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa dil se mitaa ulfat kaa nishaan tujh se humara pyaar kahaan pyaar ka naata tod yahin geet adhuraa chhod yahin main bhi naa gaaun tu bhi naa gaa main bhi naa gaaun tu bhi naa gaa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa
dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya ghum ka fasaana kya sunaayen keh na paayen haan haan ghum ka fasaana kya sunaayen keh na paayen ye bhi na socha haaye bhool ke ye bhi na socha haaye bhool ke jis bewafa ko apna banaaya hai wo paraaya dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya aankhon se dil khaye dhoke chup roke aankhon se dil khaye dhoke chup roke ho oo duniya basi na haye pyaar ki hoo duniya basi na haye pyaar ki baithe bithaaye rog lagaaya ji ko jalaaya dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya deke sahaara mujhko jhutha tumne loota haan haan deke sahaara mujhko jhutha tumne loota bhooli kahaani haaye chhed di bhooli kahaani haaye chhed di mera fasaana yaad na aaya hans ke rulaaya dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya
haal kya hai dilon ka na poochho sanam haal kya hai dilon ka na poochho sanam aap ka muskurana gajab dha gaya haal kya hai dilon ka na poochho sanam aap ka muskurana gajab dha gaya ik to mehfil tumhari haseen kam na thi ik to mehfil tumhari haseen kam na thi uspe mera tarana gajab dha gaya ik to mehfil tumhari haseen kam na thi uspe mera tarana gajab dha gaya haal kya hai dilon ka na poochho sanam ab to lehraaya masti bhari chhanv mein ab to lehraaya masti bhari chhanv mein baandh do chaahe ghoongru mere paanv mein baandh do chaahe ghoongru mere paanv mein main bahkta nahin tha magar kya karoon main bahkta nahin tha magar kya karoon aaj mausam suhana gajab dha gaya main bahkta nahin tha magar kya karoon aaj mausam suhana gajab dha gaya haal kya hai dilon ka na poochho sanam har nazar uth rahi hai tumhari taraf har nazar uth rahi hai nazar uth rahi hai har nazar uth rahi hai tumhari taraf aur tumhari nazar hai humaari taraf aur tumhari nazar hai humaari taraf aankh
humen yaad kabhi tum kar lena jab rota hua saawan aaye ho bahaar aur raah mein koi phool haaye murjhaaye humen yaad kabhi tum kar lena jab rota hua saawan aaye ho bahaar aur raah mein koi phool haaye murjhaaye humen yaad kabhi tum kar lena veeran safar mein jeevan ke kab tak yun akele chalte piya veeran safar mein jeevan ke kab tak yun akele chalte piya le kar hum ye aakhir tere bina haaye aastha bhujhta sa diya humen yaad kabhi tum kar lena jab rota hua saawan aaye ho bahaar aur raah mein koi phool haaye murjhaaye humen yaad kabhi tum kar lena dete hain duwaa phir bhi tumko khushiyon ki umr lag jaaye tumhen dete hain duwaa phir bhi tumko khushiyon ki umr lag jaaye tumhen jo bhi tumko ghum ho saare badle mein yahaan mil jaaye humen humen yaad kabhi tum kar lena jab rota hua saawan aaye ho bahaar aur raah mein koi phool haaye murjhaaye humen yaad kabhi tum kar lena jab rota hua saawan aaye ho bahaar aur raah mein koi phool haaye murjhaaye humen yaad kabhi tum kar
ki idl idl se $kr;t; to hog; ki idl idl se $kr;t; to hog; \xacnhe'' mer; :y;l a;t; to hog; \xacnhe'' mer; :y;l a;t; to hog; n; \xe5kte ho''''ge jb a\\;%%o'' me'' a\\;su n; \xe5kte ho''ge jb a\\;%%o'' me'' a\\;su a\\;%%o me'' a\\;su to pwm;n; to pwm;n; zlk j;t; to hog; \xacnhe'' mer; :y;l a;t; to hog; vo p; lete to ho''ge idl pe k;bu idl pe k;bu vo p; lete to ho''ge idl pe k;bu idl pe k;bu \xacnhe ye i \xacnhe ye i km;l a;t; to hog; ki idl idl se $kr;t; to hog;
khwaahishen khwaahishen chhuye mere dil ki aasmaan re khwaahishen khwaahishen le aayi ye pyaar ka samaa re raahon mein mil gaya aise wo humsafar lage jaise haan shaayad ye pyaar hai lagta hai jaane kyun aise khud se juda hoon main jaise haan shaayad ye pyaar hai khwaahishen khwaahishen chhuye mere dil ki aasmaan re khwaahishen khwaahishen le aayi ye pyaar ka samaa re raahon mein mil gaya aise wo humsafar lage jaise haan shaayad ye pyaar hai lagta hai jaane kyun aise khud se juda hoon main jaise haan shaayad ye pyaar hai de re naaaaa de re naaaaaa de reeeeeeee de re naaaaa soye soye khaabon ki yaadon mein khoye the ehsaas ke lamhen haan dil ne piroye the soye soye khaabon ki yaadon mein khoye the ehsaas ke lamhen haan dil ne piroye the kya ajnabi paheli hai haan meri saanson mein jo ghuli hai haan shaayad ye pyaar hai lagta hai jaane kyun aise khud se juda hoon main jaise haan shaayad ye pyaar hai jaane kyun inn dinon main gumsum rahun aksar main pehle berang tha ab
kyun unhen dil diya haaye ye kya kiya sheeshe ko patthar se takara diya kyun unhen dil diya haaye ye kya kiya sheeshe ko patthar se takara diya jin ko aata nahin hai wafa ka chalan unse lagi hai lagan thes lagati hai jis dam to kahata hai mann ujade na dil ka chaman paas reh kar sada hai wo hamse juda qismat ne ye din bhi dikhla diya ho oooo hoo hoo kaun bhula hua aaj yaad aa gaya ye kisne phir dil ko tadapa diya phir mere dil mein jaaga mohabbat ka ghum ghutne laga mera dam kisne rakha meri zindagi mein qadam aur ye kaha tere hum tu hi ae dil bata kisne de kar sada aankhon ka paimana chhalka diya kaun bhula hua aaj yaad aa gaya ye kisne phir dil ko tadapa diya
madbhari ye hawaayen madbhari ye hawaayen paas aayen naam le kar mujhko ye bulaayen madbhari ye hawaayen paas aayen naam le kar mujhko ye bulaayen madbhari ye hawaayen maine raaton se kar lii dosti taaron ke liye aur chura ke liya maine ye din bahaaron ke liye maine raaton se kar lii dosti taaron ke liye aur chura ke liya maine ye din bahaaron ke liye aye zameen aasmaan mujhko do duwaayen madbhari ye hawaayen paas aayen naam le kar mujhko ye bulaayen madbhari ye hawaayen maine lehron ki baahen thaam kar dhundhe hain bhanwar saahilon pe kisi ajnabee ki talaashi hai dagar maine lehron ki baahen thaam kar dhundhe hain bhanwar saahilon pe kisi ajnabee ki talaashi hai dagar kaash le kar use lehre laut aayen madbhari ye hawaayen mera aanchal pakad ke pyaar se kehti hai hawa chal jidhar main chalun jaa milega unhi se raasta mera aanchal pakad ke pyaar se kehti hai hawa chal jidhar main chalun jaa milega unhi se raasta jinn ki manzil mile mujhe jod raahen madbhari ye
manzil ki dhun mein jhoomte gaate chale chalo manzil ki dhun mein jhoomte gaate chale chalo bichhade huye dilon ko milaate chale chalo haan milaate chale chalo do din ki zindagi mein koi kyun uthaaye ghum koi kyun uthaaye ghum do din ki zindagi mein koi kyun uthaaye ghum koi kyun uthaaye ghum naghmen khushi ke sab ko sunaate chale chalo naghmen khushi ke sab ko sunaate chale chalo bichhade huye dilon ko milaate chale chalo haan milaate chale chalo insaaniyat to pyaar mohabbat ka naam hai mohabbat ka naam hai insaaniyat to pyaar mohabbat ka naam hai mohabbat ka naam hai insaaniyat ki shaan badhaate chale chalo insaaniyat ki shaan badhaate chale chalo bichhade huye dilon ko milaate chale chalo haan milaate chale chalo aazaad zindagi hai to barbaad kyun rahe barbaad kyun rahe aazaad zindagi hai to barbaad kyun rahe barbaad kyun rahe barbaadiyon se dil ko bachaate chale chalo barbaadiyon se dil ko bachaate chale chalo bichhade huye dilon ko milaate chale chalo haan
sundari aaye haye sundari sundari aaye haye sundari apunu ko bhi ek nazar dekho na bure nahin hum bhi idhar dekho na apunu ko bhi ek nazar dekho na bure nahin hum bhi idhar dekho na sundari aaye haye sundari sundari aaye haye sundari kaisi anokhi ada jaani hai teri kaisi anokhi ada jaani hai teri phir se pakad baiyan zara pyaar se meri tera yaar main nahin hai magar aisi kya kami hai shakal to milti hai tere yaar se meri hai na yahi baat to phir dekho na bure nahin hum bhi idhar dekho na sundari aaye haye sundari sundari aaye haye sundari dikhne mein kangaal hai pan raja hai dil ka dikhne mein kangaal hai pan raja hai dil ka aa main bana dega tujhe pyaar ki mallika kabhi ek roz aa ke mera jhopda basa de jhopad mein dikhla doon maja raj mahal ka hai na yahi baat to phir dekho na bure nahin hum bhi idhar dekho na sundari aaye haye sundari sundari aaye haye sundari ho gayi gussa aare tum to kasam se ho gayi gussa aare tum to kasam se aisi badi kaun khata ho gayi humse
tere dil mein zara si jagah agar mile aaaaaa oooo ooooo oooo ooo ooooo oooooo ooooo ooooo aaaaaa oooo ooooo oooo ooo ooooo oooooo ooooo tere dil mein zara si jagah agar mile tere dil mein zara si jagah agar mile kaisi zameen phir mera kadam aakaash par mile tere dil mein zara si jagah agar mile phir ye duniyaa chaahe naa mujhe saari umar mile paas aa tujhe apna banaa loon sajna re sajna baanh khol ke dil se lagaa loon sajna re sajna nazron mein tum ho sapnon mein tum ho tum ho mann mein phool se khile aaaaaa oooo ooooo oooo ooo ooooo oooooo ooooo tere dil mein zara si jagah agar mile phir ye duniyaa chaahe naa mujhe saari umar mile chal kahin chalen ke bahaar kaa ye kehna hai kehna rang rang se ab sang sang rehna hai rehna gali gali behke rutt rutt mehke mehke aaj mil ke gale aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa tere dil mein zara si jagah agar mile kaisi zameen phir mera kadam aakaash par mile kya kahun sajan dil beqraar kitna tha kitna tum mile mujhe
hmm hmm hmm hmmm hmm hmm uth jaag musafir bhor bhai ab rain kahaan jo sovat hai uth jaag musafir bhor bhai ab rain kahaan jo sovat hai jo jaagat hai so paavat hai jo sovat hai so khovat hai uth jaag uth jaag uth jaag aaaa aaaa tuk neend se akhiyaan khol zara o gaafil rab se dhyaan laga tuk neend se akhiyaan khol zara o gaafil rab se dhyaan laga ye preet karan ki reet nahin rab jaagat hai tu sovat hai uth jaag uth jaag uth jaag jo kaal kare so aaj kar le jo aaj kare so ab kar le jo kaal kare so aaj kar le jo aaj kare so ab kar le jab chidiya kheti chug daali phir pachhtaaye kya hovat hai uth jaag musafir bhor bhai ab rain kahaan jo sovat hai uth jaag uth jaag uth jaag
yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana dil chhin ke jate ho kidhar bhool na jaana bhool na jaana dil chheen ke jate ho kidhar bhool na jaana yeh pyaar ki baaten lo dil ne kiya dil ko muhabbat ke hawale lo dil ne kiya dil ko muhabbat ke hawale sharmili nigahon se hamein dekhne wale sharmili nigahon se hamein dekhne wale jo teer chalaya hai idhar bhool na jaana bhool na jaana jo teer chalaya hai idhar bhool na jaana yeh pyaar ki baaten yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana hamne kisi ummeed se dil tumko diya hai dil tumko diya hai hamne kisi ummeed se dil tumko diya hai dil tumko diya hai armaan bhare dil se tumhen pyaar kiya hai pyaar kiya hai armaan bhare dil se tumhen pyaar kiya hai pyaar kiya hai dekho ye muhabbat ki nazar bhool na jaana bhool na jaana yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bhool Gaye Kyun De Ke Anokhi Ada (1948) 03:31 12708
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Naseem Bano, Surendra
Duration : 03:31   Song Number : 12708   

Bhoolne Waale Yaad Naa Anokhi Ada (1948) 03:37 12707
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Prem Adeeb
Duration : 03:37   Song Number : 12707   

Dil Ko Laga Ke Humne Anokhi Ada (1948) 04:03 38969
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Uma Devi
On Screen Actors- 
Naseem Bano
Duration : 04:03   Song Number : 38969   

Haal Kya Hai Dilon Ka Anokhi Ada (1973) 05:50 20495
 
Poster of Anokhi Ada (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 05:50   Song Number : 20495   

Humen Yaad Kabhi Anokha Daan (1972) 04:32 12704
 
Poster of Anokha Daan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anil Dhawan, Zahira
Duration : 04:32   Song Number : 12704   

Kabhi Dil Dil Se Anokhi Ada (1948) 02:31 12709
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Anjum Pilibhit
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Surendra
On Screen Actors- 
Naseem Bano, Surendra
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:31   Song Number : 12709   

Khwaahishen Aneek Dhar 04:56 18572
 
Poster of Aneek Dhar
 
Category
Indipop
Lyricist
Shabbir Ahmed
Music Director- 
Lalit Sen
Singer- 
Aneek
Duration : 04:56   Song Number : 18572   

Kyun Unhen Dil Diya Anokhi Ada (1948) 03:13 12710
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Surendra, Prem Adeeb, Naseem Bano
Duration : 03:13   Song Number : 12710   

Madbhari Ye Hawaayen Anokha Daan (1972) 04:50 16407
 
Poster of Anokha Daan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Archana
Duration : 04:50   Song Number : 16407   

Manzil Ki Dhun Mein Anokhi Ada (1948) 03:16 12711
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Surendra
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:16   Song Number : 12711   

Sundari Aaye Haye Sundari Anokhi Ada (1973) 04:35 21263
 
Poster of Anokhi Ada (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rekha
Duration : 04:35   Song Number : 21263   

Tere Dil Mein Zara Si Anokhi Ada (1973) 05:23 12712
 
Poster of Anokhi Ada (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 05:23   Song Number : 12712   

Uth Jaag Musafir Bhor Bhai Aankhin Dekhi (1978) 06:13 10385
 
Poster of Aankhin Dekhi (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Music Director- 
J P Kaushik (Jag Phool)
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 06:13   Song Number : 10385   

Yeh Pyaar Ki Baaten Anokhi Ada (1948) 02:28 37559
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Surendra, Naseem Bano
Duration : 02:28   Song Number : 37559