Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBenaam%20(1974)
HomeBenaam%20(1974)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa raat jaati hai chupke se mil jaayen dono chalke kahin apni aag mein jal jaayen dono aa raat jaati hai chupke se mil jaayen dono chalke kahin apni aag mein jal jaayen dono mauka bhi hai aarzoo bhi lag jaa tu mere gale se rangeen si bekhudi mein kho ja mujhe saath leke ye beqaraari ka mausam ye saans letaa andheraa yoon daal zulfon ke saaye phir naa kabhi ho saveraa haathon mein ye haath leke machal jaayen dono do rang jaise ki milte hain mil jaayen dono aa raat jaati hai chupke se mil jaayen dono la la la la la la la la chalke kahin apni aag mein jal jaayen dono aa raat jaati hai chupke se mil jaayen dono la la la la la la la la chalke kahin apani aag mein jal jaayen dono pyaale mein kyaa hai mujhe tu apne laboon ki pilaa de bujh naa saki jo umar bhar wo pyaas tu hi bujhaa de nazdeek tu itni aa jaa la la la la seene mein badh jaaye halchal deke badan kaa sahaaraa la la la la mujhko udaaye liye chal kho jaayen aise ki phir na sambhal paayen dono tadapen kuchh aaj
aaj ki raat badi sokh badi natkhat hai aaj to tere bina neend nahin aayegi ab to tere hi yahaan aane ka ye mausam hai ab tabiyat na khayaalon se behel paayegi haaye paani ki ye rimjhim ye gunahgaar phuhaar aise nas nas mein teri chaah jaga jaati hai jaise pinjare mein kisi qaid pade panchhi ko apni aazaad udaanon ki yaad aati hai ab to aa ja ab to aa jaoo meri maang ke sindor suhaag saans teri hai saans teri hai tere naam pe mit jaayegi aaj to tere bina neend nahin aayegi humm hmm hmm hm hm hmm par thaihar wo jo wahaan par thaihar wo jo wahaan lete hain footpaathon par lash bhi jinki kafan tak na yaaha paati hain aur wo jhonpade chhat bhi na hai sar par jinke chhat chhappar hi jahaan zindagi so jaati hai pehle in sabke liye pehle in sabke liye ek imaarat gadh loon phir teri maang phir teri maang sitaaron se bhari jaayegi aaj to tere bina neend nahin aayegi
aaj ki raat badi shokh badi natkhat hai aaj to tere bina neend nahin aayegi ab to tere hi yahaan aane ka ye mausam hai ab tabiyat naa khayaalon se bahel paayegi dekh wo chhat pe utar aayi hai saawan ki ghata de rahi dwaar pe aawaaz khadi purwaayi bijli reh reh ke pahaadon pe chamak uthti hai sooni aankhon mein koi khaab le jyun angdaayi kaise samjhaaun kaise samjhaaun ke iss waqt ka matlab kya hai dil ki hai baat hooo dil ki hai baat naa honthon se kahi jaayegi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aaj ki raat ye bhatakte huye jugnon ye diye aawaara bheegte pedon pe bujh bujh ke chamak uthte hain tere aanchal mein take salmen sitaare jaise mujhse milne ko bina baat damak uthte hain saara aalam saara aalam hai giraftaar tere husn mein jab mujhse ye kaise haaye mujhse ye kaise ye barsaat sahi jaayegi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aaj ki raat raat raani ki ye bheeni si nasheeli khushboo aa rahi hai ke jo chhan chhan ke ghani daalon se aisa lagta hai kisi dheet
aaj rapat jaayen to humen na uthaiyo aaj phisal jaayen to humen na uthaiyo humen jo uthaiyo toooo humen jo uthaiyo to khud bhi rapat jaaiyo haan khud bhi phisal jaiyo aaj rapat aaj rapat jaayen to humen na uthaiyo barsaat mein thi kahan baat aisi pehli baar barsi barsaat aisi barsaat mein thi kahan baat aisi pehli baar barsi barsaat aisi kaisi ye hawa chali paani mein aag lagi jaane kya pyaas jagi re bheega ye tera badan jagaaye meethi chuban nashe mein jhoome ye mann re kahan hoon mein mujhe bhi ye hosh nahin aaj aa haa o ho aa haa o ho aaj behak jaayen to hosh na dilaiyo aaj behak jaayen to hosh na dilaiyo hosh jo dilaiyo toooo hosh jo dilaiyo to khud bhi behak jaiyo aaj rapat aaj rapat jaayen to humen na uthaiyo baadal mein bijli baar baar chamke dil mein mere aaj pehli baar chamke baadal mein bijli baar baar chamke dil mein mere aaj pehli baar chamke haseena darri darri baahon mein simat gayi seene se lipat gayi re tujhe to aaya mazaa tujhe to sujhi hansi meri
aanan faanan hua kya se kya main jaan e mann hua kya se kya dhadka dhadka dhadka sa dil kehta hai ye fasaana tadpa tadpa tadpa sa dil chaahe tere paas aana aanan faanan hua kya se kya main jaan e mann hua kya se kya aanan faanan hua kya se kya o o o main jaan e mann hua kya se kya dhadka dhadka dhadka sa dil kehta hai ye fasaana tadpa tadpa tadpa sa dil chaahe tere paas aana aanan faanan hua kya se kya ye jaan e mann hua kya se kya dhadka dhadka dhadka sa dil kehta hai ye fasaana tadpa tadpa tadpa sa dil chaahe tere paas aana aanan faanan hua kya se kya teri muhabbat hi meri parastish hai meri tu ho jaaye meri ye koshish hai sun le meri tamanna keh meri hi banana aye meri neelam pari dekh meri ye baahein dekh le ye nigaahein hain kitni pyaar bhari dhadka dhadka dhadka sa dil kehta hai ye fasaana tadpa tadpa tadpa sa dil chaahe tere paas aana aanan faanan hua kya se kya dil jise dhoondhe hain tu wahi dil kash hai dil jise maange hai tu wahi mehmash hai tujhko ik din
hmmmm hmmmm baanki chali hmmm hmm hmmm jhaanki chali aa aaa aaa aaa aaa aaa pant bhaite tatka baigun pora aanki chali baanki chali chaurangi mein jhanki chali aa aa aa aa aa aaa pant bhaite tatka baigun pora hooo oooooo ek kali se jhumman nikle ek kali se jhuniya beech sadak pe hogi shaadi bhaad mein jaaye duniya hoo bhaad mein jaaye duniya jhoom jhoom jhoom jhoomke naache naache jhuniya baai sau sau phere lewe jhumman khoob baji shehnayi hoooooo aanki chali baanki chali chaurangi mein jhanki chali pant bhaite tatka baigun pora hooo oooooo jhumman ke ghar beti janmi jhuniya jaise gaal moonchh marod ke nikle jhumman jaa pahunche sasuraal oho jaa pahunche sasuraal baat baat pe faarsi bole paani maange aab pyaase mar gaye jhumman miyaan par na chhodi taab aa aa aa aa aa aa aa aa aanki chali baanki chali chaurangi mein jhanki chali pant bhaite tatka baigun pora hooo oooooo jim se jumma jim jalebi jhuman jhuniya ji aalif be ki patti padh ke jhuman hue hakim ha ha
ye aansoo ye jazbaat tum bechate ho gareebon ke haalat tum bechate ho ameeeeeeeron ki shaam gareeeeeeebon ke naam ameeron ki shaam gareebon ke naam ameeron ki shaam gareebon ke naam ameeron ki shaam gareebon ke naam isi baat par sabko mera salaam ameeron ki shaam gareebon ke naam ameeron ki shaam gareebon ke naam ye kya hai tamasha ye kya hai sitam ye kya hai tamasha ye kya hai sitam mazaa aa gaya bas khuda ki kasam khushi ki dukaanon pe bikta hai ghum bikta hai ghum fida aise ghum pe hai khushiyaan tamaam ameeron ki shaam gareebon ke naam ameeron ki shaam gareebon ke naam ye fankaar ki ik haseen yaad hai ye fankaar ki ik haseen yaad hai kisi bhookhe nange ki fariyaad hai ye tasveer to kaabil e daad hai kaabil e daad hai isse dijiye aap pehla inaam ameeron ki shaam gareebon ke naam ameeron ki shaam gareebon ke naam ye maasoom bachcha ye majboor maa ye maasoom bachcha ye majboor maa naa chulha na bartan naa ghar na dhuwaan naa chulha na bartan naa ghar na dhuwaan
Bahaaron Thaam Lo Ab Dil Mera Mahboob Aataa Hai, Ho Sharaarat Kar Na Naazuk Dil Sharam Se Doob Jaataa Hai
kalle na jaana na jaana na jaana kalle na jaana na jaana na jaana kalle na jaana na jaana na jaana kalle na jaana na jaana na bhare bazaar baby bhare bazaar baby bhare bazaar baby kalle na jaana nai te shor mach jaayega bhare bazaar baby kalle na jaana nai te shor mach jaayega har koyi aashiq har koyi aashiq har koyi aashiq tujhe tere ghar tak chhodne aayega bhare bazaar baby kalle na jaana nai te shor mach jaayega kalle na jaana na jaana na jaana kalle na jaana na jaana na ho jhagda kara degi tu aashikon ke beech mein phir bhi tu aayegi na kisi ki bhi reach mein jhagda kara degi tu aashikon ke beech mein phir bhi tu aayegi na kisi ki bhi reach mein kehti dafaa ho jaa kehti dafaa ho jaa kehti dafaa ho jaa par baby aisa kabhi ho nahin payega bhare bazaar baby kalle na jaana nai te shor mach jaayega kalle na jaana na jaana na jaana kalle na jaana na jaana na jaana baby mujhko pata hai tera mann hai bada tabhi floor pe teri wait mein hoon khada aise baithe baithe tu
swapn jhade phool se meet chubhe shool se lut gaye singaar sabhi baagh ke babool se aur hum khade khade bahaar dekhte rahe carwaan guzar gaya gubaar dekhte rahe neend bhi khuli na thi ke haaye dhup dhal gayi paanw jab talak uthe ke zindagi phisal gayi paat paat jad gaye ke shaakh shaakh jal gayi chaah to nikal saki na par umar nikal gayi par umar nikal gayi geet ashq ban gaye swapn ho dafan gaye saath ke sabhi diye dhuwaan pehan pehan gaye aur hum jhuke jhuke mod par ruke ruke umr ke chadaav ka utaar dekhte rahe kya shabaab tha ke phool phool pyaar kar utha kya kamaal tha ke dekh aaina sihar utha iss taraf zamin aur aasmaan udhar utha thaam kar jigar utha ke jo mila nazar utha ke jo mila nazar utha ek din magar yahaan aisi kuchh hawaa chali lut gayi kali kali ke ghut gai gali gali aur hum lute lute waqt se pite pite kaagazi sharaab ka khumaar dekhte rahe carwaan guzar gaya gubaar dekhte rahe haath the mile ke zulf chaand ki sanwaar doon honth the khule ke har
hoo hoooo hooo hooo hooo hooo tenu ki dil da haal sunaawa tenu main itni baat batawaan tenu main door kahin lejawaan tenu main apni heer banawaa tenu ki dil da haal sunaawa tenu main itni baat batawaan tenu main door kahin lejawaan tenu main apni heer banawaa chakna chakna chakna main chakna tenu hi aye mutiyaar takna takna takna main takna tainu mere dildaar chakna chakna chakna main chakna tenu hi aye mutiyaar takna takna takna main takna tainu mere dildaar chakna chakna chakna main chakna tenu hi aye mutiyaar takna takna takna main takna tainu mere dildaar saari jawaani maine tere naam kardi apni kahani maine tere naam kardi saari jawaani maine tere naam kardi apni kahani maine tere naam kardi tu meri aankhon mein tu meri saanson mein tu meri dhadkan mein tu mere tanman mein main deewana tu deewaani main mastaana tu mastaani tu hi jaana hai meri jaana banti kyun tu hai anjaani chakna chakna chakna main chakna tenu hi aye mutiyaar takna takna takna main takna
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm chitthi aayi hai aayi hai chitthi aayi hai chitthi aayi hai aayi hai chitthi aayi hai chitthi aayi hai watan se chitthi aayi hai bade dinon ke baad hum bewatnon ko yaad bade dinon ke baad hum bewatnon ko yaad watan ki mitti aayi hai chitthi aayi hai aayi hai chitthi aayi hai chitthi aayi hai watan se chitthi aayi hai upar mera naam likha hai ander ye paigaam likha hai o pardes ko jaane waale laut ke phir naa aane waale saat samander paar gaya tu humko zinda maar gaya tu khoon ke rishte tod gaya tu aankh mein aansoo chhod gaya tu kam khaate hain kam sote hain bahot jiyaada hum rote hain chitthi aayi hai chitthi aayi hai aayi hai chitthi aayi hai chitthi aayi hai watan se chitthi aayi hai sooni ho gayi shehar ki galiyaan kaante ban gayin baagh ki kaliyaan kehte hain saawan ke jhule bhool gaya tu hum nahin bhoole tere bin jab aayi deewali deep nahin
dekhti hi raho aaj darpan na tum pyaar ka ye mahurat nikal jaayega nikal jaayega dekhti hi raho aaj darpan na tum pyaar ka ye mahurat nikal jaayega nikal jaayega saans ki to bahut tez raftaar hai aur chhoti bahut hai milan ki ghadi gunthate gunthate ye ghata saanwari bujh na jaaye kahin roop ki phuljhari chudiyaan hi na tum chudiyaan hi na tum khankhnati raho ye sharmsaar mausam badal jaayega badal jaayega dekhti hi raho aaj darpan na tum surkh honthon pe uff ye hansi madbhari jaise shabnam angaaron ki mehmaan ho jaado bunti huyi ye nasheeli nazar dekh le to khudaayi pareshaan ho muskuraao na aise muskuraao na aise chura kar nazar aaina dekh suraj machal jaayega machal jaayega dekhti hi raho aaj darpan na tum chaal aisi hai madhosh masti bhari neend suraj sitaaron ko aane lage itne naazuk kadam chum aaye agar sote sote biyaa baan gaane lage mat mahaavar rachaao mat mahaavar rachaao bahut paanv mein farsh ka marmari dil daihal jaayega daihal jaayega dekhti hi raho
dilruba dil nasheen maah tu maah zabeen dilruba dil nasheen maah tu maah zabeen hum nawaa hum nasheen hum tere hum ko yakeen tera mera jo pyaar hai pyaar ye zordaar hai pyaar ye zordaar hai tera mera jo pyaar hai pyaar ye zordaar hai pyaar ye zordaar hai dilruba dil nasheen maah tu maah zabeen hum nawaa hum nasheen hum tere hum ko yakeen tera mera jo pyaar hai pyaar ye zordaar hai pyaar ye zordaar hai tera mera jo pyaar hai pyaar ye zordaar hai pyaar ye zordaar hai dilruba dil nasheen maah tu maah zabeen tu hi hai meri yaadon ki baahon mein tu hi hai mere sapnon ki raahon mein tu hi to hai jisne dil ko di hai ye kahaniyaan tu hi to hai jisne dil ko di hai ye nishaaniyaan tera mera jo pyaar hai pyaar ye zordaar hai pyaar ye zordaar hai tera mera jo pyaar hai pyaar ye zordaar hai pyaar ye zordaar hai dilruba dil nasheen maah tu maah zabeen hum nawaa hum nasheen hum tere hum ko yakeen de re re naa naa re de re na na na na re naaaa naaaa re tu hi to meri haar hai jeet
diye jalte hain phool khilte hain diye jalte hain phool khilte hain badi mushkil se magar duniya mein dost milte hain diye jalte hain jab jis waqt kisi ka yaar juda hota hai kuchh na poochho yaaron dil ka haal burra hota hai jab jis waqt kisi ka yaar juda hota hai kuchh na poochho yaaron dil ka haal burra hota hai dil pe yaadon ke jaise teer chalte hain haan haan haan diye jalte hain phool khilte hain diye jalte hain iss rang roop pe dekho hargiz naaz na karna jaan bhi mange yaar to de dena naraaz na karna rang udd jaate hain dhoop dhalte hain hmm hmm hmm diye jalte hain phool khilte hain diye jalte hain daulat aur jawani ik din kho jaati hai sach kehta hoon saari duniya dushman ho jaati hai umr bhar dost lekin saath chalte hain hmm hmm hmm diye jalte hain phool khilte hain badi mushkil se magar duniya mein dost milte hain diye jalte hain
so jaa re neend suhani ek din hasana ek din rulana jivan ki reet purani phir teri palaken kahe ko chhalaken so jaa re neend suhani ek din hasana ek din rulana jivan ki reet purani phir teri palaken kahe ko chhalaken so jaa re neend suhani sanan sanan pawan kahe so jaa milega tujhko koi naya khilona hooo magan magan sapan me gum ho jaa milega duja sathi koi salona din kal kaa naya din hoga phir kaisi yeh pareshani ek din hasana ek din rulana jivan ki reet purani phir teri palaken kahe ko chhalaken so jaa re neend suhani nikalenge abhi bahut jiya ke arman jivan sara abhi pada hai hooo tukur tukur nayan liye naa ho re hairan upar wala bahut bada hai phir kahe tu pada jage ankhiyon me ho liye pani ek din hasana ek din rulana jivan ki reet purani phir teri palaken kahe ko chhalaken so jaa re neend suhani ek din hasana ek din rulana jivan ki reet purani phir teri palaken kahe ko chhalaken so jaa re neend suhani hmmm hmmm hmmmm hmmmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmmmm
yahaan dulha hai baaraati hai feelin'' hot hot hot ab kanya kyun naa aati hai feelin'' hot hot hot arre aunty ko chalaao kanyaa ko bhi bulaao ye to hai badi mushkil dekho toote naa dulha ka dil kuchh gadbad hai kuchh gadbad hai ole ole ole ole ole ole ole ole sab dhundho dhundho sab dhundho dhundho feelin'' hot hot hot feelin'' hot hot hot how you feelin'' how you feelin'' how you feelin'' beta iska to gora hai feelin'' hot hot hot to pappa iska kyun kaala hai feelin'' hot hot hot na na naa poochho aisi baat chali jaayegi ye baaraat yahaan gadbad ghotaala hai teri daal mein kaala hai kuchh gadbad hai kuchh gadbad hai ole ole ole ole ole ole ole ole feelin'' hot hot hot feelin'' hot hot hot ole ole ole ole ole ole ole ole feelin'' hot hot hot feelin'' hot hot hot ole ole ole ole ole ole ole ole
humen kya jo harsu humen kya jo harsu ujale huye hain humen kya jo harsu ujale huye hain ke hum to andheron ke paale huye hain ke hum to andheron ke humen kya jo harsu ujale huye hain ke hum to andheron ke paale huye hain ke hum to andheron ke baharon ne jaane kahan phool baante humare chaman mein khile sirf kaante humare chaman mein khile sirf kaante ye insaaf bhi kya nirale huye hain ke hum to andheron ke paale huye hain ke hum to andheron ke kisi aur ka dil jo yun toot jaata to shayad khuda se bhi woh rooth jaata to shayad khuda se bhi woh rooth jaata humin hain jo ye ghum sambhale huye hain ke hum to andheron ke paale huye hain ke hum to andheron ke
iraivanukkum paattezhuthum aasai vandhadh iraivanukkum paattezhuthum aasai vandhadh avan ezhuthi vayththa paadalath penmai enbadh ah ah ah ah iraivanukkum paattezhuthum aasai vandhadh aa odum nadhiyin nadaiyazhagod ozhiyum kodiyin idaiyazhagod odum nadhiyin nadaiyazhagod ozhiyum kodiyin idaiyazhagod paadum kuyilin mozhiyazhagod paadum kuyilin mozhiyazhagod paal nilavennum vizhiyazhagod paal nilavennum vizhiyazhagod iraivanukkum paattezhuthum aasai vandhadh kaaladiyosai thaalemendraaga kaivalai osai mellisaiyaaga poomagal peyare bhaavamendraaga poomagal peyare bhaavamendraaga paarthadhum inge kaadhal undaaga paarthadhum inge kaadhal undaaga iraivanukkum paattezhuthum aasai vandhadh aa kunkuma ithazhil punnagai vazhiya koonthal naduvil poocharam nezhiya oviya mugame kaaviyam pozhiya oviya mugame kaaviyam pozhiya punniyam seydhaen naan unai adaiya punniyam seydhaen naan unai adaiya iraivanukkum paattezhuthum aasai vandhadh
hmmmm hmmm isko bhi apnata chal usko bhi apnata chal raahi hain sab ek dagar ke sab par pyaar lutata chal isko bhi apnata chal idhar kafan tak nahin laash par udhar numaayish resham ki yahaan swayamvar kare chaandani wahaan na raat kate ghum ki dharati kankar patthar maare ambar ugale angaare koi puchhe baat na iss bagiyaa mein dukhiyaa shabnam ki sukh ki umar badhaataa chal dukh ko kafan odhaataa chal mile jahaan bhi mahal use kutiyaa ke paas bulaataa chal isko bhi apnaataa chal bikaa biki sab or machi hai aane aur do aano par asmat bike doraahon par toh pyaar bike dukaanon par dagar dagar par mandir masjid qadam qadam par gurudvaare bhagvaanon ki basti mein hai zulm bahut insaanon par khidaki har khulvaataa chal saankal har katvaataa chal is par bhi roshani na ho toh dil kaa diyaa jalaataa chal isko bhi apnata chal usko bhi apnata chal raahi hain sab ek dagar ke sab par pyaar lutata chal isko bhi apnata chal hriday hriday ke beech khayiyaan lahoo bichhaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Raat Jaati Hai Chupke Se Benaam (1974) 04:24 32563
 
Poster of Benaam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Helen
Duration : 04:24   Song Number : 32563   

Aaj Ki Raat (Duet) Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 03:16 13824
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Rajeev, Tanuja
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:16   Song Number : 13824   

Aaj Ki Raat (Male) Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 04:36 13823
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajeev
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:36   Song Number : 13823   

Aaj Rapat Jaayen To Namak Halaal (1982) 06:44 13829
 
Poster of Namak Halaal (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Smita Patil
Duration : 06:44   Song Number : 13829   

Aanan Faanan Namastey London (2007) 07:24 11149
 
Poster of Namastey London (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Katrina Kaif
Duration : 07:24   Song Number : 11149   

Aanki Chali Baanki Chali Namkeen (1982) 04:12 39057
 
Poster of Namkeen (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 04:12   Song Number : 39057   

Ameeron Ki Shaam Gareebon Ke Naam Naam (1986) 05:41 20133
 
Poster of Naam (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Kumar Gaurav Dagaonkar
Duration : 05:41   Song Number : 20133   

Bahaaro Thaam Lo Ab Dil Namaste Ji (1965) 02:57 35845
 
Poster of Namaste Ji (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anjan
Music Director- 
G S Kohali
On Screen Actors- 
Mehmood, Ameeta
Duration : 02:57   Song Number : 35845   

Bhare Bazaar Namaste England (2018) 03:34 40301
 
Poster of Namaste England (2018)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2018
Lyricist
Master Rakesh, Badshah
Music Director- 
Badshah, Rishi Rich
On Screen Actors- 
Arjun Kapoor, Parineeti Chopra, Badshah
Duration : 03:34   Song Number : 40301   

Carwaan Guzar Gaya Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 06:17 15654
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajeev
Duration : 06:17   Song Number : 15654   

Chakna Chakna Namastey London (2007) 03:55 11155
 
Poster of Namastey London (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Katrina Kaif
Duration : 03:55   Song Number : 11155   

Chitthi Aayee Hai Naam (1986) 07:30 13809
 
Poster of Naam (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Pankaj Udhas, Chorus
On Screen Actors- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:30   Song Number : 13809   

Dekhti Hi Raho Aaj Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 03:19 13825
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajeev
Raag- 
Kedar
Duration : 03:19   Song Number : 13825   

Dilruba Namastey London (2007) 05:36 11150
 
Poster of Namastey London (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Katrina Kaif
Duration : 05:36   Song Number : 11150   

Diye Jalte Hain Namak Haraam (1973) 03:40 20391
 
Poster of Namak Haraam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Amitabh Bachchan
Duration : 03:40   Song Number : 20391   

Ek Din Hasaana Benaam (1974) 06:02 16210
 
Poster of Benaam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 06:02   Song Number : 16210   

Hot, Hot, Hot Bina Mistry 02:50 17876
 
Poster of Bina Mistry
 
Category
Indipop
Singer- 
Bina Mistry
Duration : 02:50   Song Number : 17876   

Humen Kya Jo Harsu Ujale Namaste Ji (1965) 03:05 37820
 
Poster of Namaste Ji (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 03:05   Song Number : 37820   

Iraivankkum Paattezhuthum Aasai Nimirnthu Nil (1968) 03:34 38615
 
Poster of Nimirnthu Nil (1968)
 
Category
Tamil
Year- 
1968
Duration : 03:34   Song Number : 38615   

Isko Bhi Apnata Chal Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 05:57 32976
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajeev
Duration : 05:57   Song Number : 32976