Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChalti%20Ka%20Naam%20Zindagi%20(1982)
HomeChalti%20Ka%20Naam%20Zindagi%20(1982)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


band mutthi laakh ki khuli to pyaare khaak ki band mutthi laakh ki khuli to pyaare khaak ki haan band mutthi laakh ki khuli to pyaare khaak ki mehnat se tum jee na churana khoon paseena karke dikhana mehnat se tum aye jee na churana khoon paseena karke dikhana hooo khwabon ki na khichdi banana karna hai jo karke batana are haldi mirchi haan garm masale hoooo utne teekhe jitne daale o pyaare baat ko pahle tu tol lab pe o bhaiyaa baad mein pyaar se tu bol jag se bom bom bom band mutthi laakh ki khuli to pyaare khaak ki band mutthi laakh ki laakh ki khuli to pyaare khaak ki sa re ga ma pa dha ni sa sa ni dha pa ma ga re sa saat suron ki jeevan dhaara sa se sa tak khel hai saara saat suron ki jeevan dhaara sa se sa tak khel hai saara hooo saans hai jab tak sab hai pyaara saans ruke to sab kuchh haara are jeene wale aaa baat samajh le oooo jeevan ka ye raag samajh le oye chandu door ke dhol suhane lagte o bandhu paas baje to darane lagte bom bom bom band mutthi laakh ki
hey ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai haan duniya ki dhoop aur chanw mein chalti ka naam zindagi hai duniya ki dhoop aur chanw mein chalti ka naam zindagi hai hey chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi sachchayi ko aur jhooth ko parkhe agar teri nazar sachchayi ko aur jhooth ko parkhe agar teri nazar to dekh ja nazdeek se phoolon ka bhi hai kya jigar kaanton ki tej nok par palti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai hey chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi haan ohh tere hann han han heyyy haa haa hey hey manzil mile ya na mile chalta hi chal tu rukna nahin manzil mile ya na mile chalta hi chal tu rukna nahin haan aandhi chale ya tufan mile saamne uske jhukna nahin sanche mein rang birang ke dhalti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi
apna nahin par apna lage jaane kaisa ye raaz hai hanste hain lab rota hai dil jeene ka ye bhi andaaz hai girti sambhalti jhumti masti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai kya hai galat kya hai sahi kaisa nasha ye kaisa garoor josh e junoon rishte khoon koi bataaye kaise hon door jaani anjaani bhool ki galti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai ladte hain kyun aapas mein hum nadaani hai ye diwanapan shohrat rahe na daulat rahegi jaayenge sab hi odhe kafan patjhad mein aur bahaar mein khilti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Band Mutthi Laakh Ki Chalti Ka Naam Zindagi (1982) 06:28 19157
 
Poster of Chalti Ka Naam Zindagi (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Anoop Kumar, Kishore Kumar
Duration : 06:28   Song Number : 19157   

Chalti Ka Naam Zindagi Chalti Ka Naam Zindagi (1982) 05:11 38211
 
Poster of Chalti Ka Naam Zindagi (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
Kishore Kumar
Duration : 05:11   Song Number : 38211   

Chalti Ka Naam Zindagi - II Chalti Ka Naam Zindagi (1982) 03:33 17095
 
Poster of Chalti Ka Naam Zindagi (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:33   Song Number : 17095