Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDhool%20Ka%20Phool%20(1959)
HomeDhool%20Ka%20Phool%20(1959)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


wafaa ke naam peeeeee kitne gunaah hote hain ye unse poochhe koi jo tabaah hote hain haaye hoooo ooooo oooo ooooo oooo ooo ooooo daaman mein daag laga baithe daaman mein daag laga baithe hum pyaar mein dhokha kha baithe hum pyaar mein dhokha kha baithe daaman mein daag laga baithe haayeeee haaye chhoti si bhool jawaani kiiiiii chhoti si bhool jawaani ki jo tumko yaad naa aayegi uss bhool ke taane de de kar duniyaa hum ko tadpaayegi uthte hi nazar jhuk jaayegiiiii uthte hi nazar jhuk jaayegi hoooo oooo oooo ooooo oooo uthte hi nazar jhuk jaayegi aaj aisi thokar kha baithe hum pyaar mein dhokha kha baithe daaman mein daag laga baithe haayee hoooo haayee chaahat ke liye do rasmon koooooooo chaahat ke liye do rasmon ko thukraa ke guzarne waale the jo saath hi jeene waale the aur saath hi marne waale the toofaan ke hawaale kar ke humen toofaan ke hawaale kar ke humen hoooooo oooooo ooooo ooooo toofaan ke hawaale kar ke humen khud door kinaare jaa baithe hum pyaar mein
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jhukti ghata gaati hawa sapne jagaaye nanha sa dil mera machal machal jaaye ohoooo ooooo jhukti ghata gaati hawa sapne jagaaye nanha sa dil mera machal machal jaaye ohoooo aa haa haa aa aa aa la la laaaa laaaa aaaaaa mehke huye behke huye mast nazaare nikhre huye bikhre huye rang ke dhaare mehke huye behke huye mast nazaare nikhre huye bikhre huye rang ke dhaare aaj gagan hoke magan humko bulaaye jhukti ghata gaati hawa sapne jagaaye nanha sa dil mera machal machal jaaye ohoooo ooooo jhukti ghata gaati hawa sapne jagaaye nanha sa dil mera machal machal jaaye ohoooo hmmmmm mmm mmmmm jawaan hai chhoti se qashti hawaaon ke rukh par aaa aaa nadi ke saaz ke aaa aaa mallah geet gaata hai aaa aaaaa tumhara jism har ik lehar ke jhatole se aaa aaa oh meri shareer nigahon mein jhool jaata hai aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaaa jism mera jaan bhi meri tere liye hai pyaar bhari duniya saji tere liye hai jism mera jaan bhi meri tere
aahaa hmm hmm lala la la la aahaa hmm hmm lala la la la dhadakne lage dil ke taaron ki duniyaa dhadakne lage dil ke taaron ki duniyaa jo tum muskuraa do hmm hmm jo tum muskuraa do sanwar jaaye hum beqaraaron ki duniyaa sanwar jaaye hum beqaraaron ki duniyaa jo tum muskuraa do hmm hmm jo tum muskuraa do aahaa hmm hmm lala la la la aahaa hmm hmm lala la la la jo tum muskuraa do bahaaren hanse sitaaron ki ujali qataaren hanse aaaaa jo tum muskuraa do nazaare hanse jawaan dhadkanon ke ishaare hanse jawaan dhadkanon ke ishaare hanse dhadakne lage dil ke taaron ki duniyaa sanwar jaaye hum beqaraaron ki duniyaa jo tum muskuraa do hmm hmm jo tum muskuraa do aahaa hmm hmm lala la la la aahaa hmm hmm lala la la la hawaa mein ye khushboo ki angdaaiyaan ye aankhon pe zulfon ki parchhaiyaan aaaaaaa ye masti ke dhaare ubalte huye ye seenon mein toofan machalte huye ye seenon mein toofan machalte huye dhadakne lage dil ke taaron ki duniyaa sanwar jaaye hum beqaraaron ki duniyaa
sa ga ga re ga re sa re pa pa dha ma pa ga ma re ga sa re sa ni sa ga re ga re sa re pa ma pa dha ni sa ni dha pa ma ga re sa ga ga re ga re sa re pa kaase kahun man ki baat haan kaase kahun man ki baat bairi balamawa dukhiya kar gaye sukh ko le gaye saath kaase kahun man ki baat haan kaase kahun man ki baat pa ni dha ni pa dha ma pa ga ma re ga sa re ni sa sa sa re ni sa dha ni pa dha ni sa har aahat pe aas lagaaye har aahat pe aas lagaaye aaaaa aaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaa har aahat pe aas lagaaye baithi rahi main sej sajaaye har aahat pe aas lagaaye baithi rahi main sej sajaaye bedardi ne rain bitaayi sautaniya ke saaaath kaase kahun man ki baat haan kaase kahun man ki baat preet bhi jhoothi meet bhi jhoothe preet bhi jhoothi meet bhi jhoothe aaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaaaaa preet bhi jhoothi meet bhi jhoothe thes lagi aur sapne toote preet bhi jhoothi meet bhi jhoothe thes lagi aur sapne toote nainan jal mein doob ke rah gayi madhur milan ki raaaat kaase kahun man
tere pyaar ka aasra chaahta hoon tere pyaar ka aasra chaahta hoon wafaa kar raha hoon wafaa chaahta hoon tere pyaar ka aasra chaahta hoon wafaa kar raha hoon wafaa chaahta hoon hasinon se ehde wafaa chaahte ho hasinon se ehde wafaa chaahte ho bade naasamajh ho ye kya chaahte ho bade naasamajh ho tere narm baalon mein taare sajaa ke tere shokh kadmon mein kaliyaan bichhaa ke muhabbat ka chhota sa mandir bana ke muhabbat ka chhota sa mandir bana ke tujhe raat din tujhe raat din poojna chaahta hoon wafaa kar raha hoon wafaa chaahta hoon tere pyaar ka zara soch lo dil lagaane se pehle ke khona bhi padta hai paane se pehle ijaazat to le lo zamaane se pehle ijaazat to le lo zamaane se pehle ki tum husn ko ki tum husn ko poojna chaahte ho bade naasamajh ho ye kya chaahte ho bade naasamajh ho kahaan tak jiyen teri ulfat ke maare guzarti nahin zindagi bin sahaare bahot ho chuke door reh kar ishaare bahot ho chuke door reh kar ishaare tujhe paas se tujhe paas se dekhna
tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega achha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai tujh ko kisi majhab se koi kaam nahin hai achha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai tujh ko kisi majhab se koi kaam nahin hai jis ilam ne insaan ko takseem kiya hai us ilam ka tujh par koi ilzaam nahin hai tu badle huye waqt ki pehchaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega maalik ne har insaan ko insaan banaaya humne usse hindu ya musalmaan banaaya maalik ne har insaan ko insaan banaaya humne usse hindu ya musalmaan banaaya kudrat ne to bakshi thi humen ek hi dharti humne kahin bharat kahin iraan banaaya jo tod de har band wo tufaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega nafrat jo sikhaye wo dharam tera nahin hai insaan ko jo
tu mere pyaar ka phool hai ke meri bhool hai kuchh keh nahin sakti par kisi ka kiya tu bhare ye seh nahin sakti tu mere pyaar ka phool hai ke meri bhool hai kuchh keh nahin sakti par kisi ka kiya tu bhare ye seh nahin sakti meri badnaami tere saath palegi saath palegi sun sun taane meri kokh jalegi haaye kokh jalegi meri badnaami tere saath palegi saath palegi sun sun taane meri kokh jalegi haaye kokh jalegi kaanton bhare hain sab raaste tere waaste jeevan ki dagar mein kaun banega tera aasraa bedard nagar mein tu mere pyaar ka phool hai ke meri bhool hai kuchh keh nahin sakti par kisi ka kiya tu bhare ye seh nahin sakti poochhega koi to kise baap kahega baap kahega jag tujhe phenka hua paap kahega haaye paap kahega poochhega koi to kise baap kahega baap kahega jag tujhe phenka hua paap kahega haaye paap kahega ban ke rahegi sharmindagi teri zindagi jab tak tu jiyega aaj pilaaun tujhe dhoodh main kal zehar piyega tu mere pyaar ka phool hai ke meri dhool hai kuchh
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Daaman Mein Daag Laga Dhool Ka Phool (1959) 05:17 13084
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Rajendra Kumar, Nanda
Duration : 05:17   Song Number : 13084   

Jhukti Ghata Gaati Hawa Dhool Ka Phool (1959) 04:48 32319
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Nanda
Duration : 04:48   Song Number : 32319   

Jo Tum Muskura Do (Dhadakne Lage) Dhool Ka Phool (1959) 04:40 13085
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Nanda
Duration : 04:40   Song Number : 13085   

Kaase Kahun Man Ki Dhool Ka Phool (1959) 05:20 32685
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Sudha Malhotra
On Screen Actors- 
Naz
Raag- 
Kafi
Duration : 05:20   Song Number : 32685   

Tere Pyaar Ka Aasra Dhool Ka Phool (1959) 07:11 13081
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 07:11   Song Number : 13081   

Tu Hindu Banega Na Dhool Ka Phool (1959) 05:43 21323
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:43   Song Number : 21323   

Tu Mere Pyaar Ka Phool Dhool Ka Phool (1959) 03:59 13082
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:59   Song Number : 13082