Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDil%20Aur%20Mohabbat%20(1968)
HomeDil%20Aur%20Mohabbat%20(1968)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aankhon ki talaashi de de mere dil ki ho gayi chori aankhon ki talaashi de de mere dil ki ho gayi chori chori chori mere dil ki ho gayi ho gayi re haye chori aankhon ki talaashi de de mere dil ki ho gayi chori kaali kaali zulfon se mujhe pehle hi tha khatka jab zulf teri lehraayi mere dil ko laga ek jhatka dhadkan to suno mere dil ki dil zulfon mein hai atka zulfon ki talaashi de de mere dil ki ho gayi chori zulfon ki talaashi de de mere dil ki ho gayi chori chori chori mere dil ki ho gayi ho gayi re haye chori aankhon ki talaashi de de mere dil ki ho gayi chori rang jo hai tere honthon ka us rang ka mera dil hai maaloom nahin kya tujhko o tu hi to mera qaatil hai aankhen na chura tu mujhse o tere dil mein hi mera dil hai zara dil ki talaashi de de mere dil ki ho gayi chori zara dil ki talaashi de de mere dil ki ho gayi chori chori chori mere dil ki ho gayi ho gayi re haye chori
haath aaya hai hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm haath aaya hai jab se tera haath mein aa gaya hai naya rang jazbaat mein main kahan hoon mujhe ye khabar hi nahin tere kadmon pe hi gir naa jaaun kahin haath aaya haiiiiiii dil mein nazron se chhup chhup ke aaya hai tu dil chura kar mera muskuraya hai tu tu kahe to main tu kahe to main ik baat tujhse kahun mera saathi nahin balki saaya hai tu mera saathi nahin balki saaya hai tu ungaliyaan jab zamaane ki mujh par uthi kho naa jaana kahin aise haalat mein roshni zindagi mein muhabbat se hai warna rakha hai kya chandani raat mein haath aaya haiiiiiii dil ke jazbaat ko main naa thukraaunga balke tasveer e jazbaat ban jaaunga hooo hooo haa aaaa aaaa aaaa haq muhabbat ka hooo hooo hooo hooo hooo haq muhabbat ka hota hai kaise adaa waqt aaya to main ye bhi dikhlaaunga waqt aaya to main ye bhi dikhlaaunga pyaar ke devta ke kadam choom kar zindagi nazar kar doongi saugat mein ab naa ghabraao manzil ki doori se tum tum akele
kahan se layi ho janeman ye kitaabi chehra gulaabi aankhen kahan se layi ho janeman ye kitaabi chehra gulaabi aankhen kabhi bhi jinka nasha na utre yahi to hain wo sharaabi aankhen kahan se layi ho janeman ye kitaabi chehra gulaabi aankhen kabhi bhi jinka nasha na utre yahi to hain wo sharabi aankhen kahan se layi ho janeman yahi wo aankhen hain jinke moti chamak rahe hain samundaron mein aahhhhaaaaa yahi wo chehra hai poojte hain yahi wo chehra hai poojte hain jise pujari bhi mandiron mein hmmmm hmmm hmmm chaman mein karti hai roz shabnam kali kali se tumhari baaten kabhi bhi jinka nasha na utre yahi to hain wo sharabi aankhen kahan se layi ho janeman nazar ye kahti hai tumse milkar kabhi na tumse nazar hataun aahhhhaaaaa tumhari soorat hi samne ho tumhari soorat hi samne ho tumhi ko bas dekhta hi jaaun hmmmm hmmm hmmm yunhi guzarun main zindagi ke tamaam din aur tamaam raaten kabhi bhi jinka nasha na utre yahi to hain wo sharabi aankhen kahan se layi ho janeman
uff uff uff ye beqarar dil kahaan loota naa poochhiye har nighaah chor hai ji naam kiss ka lijiye uff uff ye beqarar dil kahaan loota naa poochhiye har nighaah chor hai ji naam kiss ka lijiye uff nazar nazar se mil gayi jabaan se uff nazar nazar se mil gayi jabaan se uff nikal gayi chale jo dil ko thaam kar to aarzoo machal gayi ye kaun jadoo kar gaya ye kaun jadoo kar gaya ke dil gaya jigar gaya hum aaye the ilaaz ko ke dard aur badh gaya uff uff ye beqarar dil kahaan loota naa poochhiye har nighaah chor hai ji naam kiss ka lijiye uff hum apne dil ko rok len mazaal kya hum apne dil ko rok len humari kya mazaal hai kisi ko kya bataayen hum jo aaj dil ka haal hai raat hai shabaab par nazar ruki hai aap par raat hai shabaab par nazar ruki hai aap par karenge dil ka faisla hum aap ke jawaab par uff uff ye beqarar dil kahaan loota naa poochhiye har nighaah chor hai ji naam kiss ka lijiye uff jhuki jhuki nighaah ne ye kya kiya jhuki jhuki nighaah ne dikha ke jaam shaam
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankhon Ki Talashi De De Dil Aur Mohabbat (1968) 03:43 12842
 
Poster of Dil Aur Mohabbat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 03:43   Song Number : 12842   

Haath Aaya Hai Jab Se Dil Aur Mohabbat (1968) 03:19 20497
 
Poster of Dil Aur Mohabbat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sharmila Tagore
Duration : 03:19   Song Number : 20497   

Kahan Se Layi Ho Janeman Dil Aur Mohabbat (1968) 04:56 36862
 
Poster of Dil Aur Mohabbat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sharmila Tagore
Duration : 04:56   Song Number : 36862   

Uff Yeh Beqarar Dil Dil Aur Mohabbat (1968) 03:40 16408
 
Poster of Dil Aur Mohabbat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Bela Bose, Joy Mukherjee
Duration : 03:40   Song Number : 16408