Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDulhan%20Ek%20Raat%20Ki%20(1966)
HomeDulhan%20Ek%20Raat%20Ki%20(1966)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aapne apna banaya meherbani aapki meherbani aapki hum to is kaabil na the hum to is kaabil na the hum to is kaabil na the hai kaddrdaani aapki meherbani apki aapne apna banaya aaj humne dil ke badle aapko dil de diya aaj humne dil ke badle aapko dil de diya is inayat is nawazish is karam ka shukriya humne bhi dil mein chhupa li ye nishani aapki meherbani aapki aapne apna banaya aap mil jayen to phir duniya mein koi ghum nahin aap mil jayen to phir duniya mein koi ghum nahin kyu na mil jaye ke purab aur pachchhim hum nahin ban gaya mera fasaana ab kahani aapki meherbani apki hum to is kaabil na the hai kaddrdaani aapki meherbani aapki aapne apna banaya
aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aayegi zaroor chitthi mere naam ki sab dekhna aayegi zaroor chitthi mere naam ki sab dekhna haal mere dil ka ho logo tab dekhna aayegi zaroor chitthi mere naam ki sab dekhna aayegi zaroor chitthi mere naam ki sab dekhna phir pardesi yaad aane laga hai phir pardesi yaad aane laga hai palakon pe ghum ka baadal chhane laga hai chhane laga hai hoo bars padenge aansoon ab dekhnaa aayegi zaroor chitthi mere naam ki sab dekhna aayegi zaroor chitthi mere naam ki sab dekhna karo aitbaar mera baat nahi jhoothi karo aitbaar mera baat nahi jhoothi toota hai dil mera aas nahi tooti aas nahi tootiii hoo manega mera rootha rabb dekhna aayegi zaroor chitthi mere naam ki sab dekhna aayegi zaroor chitthi mere naam ki sab dekhna sabko sunaungi main jab ye khabariyaa sabko sunaungi main jab ye khabariyaa laaj ke maare jhuk jayegi nazariyaa jayegi nazariyaa hoo kaanp uthenge mere lab dekhna aayegi zaroor chitthi mere naam
ab ranj se khushi se bahaaro fiza se kya ab ranj se khushi se bahaaro fiza se kya mahave khayaal yaar hoon humko jahaan se kya mahave khayaal yaar hoon unka khayaal unki talab unki aarzoo unka khayaal unki talab unki aarzoo jis dil mein ho woh maange kisi meherbaan se kya mahave khayaal yaar hoon humne charaag rakh diya tufaan ke saamne humne charaag rakh diya tufaan ke saamne peechhe hatega ishq kisi imtehaan se kya mahave khayaal yaar hoon koi chale chale na chale hum to chal pade koi chale chale na chale hum to chal pade manzil ki jisko dhun ho use kaarvaan se kya manzil ki jisko dhun ho ye baat sochne ki hai wo hoke meherbaan ye baat sochne ki hai wo hoke meherbaan puchhenge haal e dil to kahenge zubaan se kya mahave khayaal yaar hoon
achra mein phoolwaan laike aaye re hum tore dwaaaaar are hoooooooo humri arzi naa sun le arzi pe kaile naa vichaar humse rooth lai vidhaaata humaar kaahe rooth lai vidhaaata humaar bade hi jatan se humne pooja kaa thaar sajaaya preet ki baati jori manva kaa divraa jaraaaya humre mannn mohan ko par nahin bhaayaa humre mannn mohan ko par nahin bhaayaa are hooooo reh gayi pooja adhuri mandir se diya re nikaal humse rooth lai vidhaaata humaar hooo kaahe rooth lai vidhaaata humaar sone ki kalam se humri kismat likhi jo hoti mol lagaa ke leteeee hum bhi mann chaaha moti ek prem deewaani haaye aise to naa roti ek prem deewaani haaye aise to naa roti are hooooo itna dukh to naa hota paani mein jo dete humen daal humse rooth lai vidhaaata humaar hooo kaahe rooth lai vidhaaata humaar achra mein phoolwaan laike aaye re hum tore dwaaaaar are hoooooooo humri arzi naa sun le arzi pe kaile naa vichaar humse rooth lai vidhaaata humaar hoooo humse rooth lai vidhaaata humaar
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ek haseen shaam ko dil mera kho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya pahle apna hua karta tha ab kisi ka ho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya muddaton se aarzoo thi zindagi mein koi aaye sooni sooni zindagi mein koi shamma jhilmilaye wo jo aaye to roshan zamaana ho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya mere dil ke kaarvan ko le chala hai aaj koi shabnami si jiski aankhen thodi jaagi thodi soyi unko dekha to mausam suhaanaa ho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya pahle apna hua karta tha ab kisi ka ho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya
humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha naa humaar kaha haaye humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji ho raaja ji sautan ke lambe lambe baal ho raaja ji haaye ho raaja ji sautan ke lambe lambe baal ulajh mat jaana raaja ji ulajh mat jaana raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji ho raaja ji sautan ke chikne chikne gaal ho raaja ji hoooooo raajaaa ji ho raaja ji sautan ke chikne chikne gaal phisal mat jaana raaja ji phisal mat jaana raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji o raaja ji sautan hai kaanto waali bel o raaja ji haaye o raaja ji sautan hai kaanto waali bel lipat mat jaana raaja ji lipat mat jaana raaja ji humaar kaha maanon raaja ji
hmmm hmmm hmmm la lala la lala haaa haaaa haaaa jaane chamannnn jaane bahaaaaar jaane chamannnn jaane bahaaar tu eeeek hai tereee naam hazaar kisse tereeeee hain beshumaar jaane chamannnn jaane bahaaar tu eeeek hai tereee naam hazaaaaar kabhi honthon pe hansi aa jaaye aa jaaye kabhi aankhon pe hayaa chhaa jaaye kabhi zulf teri lehraaye kabhi roop tera sharmaaye kabhi honthon pe hansi aa jaaye aa jaaye kabhi aankhon pe hayaa chhaa jaaye kabhi zulf teri lehraaye kabhi roop tera sharmaaye teri har adaa peee aataa hai pyaaaar jaane chamannnn jaane bahaaaaar tu eeeek hai tereee naam hazaaaaar aayin gayin kayi barsaaten hey hey rahi dil mein hi dil ki baaten badi lambi judaayi ki raaten badi chhoti si ye mulaqaaten aayin gayin kayi barsaaten ho ho rahi dil mein hi dil ki baaten badi lambi judaayi ki raaten badi chhoti si ye mulaqaaten kab tak karunga main intezaar jaane chamannnn jaane bahaaaaar tu eeeek hai tereee naam hazaaaaar
aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa kabhi aye haqeeqat e muntazar nazar aa libaas e majaaj mein ke hazaaron sajde tadap rahe hain meri jabin niyaar mein aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa naa bachaa bachaaa ke tu rakh iseeee naa bachaaa bachaaa ke tu rakh iseeeeee tera aaina hai wo aainaa tera aaina hai wo aainaa aainaa aainaa naa bachaaa bachaaa ke tu rakh ise tera aaina hai wo aainaa ke shiddat ka ho to azziz kar hai nighaaen aaina saaz mein ke shiddat ka ho to azziz kar hai nighaaen aaina saaz mein aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa naa wo ishq mein rahi garmiyaa aaaaaaaaa naa wo husn mein rahi shokhiyaan naa wo ishq mein rahi garmiyaa naa wo husn mein rahi shokhiyaan naa wo gazanavi mein tadap rahi naa wo khamb hai zulf e ayaaz mein naa wo gazanavi mein tadap rahi naa wo khamb hai zulf e ayaaz mein aaaa aaaaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa main jo sar ba sajda kabhi hua to zamin se aane lagi sadaa main jo sar ba sajda kabhi hua to zamin se
kai din se jee hai bekal aye dil ki lagan ab le chal mujhe bhi wahan mere piya hain jahan mere piya hain jahan kai din se jee hai bekal aye dil ki lagan ab le chal mujhe bhi wahan mere piya hain jahan mere piya hain jahan bichhdi nazar nazar se to bechain ho gayi bichhdi nazar nazar se to bechain ho gayi aise laga ke jaise koi cheez kho gayi ab unn ke bina hoon aise jaise naina bin kaajal kai din se jee hai bekal aye dil ki lagan ab le chal mujhe bhi wahan mere piya hain jahan mere piya hain jahan aayi jo unki yaad to saansen mehak gayin aayi jo unki yaad to saansen mehak gayin aankhon mein bijliyan si hazaaron chamak gayi jiss or uthi ye nazren lehraaye pyaar ke baadal kai din se jee hai bekal aye dil ki lagan ab le chal mujhe bhi wahan mere piya hain jahan mere piya hain jahan aati hai unke pyaar ki maujen machal machal aati hai unke pyaar ki maujen machal machal kab tak kahungi dil se main apne sambhal sambhal jaa des piya ke udd jaa aye mann ke panchhi ghayal
khushiyaan hi khushiyaan ho daaman mein jiske khushiyaan hi khushiyaan ho daaman mein jiske kyun na khushi se wo deewana ho jaaye aise mubaraq mauke pe saathi aise mubaraq mauke pe saathi peish duwaaon ka nazraana ho jaaye khushiyaan hi khushiyaan ho daaman mein jiske kyun na khushi se wo deewana ho jaaye der se samjha humko zamaana shukr karo ke samjh to gaya sang rehne ka khwaab suhaana ban ke haqeeqat saj to gaya tum jo kaho to mehfil se keh den tum jo kaho to saari mehfil se keh den pal bhar mein mashhoor afsaana ho jaaye khushiyaan hi khushiyaan ho daaman mein jiske kyun na khushi se wo deewana ho jaaye koi kya jaane humne kya kya khel rachaaye tumhare liye hum bhi kaise kaise manzil chhod ke aaye tumhare liye kaliyaan hi kaliyaan mehkaa do aise kaliyaan hi kaliyaan mehkaa do aise ke aabaad dil ka ye veerana ho jaaye khushiyaan hi khushiyaan ho daaman mein jiske kyun na khushi se wo deewana ho jaaye hans ke humri har bhool bhula dena hum hain tumhre jab chaaho
o ho o o o ho ho o ho ho o o o le to aaye ho humein sapnon ke gaaon mein le to aaye ho humein sapnon ke gaaon mein pyaar ki chhaaon mein bithaaye rakhna sajnaa o sajnaa sajnaa o sajnaa tumne chhuaa to taar baj uthhe mann ke tum jaisa chaaho rahein waise hi ban ke tum se shuroo tumhin pe kahaani khatm karein tum se shuroo tumhin pe kahaani khatm karein dooja na aaye koi nainon ke gaaon mein le to aaye ho humein sapnon ke gaaon mein pyaar ki chhaaon mein bithaaye rakhna sajnaa o sajnaa sajnaa o sajnaa chhota sa ghar ho apna pyaara sa jag ho koi kisi se pal bhar na alag ho iss ke siwaa ab dujee koi chaah nahin haste rahein hum dono phoolon ke gaaon mein le to aaye ho humein sapnon ke gaaon mein pyaar ki chhaaon mein bithaaye rakhna sajnaa o sajnaa sajnaa o sajnaa
mainnn dulhan teri main dulhan teri tu dulha piya na chhedo abhi jalta hai diya main dulhan teri tu dulha piya na chhedo abhi jalta hai diya main dulhan teri thehro zara sa main ghunghat giraa loon thehro zara sa main ghunghat giraa loon nainon ke darpan se mukhda chhupa loon gore tan ko chura loon gore tan ko chura loon mann ko samjha loon aati hai sharam jalta hai diya main dulhan teri tu dulha piya na chhedo abhi jalta hai diya main dulhan teri chaand sitaaron ke bhi deep bujhaye chaand sitaaron ke bhi deep bujhaye ek dusre ko donon dekh na paaye pahle door chale jaaye pahle door chale jaaye phir nazdeek aaye kya maine kaha kya tumne kiya main dulhan teri tu dulha piya na chhedo abhi jalta hai diya main dulhan teri hmmmmmmmm main dulhan teri hmmmmmmmm
maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li jiya mera chaahe main bhi khelun o sajanwaa holi aiseeee raadha ne kanhaiyaa se prem ki holi kheli jaiseeee prem ke main rang phenkun prem ke main rang phenkun bin tumhaare kuchh naa dekhun maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li jaldi se aa meri baanwari ankhiyaan teri pyaasiiiii charnon mein tere piya swarg basa le teri daasiiii tum bata do mere kya ho tum bata do mere kya ho main to jaanun devta ho maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li
hoooo mangal bhawan amangal haari dravahu sudasrath achar bihaari raam siyaraam siyaraam jai jai raam raam siyaraam siyaraam jai jai raam hooo jiya bin deh nadi bin paani taisi anaath purush bin naari raam siyaraam siyaraam jai jai raam raam siyaraam siyaraam jai jai raam hooo tum te adhik punya badh kaaki raajan raam sarit sut jaake raam siyaraam siyaraam jai jai raam raam siyaraam siyaraam jai jai raam hooo hoi hai soi jo raam rachi raakha ko kari tarak badhavai saakha raam siyaraam siyaraam jai jai raam raam siyaraam siyaraam jai jai raam hooo jaehike jehi par satya sanehu so tehi milehu naa kachhu sandehu raam siyaraam siyaraam jai jai raam raam siyaraam siyaraam jai jai raam hooo maat pita guru prabhu ke baani bin hi bichari kariye shubh jaani raam siyaraam siyaraam jai jai raam raam siyaraam siyaraam jai jai raam hooo hari anant hari katha ananta kahahi sunahi baahuvidhi sab santa raam siyaraam siyaraam jai jai raam hoo raam siyaraam siyaraam hoooo raam
mere gore gore gaal mere kaale kaale baal mera husn lajawab meri ada bemisaal thats all tere neele neele nain tere meethe meethe bain loote mere dil ka chain kya kahun main dil ka haal thats all mere gore gore gaal mere kaale kaale baal mera husn lajawab meri ada bemisaal husn wale kahte nahin kitne ham hain hasin apne husn par unhen hota nahin hai yakin o husn wale kahte nahin kitne ham hain hasin apne husn par unhen hota nahin hai yakin poochhe kaun husn ko na ishq ki jo shay mile poochhe kaun husn ko na ishq ki jo shay mile chahne walon ki nazar ka hai ye sab kamal thats all mere gore gore gaal mere kaale kaale baal mera husn lajawab meri ada bemisaal thats all tere neele neele nain tere meethe meethe bain loote mere dil ka chain kya kahun main dil ka haal pehle kisi butt pe kabhi marna nahin chahiye marr gaye to shor kabhi karna nahin chahiye o pehle kisi butt pe kabhi marna nahin chahiye marr gaye to shor kabhi karna nahin chahiye aaye the ye ban ke chacha
ooo ooo ooooo hmm hmm hmmm purvaiyaa ke jhonke aaye purvaiyaa ke jhonke aaye chandan ban ki mehak bhi laaye door wo nindiyaa raani muskaaye moond lo naina to nainon mein aa jaaye purvaiyaa ke jhonke aaye neend ki dulhan badi sharmeeli ujiyaare mein na aaye koi jo toke koi kuchh bole to raste se mud jaaye deep bujha do to pal bhar mein aa jaaye moond lo naina to nainon mein aa jaaye purvaiyaa ke jhonke aaye neend ki chinta le ke jo jaage usko neend na aaye phool saa manvaa le ke jo soye usko hi neend sulaaye chhod do chinta to pal bhar mein aa jaaye moond lo naina to nainon mein aa jaaye purvaiyaa ke jhonke aaye chandan ban ki mehak bhi laaye hmm hmmmm hmmmmmmmm moond lo naina to nainon mein aa jaaye hmm hmmm hmm mm mmmmmm hmm hmmm hmm mm mmmmmm hmm hmmm hmm mm mmmmmm
sapnon mein agar mere tum aao to so jaaun tum aao to so jaaun sapnon mein agar mere baahon ki mujhe maala pehnaao to so jaaun pehnaao to so jaaun sapnon mein agar mere sapnon mein kabhi saajan baitho mere paas aa ke jab seene pe sar rakh doon main pyaar m
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aapne Apna Banaya Dulhan Ek Raat Ki (1966) 03:36 32084
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Nutan
Duration : 03:36   Song Number : 32084   

Aayegi Zaroor Chitthi Dulhan (1974) 05:36 18184
 
Poster of Dulhan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 05:36   Song Number : 18184   

Ab Ranj Se Khushi Se (Mahav E Khayaal) Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977) 04:37 39791
 
Poster of Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Rameshwari
Duration : 04:37   Song Number : 39791   

Achra Mein Phoolwaan Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977) 05:30 13197
 
Poster of Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Prem Kishan
Duration : 05:30   Song Number : 13197   

Ek Haseen Shaam Ko Dil Dulhan Ek Raat Ki (1966) 03:47 20438
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:47   Song Number : 20438   

Humaar Kaha Maano Dulhan Ek Raat Ki (1966) 03:31 13193
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Helen
Raag- 
Khamaj
Duration : 03:31   Song Number : 13193   

Jaane Chaman Jaane Bahaar Dulhan (1974) 04:56 18500
 
Poster of Dulhan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Hema Malini, Jeetendra
Duration : 04:56   Song Number : 18500   

Kabhi Aye Haqeeqat Dulhan Ek Raat Ki (1966) 06:36 13194
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Dr Iqbal
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sujata
Duration : 06:36   Song Number : 13194   

Kai Din Se Jee Hai Dulhan Ek Raat Ki (1966) 06:01 11820
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 06:01   Song Number : 11820   

Khushiyan Hi Khushiyan Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977) 04:54 13196
 
Poster of Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
K J Yesudas, Hemlata
On Screen Actors- 
Prem Kishan, Rameshwari, Iftekhar, Others
Duration : 04:54   Song Number : 13196   

Le To Aaye Ho Humein Sapnon Ke Gaaon Mein Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977) 03:39 12338
 
Poster of Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Rameshwari
Duration : 03:39   Song Number : 12338   

Main Dulhan Teri (Part I) Dulhan (1974) 04:32 18501
 
Poster of Dulhan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 04:32   Song Number : 18501   

Maine Rang Li Aaj Dulhan Ek Raat Ki (1966) 03:32 13195
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 13195   

Mangal Bhawan Amangal Haari Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977) 05:00 40750
 
Poster of Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Madan Puri, Talluri Rameswari
Duration : 05:00   Song Number : 40750   

Mere Gore Gore Gaal Dulhan (1958) 03:07 37588
 
Poster of Dulhan (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Pyarelal Santoshi
Music Director- 
Ravi
Duration : 03:07   Song Number : 37588   

Purvaiya Ke Jhonke Aaye Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977) 04:19 36630
 
Poster of Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Rameshwari, Prem Kishan, Gayatri
Duration : 04:19   Song Number : 36630   

Sapnon Mein Agar Mere Dulhan Ek Raat Ki (1966) 04:18 12337
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 04:18   Song Number : 12337