Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeEk%20Jaan%20Hain%20Hum%20(1983)
HomeEk%20Jaan%20Hain%20Hum%20(1983)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj tumse door hokar aise roya mera pyaar aaj tumse door hokar aise roya mera pyaar chaand roya saath mere raat royi baar baar chaand roya saath mere raat royi baar baar kuchh tumhaari bandishen hain kuchh hain mere daayre jab muqaddar hi bane dushman to koi kya kare haaye koi kya kare iss muqaddar par kisi ka kya hai aakhir ikhtiyaar chaand roya saath mere raat royi baar baar chaand roya saath mere raat royi baar baar har tamnna se juda mein har khushi se door hoon jee rahaa hoon kyun ke jeene ke liye majboor hoon haaye main majboor hoon mujhko marne bhi na dega yeh tumhaara intezaar chaand roya saath mere raat royi baar baar chaand roya saath mere raat royi baar baar
aaja zaraa aaja zara mere dil ke sahaare dilruba tere liye mere dil mein teri yaad hai jawaan aaja zaraa aaja zara mere dil ke sahaare dilruba tere liye mere dil mein teri yaad hai jawaan are ja ja ja dekh li hai maine shaikhi teri na sata ja ja ab na chalengi yaha chaalen teri are ja ja ja dekh li hai maine shaikhi teri na sata ja ja ab na chalengi yaha chaalen terii o ho ho ho tune na jaana main hoon deewaana dil mein chhupi hai muhabbat teri kuchh nahin yahaan aaja zaraa aaja zara mere dil ke sahaare dilruba tere liye mere dil mein teri yaad hai jawaan ari aa aa aa maan le o gori kehna mera na jala aa aa achha nahin door rehna tera ari aa aa aa maan le o gori kehna mera na jala aa aa achha nahin door rehna teraa o ho ho ho pehle akadna phir paaun padna duniyaa mein mardon ki aadat buri jaayegi kahaan aaja zara na na aaja zara mm hmmm aaja zaraa
aankhon mein rang kyun aaya bolo nasha sa kyun chhaaya humko ye raaz batlaao dil kho ke tumne kya paaya chamki naseeb ki raahen hum kyun naa aaj itraayen raahon se hatt gayen kaanten to phool kyun naa muskaaye aankhon mein rang kyun aaya mukhde pe subah ki dhoop ye khilta khilta roop kaajal lakeer chitwan se teer ye naina roop anoop tum kya samjho ye raaz ulfat ke ye andaaz sunn ke zuroor hoga guroor aur karne lagoge naaz aisa khayaal mat kije humse ye bhed keh dije hum bhi to aap hi ke hain hum se yun sharm na kije chamki naseeb ki raahen hum kyun naa aaj itraayen raahon se hatt gayen kaanten to phool kyun naa muskaaye aankhon mein rang kyun aaya tarsaavo naa yun humdam tumhen naazon adaa ki kasam jaldi se bol do ye raaz khol do apna bana lo sanam hargiz naa kahungi ye baat jodoge naa jab tak haath ban ke naseeb rehna kareeb jyun taara chaand ke saath tum se juda naa honge hum badle hazaar ye aalam hum tum pe jaan de denge gaati hai saans ki sargam aankhon mein
aao koi baat karen pyaar ki pyaar ki vyaar ki bahaar ki ab kaahe ko zulfon jaise balkhaye ho are aise kaise tum jaaoge jaaoge jaaoge ye socho to kis mushkil se haath aaye ho are aise kaise tum jaaoge jaaoge jaaoge do pal to thehriye is gore gaal pe til hai ya dil mera chhu kar to dekh loon hmmm honthon ke jaam ko honthon se na sahi aankhon se hi zara pee kar toh dekh loon aisa mouka jaane jahaan aage mile jaane kahaan haaye kaisi shaam hai bahaar ki ab kaahe ko zulfon jaise balkhaye ho are aise kaise tum jaaoge jaaoge jaaoge hmmm thodi si pyaar ki maine ki dillagi tum to ghabra gaye tum bhi kya khoob ho heyyy achchha to lo sanam khata hoon main kasam tum mere pyaar ho mere mehboob ho bura hoon aawaara hoon jaisa bhi hoon tumhaara hoon ab to nazar daalo pyaar ki ab kaahe ko zulfon jaise balkhaye ho are aise kaise tum jaaoge jaaoge jaaoge
Aap Yun Hi Agar Hum Se Milte Rahe Dekhiye Ek Din Pyaar Ho Jaayega, Aisi Baaten Na Kar O Hasin Jaadugar Mera Dil Teri Aankhon Mein Kho Jaayega
dil chaahe dil chaahe aasmaan pe likh doon naam tera iss zameen pe likh doon naam tera pedon pe likh doon naam tera phoolon se likh doon naam tera aur tere naam ke saath jod doon kya naam mera ho naam mera dil chaahe asmaan pe likh doon naam tera iss zameen pe likh doon naam tera zameen na aasmaan tere dil mein mera naam ho kahin bhi main rahun mere dil mein tera naam ho ho tera mera naam ye saari duniya jaan le tera mera naam ye saari duniya jaan le jaaneman dil ke dil mein kyun rahein khul ke dil kyun na kahe suni hai meri sanam dil chaahe aasmaan pe likh doon naam tera iss zameen pe likh doon naam tera hawa ye kya chali jaane hum ko ye kya ho gaya samaa badal gaya dil na jane kahan kho gaya hoo tera saaya choom ke badala mausam jhoom ke tera saaya choom ke badala mausam jhoom ke jaane ja aare ja aare ja aare ja ja jab tak tera saath hai phir din hai ya raat hai ke hosh ham ko kahan dil chaahe aasmaan pe likh doon naam tera iss zameen pe likh doon naam tera mile
o aaye baithe khaaye piye khis ke o aaye baithe khaaye piye khis ke ye achchhi soorat waale yaar kis ke aaaaan aaaaaaan kis ke aaye baithe khaaye piye khis ke o aaye baithe khaaye piye khis ke ye achchhi soorat waale yaar kis ke aaaaan aaaaaaan kis ke o dene waale ne de diya mukhda jo ban gaya dil waalon ka dukhda kya achchhi soorat paayi jaise loot li khudaayi dil tode honge kis kis ke aaaaan aaaaaaan kis ke aaye baithe haaye aaye baithe khaaye piye khis ke ye achchhi soorat waale yaar kis ke aaaaan aaaaaaan kis ke jawaani inki hai zamaana inka nazar inki hai nishaana inn ka kamar lachkaa ke chale jo bal khaa ke to reh jaaye dil pis pis ke aaaaan aaaaaaan pis ke aaye baithe haaye aaye baithe khaaye piye khis ke ye achchhi soorat waale yaar kis ke aaaaan aaaaaaan kis ke inn ko to waasta apni adaa se ho kaun mara kaun loota inki bala se sitam kiye jaayen pata bhi naa lagaayen ye kaun roye kaun siske aaaaaan aaaaan siske aaye baithe haaye aaye baithe khaaye piye khis
dil todne waalo ki mehfil mein aa gaya hoon kaise duwaayen doon main mushkil mein aa gaya hoon agar dil humara sheeshe ke badle pathar ka hota pathar ka hota to tootta naa phuttaa maanta naa ruthtaa naa baar baar hanstaa naa zaar zaar rota agar dil humara sheeshe ke badle pathar ka hota pathar ka hota to tootta naa phuttaa maanta naa ruthtaa naa baar baar hanstaa naa zaar zaar rota agar dil humara naa ehsaas hota khushi mein khushi kaa naa ehsaas hota khushi mein khushi kaa naa mehsoos hota ye ghum zindagi ka wo preetam ki galiyaan nahin naa sahi muqaddar mein kaliyaan nahin naa sahi ye chun chun ke kaanton ki maala na pirota agar dil humara sheeshe ke badle pathar ka hota pathar ka hota to tootta naa phuttaa maanta naa ruthtaa naa baar baar hanstaa naa zaar zaar rota agar dil humara hai kaagaz ke phoolon ka ye gulsitaan hai kaagaz ke phoolon ka ye gulsitaan mehak iski naqli hai naqli fizaan sitamgar tujhe bewafaa jaanta agar teri nazron ko pehchaanta gharonden
agar sun le to ik naghma huzoor e yaar laaya hoon agar sun le to ik naghma huzoor e yaar laaya hoon wo kali chatki ke dil toota par ik jhankaar laaya hoon agar sun le mujhe maaloom hai itna ke main kya meri keemat kya mujhe maaloom hai itna ke main kya meri keemat kya jo sab kuchh tha jo kuchh bhi nahin ek aisa pyaar laaya hoon agar sun le to ik naghma huzoor e yaar laaya hoon agar sun le achanak aa giri bijli to phir soorat yahi nikli achanak aa giri bijli to phir soorat yahi nikli ujad gaya dil to ab zakhmon ka ik gulzaar laaya hoon agar sun le to ik naghma huzoor e yaar laaya hoon agar sun le ajab hoon main bhi deewana ajab hai mera nazraana ajab hoon main bhi deewana ajab hai mera nazraana ke unke liye main apni wafaa ka toota haar laaya hoon agar sun le to ik naghma huzoor e yaar laaya hoon wo kali chatki ke dil toota par ik jhankaar laaya hoon agar sun le
ajnabi se ban ke karo na kinaaraa ajnabi se ban ke karo na kinaaraa khudaraa idhar bhi dekho idhar bhi khudaaraa aap ka to dil hai deewaana bechaaraa aap ka to dil hai deewaana bechaaraa ishaaraa na samajhega ye nazar ka ishaaraa ajnabi se ban ke hoo ho ho hum na padenge nazron ki chaah mein phir chal rahi ho kyun meri raah mein ho ho ho hum na padenge nazron ki chaah mein phir chal rahi ho kyun meri raah mein ho ho ho bekhudi mein hum ko mausam ne thaa pukaaraa ajnabi se ban ke karo na kinaaraa khudaraa idhar bhi dekho idhar bhi khudaaraa ajnabi se ban ke hoo ho ho betaab dil hai aisi bhii chaal kyaa dil hai tumhara hum jaane haal kyaa ho ho ho betaab dil hai aisi bhii chaal kyaa dil hai tumhara hum jaane haal kyaa ho ho ho dekhiye nazar mein afsaanaa hai hamaaraa aap ka to dil hai deewaana bechaaraa ishaaraa na samajhega ye nazar ka ishaaraa ajnabi se ban ke hoo ho ho ye lo chale hum chalta hai ye samaa ye to bata do milna hai phir kahaan ho ho ho ye lo chale hum
kar de madadd gareeb ki tera sukhi rahe sansaar bachchon ki kilkaari se goonje saara ghar baar aulad walon phoolo phalo aulad walon phoolo phalo aulad walon phoolo phalo aulad walon phoolo phalo bhookhe gareeb ki ye hi dua hai aulad walon phoolo phalo aulad walon phoolo phalo tera ghar bachchon se bhara rahe ye baagh hamesha hara rahe tera ghar bachchon se bhara rahe ye baagh hamesha hara rahe gudda gudiya bajaa motor ik shor hamesha macha rahe ik shor hamesha macha rahe bhookhe gareeb ki ye hi dua hai aulad walon phoolo phalo aulad walon phoolo phalo bhookhe gareeb ki ye hi dua hai aulad walon phoolo phalo aulad walon phoolo phalo paise do paise se tumhara kuchh na ghatega daulat walo le lo duwaen nirdhan ki dhan aur badhega daulat walo usi ko mila hai jag mein jisne diya hai aulad walon phoolo phalo aulad walon phoolo phalo bhookhe gareeb ki ye hi dua hai aulad walon phoolo phalo aulad walon phoolo phalo jug jug jiye tera laal rahe khushhaal sadaa tera naam
aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain aisi ek raah pe jisse wo na guzrenge kabhi yunhi baithe huye hum raah taka karte hain aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain hum jo the ahle wafa humse wafa bhi na huyi hum jo the ahle wafa humse wafa bhi na huyi dard e dil hum tera kis munh se gila karte hain aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain jab nahin tum hi to phir raat ke sannaate mein jab nahin tum hi to phir raat ke sannaate mein kaun hai kisko hum aawaaz diya karte hain aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain
bade bhaiyaa laaye hain london se chhori dilaa do hamein bhi dulhan gori gori joru binaa aadhe hain hum jaane kab honge poore sab to rachaayen shaadi hum hi phiren landure kahin kar na daale hum dulhan ki chori kahin kar na daale hum dulhan ki chori dilaa do hamein bhi dulhan gori gori aaaaa phoole jo donon gaal to munh laal ho gayaa apnaa to maare ranj ke ye haal ho gayaa haannn dekhen koi baraat to hum royen zaar zaar aaaaaa dekhen koi baraat to hum royen zaar zaar dulhan kaa naam sun sun ke dil hoye bekraar dekhen koi baraat to hum royen zaar zaar are dulhan kaa naam sun sun ke dil hoye bekraar aaaaaa padun dekho ammaa ji paiyaan main tori dilaa do hamein bhi dulhan gori gori
aa aa aaaa aaaa aaaa aaaa bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye kadam choom loon ya ke aankhein bichha doon karoon kya yeh meri samajh mein na aaye bahut shukriya karoon pesh tumko nazraana dil ka nazraana dil ka karoon pesh tumko nazraana dil ka nazraana dil ka ke ban jaaye koi afsaana dil ka khuda jaane aisi suhaani ghadi phir khuda jaane aisi suhaani ghadi phir meri zindagi mein palat ke naa aaye bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye bahut shukriya khushi to bahut hai magar yeh bhi ghum hai magar yeh bhi ghum hai ke yeh saath apna kadam do kadam hai magar yeh musafir dua maangta hai magar yeh musafir dua maangta hai khuda aap se phir kisi din milaaye bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye bahut shukriya aa aaaa aa mujhe dar hai mujh mein guroor aa na jaaye lagoon jhumne main suroor aa na jaaye suroor aa na jaaye kahin dil na mera yeh taarif sun kar kahin dil na mera yeh taarif sun kar
banwari re jeene ka sahaara tera naam re mujhe duniyaa waalon se kya kaam re banwari re jeene ka sahaara tera naam re mujhe duniyaa waalon se kya kaam re jhoothi duniyaa jhoothe bandhan jhoothi hai ye maaya jhoothi duniyaa jhoothe bandhan jhoothi hai ye maaya jhootha saans ka aana jaana jhoothi hai ye kaaya hoooo yahaan saanchon tero naam re banwari re jeene ka sahaara tera naam re mujhe duniyaa waalon se kya kaam re rang mein tere rang gayi girdhar chhod diya jag saara rang mein tere rang gayi girdhar chhod diya jag saara ban gayi tere prem ki jogan le kar mann ik taara hoooo mujhe pyaara tera dhaam re banwari re jeene ka sahaara tera naam re mujhe duniyaa waalon se kya kaam re darshan tera jiss din paaun har chinta mit jaaye darshan tera jiss din paaun har chinta mit jaaye jeevan mera inn charnon mein aas ki jyot jalaaye ho meri baanh pakad lo shyaam re banwari re jeene ka sahaara tera naam re mujhe duniyaa waalon se kya kaam re
maalik main puchhata hoon mujhe tu jawaab de behte hain kyun gareeb ke aansu jawaab de bata mujhe o jahan ke maalik ye kya nazaare dikha raha hai tere samundar mein kya kami thi ke aadmi ko rula raha hai kabhi hansaaye kabhi rula de ye khel kaisa hai tu bata de kabhi hansaaye kabhi rula de ye khel kaisa hai tu bata de jise banaya tha apne hathon ussi ko ab kyun mita raha hai tere samundar mein kya kami thi ke aadmi ko rula raha hai wo khud hi ghum se bujha bujha hai tera phir iss mein kamaal kya hai wo khud hi ghum se bujha bujha hai tera phir iss mein kamaal kya hai ki ek deepak ki raah mein tu hazaron toofan utha raha hai bata mujhe o jahan ke maalik ye kya nazaare dikha raha hai tere samundar mein kya kami thi ke aadmi ko rula raha hai
bekhudi ka bada sahaara hai bekhudi ka bada sahaara hai warna duniyaa mein kya humara hai log marte hain maut aane se log marte hain maut aane se humko iss zindagi ne maara hai bekhudi ka bada sahaara hai aadmi kuchh bhi kar nahin sakta aadmi kuchh bhi kar nahin sakta waqt aisa guzar nahin sakta waqt aisa magar guzaara hai bekhudi ka bada sahaara hai warna duniyaa mein kya humara hai bekhudi ka bada sahaara hai kitni halki hai kitni bojhal hai kitni halki hai kitni bojhal hai koi aurat nahin ye botal hai band iss mein jahaan saara hai bekhudi ka bada sahaara hai warna duniyaa mein kya humara hai bekhudi ka bada sahaara hai iss muqaddar ka ye sitam dekho iss muqaddar ka ye sitam dekho doobte jaa rahen hain hum dekho aur wo saamne kinaara hai bekhudi ka bada sahaara hai warna duniyaa mein kya humara hai log marte hain maut aane se humko iss zindagi ne maara hai bekhudi ka bada sahaara hai
bheegi si seeli si yeh raat hai halka halka sa hai nasha saath mein ladki ik haseen baithe baithe hai aap hansi kismat se mila hai mauka pachhtaayega tu jo socha kal ki hai kisne jaani aage na jaane kya hoga hoga kya jaane kal jaanu na hoga kya jaane dil jaanu na behki behki si yeh hai chaal hai machla machla sa dil mera jaane nikla suraj aaj kis taraf sab lagta hai badla badla kismat se mila hai mauka pachhtaayega tu jo socha kal ki hai kisne jaani aage na jaane kya hoga hoga kya jaane kal jaanu na hoga kya jaane dil jaanu na jaane kaise baithe baithe sapnon mein hota hai bilkul waise mere aanchal ka saaya chehre par apne jo paaya khwaabon ka jadoo saare jaise dekha toota taara hoga kya jaane kal jaanu na hoga kya jaane phir jaanu na kal ki kal jaanu na kal ki kal sochange
o o o o oo aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa bistar chhod ke so gaya chaddar odh ke so gaya bistar chhod ke so gaya chaddar odh ke so gaya haaye haaye bhari jawaani mein mera baalam budhaa ho gaya haaye haaye bhari jawaani mein mera baalam budhaa ho gaya bistar chhod ke so gaya chaddar odh ke so gaya haaye haaye bhari jawaani mein mera baalam budhaa ho gaya haaye haaye bhari jawaani mere mera baalam budhaa ho gaya baali umariyaa re chhalke prem gagariyaa re baali umariyaa re chhalke prem gagariyaa re sooni meri sajariyaa re julmi bada saanwariyaa re wo munh mod ke so gaya wo munh mod ke so gaya haaye haaye bhari jawaani mein mera baalam budhaa ho gaya haaye haaye bhari jawaani mere mera baalam budhaa ho gaya bheege naina kajraare taare ban gaye anggaare bheege naina kajraare taare ban gaye anggaare roop jawaani sab haare ek hi raat mein wo saare waade tod ke so gaya waade tod ke so gaya haaye haaye bhari jawaani mein mera baalam budhaa ho gaya haaye haaye bhari jawaani
chaar din ki zindagi hai jaa rahein hain din do gaye tere milne se pehle do gaye tere bin priye kab milan hoga priye kab milan hoga tum kahin kho jaaogi jaan main paata agar ban ke humraahi tera sang hi karta safar ye safar poora nahin hoga tumhaare bin do gaye tere milne se pehle do gaye tere bin priye kab milan hoga priye kab milan hoga yaad ke toote mahal tab tera mandir bana deep jalte reh gaye chhup gayi moorat kahaan ye diye vishwaas ke bujh jaayen na ek din do gaye tere milne se pehle do gaye tere bin priye kab milan hoga priye kab milan hoga
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Tumse Door Hokar Ek Raat (1967) 03:24 13232
 
Poster of Ek Raat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ravi Kumar
Duration : 03:24   Song Number : 13232   

Aaja Zara Mere Dil Ke Sahaare Ek Jhalak (1957) 03:50 16083
 
Poster of Ek Jhalak (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 03:50   Song Number : 16083   

Aankhon Mein Rang Kyun Aaya Ek Phool Char Kante (1960) 04:17 16232
 
Poster of Ek Phool Char Kante (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Sunil Dutt
Duration : 04:17   Song Number : 16232   

Aao Koi Baat Karen Ek Aur Ek Gyarah (1981) 05:09 16806
 
Poster of Ek Aur Ek Gyarah (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 05:09   Song Number : 16806   

Aap Yun Hi Agar Hum Se Milte Rahe Ek Musafir Ek Hasina (1962) 04:54 20068
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sadhana, Joy Mukherjee
Raag- 
Kedar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:54   Song Number : 20068   

Aasmaan Pe Likh Doon Ek Jaan Hain Hum (1983) 05:43 10661
 
Poster of Ek Jaan Hain Hum (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Rajeev Kapoor, Divya Rana
Duration : 05:43   Song Number : 10661   

Aaye Baithe Khaye Piye Ek Shriman Ek Shrimati (1969) 03:11 13237
 
Poster of Ek Shriman Ek Shrimati (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:11   Song Number : 13237   

Agar Dil Humara Sheeshe Ke Badle Ek Kunwari Ek Kunwara (1973) 04:13 15715
 
Poster of Ek Kunwari Ek Kunwara (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Prakash
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:13   Song Number : 15715   

Agar Sun Le To Ik Naghma Ek Raaz (1963) 04:23 16084
 
Poster of Ek Raaz (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Jamuna
Duration : 04:23   Song Number : 16084   

Ajnabi Se Ban Ke Karo Na Kinara Ek Raaz (1963) 04:17 16234
 
Poster of Ek Raaz (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Jamuna
Duration : 04:17   Song Number : 16234   

Aulad Walon Ek Phool Do Mali (1969) 05:03 13228
 
Poster of Ek Phool Do Mali (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, David
Duration : 05:03   Song Number : 13228   

Aye Ghum E Yaar Ek Nazar (1950) 04:06 10493
 
Poster of Ek Nazar (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 04:06   Song Number : 10493   

Bade Bhaiya Laaye Hain London Ek Hi Raasta (1956) 03:32 39860
 
Poster of Ek Hi Raasta (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:32   Song Number : 39860   

Bahut Shukriya Badi Meharbani Ek Musafir Ek Hasina (1962) 05:32 20191
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhana
Raag- 
Kedar
Duration : 05:32   Song Number : 20191   

Banwari Re Jeene Ka Sahaara Ek Phool Char Kante (1960) 03:42 15591
 
Poster of Ek Phool Char Kante (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:42   Song Number : 15591   

Bata Mujhe O Jahan Ke Maalik Ye Kya Ek Shola (1956) 03:23 36332
 
Poster of Ek Shola (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:23   Song Number : 36332   

Bekhudi Ka Bada Sahaara Ek Hi Bhool (1981) 05:30 13216
 
Poster of Ek Hi Bhool (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 05:30   Song Number : 13216   

Bheegi Si Seeli Si Ek Chalis Ki Last Local (2007) 03:50 11217
 
Poster of Ek Chalis Ki Last Local (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Ankur Tewari
Music Director- 
Ankur
Singer- 
Ankur Tewari
On Screen Actors- 
Neha Dhupia, Abhay Deol
Duration : 03:50   Song Number : 11217   

Bistar Chhod Ke So Gaya Ek Hi Bhool (1981) 05:03 15588
 
Poster of Ek Hi Bhool (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha, Jeetendra
Duration : 05:03   Song Number : 15588   

Chaar Din Ki Zindagi Ek Baar Kaho (1980) 04:01 14379
 
Poster of Ek Baar Kaho (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Navin Nischol
Duration : 04:01   Song Number : 14379