Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeEk%20Phool%20Char%20Kante%20(1960)
HomeEk%20Phool%20Char%20Kante%20(1960)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aankhon mein rang kyun aaya bolo nasha sa kyun chhaaya humko ye raaz batlaao dil kho ke tumne kya paaya chamki naseeb ki raahen hum kyun naa aaj itraayen raahon se hatt gayen kaanten to phool kyun naa muskaaye aankhon mein rang kyun aaya mukhde pe subah ki dhoop ye khilta khilta roop kaajal lakeer chitwan se teer ye naina roop anoop tum kya samjho ye raaz ulfat ke ye andaaz sunn ke zuroor hoga guroor aur karne lagoge naaz aisa khayaal mat kije humse ye bhed keh dije hum bhi to aap hi ke hain hum se yun sharm na kije chamki naseeb ki raahen hum kyun naa aaj itraayen raahon se hatt gayen kaanten to phool kyun naa muskaaye aankhon mein rang kyun aaya tarsaavo naa yun humdam tumhen naazon adaa ki kasam jaldi se bol do ye raaz khol do apna bana lo sanam hargiz naa kahungi ye baat jodoge naa jab tak haath ban ke naseeb rehna kareeb jyun taara chaand ke saath tum se juda naa honge hum badle hazaar ye aalam hum tum pe jaan de denge gaati hai saans ki sargam aankhon mein
banwari re jeene ka sahaara tera naam re mujhe duniyaa waalon se kya kaam re banwari re jeene ka sahaara tera naam re mujhe duniyaa waalon se kya kaam re jhoothi duniyaa jhoothe bandhan jhoothi hai ye maaya jhoothi duniyaa jhoothe bandhan jhoothi hai ye maaya jhootha saans ka aana jaana jhoothi hai ye kaaya hoooo yahaan saanchon tero naam re banwari re jeene ka sahaara tera naam re mujhe duniyaa waalon se kya kaam re rang mein tere rang gayi girdhar chhod diya jag saara rang mein tere rang gayi girdhar chhod diya jag saara ban gayi tere prem ki jogan le kar mann ik taara hoooo mujhe pyaara tera dhaam re banwari re jeene ka sahaara tera naam re mujhe duniyaa waalon se kya kaam re darshan tera jiss din paaun har chinta mit jaaye darshan tera jiss din paaun har chinta mit jaaye jeevan mera inn charnon mein aas ki jyot jalaaye ho meri baanh pakad lo shyaam re banwari re jeene ka sahaara tera naam re mujhe duniyaa waalon se kya kaam re
dil ae dil bahaaron se mil sitaaron se aankhen mila ye samaan ye rangeen samaan ye mausam bhi hai pyaar ka yahi hai mere tere kwaabon ki duniya yahi hai mere tere kwaabon ki duniya dil ae dil bahaaron se mil sitaaron se aankhen mila ye samaan ye rangeen samaan ye mausam bhi hai pyaar ka yahi hai mere tere kwaabon ki duniya yahi hai mere tere kwaabon ki duniya dil ae dil bahaaron se mil sitaaron se aankhen mila ye samaan ye rangeen samaan ye mausam bhi hai pyaar ka bahut paas thi pyaar ki manzilen magar raasta bhool jaate the hum agar dil ki nazron se tum dekhte khade saamne muskuraate the hum dil ae dil bahaaron se mil sitaaron se aankhen mila ye samaan ye rangeen samaan ye mausam bhi hai pyaar ka yahi hai mere tere kwaabon ki duniya yahi hai mere tere kwaabon ki duniya dil ae dil bahaaron se mil sitaaron se aankhen mila ye samaan ye rangeen samaan ye mausam bhi hai pyaar ka achaanak khayaalon mein aa kar mere tumheen meri neenden churaate rahe tumhen hum ne dil
aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa matwali naar thumak thumak chali jaaye matwali naar thumak thumak chali jaaye inn kadmon pe kis ka jiya na jhuk jaaye inn kadmon pe kis ka jiya na jhuk jaaye matwali naar thumak thumak chali jaaye phool badan mukhda yun damke aaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa phool badan mukhda yun damke baadal mein jyun bijali chamke geet suna ke tu chham chham ke geet suna ke tu chham chham ke lalchaaye chhup jaaye haaye haaye matwali naar thumak thumak chali jaaye inn kadmon pe kis ka jiya na jhuk jaaye ye chanchal kajraari aankhen aaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa ye chanchal kajraari aankhen ye chit chor shikaari aankhen gayi dil cheer kataari aankhen gayi dil cheer kataari aankhen muskaayen sharmaayen jhuk jaayen matwali naar thumak thumak chali jaaye inn kadmon pe kis ka jiya na jhuk jaaye inn kadmon pe kis ka jiya na jhuk jaaye matwali naar thumak thumak chali jaaye
ooo meri baby doll haan yaa na arre kuchh to bol ooo meri baby doll haan yaa naa arre kuchh to bol dil ki baat mere dil ki baat mere dil ki baat sun kya hoo ooo meri baby doll haan yaa na arre kuchh to bol ooo meri baby doll haan yaa naa arre kuchh to bol dil ki baat mere dil ki baat mere dil ki baat sun kya hoo ik nazar ne teri maar diyaa ik ada ne teri loot liyaa kis khataa ka badla liyaa ye bataa na sataa ye bataa na sataa na sataa ooo meri baby doll haan yaa na arre kuchh to bol ooo meri baby doll haan yaa naa arre kuchh to bol dil ki baat mere dil ki baat mere dil ki baat sun kyaa phir mujhe wo jalwaa dikha phir se ik dafaa muskuraa phir se mujhpe bijli giraa ab to aa aa bhi jaa ab to aa aa bhi jaa aa bhi jaa ooo meri baby doll haan yaa na arre kuchh to bol ooo meri baby doll haan yaa naa arre kuchh to bol dil ki baat mere dil ki baat mere dil ki baat sun kya mast mast teri shokhiyaan zulf ki ye kaali badliyaan le udengi ye aandhiyaan dil meraa loot laa dil
sambhal ke karna jo bhi karna nazuk haathon wale nazuk haathon wale lachak na jaaye naram kalayee pad na jaaye chhale pad na jaaye chhale sambhal ke karna jo bhi karna hata ke parde nikal pade ho muqabala kya tum hi bade ho hata ke parde nikal pade ho muqabala kya tum hi bade ho magar zara tum idhar to dekho hum hain bhole bhale hum hain bhole bhale sambhal ke karna jo bhi karna nazuk haathon wale nazuk haathon wale sambhal ke karna jo bhi karna saloni chitavan adaayen qaatil wo lut gaya jo hua muqabil saloni chitavan adaayen katil wo lut gaya jo hua muqabil yeh tirchhi tirchhi nazar tumhaari humko maar na dale humko maar na dale lachak na jaaye naram kalayee pad na jaayen chhale pad na jaayen chhale sambhal ke karna jo bhi karna tane hain tevar chadha hai para tumhara gussa bhi jaan se pyaara tane hain tevar chadha hai para tumhara gussa bhi jaan se pyaara roop ka jaadu jab chadh jaye dil ko kaun sambhale dil ko kaun sambhale sambhal ke karna jo bhi karna nazuk
soch rahi thi kahoon na kahoon par aaj kahoongi mere sanam tune le to liya dil yaad rahe mera jeena hai mushkil tere bina tere bina soch rahi thi kahoon na kahoon par aaj kahoongi mere sanam tune le to liya dil yaad rahe mera jeena hai mushkil tere bina tere bina kya main kahoon sajnaa mujhko hua kya hai mujh mein base ho tum tum se chhupa kya hai kya main kahoon sajnaa mujhko hua kya hai mujh mein base ho tum tum se chhupa kya hai tum bhi suno ab kehta hai kya dil yaad rahe mera jeena hai mushkil tere bina tere bina soch rahi thi kahoon na kahoon par aaj kahoongi mere sanam tune le to liya dil yaad rahe mera jeena hai mushkil tere bina tere bina haye re dil dhadke aur main ghabraaun jee ye kare kaise udd ke chali aaun haye re dil dhadke aur main ghabraaun jee ye kare kaise udd ke chali aaun tu hai mere armaanon ki manzil yaad rahe mera jeena hai mushkil tere bina tere bina raah mein jab tere saath nikalti hoon behekte hain ye kadam udti si chalti hoon raah mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankhon Mein Rang Kyun Aaya Ek Phool Char Kante (1960) 04:17 16232
 
Poster of Ek Phool Char Kante (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Sunil Dutt
Duration : 04:17   Song Number : 16232   

Banwari Re Jeene Ka Sahaara Ek Phool Char Kante (1960) 03:42 15591
 
Poster of Ek Phool Char Kante (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:42   Song Number : 15591   

Dil Ae Dil Baharon Se Mil Ek Phool Char Kante (1960) 05:18 15592
 
Poster of Ek Phool Char Kante (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 05:18   Song Number : 15592   

Matwali Naar Thumak Thumak Ek Phool Char Kante (1960) 03:29 15587
 
Poster of Ek Phool Char Kante (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Raag- 
Maru-Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:29   Song Number : 15587   

O Meri Baby Doll Ek Phool Char Kante (1960) 04:42 16231
 
Poster of Ek Phool Char Kante (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 04:42   Song Number : 16231   

Sambhal Ke Karna Jo Bhi Karna Ek Phool Char Kante (1960) 04:17 19130
 
Poster of Ek Phool Char Kante (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:17   Song Number : 19130   

Soch Rahi Thi Kahoon Na Kahoon Ek Phool Char Kante (1960) 05:21 38895
 
Poster of Ek Phool Char Kante (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 05:21   Song Number : 38895