Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHungama%20(2003)
HomeHungama%20(2003)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Aji O Zara Apni Nigahon Ko Sambhalo
badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya ke jiss zaalim ne tadpaya ussi par mujhko pyaar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya badi mushkil se iraade chhutne waale na arman tootne wale iraade chhutne waale na arman tootne wale mujhe tujh par yakeen hai aye mera dil lootne wale mujhe tujh par yakeen hai aye mera dil lootne wale tujhe meri muhabbat tujhe meri muhabbat ka naa ab tak aitbaar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya badi mushkil se muhabbat raaz hai ye raaz baaton mein na khul jaaye muhabbat raaz hai ye raaz baaton mein na khul jaaye bahot roka bohat chaha na labb par dil ki baat aaye bahot roka bohat chaha na labb par dil ki baat aaye magar phir bhi tumhara magar phir bhi tumhara naam labb par baar baar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya ke jiss zaalim ne tadpaya ussi par mujhko pyaar aaya
hey hey hey hey la la la la hey hey hey hey aaaa haaa haaa hmmm hmmm hmmm hmmm lala la lala lala lala la lala chain aapko mila mujhe deewangi mili hosh aapko mila mujhe to bekhudi mili phir bhi pyaar aapse hi karta hai dil chain aapko mila mujhe deewangi mili hoo hoo hosh aapko mila mujhe to bekhudi mili phir bhi pyaar aapse hi karta hai dil chain aapko mila mujhe deewangi mili manaau to isse main kaise ye dil deewana hai na maane bataaun to bhala main kaise ye ishq kya hai ye na jaane shedaayi main tera hua tujhko nahin hai ye pata jaam aapko mila mujhe to berukhi mili hoo hoo hosh aapko mila mujhe to bekhudi mili phir bhi pyaar aapse hi karta hai dil chain aapko mila mujhe deewangi mili koi kisi pe jaan de de koi karen hai bewafaayi ye faaslon ka dard kya hai ye jaanti hai bas judaayi tujh se mili jab se nazar deewaani main ho gayi neend aapko mili mujhe to bebasi mili haan haan hosh aapko mila mujhe to bekhudi mili phir bhi pyaar aapse hi karta hai dil chain
hum nahin tere dushmanon mein hum nahin tere dushmanon mein kyun humko deewana banaaya banaaya kyun humko deewana banaaya hum to hain tere doston mein hum to hain tere doston mein kyun tune mera dil churaaya churaaya kyun tune mera dil churaaya hum kahin ek din yun yak ba yak mil gaye the ishq ke pyaar ke mastaane gul khil gaye the faasle mit gaye nazdik aane lage hum bekhudi yun badhi saanson pe chhane lage hum hum nahin tere qaatilon mein hum nahin tere qaatilon mein kyun zulfon mein humko phansaaya phansaaya kyun zulfon mein humko phansaaya haaaaaaa aaaaa aaaaaa hum to hain tere doston mein hum to hain tere doston mein kyun tune mera dil churaaya churaaya kyun tune mera dil churaaya ye mera dil gaya bas dillagi dillagi mein bhool ke do jahaan dooba teri aashiquie mein sochtaa hoon sanam iqraar kaise karun main pyaar ke dard ka izhaar kaise karun main hum to hai teri dhadkanon mein hum to hai teri dhadkanon mein khun dard e jigar ko badhaya badhaya khun dard e
humne kya pyaar kiya pyaar ka badla na mila humne kya pyaar kiya pyaar ka badla na mila saara jag dhoondh liya koi bhi apna na mila humne kya pyaar kiya humne chaaha tha ke is pyaar ko singaar mile humne chaaha tha ke is pyaar ko singaar mile teri baanhon ka mehekta hua ek haar mile pyaar hi pyaar ho aisa koi sansaar mile dukh bhari raat mili khushiyon ka sapna na mila saara jag dhoondh liya koi bhi apna na mila humne kya pyaar kiya hum badhen jinki taraf deep woh bujh jaate hain hum badhen jinki taraf deep woh bujh jaate hain phool sehlaaye agar kaante se chubh jaate hain jinki chhaaon mein ruke paat wo jal jaate hain aisi taqdeer jo badle wo sitaara na mila saara jag dhoondh liya koi bhi apna na mila haaye humne kya pyaar kiya
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa haaaa haaaaa haaaaa haaaaaa ishq jab ek taraf ho to saza deta hai ishq jab ek taraf ho to saza deta hai ishq jab donon taraf ho to maza deta hai ishq jab ek taraf ho to saza deta hai ishq jab donon taraf ho to maza deta hai ishq jab ek taraf ho aankh milti hai jahaan pal mein tadap jaata hai dil to deewana hai yeh dhak se dhadak jaata hai ishq karte hain sabhi fark sirf itna hai koi khamosh rahe koi bata deta hai koi khamosh rahe koi bata deta hai ishq jab donon taraf ho to maza deta hai ishq jab ek taraf ho to saza deta hai ishq jab donon taraf ho to maza deta hai ishq jab ek taraf ho ishq ke roop kayi ishq ke hain rang bade teer nazron se chale aake kaleje mein gade ishq hai khel yahaan yaar bas naseebon ka koi karta hai wafa koi daga deta hai koi karta hai wafa koi daga deta hai ishq jab donon taraf ho to maza deta hai ishq jab ek taraf ho to saza deta hai ishq jab donon taraf ho to maza deta hai ishq jab ek taraf ho
jaane waali dulhan khushi khushi jaana lekin itna sa naata jaa ke nibhaana hum dukhiyon ko bhool jaana na bhool na jaana ro rahe baabul ro rahi maayi ro rahi maayi is jag mein beti hai daulat paraayi daulat paraayi in bichhdon ko bisraana na bhool na jaana jaane waali dulhan khushi khushi jaana lekin itna sa naata jaa ke nibhaana hum dukhiyon ko bhool jaana na bhool na jaana jaane kab milogi humse aao vida ho lein aao vida ho lein aao ek baar behna gale mil ke ro lein gale mil ke ro lein zindagi ka koi hai thikaana na bhool na jaana jaane waali dulhan khushi khushi jaana lekin itna sa naata jaa ke nibhaana hum dukhiyon ko bhool jaana na bhool na jaana jao ri suhagin tirath karne tirath karne pati sang jeene aur pati sang marne pati sang marne dukh mein kabhi bhi ghabraana na bhool na jaana jaane waali dulhan khushi khushi jaana lekin itna sa naata jaa ke nibhaana hum dukhiyon ko bhool jaana na bhool na jaana
kaahe jaadu kiyaaa kaahe jaadu kiyaa mujhko itna bata jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama mujhko apani khabar hai na dil ka pataa jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama kaahe jaadu kiya mujhko itna bata jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama hoooooo ooooooo kyun nazar se na ab tak nazar mil saki oooo na nazar mil saki dil pe parde hi parde mein bijali giri aisi bijali giri hosh udane lage toor jalne lagaa jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama kaahe jaadu kiya mujhko itna bata jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama hoooooo ooooooo phir wohi dhun suna phir wohi geet gaaa hoo phir wohi geet gaa aisa naghmaa tha seene se dil khinch gaya haay dil khinch gaya mujhko tadpaane waale ho tera bhala jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama mujhko apni khabar hai na dil ka pataa
aaa aaaaa aaaa aaa aaa aaaa kadam behke behke jiyaa dhadak dhadak jaaye kadam behke behke jiyaa dhadak dhadak jaaye pyaar teri duniya mein hum bhi chale aaye kadam behke behke jiyaa dhadak dhadak jaaye pyaar teri duniya mein hum bhi chale aaye kadam behke behke jiyaa dhadak dhadak jaaye kisne kaho hulchal si dil mein macha di nazron hi nazron mein duniyaa dikhaa di kisne kaho hulchal si dil mein macha di nazron hi nazron mein duniyaa dikhaa di aankhon mein laakhon meri diye jhilmilaaye kadam behke behke jiyaa dhadak dhadak jaaye pyaar teri duniya mein hum bhi chale aaye kadam behke behke jiyaa dhadak dhadak jaaye haathon mein dil leke paas koi aaya laaj lagi mujhko kuchh aise muskuraaya haathon mein dil leke paas koi aaya laaj lagi mujhko kuchh aise muskuraaya saans ruki jaaye meri nazar jhuki jaaye kadam behke behke jiyaa dhadak dhadak jaaye nayaa nayaa koi jaadu sa kar gayaa hai duniyaa ki khushiyaan daaman mein bhar gaya hai nayaa nayaa koi jaadu sa kar gayaa
khamosh zindagi ko aawaaz de rahe ho khamosh zindagi ko aawaaz de rahe ho toote huye haathon mein kyun saaz de rahe ho khamosh zindagi ko benoor meri aankhein aur door ka safar hai benoor meri aankhein aur door ka safar hai uthate hain paanv lekin gir jaane ka bhi darr hai par kaat ke kisi ke parvaaz de rahe ho toote huye haathon mein kyun saaz de rahe ho khamosh zindagi ko aankhon se behta dariya honthon pe aah lekar aankhon se behta dariya honthon pe aah lekar saahil pe hum khade hain saahil ki chaah lekar barbaad e muhabbat ko naye andaaz de rahe ho toote huye haathon mein kyun saaz de rahe ho khamosh zindagi ko
toone khoob racha bhagwaan khilona maati ka ise koi na saka pehchaan khilona maati ka toone khoob racha bhagwaan khilona maati ka waah re tera insaan vidhata aaaa iska bhed samajh mein na aataa dharti se hai iska nataa aaaa magar hawa mein kille banaataa apni uljhan aap badhaataaa apni uljhan aap badhaata hota khud hairaan khilona maati ka toone khoob racha khoob garha bhagwaan khilona maati ka kabhi to ek dam rishta jode kabhi achanak mamta tode ho ke paraaya mukhda mode eeeee apnon ko majhdhaar mein chhode sukh ki khoj mein itt utt daude sukh ki khoj mein itt utt daude kitna ye naadaan khilona maati ka toone khoob racha khoob garha bhagwaan khilona maati ka ise koi na saka pehchaan khilona maati ka toone khoob racha bhagwaan khilona maati ka
mere sanam sun mera ghum uljhane zindagi ban gayi tu kahin main kahin mere sanam jal raha hai dil mera main chup rahun to kaise ghut raha hai dam mera main kuchh kahun to kaise ghum se haden khushi ki jaan milin uljhane zindagi ban gayi tu kahin main kahin mere sanam kitne din guzar gaye kismat ko sote sote kitni umr kat gayi din raat rote rote phir bhi to badnaseebi kam nahin uljhane zindagi ban gayi tu kahin main kahin mere sanam sun mera ghum uljhane zindagi ban gayi tu kahin main kahin mere sanam mere sanam mere sanam
mere sanam sun mera ghum uljhane zindagi ban gayin tu kahin main kahin mere sanam zindagi ke dukh bhare yeh din kahaan bitaaun jo na koyi ghum kare wo dil kahaan se laaun sab kuchh hai phir bhi jaise kuchh nahin uljhane zindagi ban gayin tu kahin main kahin mere sanam jal raha hai dil mera main chup rahun to kaise ghut raha hai dum mera main kuchh kahun to kaise ghum se hadein khushi ki ja milin uljhane zindagi ban gayin tu kahin main kahin mere sanam sun mera gum uljhane zindagi ban gayin tu kahin main kahin mere sanam
oo ooo neeli neeli ankhiyon mein doobi doobi jaaun main doobi doobi jaaun kahaan hai kinaara kachhu samajh na paaun kahaan hai kinaara kachhu samajh na paaun kaali kaali zulfon mein khoya khoya jaaun main khoya khoya jaun kahaan hai kinaara kachhu samajh na paaun kahaan hai kinaara kachhu samajh na paaun gore gore mukhde pe kaali lat latke oo ooo ooo gore gore mukhde pe kaali lat latke jaise koi naganiya soyi ho simat ke piya mori zulfon mein jiya tora atke hoo hoo hoo haye haye piya mori zulfon mein jiya tora atke aisa uljha kaise jaoge palat ke aisa uljha kaise jaoge palat ke pyaar ka ye bandhan main kaahe ko chhudaun main kaahe ko chhudaun tu jo mili swarg mila kaise thukraaun tu jo mili swarg mila kaise thukraaun dekh tera mukhda rang uda darpan ka oo ooo ooo dekh tera mukhda rang uda darpan ka toot pada dharti pe chanda gagan ka chaand gira charnon mein pyaasa milan ka hoo hoo hoo hoye hoye chaand gira charnon mein pyaasa milan ka kab se deewana tha piya ki
nidaroye nadulanni nidaroye nadulanni kadalani alajadilo samde galule sannayi pata padali a pata vinna nagamalli tota navvali jummani padutu tummedaladaga guvvalu rivvuna gusa gusaladaga samde galule sannayi pata padali a patavinna nagamalli tota navvali patalalona siri paitalalona merisina ragam urimina talam kalise vela totalalona toli kutalalona kurisina amdam kusumapa ragam virise vela lalanaga alapanaga pranam venuvu udenule samde galule sannayi pata padali a pata vinna nagamalli tota navvali oo oo oo oo oo ooo oo oo oo oo aa aa aa aa aa aaa aa aa aa aa konalalona jadivanalalona jaladataramgam alala mrudamgam palike vela venuvuloni adarenuvu lenno vinna mayuram vidupu vayyaram cilike vela galula ilala velalalo nayeda velluva layenule aaaaaaaaaa aahaahaaaaaaaa
hmmmm pari pari hai ik pari aasmaan se aa giri saamne mere khadi mujhe uss se pyaar ho gaya haaan mujhe uss se pyaar ho gaya pari pari hai ik pari aasmaan se aa giri saamne mere khadi mujhe uss se pyaar ho gaya haaan mujhe uss se pyaar ho gaya wo chaand taaron ki roshni hai wo mandiron ka diyaa uss jaaneman ki bas ik jhalak ne paagal mujhe kar diya hmmm hmmm hmmm wo mere saanson ki raagini hai wo mere dono jahaan wo maang le jo mujh se kabhi to dil kya usse de doon jaan pari pari hai ik pari aasmaan se aa giri saamne mere khadi mujhe uss se pyaar ho gaya haaan mujhe uss se pyaar ho gaya jo muskuraa ke dekha mujhe to hua mera dil fidaa hai uss ke jaisi badi suhaani uss naazni ki ada hmmm hmmm hmmm ussi ke khaabon mein khoya rehta main aaj kal raat bhar subah subah jab main aankhein kholun aaye mujhe wo nazar pari pari hai ik pari aasmaan se aa giri saamne mere khadi mujhe uss se pyaar ho gaya haaan mujhe uss se pyaar ho gaya pari pari hai ik pari aasmaan se aa giri
pinjre ke panchhi pinjre ke panchhi re tera dard na jaane koe tera dard na jaane koe baahar se to khaamosh rahe tu baahar se to khaamosh rahe tu bheetar bheetar roye re ae bheetar bheetar roye tera dard na jaane koi keh na sake tu apni kahaani teri bhi panchhi kya zindgaani re keh na sake tu apni kahaani teri bhi panchhi kya zindgaani re bidhee ne teri kathaa likhi aansoo mein kalam duboye tera dard na jaane koe tera dard na jaane koe chupke chupke rone waale rakhna chhipaake dil ke chhaale re chupke chupke rone waale rakhna chhipaake dil ke chhaale re ye patthar ka desh hai pagle koi na tera hoye tera dard na jaane koe pinjre ke panchhi re ae ae ae tera dard na jaane koe tera dard na jaane koe pinjre ke panchhi re
hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm saba se ye keh do ke kaliyaan bichhaaye wo dekho wo jaane bahaar aa raha hai chura le gaya jo inn aankhon ki neenden wohi le ke dil kaa qaraar aa raha hai saba se ye keh do ye kaun aa gaya dil ko karta ishaare ke mehki fazaa muskuraaye nazaare kadam badh ke tu choom le aye muhabbat ke dil ko bahut unpe pyaar aa raha hai saba se ye keh do ye maana ke mehfil mein anjaan hai tu magar jab bhi tujhse nighaahen mili hain mujhe yun laga hai paiyaam e muhabbat nazar se teri baar baar aa raha hai saba se ye keh do ye rangeen fasaana koi mujhse poochhe ke tu aisa pyaara hai kitna haseen hai suna tha haseen jinpe karte hain jaadoo tujhe dekh kar aitbaar aa raha hai saba se ye keh do ke kaliyaan bichhaaye wo dekho wo jaane bahaar aa raha hai saba se ye keh do
sooraj se jo kiran ka nata sagar se jo lehron ka wahi hai tera mera rishta tu jane ya na jane phool mein jaise basi hai khushboo tu hai basa mere mann mein pyaar hai tera jivan mera tu mane ya na mane sooraj se jo kiran ka nata pehli baar tujhe dekha to hum aise sudh budh bhule pehli baar tujhe dekha to hum aise sudh budh bhule hoo jaise sawan ki pehli purwayi dharti ko chhoo le dharti se jo neel gagan ka sawan se purwayi ka sooraj se jo kiran ka nata sagar se jo lehron ka hoo wahi hai tera mera rishta tu jane ya na jane sooraj se jo kiran ka nata do din ki dekha dekhi mein yug yug ke mann meet mile do din ki dekha dekhi mein yug yug ke mann meet mile tum bole do bol ke mujhko janam janam ke geet mile taar se jo jhankar ka nata geeton se jo sargam ka sooraj se jo kiran ka nata sagar se jo lehron ka wahi hai tera mera rishta tu jane ya na jane sooraj se jo kiran ka nata hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm
teer chalaaaaaaa teer chalaaaaaaa teer chalaaaaaaa teer chalaaaa o teer chalane wale zara aa samne aa kar teer chala teer chalaaa teer chalaa teer chalaa tune mujhe chhup kar loot liya aa samne aa kar teer chala teer chalaaa teer chalaa teer chalaa dil todne wale khauff na khaaaaaaa soorat to dhikhaaa nazren to milaaaa hum bhi hain tere dil bhi hai teraaaaa aa samne aa kar teer chala teer chalaaa teer chalaa teer chalaa o teer chalane wale zara aa samne aa kar teer chala teer chalaaa teer chalaa teer chalaa main aur kahin tu aur kahinnnn ulfat ka to ye dastoor nahinnnn phir bhi tujhe dil deta hai duaaaa aa samne aa kar teer chala teer chalaaa teer chalaa teer chalaa teer chalaa teer chalaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aji O Zara Apni Nigahon Ko Sambhalo Bank Manager (1959) 03:19 38700
 
Poster of Bank Manager (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Jalal Malihabadi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shekhar, Kamini Kaushal
Duration : 03:19   Song Number : 38700   

Badi Mushkil Se Dil Naghma (1953) 06:27 13810
 
Poster of Naghma (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Shaukat Dehalvi Nashad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nadira
Duration : 06:27   Song Number : 13810   

Chain Aapko Mila Hungama (2003) 05:02 18599
 
Poster of Hungama (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Duration : 05:02   Song Number : 18599   

Hum Nahin Hungama (2003) 05:58 18600
 
Poster of Hungama (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Duration : 05:58   Song Number : 18600   

Humne Kya Pyaar Kiya Naag Mohini (1963) 03:30 40552
 
Poster of Naag Mohini (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:30   Song Number : 40552   

Ishq Jab Ek Taraf Ho (Male) Hungama (2003) 05:17 37671
 
Poster of Hungama (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Aftab Shivdasani, Rimi Sen
Duration : 05:17   Song Number : 37671   

Jaane Waali Dulhan Naag Mani (1957) 03:06 37782
 
Poster of Naag Mani (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
Avinash Vyas
Duration : 03:06   Song Number : 37782   

Kaahe Jaadu Kiya Naghma (1953) 04:07 19107
 
Poster of Naghma (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Shaukat Dehalvi Nashad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nadira
Duration : 04:07   Song Number : 19107   

Kadam Behke Behke Bank Manager (1959) 03:07 17511
 
Poster of Bank Manager (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shekhar, Kamini Kaushal
Duration : 03:07   Song Number : 17511   

Khamosh Zindagi Ko Aawaaz De Rahe Ho Naag Mandir (1966) 03:12 31091
 
Poster of Naag Mandir (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shiv Kumar
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahipal, Vijaya Chaudhari
Duration : 03:12   Song Number : 31091   

Khilona Maati Ka Naag Mani (1957) 03:11 40751
 
Poster of Naag Mani (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Kavi Pradeep
Music Director- 
Avinash Vyas
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 03:11   Song Number : 40751   

Mere Sanam Sun Mera Ghum Naag Mandir (1966) 03:34 37838
 
Poster of Naag Mandir (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:34   Song Number : 37838   

Mere Sanam Sun Mere Ghum (Male) Naag Mandir (1966) 03:30 18355
 
Poster of Naag Mandir (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 03:30   Song Number : 18355   

Neeli Ankhiyon Mein Doobi Doobi Naag Mohini (1963) 03:52 38106
 
Poster of Naag Mohini (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Sardar Mallik
Duration : 03:52   Song Number : 38106   

Nidaroye Nadulanni Nagamalli (1980) 03:13 36707
 
Poster of Nagamalli (1980)
 
Category
Telugu
Year- 
1980
Music Director- 
Rajan Nagendra
Duration : 03:13   Song Number : 36707   

Pari Hungama (2003) 04:57 18633
 
Poster of Hungama (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Babul Supriyo
On Screen Actors- 
Akshaye Khanna, Rimi Sen
Duration : 04:57   Song Number : 18633   

Pinjre Ke Panchhi Re Tera Dard Na Jaane Koe Naag Mani (1957) 03:39 31094
 
Poster of Naag Mani (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
Avinash Vyas
Singer- 
Pradeep
On Screen Actors- 
Nirupa Roy, Trilok Kapoor
Duration : 03:39   Song Number : 31094   

Saba Se Ye Keh Do Bank Manager (1959) 03:25 12286
 
Poster of Bank Manager (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Jalal Malihabadi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj
Duration : 03:25   Song Number : 12286   

Sooraj Se Jo Kiran Ka Hungama (1971) 04:24 37153
 
Poster of Hungama (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Zeenat Aman
Duration : 04:24   Song Number : 37153   

Teer Chala O Teer Naghma (1953) 03:35 13811
 
Poster of Naghma (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Shaukat Dehalvi Nashad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:35   Song Number : 13811