Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeIshq%20(2012)
HomeIshq%20(2012)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye hip hopper mujhe pyaar to kar aye hip hopper aye hip hopper mujhe pyaar to kar aye hip hopper aye hip hopper mujhe pyaar to kar aye hip hopper aye hip hopper mujhe pyaar to kar aye hip hopper mere pyaar ke dariyaa mein mere love ke dariyaa mein ek doobki lo naa sir aye hip hopper aye hip hopper mujhe pyaar to kar aye hip hopper kya tu bak rahi hai aise bak rahi hai khopadi pak rahi hai ruk ruk ruk ruk ruk ruk ruk ruk bakshish bhi diyaa bonus bhi diya chaahiye tujhko kya chal phut phut phut phut phut phut phut phut mere ghar mein bartan shartan maanj de ho main barabar tu kabhi to mere dil pe ghar mein ponchaa kar de aa kar aye hip hopper mujhe pyaar to kar aye hip hopper aye hip hopper mujhe pyaar to kar aye hip hopper mere pyaar ke rikshaaw ko mere love ke rikshaaw ko ek dhakka do naa sir aye hip hopper aye hip hopper mujhe pyaar to kar aye hip hopper meri girl friend aa rahi hai tu kab jaa rahi hai kyun sataa rahi hai ruk ruk ruk ruk ruk ruk ruk ruk usko pata
la la la la la la lala lala laaaaaaa la la la la la la laaaa la la la chaahat kiiii khushboo ko chaahat ki khushboo ko maine chhoo liya maine tumse pyaar kar liya maine tumse pyaar kar liya khaamoshi kehti hai maine sun liyaaaaa maine tumse pyaar kar liya maine tumse pyaar kar liya tu hi tu hi aur kuchh nahiii duniya mein dooba rahoon teri yaad ke dariya mein hooo hardam rahoon tere pyaar ki chhaiyaan mein sapnon ne aankhon mein sapnon ne aankhon mein ghar bana liya aa aa maine tumse pyaar kar liya maine tumse pyaar kar liya palkein meri chhalkein nahin yaad rahe ae hamsafar baahon ka ghar aabaad rahe oo bas pyaar ki fariyaad ho yaad rahe har dhadkan teri hai har dhadkan teri hai oo saathiya maine tumse pyaar kar liya maine tumse pyaar kar liya chaahat ki khushboo ko maine chhoo liya aa aa maine tumse pyaar kar liya maine tumse pyaar kar liya kar liya kar liya
dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye socho socho duniya mein kyun aaye tere liye aaye hey dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye socho socho duniya mein kyun aaye tere liye aaye ab tu humein chaahe ab tu humein bhoole hum to bane rahenge tere saaye dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye socho socho duniya mein kyun aaye tere liye aaye ab tu humein chaahe ab tu humein bhoole hum to bane rahenge tere saaye dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye socho socho duniya mein kyun aaye tere liye aaye ye kya humein hua ye kya tumhen hua saanson ke dariya mein kul mul si hone lagi nayi hai ye sazaa sazaa mein hai mazaa chaahat ko chaahat ki shabnam bhigone lagi ab aur kya chaahen ab aur kya dekhen dekha tumhen to dil se nikli haaye hey dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye socho socho duniya mein kyun aaye tere liye aaye suno zara suno chuno humein chuno aankhon ne aankhon se sharmaa ke kuchh keh diya suna maine suna chuna tumhen
ishq hua kaise hua achchha hua jaise hua ishq hua kaise hua achchha hua jaise hua na main jaanun na tu jaane kyun ho gaye hum deewane na main jaanun na tu jaane kyun ho gaye hum deewane arre heyyyyy ishq hua kaise hua achchha hua jaise hua jhuki jhuki nazren hain ruki ruki saansen hain dhak dhak karta hai dil jaage jaage armaan hain soya soya yeh jahaan hai chori chori aake mujhe mil sun sun sun sun sun sun sun zara gun gun gun gun gaati hai hawa sun sun sun sun sun sun sun zara gun gun gun gun gaati hai hawa hoo phaili hawaaon mein apni khabar pyaar kiya hai to phir kya hai dar joshili baaten yun na kar pyaar hai to josh bhi hai hona hai kya hosh bhi hai na main jaanu na tu jaane kyun ho gaye hum deewane oooo na main jaanun na tu jaane kyun ho gaye hum deewane are heyyyyy ishq hua kaise hua achchha hua jaise hua lalalalala lalalalalaaaaaa nananana ahahahahaaaaa dheere dheere haule haule haule haule dheere dheere dil ko mili hai manzil bheegi bheegi raaton mein
ishq ishq ishq zamaane mein jo karte hain ishq mein jeete marte hain aashique wo nahin ban sakte jo darte hain ishq zamaane mein jo karte hain ishq mein jeete marte hain aashique wo nahin ban sakte jo darte hain dil jise wo de dete hai ghum ussi ka le lete hai naam ussi ka le ke aahen bharten hain dil jise wo de dete hai ghum ussi ka le lete hai naam ussi ka le ke aahen bharten hain ishq ishq ishq zamaane mein jo karte hain ishq mein jeete marte hain aashique wo nahin ban sakte jo darte hain darr sanam kaa takte hai sar hatheli pe rakhte hain pyaar ki gali se jab dildaar guzarte hain aaaaa aaaa haaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa darr sanam kaa takte hai sar hatheli pe rakhte hain pyaar ki gali se jab dildaar guzarte hain ishq ishq ishq zamaane mein jo karte hain ishq mein jeete marte hain aashique wo nahin ban sakte jo darte hain khel nahin naadaanon kaa darr to hai toofaanon kaa hey hey hey hey hey khel nahin naadaanon kaa are darr to hai toofaanon kaa doob ke toofan
sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin ye pakka dhaaga hai ye kachchi dor nahin isaq pe zor nahin isaq pe zor nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa jhuth hai ye to phir zulmi saanwariya khaa ke kasam meri beech bajariyaa jhuth hai ye to phir zulmi saanwariya khaa ke kasam meri beech bajariyaa keh de koi aur hai tu mera cheet chor nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin jo mit jaaye re wo daag nahin ye jo bhujh jaaye wo aag nahin ye jo mit jaaye re wo daag nahin ye jo bhujh jaaye wo aag nahin ye jo tham jaaye wo ye ghata ghanghor nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa hum dono iss prem ke rogi chhod ke jag aaja ban jaayen jogi hum dono iss prem ke rogi chhod ke jag aaja ban jaayen jogi iss rog ki duniyaa mein dawaa kuchh aur nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin isaq pe zor nahin isaq pe zor nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin isaq pe zor
aa once upon a time nakoka adire girl friend undedi rooo abbaa ma edaari madhya o godavai breakup ayipoyindi roo mood ye dobbi pub ki vasthe ammayi kavalannaru roo stag ku entry leedani no entry board e petaru roo yem cheyannuuu a bholo kya karu bhai i wanna party yo a bhale bhale you wana party yo a bhale bhale i wanna party yoo father we wanna beauty rooo i wanna party yo a bhale bhale you wana party yo a bhale bhale i wanna party yoo father we wanna beauty rooo lachammaaa we want lachammaa o boys ye lerante pub ki income lene ledu ro free ga drinks vasthe vachi taage valle ee girls roo ladies night ani deeniki malli pettaruu o peru roo kavalante cash istham gents night kuda pettandi roo sadda haq ethai rakh i wanna party yo a bhale bhale you wana party yo a bhale bhale i wanna party yoo father we wanna beauty rooo unnnn girlsuu girls vasthe please come ani welcome chestharu roo aa boys boys vasthe bye bye dobbey ani antaru roo girls antha great aa boys antha
mehbooba teri tasveer kis tarah main banaaun hmmm hmmm hmmm teri zulfon ki daastaan kis tarah main sunaaun hmmm hmmm hmmm haaaaaa aaaaa mehbooba teri tasveer tere liye kahoon koi baat tere liye sochun koi naam main to bas deewana ho gayaa nahin mere bas kaa ye kaam tere jaisa koi kahin dekha naa sunaa hai mehbooba mehbooba teri tasveer kis tarah main banaaun hmmm hmmm hmmm taare maujen rutt aur jaam nagmen paimaane but aur phool sab teri raahon ki khaakh sab tere kadmon ki dhool tere jaisa koi kahin dekha naa sunaa hai mehbooba mehbooba teri tasveer kis tarah main banaaun hmmm hmmm hmmm nazron se dekha hai tujhe aataa nahin phir bhi yakeen kyunke meri duniyaa ke log hote nahin itne haseen tere jaisa koi kahin dekha naa sunaa hai mehbooba mehbooba teri tasveer kis tarah main banaaun hmmm hmmm hmmm teri zulfon ki daastaan kis tarah main sunaaun hmmm hmmm hmmm haayeeeeee mehbooba teri tasveer
mujhko agar ijaazat ho to main ek geet sunaun mujhko agar ijaazat ho to main ek geet sunaun mehfil mein shaamil ho ke aap ka dil bahlaun mujhko agar ijaazat ho to main ek geet sunaun mehfil mein shaamil ho ke aap ka dil bahlaun hey aap ke uthe kadam yun meri aawaaz pe aa gaye kuchh sher yaad husn ke andaaz pe aap ke uthe kadam yun meri aawaaz pe aa gaye kuchh sher yaad husn ke andaaz pe mujhko agar mujhko agar ijaazat ho to aage baat badhaun mehfil mein shaamil ho ke aap ka dil bahlaun heyyyyy eeeee is maje ki raat mein chandani ka naam lun aapsa koi nahin main kisi ka naam lun hey is maje ki raat mein chandani ka naam lun aapsa koi nahin main kisi ka naam lun mujhko agar mujhko agar ijaazat ho to naam koi de jaaun mehfil mein shaamil ho ke aap ka dil bahlaun heeyy heyyy hooo ooo aap ka dil behlaun aji aap ka dil behlaun main aap ka dil behlaun han han aap ka dil
o mere bairaagi bhanwara mujhe tadpaao naa kali ke chhote se dil ko thes lagaao naa o mere bairaagi bhanwara mujhe tadpaao naa kali ke chhote se dil ko thes lagaao naa aao naa hoooo hooo hoooo ooooo ooooo hooooo ooooo oooo ooooo oooo oooo aayi purab se hawaa mausam rang bhara chamke bijuriyaa aayi purab se hawaa mausam rang bhara chamke bijuriyaa main hoon saawan ki ghata pyaar ke parbat tum saanwariyaa main baras jaaun main baras jaaun tum apni pyaas bhujaao naa o mere bairaagi bhanwara mujhe tadpaao naa tumhre pyaar bina roop mera badnaam rahega tumhre pyaar bina roop mera badnaam rahega kitne roz bhala aur kali mera naam rahega phool ban jaaun main phool ban jaaun main khil ke gale se laagao naa o mere bairaagi bhanwara mujhe tadpaao naa aao naa hoooooo oooooo ooooooo sapna ban ke mile aur bichhad chale ban ke saaya sapna ban ke mile aur bichhad chale ban ke saaya aisa karna tha to shabnam ko kyun shola banaya aag lagaayi aag lagaayi hai to phir ye aag bhujaao
aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi main thi anjaan jee ki baaton se anjaani pyaar ki baaraton se main thi anjaan jee ki baaton se anjaani pyaar ki baaraton se doli banane chali thi main arthi bani mere haathon se tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa socha tha pyaar karke chori se main tumko baandh loongi dori se socha tha pyaar karke chori se main tumko baandh loongi dori se kya tha pata chhup jaayega chanda yun ruth ke chakori se tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi kya meri preet birah ki maari aansun mein doob gayi chingari kya meri preet birah ki maari aansun mein doob gayi chingari main tum se haar gayi tum jeete tum mujhse jeet gaye main haari tum mujhse
wallah kya nazaara hai mausam bada pyaara hai wallah kya nazaara hai mausam bada pyaara hai oye kya baat hai aisa tamaasha yahin maine dekha kahin maine dekha nahin wallah kya nazaara hai mausam bada pyaara hai oye kya baat hai aisa tamaasha yahin maine dekha kahin maine dekha nahin hmmm chhote bachhon ko sikhana bada aasaan hai bade bachchon ko sikhaayen kis tarah heyyy deewanon ko samjhayen log bade shouk se sayaanon ko samjhayen kis tarah ho logon aao tum bhi dekho aisa tamaasha yahin maine dekha kahin maine dekha nahin lala lala lala laa wallah kya nazaara hai mausam bada pyaara hai oye kya baat hai aisa tamaasha yahin maine dekha kahin maine dekha nahin hmmm jhootha aur kachaa har rishtaa jahaan kaa toote to ho jaaye bas dushmani sachchaa aur pakka ek rishtaa hai pyaar ka jiska hai naam dost dosti jhootha aur kachaa har rishtaa jahaan kaa toote to ho jaaye bas dushmani hoye hoye hoye sachchaa aur pakka ek rishtaa hai pyaar ka jiska hai naam dost dosti ho jisne
ye dil deewana hai dil to deewana hai deewana dil hai ye dil deewana aaaa haaaa haaaa aaaa haaaa haaaa ye dil deewana hai dil to deewana hai deewana dil hai ye dil deewana aaaa haaaa haaaa kaisa bedardi haiiiiiii kaisa bedardi hai iski to marzi hai jab tak jawaani hai ye rutt suhaani hai nazren judaa naa hon armaan khafaa na hon dilkash bahaaron mein chhup ke chanaron mein yun hi sadaa hum tum baithe rahen gum sum wo bewafaaa jo kahe humko jaana hai ye dil ye dil deewana hai dil to deewana hai deewana dil hai ye dil deewana aaaa haaaa haaaa bechain rehta haiiiiii bechain rehta hai chupke se kehta hai mujhko dhadakne do shola bhadakne do kaanton mein kaliyon mein saajan ki galiyon mein phera lagane do chhodo bhi jaane do kho to naa jaaunga main laut aaunga dekha suna samjhe achhchhaa bahaana hai ye dil ye dil deewana hai dil to deewana hai deewana dil hai ye dil deewana aaaa haaaa haaaa saawan ke aate hiiiiii saawan ke aate hi baadal ke chhate hi phoolon ke mausam
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Hip Hopper Ishq Bector 03:22 17585
 
Poster of Ishq Bector
 
Category
Indipop
Duration : 03:22   Song Number : 17585   

Chaahat Ki Khushboo Ishq Hai Tumse (2004) 05:01 40106
 
Poster of Ishq Hai Tumse (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Shaan, Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Bipasha Basu, Dino Morea
Duration : 05:01   Song Number : 40106   

Dekho Dekho Jaanam Ishq (1997) 05:12 39855
 
Poster of Ishq (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Rahat Indori
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Kajol, Ajay Devgan
Duration : 05:12   Song Number : 39855   

Ishq Hua Kaise Hua Ishq (1997) 07:36 37788
 
Poster of Ishq (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Juhi Chawla, Amir Khan
Duration : 07:36   Song Number : 37788   

Ishq Ishq Ishq Ishq Ishq Ishq (1974) 04:26 15154
 
Poster of Ishq Ishq Ishq (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman
Duration : 04:26   Song Number : 15154   

Ishq Par Zor Nahin Ishq Par Zor Nahin (1970) 04:01 20594
 
Poster of Ishq Par Zor Nahin (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:01   Song Number : 20594   

Lachhamma Ishq (2012) 03:47 32504
 
Poster of Ishq (2012)
 
Category
Telugu
Year- 
2012
Music Director- 
Anoop Rubens
On Screen Actors- 
Nitin, Nithya Menen
Duration : 03:47   Song Number : 32504   

Mehbooba Teri Tasveer Ishq Par Zor Nahin (1970) 05:45 13383
 
Poster of Ishq Par Zor Nahin (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:45   Song Number : 13383   

Mujhko Agar Ijaazat Ho Ishq Ishq Ishq (1974) 04:44 36898
 
Poster of Ishq Ishq Ishq (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman
Duration : 04:44   Song Number : 36898   

O Mere Bairagi Bhanwara Ishq Par Zor Nahin (1970) 04:45 13384
 
Poster of Ishq Par Zor Nahin (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 04:45   Song Number : 13384   

Tum Mujhse Door Chale Ishq Par Zor Nahin (1970) 05:05 12090
 
Poster of Ishq Par Zor Nahin (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 05:05   Song Number : 12090   

Wallah Kya Nazara Hai Ishq Ishq Ishq (1974) 07:10 15155
 
Poster of Ishq Ishq Ishq (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman, Zarina Wahab
Duration : 07:10   Song Number : 15155   

Ye Dil Deewana Hai Ishq Par Zor Nahin (1970) 04:47 21434
 
Poster of Ishq Par Zor Nahin (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Sadhana
Duration : 04:47   Song Number : 21434