Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJaanwar%20(1999)
HomeJaanwar%20(1999)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chhamak chham chhamkeee angoori badan damak dam damkeee angoori badan pyaasi hain meri baahen jiya hai beqaraar tadpa na mujhe aise aa jaa na mere yaar chhamak chham chhamkeee angoori badan damak dam damkeee angoori badan koi pada hai mere jhumke ke pichhe koi pada hai mere thumke ke pichhe koi pada hai mere jhumke ke pichhe koi pada hai mere thumke ke pichhe kaise chhupaaun kaise dabaaun shola jawaani kaaa sahi na jaaye mujhse birhaa ki jalan chhamak chham chhamkeee angoori badan shaam savere tera rasta nihaarun tanha akeli saari raina guzaarun shaam savere tera rasta nihaarun tanha akeli saari raina guzaarun kis ko sunaaun kis ko bataaun haal bura hai dil kaaa darad nahi jaanee bedardi sajan chhamak chham chhamkeee angoori badan pyaasi hain meri baahen jiya hai beqaraar tadpa na mujhe aise aa jaa na mere yaar chhamak chham chhamkeee angoori badan damak dam damkeee angoori badan
dekho ab to kisko nahin hai khabar dekho ab to kisko nahin hai khabar tum se hai dil ko pyaar tum se hai dil ko pyaar dekho ab to kisko nahin hai khabar dekho ab to kisko nahin hai khabar tum se hai dil ko pyaar tum se hai dil ko pyaar dum bhar ke humdum mil jaate hai aksar aur jhooti kasmen bhi khaate hain par kahaan jo kahen tumse tum se hai dil ko pyaar tum se hai dil ko pyaar dekho ab to kisko nahin hai khabar dekho ab to kisko nahin hai khabar tum se hai dil ko pyaar tum se hai dil ko pyaar hulchal mein hum dono ki hasti har pal chhayi hai har soo ye almasti meri jaan ye kahen tum se hulchal mein hum dono ki hasti har pal chhayi hai har soo ye almasti meri jaan ye kahen tum se tum se hai dil ko pyaar tum se hai dil ko pyaar dekho ab to kisko nahin hai khabar dekho ab to kisko nahin hai khabar dekho ab to kisko nahin hai khabar tum se hai dil ko pyaar ha ha aa ha tum se hai dil ko pyaar ha ha aa ha tum se hai dil ko pyaar ha ha aa ha tum se hai dil ko pyaar ha
pyar mein nazar churayi nahi jati pyar mein nazar churayi nahi jati apnon se koi baat chupayi nahi jati dilbar janam janam janam janam janam janam janam dilbar janam janam tu janam janam dilbar janam he he pyar mein nazar churayi nahi jati apnon se koi baat chupayi nahi jati dilbar janam janam janam janam janam janam janam dilbar janam he he kuchh kehne ki rut hai sanam kuchh sunne ki rut hai sanam kuchh kehne ki rut hai sanam kuchh sunne ki rut hai sanam yeh samah aur khamoshi teri badi afat hai teri kasam bolo na bolo na humse kuch bolo na han han ji bolo na maine kitni muradon se paya hai tujhe tujhe pakar dil ki dhadkan dabayi nahi jati dilbar janam janam janam janam janam janam janam dilbar janam janam pyar mein nazar churayi nahi jati apnon se koi baat chupayi nahi jati dilbar janam janam janam janam janam janam janam dilbar janam he he haan wohi hun main saathi teri teri diwaani pyaasi teri haan wohi hun main saathi teri teri diwaani pyaasi teri leke hathon
hmm hmm hmm hmm mm jaane mujhe kya hua re kya hua re jaane mujhe kya hua re jab se toone chhua re dil ki lagi aur badhi jaaye haaye oh ho ho ho jaane mujhe kya hua re jab se toone chhua re dil ki lagi aur badhi jaaye haaye chhoone se tera ye haal hai kaisa ye kamaal hai jaane kya hoga baahon mein jo aaye haaye hoye hoye chhoone se tera ye haal hai kaisa ye kamaal hai jaane kya hoga baahon mein jo aaye haaye teri baahon mein na aaun teri baahon mein na aaun kahin jal hi na jaaun mera dil bhi to maane na jo bhi dil mein lagaaye wahi dil ki bujhaaye meri jaan tu ye jaane na jaane mujhe kya oh ho ho ho jaane mujhe kya hua re jab se toone chhua re dil ki lagi aur badhi jaaye hayee chhoone se tera ye haal hai kaisa ye kamaal hai jaane kya hoga baahon mein jo aaye haaye na banaa tu bahaane na banaa tu bahaane kya milega o deewaane meri zulfon ko uljha ke wo kali to khilegi pyaar se jo milegi zara mil humse lehraa ke jaane mujhe kya oh ho ho ho jaane mujhe kya hua re jab
laal chhadi maidaan khadi kya khoob ladi kya khoob ladi hum dil se gaye hum jaan se gaye bas aankh mili aur baat badhi laal chhadi maidaan khadi kya khoob ladi kya khoob ladi hum dil se gaye hum jaan se gaye bas aankh mili aur baat badhi laal chhadi maidaan khadi o teekhe teekhe do naina us shokh se aankh milana tha deni thi qayaamat ko daawat ik aafat se takraana tha o teekhe teekhe do naina us shokh se aankh milana tha deni thi qayaamat ko daawat ik aafat se takraana tha mat poochho hum par kya guzari bijli si giri aur dil pe padi hum dil se gaye haaye hum dil se gaye hum jaan se gaye bas aankh mili aur baat badhi laal chhadi maidaan khadi tan tan kar zaalim ne apna har teer nishaane par maara hai sukra ke ab tak jinda hoon main dil ka ghayal bechaara tan tan kar zaalim ne apna har teer nishaane par maara hai sukra ke ab tak jinda hoon main dil ka ghayal bechaara use dekh ke laal dupatte mein maine naam diya hai laal chhadi hum dil se gaye haaye hum dil se gaye
duniyaa ki tarah rasmon ki tarah waadon ki tarah kasmon ki tarah mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge duniyaa badalti hai mausam badalte hain lekin mere dil ko badal nahin paaogeee mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge aasmaanon ke aage tumne waada kiya hai dil ke badle mein maine pyaar tum ko diya hai dharti ki ambar ki kasam mujhko hai tere sar ki kasam nazren badalti hain sapne badalte hain lekin meri dhadkan ko tum dhadkaaoge mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge meri pehli tamanna aakhiri pyaar ho tum ruh mein bas gaye ho mere dildaar ho tum aise hi tumhen chaahunga main tumhen dulhan bhi banaunga main sehre badlte hain khushboo badalti hai pal pal meri saanson ko tum mehkaaogeee mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge tumne dhoka diya to kuchh bhi kar jaaungi main
mehbooba meri mehbooba o mehbooba meri mehbooba phoolban ki pari teri jadu bhari ankhiyon me mera dil dooba mehbooba meri mehbooba ho mehbooba meri mehbooba mausam ki beti baharon ki bali tu hai haseenon mein sab se neerali ghoonghat nahin phir bhi dulhan lage paayal nahin phir bhi ghunghuru baje tu hai duniyan ka ek ajooba mehbooba meri mehbooba ho mehbooba meri mehbooba bijli hai tu aaja ghar me chamakna sikhaa doon sholey ko anchal mein chhupke dehakna seekha doon yun nikharunga tera shabab log dhundha karenge jawaab maine bandha hai ho maine bandha hai wo mansooba mehbooba meri mehbooba ho mehbooba meri mehbooba mere din raat hain tere dum se haseen ke mohabbat kabhi jhooth kehti nahin maine laakhon dafa dekha o dilrubaa tere gaalon se suraj nikla tere gaalon mein suraj dooba mehbooba meri mehbooba ho mehbooba meri mehbooba phoolban ki pari teri jadu bhari ankhiyon mein mera dil dooba mehbooba meri mehbooba ho mehbooba meri mehbooba
aaaaa aaa aa aa aaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaa aaaaa aaaaaaaaaa mere sang gaa gungunaa koi geet suhaanaa mere sang gaa gungunaa koi geet suhaanaa mere sang gaa gungunaa main bhi tumhaari dil bhi tumhaara main bhi tumhaari main bhi tumhaari dil bhi tumhaara sang saath jug jug se humaara sang saath jug jug se humaara tere hi kadmon mein sar meraaaaaaaaaa mere sang gaa gungunaa koi geet suhaanaa mere sang gaa gungunaa koi geet suhaanaa mere sang gaa gungunaa sheesha e dil mein teri sooratiya sheesha e dil mein sheesha e dil mein teri sooratiya dekhoon raat din teri mooratiya dekhoon raat din teri mooratiya tu mere pyaar ka devtaaaaaaa mere sang gaa gungunaa koi geet suhaanaa mere sang gaa gungunaa koi geet suhaanaa mere sang gaa gungunaa pehli nazar mein apna banaaya pehli nazar mein pehli nazar mein apna banaaya tumne pyaar se jeena sikhaaya tumne pyaar se jeena sikhaaya o sanam ab tera shukriyaaaaaa mere sang gaa gungunaa koi geet suhaanaa mere
oo oo oooo oo oo oo oo oo oooo oo oo mere sapnon mein ik soorat hai mere sapnon mein ik soorat hai mere man mein basi ik moorat hai mujhko oo oo oo mujhko usi ki zururat hai mere sapnon mein ik soorat hai mere man mein basi ik moorat hai mujhko usi ki zururat hai mere sapnon mein ik soorat hai main milaaungi ek din baharo tumhen oo main milaaungi ek din baharo tumhen kaisa hai kehna hoga nazaaro tumhe jab hoga wo apna sach hoga mera sapna kisi apne ee ee ee kisi apne ki mujhko zururat hai mere sapnon mein ik soorat hai mere man mein basi ik moorat hai mujhko usi ki zururat hai mere sapnon mein ik soorat hai oo oo jaan jalne lagi hai jawaani se oo jaan jalne lagi hai jawaani se aag bujhti nahin hai ye paani se pyaar itna barsaaye mere man par chha jaaye mere man ko oo oo oo mere man ko usi ki zururat hai mere sapnon mein ik soorat hai mere man mein basi ik moorat hai mujhko usi ki zururat hai mere sapnon mein ik soorat hai
meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi tadap tadap kar yehi kahegi sada rahi hai sada rahegi na tumsa koi zamaane bhar mein hoooooo na tumsa koi zamaane bhar mein tumhi ko chaaha meri nazar ne tumhi ko chaaha meri nazar ne tumhein chuna hai tumhein chunegi sada rahi hai sada rahegi meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi jo aag dil mein lagi hui hai hoooooo jo aag dil mein lagi hui hai yehi to manzil ki roshni hai yehi to manzil ki roshni hai na ye bhujhi hai na ye bhujhegi sada rahi hai sada rahegi meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi tumhare pehlu mein gar marre hum hoooooo tumhare pehlu mein gar marre hum to maut kitni haseen hogi to maut kitni haseen hogi chitaa mein jal kar bhi na mitegi sada rahi hai sada rahegi meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi
oh oh oh pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada kho gaye tum kahaan ab to aa jao na phool hanste nahin panchhi gaate nahin phool hanste nahin panchhi gaate nahin ik tumhaare bina ab to aa jao na pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada yaad hoga tumhen apna dil haar ke bol seekhe the tumne yahin pyaar ke yaad hoga tumhen apna dil haar ke bol seekhe the tumne yahin pyaar ke ye wahi hai jagah humse pehle pahel ye wahi hai jagah humse pehle pahel tum mile the jahaan ab to aa jao na pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada yeh dahekta hua chaand taaron ka ban ye tumhaare hi ghum mein sulagti pawan ye tumhaare hi ghum mein sulagti pawan jal na jaaye ye sapnon ki bagia kahin jal na jaaye ye sapnon ki bagia kahin uth raha hai dhuan ab to aa jao na pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada laut aao laut aao ke aana hai tumko yahin laut aao ke aana hai tumko yahin tum jahaan ho tumhaari wo duniya nahin wo duniya nahin geet ke roop mein tumse
tujhko naa dekhun to jee ghabraata hai tujhko naa dekhun to jee ghabraata hai dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai ye kaisa rishta hai kaisa naata hai ye kaisa rishta hai kaisa naata hai dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai har ghum utha loon tanhaa akela tere liye hai khushiyon ka mela har ghum utha loon tanhaa akela tere liye hai khushiyon ka mela saara sansaar doon jeevan bhi vaar doon jitna kahe tu utna main pyaar doon jitna kahe tu utna main pyaar doon ye tera mukhda hi mujhko bhata hai ye tera mukhda hi mujhko bhata hai dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai aaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa tum mere daddy tum meri maa ho tum mera dil ho tum meri jaan ho tum mere daddy tum meri maa ho tum mera dil ho tum meri jaan ho bachpan ki dor ka ye dhaaga tod ke daddy kabhi mujhe naa jaana chhod
hoooooooooo tumse achchha kaun hai dil lo jigar lo jaan lo hum tumhare hai sanam tum humen pehchaan lo ho tumse achchha kaun hai dil lo jigar lo jaan lo hum tumhare hai sanam tum humen pehchaan lo main hoon wo jhonka mast hawaa ka sang tumhaare chalta rahunga jab se huyi hai tumse muhabbat milta raha hoon milta rahunga main hoon wo jhonka mast hawaa ka sang tumhaare chalta rahunga jab se huyi hai tumse muhabbat milta raha hoon milta rahunga hoooooo ooooo hoooo hooo hoooo tumse achchha kaun hai dil lo jigar lo jaan lo hum tumhare hai sanam tum humen pehchaan lo ho tumse achchha kaun hai dil lo jigar lo jaan lo hum tumhare hai sanam tum humen pehchaan lo seene mein dil hai dil mein tumhin ho tum mein humari chhoti si jaan hai tum ho salamat hum ko nahin ghum tumse humari duniyaa jawaan hai seene mein dil hai dil mein tumhin ho tum mein humari chhoti si jaan hai tum ho salamat hum ko nahin ghum tumse humari duniyaa jawaan hai hoooooo ooooo hoooo hooo hoooo tumse
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Angoori Angoori Jaanwar (1999) 04:52 32727
 
Poster of Jaanwar (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
Singer- 
Sapna Avasthi
On Screen Actors- 
Karishma Kapoor
Duration : 04:52   Song Number : 32727   

Dekho Ab To Kisko Janwar (1965) 03:39 13424
 
Poster of Janwar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Raj Shri
Duration : 03:39   Song Number : 13424   

Jaanam Jaanam Dilbar Jaanwar (1983) 06:30 32326
 
Poster of Jaanwar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 06:30   Song Number : 32326   

Jaane Mujhe Kya Hua Re Janwar Aur Insaan (1972) 04:19 12058
 
Poster of Janwar Aur Insaan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rakhi, Shashi Kapoor
Duration : 04:19   Song Number : 12058   

Laal Chhadi Maidaan Khadi Janwar (1965) 03:19 20816
 
Poster of Janwar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Raj Shri
Duration : 03:19   Song Number : 20816   

Mausam Ki Tarah Jaanwar (1999) 05:20 18602
 
Poster of Jaanwar (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Karishma Kapoor
Duration : 05:20   Song Number : 18602   

Mehbooba Meri Mehbooba Jaanwar (1983) 05:12 13427
 
Poster of Jaanwar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 05:12   Song Number : 13427   

Mere Sang Gaa Gunguna Janwar (1965) 05:19 13425
 
Poster of Janwar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Rajshree, Others
Raag- 
Ragesri
Taal- 
Tintal
Duration : 05:19   Song Number : 13425   

Mere Sapnon Mein Janwar Aur Insaan (1972) 03:57 36948
 
Poster of Janwar Aur Insaan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sashi Kapoor
Duration : 03:57   Song Number : 36948   

Meri Mohabbat Jawaan Rahegi Janwar (1965) 03:36 20947
 
Poster of Janwar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:36   Song Number : 20947   

Pyaar Ki Waadiyan Jaanwar (1983) 02:27 15474
 
Poster of Jaanwar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 02:27   Song Number : 15474   

Tujhko Naa Dekhun Jaanwar (1999) 04:53 18603
 
Poster of Jaanwar (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Shilpa Shetty
Duration : 04:53   Song Number : 18603   

Tumse Achchha Kaun Hai Janwar (1965) 03:44 13426
 
Poster of Janwar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:44   Song Number : 13426