Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJawani%20Diwani%20(1972)
HomeJawani%20Diwani%20(1972)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


agar saaz chheda taraane banenge agar saaz chheda taraane banenge taraane banenge taraane banenge taraane bane to taraane bane to fasaane banenge fasaane bane to sunegi ye mehfil sunegi ye mehfil badi hogi mushkil nighaahon ke hum tum nishaane banenge ke ruswaaiyon ke ke ruswaaiyon ke bahaane banenge agar saaz chheda taraane banenge bahaanon se phir to mulaaqaat hogi yunhin din kategaa basar raat hogi naye dost ik din puraane banenge muhabbat mein do dil muhabbat mein do dil deewane banenge agar saaz chheda taraane banenge deewanon pe hansta hai saara zamaana zamaana muhabbat ka dushman puraana deewane nahin hum sayaane banenge sayaane nahin hum sayaane nahin hum deewane banenge agar saaz chheda taraane banenge taraane banenge taraane banenge taraane bane to taraane bane to fasaane banenge agar saaz chheda taraane banenge
jaane jaan dhoondta phir rahaa hoon tumhein raat din main yahaan se wahaan jaane jaan dhoondta phir rahaa hoon tumhen raat din main yahaan se wahaan mujhko aawaaz do chhup gaye ho sanam tum kahaan main yahaan tum kahaan main yahaan jaane jaan dhoondta phir rahaa hoon tumhen raat din main yahaan se wahaan o mere humsafar pyaar ki raah par saath chale hum magar kyaa khabar o mere humsafar pyaar ki raah par saath chale hum magar kyaa khabar raaste mein kahin reh gaye humnashin tum kahaan main yahaan tum kahaan main yahaan jaane jaan dhoondti phir rahi hoon tumhen raat din main yahaan se wahaan mujhko aawaaz do chhup gaye ho sanam tum kahaan main yahaan tum kahaan main yahaan dil machalne lagaa yoonhi dhalne lagaa rang bharaa pyaar ka ye samaa dil machalne lagaa yoonhi dhalne lagaa rang bharaa pyaar ka ye samaa haath aise mein bas chhod kar chal diye tum kahaan main yahaan tum kahaan main yahaan jaane jaan dhoondta phir rahaa hoon tumhen raat din main yahaan se wahaan
ae aao na dil hai beqaraar na na na na ae hey na na nahin nahin abhi nahin abhi karo intezaar chhodo na aa haan nahin nahin abhi nahin abhi karo intezaar nahin nahin kabhi nahin main hoon beqaraar na na na na mm hm hm hm na na na na na ha baba main bhi jawaan tu bhi jawaan kami hai kis baat ki hey main bhi jawaan tu bhi jawaan kami hai kis baat ki yahan aao na ghabraao rut hai mulaaqaat ki haan nahin nahin abhi nahin phir kabhi dildaar nahin nahin kabhi nahin main hoon beqaraar la la la la la la la la la la la la la la la bade wo ho tum piya zid kyun nahin chhodte ho bade wo ho tum piya zid kyun nahin chhodte haan kaliyon ko khilne se pehle nahin todte na nahin nahin kabhi nahin chali jaayegi bahaar nahin nahin abhi nahin thoda intezaar ae hey hey na na ah ha ha na na nahin nahin abhi nahin abhi karo intezaar nahin nahin kabhi nahin main hoon beqaraar na na na na mm hm hm hm na na na na na baba jaane jahan phir kahan aisi tanhaaiyaan oh jaane bhi do chhodo mujhe
oye taubaa mujhe toone badnaam kar diyaa meri nazar ne ye dil tere naam kar diyaa oye taubaa mujhe toone badnaam kar diyaa meri nazar ne ye dil tere naam kar diyaa oye taubaa mujhe toone badnaam kar diyaa tumse piyaa humko kehni thi kitni baatein sochaa thaa keh lenge jab hongi mulaaqaatein haan tumse piyaa humko kehni thi kitni baatein sochaa thaa keh lenge jab hongi mulaaqaatein haai re milne par hum tumse lekin kuchh bhi keh na paaye binaa kahe aankhon ne ye kaam kar diyaa aa aa binaa kahe aankhon ne ye kaam kar diyaa oye taubaa mujhe toone badnaam kar diyaa badnaam kar diyaa dekho mile kaise hum do raahi anjaane baaton hi baaton mein ban baithe meet puraane haan dekho mile kaise hum do raahi anjaane baaton hi baaton mein ban baithe meet puraane haai re kaun hai tu aur kaun hoon main qismat ne lekin dekho meri kahaani kaa ye anjaam kar diyaa oye taubaa mujhe toone badnaam kar diyaa oye taubaa mujhe toone badnaam kar diyaa
hey hey ho ra ra ra ra ra ra ra ra ra he hey ho saamne ye kaun aayaa dil mein huyee hulchal dekh ke bas ek hee jhalak ho gaye hum paagal saamne ye kaun aayaa dil mein huyee hulchal dekh ke bas ek hee jhalak ho gaye hum paagal arre baatein mulaakaatein hum se bhee to hongee arre hum se khulengen wo aaj naheen to kal saamne ye kaun aayaa dil mein huyee hulchal dekh ke bas ek hee jhalak ho gaye hum paagal rehna hai yahaan to dono hain jawaan to bhala door kaise rahenge maana wo haseen hain to hum bhee kam naheen hain wo magrur kaise rahenge rehna hai yahaan to dono hain jawaan to bhala door kaise rahenge maana wo haseen hain to hum bhee kam naheen hain wo magrur kaise rahenge la la la la la la la la la la la la la la la saamne ye kaun aayaa dil mein huyee hulchal dekh ke bas ek hee jhalak ho gaye hum paagal aankhon hee aankhon mein baaton hee baaton mein kabhi jaan pehchaan hogee sun lo ye kahani hasina ik anjanee kisee din meherbaan hogee aankhon hee aankhon mein
hey ye jawaani tara rooru hai diwaani tara ra rooru rara rara rara rara zu zu zu zu zu zu zu ye jawaani hai diwaani haa meri rani ruk jaa o rani dekh zara peechhe mudd ke chali kahaan aise udd ke hey hey gili gili akkha gili gili akkha gili gili akkha bili bili bili bili bili gili gili akkha gili gili akkha gili gili akkha bili bili bili bili bili ye jawaani hai diwaani haa meri rani ruk jaa o rani dekh zara peechhe mudd ke chali kahaan aise udd ke baatein mulaqaatein karne ki shaam hai aise mein hai ruthhna diwaanon ka kaam hai dekho tauba tauba baatein mulaqaatein karne ki shaam hai aise mein hai ruthhna diwaanon ka kaam hai ye jawaani hai diwaani haa meri rani ruk jaa o rani dekh zara peechhe mudd ke chali kahaan aise udd ke ruthhi chal jhoothi bas tooti dosti shikwa hai hothon pe aankhon mein pyaar bhi dekho tauba tauba ruthhi chal jhoothi bas tooti dosti shikwa hai hothon pe aankhon mein pyaar bhi hey ye jawaani hai diwaani haa meri rani ruk jaa o rani dekh
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Agar Saaz Chheda Jawani Diwani (1972) 03:21 18366
 
Poster of Jawani Diwani (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Jaya Bachchan
Duration : 03:21   Song Number : 18366   

Jaane Jaan Dhoondta Jawani Diwani (1972) 05:57 18367
 
Poster of Jawani Diwani (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Jaya Bachchan
Duration : 05:57   Song Number : 18367   

Nahin Nahin Abhi Nahin Jawani Diwani (1972) 04:06 17893
 
Poster of Jawani Diwani (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Jaya Bachchan
Duration : 04:06   Song Number : 17893   

Oye Taubaa Mujhe Toone Jawani Diwani (1972) 02:58 17891
 
Poster of Jawani Diwani (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Jaya Bachchan
Duration : 02:58   Song Number : 17891   

Saamne Ye Kaun Jawani Diwani (1972) 04:07 18241
 
Poster of Jawani Diwani (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 04:07   Song Number : 18241   

Ye Jawaani Hai Diwaani Jawani Diwani (1972) 04:20 17848
 
Poster of Jawani Diwani (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 04:20   Song Number : 17848