Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKabhie%20Ajnabi%20The%20(1985)
HomeKabhie%20Ajnabi%20The%20(1985)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil ki iss dehleez tak jo mehmaan ban ke aaye jo mehmaan ban ke aaye shaam ki tanhaaiyon mein unki ulfat ke ye saaye pyaar ka toofan laaye dil ki iss dehleez tak jo mehmaan ban ke aaye jo mehmaan ban ke aaye chand yaadon ka ab sahaara hai pyaar ka dard bhi ganwaara hai saath kisi ke jo beete the wo lamhe the khaabon ke khushnumaa sapnaa tha koi neend mein hum muskuraaye hum muskuraaye shaam ki tanhaaiyon mein unki ulfat ke ye saaye pyaar ka toofan laaye dil ki iss dehleez tak jo mehmaan ban ke aaye jo mehmaan ban ke aaye raat gumsum hai aasmaan chup hai dard mein doobi kehkanshaa chup hai raat ka raahi chaand akela apne safar mein hain tanha raat ke khaabon mein shaayad koi subah muskuraaye subah muskuraaye shaam ki tanhaaiyon mein unki ulfat ke ye saaye pyaar ka toofan laaye dil ki iss dehleez tak jo mehmaan ban ke aaye jo mehmaan ban ke aaye jo mehmaan ban ke aaye jo mehmaan ban ke aaye
pehli nazar mein pyaar hua yun laga dil ruk sa gaya sun na saka kuchh keh na saka wo khaab nazar se ojhal hua haan ek haseena deewana kar gayi mujhko o meri jaane jaana haan haan haan haan sikhaya dil lagaana haan haan haan haan o meri jaane jaana haan haan haan haan sikhaya dil lagaana haan haan haan haan jaaneman thehar jaaneman thehar jaaneman thehar jaaneman thehar uff ye teri jawaani chamka hai jaise moti aati na tu agar jo mehfil jawaan na hoti uff ye teri jawaani chamka hai jaise moti aati na tu agar jo mehfil jawaan na hoti jaaneman thehar jaaneman thehar jaaneman thehar jaaneman thehar haan ek haseena deewana kar gayi mujhko o meri jaane jaana haan haan haan haan sikhaya dil lagaana haan haan haan haan o meri jaane jaana haan haan haan haan sikhaya dil lagaana haan haan haan haan dil mein leke tufaan aayi hoon tujhse milne seene se lag ke tere phoolon ki tarah khilne dil mein leke tufaan aayi hoon tujhse milne seene se lag ke tere phoolon ki tarah khilne
la lalalalala oo ooo ooo oooo ooo aa haa aa haa geet mere honthon ko la la la la lalalalal la aaa aaa hmmm hmmm hmmm geet mere honthon ko de gaya koi geet mere honthon ko de gaya koi pyaar ka wada mujhse le gaya koi geet mere honthon ko de gaya koi geet mere honthon ko de gaya koi kheench gaya wo preet ki rekha in haathon mein badal gaya takdeer meri baaton baaton mein kheench gaya wo preet ki rekha in haathon mein badal gaya takdeer meri baaton baaton mein zindagi ko pyaar ki saugatein de gaya koi geet mere honthon ko de gaya koi geet mere honthon ko de gaya koi sawan mein jhoom ke nachun main aise rimjhim barse barkha ki ye boonden jaise sawan mein jhoom ke nachun main aise rimjhim barse barkha ki ye boonden jaise baadlon ko raagni dekho de gaya koi geet mere honthon ko de gaya koi geet mere honthon ko de gaya koi aaaaaahahahaaaaaaa mmmmm hmmm hmmmm ho gayi hai pyaar mein ankhiya vairaagi baith ke kitni raatein inke sang mein jagi ho gayi hai pyaar mein ankhiya
kabhi ajnabi the zamin aasmaan ye tera haath thaama jo huye meharbaan ye kabhi ajnabi the zamin aasmaan ye tera haath thaama jo huye meharbaan ye kabhi ajnabi the barsaat ye pyaar ki na rukegi ab to ghata aur neeche jhukegi barsaat ye pyaar ki na rukegi ab to ghata aur neeche jhukegi barson ki pyaasi ye dil ki zamin hai chal bheeg jaayen zannat yahi hai kabhi ajnabi the zamin aasmaan ye tera haath thaama jo huye meharbaan ye kabhi ajnabi the taqdeer ke faisle kaise kaise shuru ho gaye silsile kaise kaise taqdeer ke faisle kaise kaise shuru ho gaye silsile kaise kaise aayi bahaaren aane se tere khile gul hazaaron gulshan mein mere kabhi ajnabi the zamin aasmaan ye tera haath thaama jo huye meharbaan ye kabhi ajnabi the aaaa haaa haaa hmm hmm hmm hmm hmm hooo ooooo ho ho ho ho ho hoo ooooo aaaaa aaaa aaaa hoo ooooo aaaaa aaaa aaaa saajan mere haath thame hi chalna rasta naya har kadam pe sambhalna saajan mere haath thame hi chalna rasta naya har kadam pe sambhalna
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Ki Iss Dehleez Tak Kabhie Ajnabi The (1985) 04:32 18369
 
Poster of Kabhie Ajnabi The (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Vijay Singh
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Debasree Roy, Ramesh Deo
Duration : 04:32   Song Number : 18369   

Ek Haseena Deewana Kar Gayi Kabhie Ajnabi The (1985) 06:29 39981
 
Poster of Kabhie Ajnabi The (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Vijay Singh
Duration : 06:29   Song Number : 39981   

Geet Mere Honthon Ko Kabhie Ajnabi The (1985) 05:51 32839
 
Poster of Kabhie Ajnabi The (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Vijay Singh
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandeep Patil, Poonam Dhillon
Duration : 05:51   Song Number : 32839   

Kabhi Ajnabi The Kabhie Ajnabi The (1985) 07:35 18370
 
Poster of Kabhie Ajnabi The (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Vijay Singh
On Screen Actors- 
Poonam Dhillon, Ramesh Deo
Duration : 07:35   Song Number : 18370