Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKismat%20(1943)
HomeKismat%20(1943)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aankhon mein qayaamat ke kaajal aankhon mein qayaamat ke kaajal honthon pe gazab ki laali hai banda parvar kahiye kis ki banda parvar kahiye kis ki taqdeer sanwarne waali hai aankhon mein qayaamat ke kaajal honthon pe gazab ki laali hai banda parvar kahiye kis ki taqdeer sanwarne waali hai aankhon mein qayaamat ke kaajal sadke sadke main tumhaari baahon ke jo aag lagaa di paani mein sadke main tumhaari baahon ke jo aag lagaa di paani mein qurbaan tumhaari aankhon ke jo bhar de rang jawaani mein marr jaaoon tumhaare gaalon par marr jaaoon tumhaare gaalon par jin mein ke gulon ki laali hai banda parvar kahiye kis ki banda parvar kahiye kis ki taqdeer sanwarne waali hai aankhon mein qayaamat ke kaajal o ho ho ye aapki masti kaa aalam ye behke huye jazbaat mere ye aapki masti kaa aalam ye behke huye jazbaat mere kuchh keh na sakaa main deewaana kehte hain magar haalat mere yaa aap nashe mein doobe hain yaa aap nashe mein doobe hain yaa meri nazar matwaali hai banda
hum se roshan hai chaand aur taare hum ko daaman samajhayie gairat ka uth gaye hum agar zamaane se naam mit jaayega muhabbat ka dil hai naazuk kali se phoolon se ye na toote khayaal rakhiyega aur agar aapse ye toot gaya jaaneja itna hi samjhiyega phir koi baanwari muhabbat ki apni zulfein nahin sanwaaregi aarti phir kisi kanhaiya ki koi raadha nahin utaaregi aao huzoor tum ko sitaaron mein le chaloon dil jhoom jaaye aisi bahaaron mein le chaloon aao huzoor tum ko sitaaron mein le chaloon dil jhoom jaaye aisi bahaaron mein le chaloon aao huzoor aao hamraaz hum khayaal to ho hum nazar bano tay hoga zindagi ka safar hamsafar bano hamraaz hum khayaal to ho hum nazar bano tay hoga zindagi ka safar hamsafar bano aa haa haa aa aa oo oo o o o o haa haa aa ha ha aa haa haa chaahat ke ujle ujle nazaaron mein le chaloon dil jhoom jaaye aisi bahaaron mein le chaloon aao huzoor aao likh do likh do kitaabe dil pe koi aisi daastaan jiski misaal de na sake saaton aasmaan likh do
ab tere siwa ab tere siwa kaun mera krishan kanhiyyaa bhagwaan kinaare se laga de meri naiyyaa ab tere siwa ab tere siwa kaun mera krishan kanhiyyaa bhagwaan kinaare se laga de meri naiyyaa ab tere siwa meri khushi ki duniyaa baabul ne chheen li mere sukhon ki kaliyaan kismat ne been li meri khushi ki duniyaa baabul ne chheen li mere sukhon ki kaliyaan kismat ne been li ab tu hi bachaa laaj meri bansi bajaiyyaa bhagwaan kinaare se laga de meri naiyyaa ab tere siwa pooja nahin hai poori adhuri hai aarti pooja nahin hai poori adhuri hai aarti o shaam salone tujhe meera pukaarti o shaam salone tujhe meera pukaarti tujhe meera pukaarti kehti hai baar baar wo le le ke balaiyaan kehti hai baar baar wo le le ke balaiyaan bhagwaan bhagwaan bhagwaan kinaare se laga de meri naiyyaa ab tere siwa ab tere siwa kaun mera krishan kanhiyyaa bhagwaan kinaare se laga de meri naiyyaa ab tere siwa
dheere dheere aane waale dheere aa re baadal dheere dheere jaa mera bulbul so raha hai mera bulbul so raha hai shor gul naa machaa dheere dheere raat dhundhali ho gayi hai saari duniyaa so gayi hai raat dhundhali ho gayi hai sehlaa ke keh rahen hain phool kyaari mein so gayi so gayi so gayi so gayi laila kisi ki intezaari mein so gayi laila kisi ki intezaari mein meri laila ko o baadal tu nazar naa laga tu nazar naa laga o baadal tu nazar naa laga mera bulbul so raha hai mera bulbul so raha hai shor gul naa machaa dheere dheere tana na tana na tan na nana na tana na ta nadir na na na o gaane waalee shhhh dheere gaana geet tu apna kyun are toot jaayega kisi ki aankh ka sapna toot jaayega kisi ki aankh ka sapna chupke chupke keh raha hai chupke chupke keh raha hai mujh se mera dil aa gayi dekho musaafir pyaar ki mansil musaaffir pyaar ki manzil kaun gaata hai rubaai reeeee phir ye kiss ki yaad aayi re phir ye kiss ki yaad aayi re kiss ne pehna di haan bolo kiss ne
aaj himaalay ki choti se phir hum ne lalkaaraa hai aaj himaalay ki choti se phir hum ne lalkaaraa hai door hato door hato door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai jahaan humaaraa taaj mahal hai aur qutab meenaaraa hai jahaan humaaraa taaj mahal hai aur qutab meenaaraa hai jahaan humaare mandir masjid sikkhon kaa gurudwaaraa hai jahaan humaare mandir masjid sikkhon kaa gurudwaaraa hai jahaan humaaraa taaj mahal hai aur qutab meenaaraa hai jahaan humaare mandir masjid sikkhon kaa gurudwaaraa hai is dharti par qadam badhaanaa atyaachaar tumhaaraa hai atyaachaar tumhaaraa hai door hato door hato door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai aaj himaalay ki choti se phir hum ne lalkaaraa hai aaj himaalay ki choti se phir hum ne lalkaaraa hai door hato door hato door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai shuru huaa hai jang tumhaaraa jaag utho
kajraa muhabbat waala ankhiyon mein aisa daala kajre ne le li meri jaan haaye re main tere qurbaan duniyaa hai mere peechhe lekin main tere peechhe apna bana le meri jaan haaye re main tere qurbaan kajraa muhabbat waala ankhiyon mein aisa daala kajre ne le li meri jaan haaye re main tere qurbaan aayi ho kahaan se gori aankhon mein pyaar le ke aayi ho kahaan se gori aankhon mein pyaar le ke chadti jawaani ki ye pehli bahaar le ke dilli shehar ka saara meena bazar le ke dilli shehar ka saara meena bazar le ke jhumka bareli waala kaanon mein aisa daala jhumke ne le li meri jaan haaye re main tere qurbaan duniyaa hai mere peechhe lekin main tere peechhe apna bana le meri jaan haaye re main tere qurbaan motor naa bangla maangun jhumka naa haar maangun motor naa bangla maangun jhumka naa haar maangun dil ko jalaane waale dil ka qaraar maangun saiyaan bedardi mere thoda sa pyaar maangun saiyaan bedardi mere thoda sa pyaar maangun kismat bana de meri duniyaa basaa de meri
keh do ji keh do chhupao na pyaar kabhi kabhi aati hai jhoomti bahaar aisi jhoomti bahaar kaise kahun baalma sharam ki hai baat keh dega chaand sabse sun legi raat piyaa sun legi raat aa haa haaa aa haa haaa aa haa haaa aa haa haaa dil ki lagi hai kya tum hi batao jhuki jhuki akhiyon ke parde uthao dil ki lagi ko taaron se puchho behti nadi se dharon se puchho jo jalte hain raaton ko apni hi aag mein pahne wo shabnam ke haath keh do ji keh do chhupao na pyaar kabhi kabhi aati hai jhoomti bahaar aisi jhoomti bahaar kaise kahun baalma sharam ki hai baat keh dega chaand sabse sun legi raat piyaa sun legi raat mausam chhede kiske taraane jhonke hawa ke kyun hain deewane madhosh hain ye saari fizayen pyaar bhari hain inki adayen ye nazron ke taron ki barkha na puchho ras ki pade hai fuhaar keh do ji keh do chhupao na pyaar kabhi kabhi aati hai jhoomti bahaar aisi jhoomti bahaar kaise kahun baalma sharam ki hai baat keh dega chaand sabse sun legi raat piyaa sun legi raat
lakhon hain yahan dil waale aur pyaar nahin milta aankhon mein kisi ki wafa ka iqraar nahin milta lakhon hain yahan dil waale aur pyaar nahin milta aankhon mein kisi ki wafa ka iqraar nahin milta mehfil mehfil jaa dekha har dil mein sama kar dekha har saaz pe gaa kar dekha mehfil mehfil jaa dekha har dil mein sama kar dekha har saaz pe gaa kar dekha dil ko kahin chain na mila arre dil ko kahin chain na mila main to duniya mein pyare akela hi raha lakhon hain yahan dil waale aur pyaar nahin milta aankhon mein kisi ki wafa ka iqraar nahin milta iss dil ko kahan le jaayen kuchh aap agar farmaayen to aap ke hum ho jaayen iss dil ko kahan le jaayen kuchh aap agar farmaayen to aap ke hum ho jaayen keh do humen hanske zara arre keh do humen hanske zara aji jo kuchh bhi dil ne tumhare hai kaha lakhon hain yahan dil waale aur pyaar nahin milta aankhon mein kisi ki wafa ka iqraar nahin milta lakhon hain yahan dil waale aur pyaar nahin milta aankhon mein kisi ki wafa ka
one two three baby yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa one two three baby yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa one two three baby yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa one two three baby yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa kahaan phir kahaan ye muhabbat ki baaten ye madhosh raaten kahaan oye oye oye oye kahaan phir kahaan ye muhabbat ki baaten ye madhosh raaten kahaan one two one two three baby yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa one two three baby yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa zara chhed do aisa nagma koi ke saari fazaa gungunaane lage wo dil jo ke ulfat se anjaan hai wafaa ke taraane sunaane lage ho mere dil ki dhadkan suno to sunaaun ajab hai meri daastaan oye oye oye oye mere dil ki dhadkan suno to sunaaun ajab hai meri daastaan one two one two three baby yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa one two three baby yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa ye duniyaa hai pyaare yahaan har jagah hain
papiha re mere piya se kahiyo jaaye mere piya se kahiyo jaaye saanwriya teri raadha roy saanwriya re saanwriya teri raadha roy ro ro umar ganweye papiha re papiha re papiha re mere piya se kahiyo jaaye mere piya se kahiyo jaaye main hoon kitni paas piyaa ke phir bhi kitni door phir bhi kitni door ek nadi ke do kinaare ek nadi ke do kinaare milne se majboor haaye milne se majboor palak jharokhe akhiyaan baithi nisdin aas lagaaye nisdin aas lagaaye papiha re papiha re papiha re mere piya se kahiyo jaaye mere piya se kahiyo jaaye aaj kidhar main chali akeli kaanp rahi meri jeewan beli aaj kidhar main chali akeli agar mera deepak bujh jaaye kisi ped ke neeche pyaare papiha sajan se kehna pyaare papiha sajan se kehna unka daaman khinche unka daaman khinche teri yaad mein raadha mar gayi dil ka dard chhupaaye dil ka dard chhupaaye papiha re papiha re papiha re mere piya se kahiyo jaaye mere piya se kahiyo jaaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankhon Mein Qayaamat Ke Kismat (1968) 04:24 20057
 
Poster of Kismat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Babita
Duration : 04:24   Song Number : 20057   

Aao Huzoor Tum Ko Kismat (1968) 05:38 11923
 
Poster of Kismat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Babita, Biswajit Chatterjee
Duration : 05:38   Song Number : 11923   

Ab Tere Siwa Kaun Mera Kismat (1943) 02:28 13552
 
Poster of Kismat (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Chandraprabha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 02:28   Song Number : 13552   

Dheere Dheere Aa Re Baadal Kismat (1943) 04:00 11932
 
Poster of Kismat (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Mumtaz Shanti
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:00   Song Number : 11932   

Door Hato Aye Kismat (1943) 04:01 13034
 
Poster of Kismat (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 04:01   Song Number : 13034   

Kajraa Mohabbat Waala Kismat (1968) 06:28 11940
 
Poster of Kismat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Babita, Uma Dutt
Duration : 06:28   Song Number : 11940   

Keh Do Ji Keh Do Chhupao Na Pyaar Kismat Ka Khel (1956) 04:21 37931
 
Poster of Kismat Ka Khel (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 04:21   Song Number : 37931   

Lakhon Hain Yahan Dil Waale Kismat (1968) 04:17 20815
 
Poster of Kismat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee
Duration : 04:17   Song Number : 20815   

One Two Three Baby Kismat (1968) 07:02 13553
 
Poster of Kismat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Helen
Duration : 07:02   Song Number : 13553   

Papiha Re Mere Piya Se Kismat (1943) 03:23 15440
 
Poster of Kismat (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Pradeep Kumar
Music Director- 
Anil Biswas
Duration : 03:23   Song Number : 15440