Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLadies%20Vs%20Ricky%20Bahl%20(2011)
HomeLadies%20Vs%20Ricky%20Bahl%20(2011)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


baat chalat nai chunari rang daari baat chalat nai chunari rang daari heeeee aiso hai bedardi banwaari baat chalat aiso hai nidar hai ri brij ka gwaala beech dagar chherat matwaala aiso hai nidar hai ri brij ka gwaala beech dagar chherat matwaala hey more raam hey more raam hey more raam arz naa maane mori deve re deve gaari arz naa maane mori deve re deve gaari hoooo oooo oooo oooo aiso hai bedardi banwaari baat chalat karat thatholi hai ri nand ka chhora karat thatholi hai ri nand ka chhora dekh akeli raama daalat dora laaj ki maari marr jaaun kaisi ye kheli holi main to kachhu naa boli haaye bhigoyi choli ni sa ga ma pa dha ni sa re ga re sa ni dha pa dha pa ni dha pa ma pa ma dha pa ma ga re sa baat chalat nai chunari rang daari baat chalat nai chunari rang daari heeeee aiso hai bedardi banwaari pa pa dha pa dha ma pa ga ma pa ma pa dha ga ma dha ni sa re sa re ni sa dha ni sa ni sa dha ni pa dha ni dha ni pa dha ma dha ga ma re ga sa ni sa ga ma pa dha ni dha
Ekkada Ekkada
Insaan Jo Rota Hai Woh Rota Hi Rahega
main hoon bhaarat ki naar main hoon bhaarat ki naar ladne marne ko taiyaar mujhe samjho na kamzor logo samjho na kamzor us desh ki hoon santaan us desh ki hoon santaan ke jiska naam hai hindustaan sah zor badi sah zor logo samjho na kamzor oho hooo oho hoooo aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa main bijli ban kar damkun main bhala ban kar chamkun koi hai jo hare mera cheer marun kheench ke aisa teer jo lage kalejwa paar jo lage kalejwa paar ladne marne ko taiyaar mujhe samjho na kamzor logo samjho na kamzor oho hooo oho hoooo aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa main hoon jhansi ki sham sheer main hoon arjun ka teer main seeta ka vardaan de sakti hoon balidaan main bheem ki hoon jhankaar main bheem ki hoon jhankaar ladne marne ko taiyaar mujhe samjho na kamzor logo samjho na kamzor aa ha haa aa ha haa aaaa aaa aaa aaa la la la la la la la la la la la la la laaaaaaaaa
shaadi shaadi shaadi aai aaiyo haan kismat ki baat hai maalik ke haath hai kismat ki baat hai maalik ke haath hai kismat ki baat maalik ke haath jeevan ke saath hai shaadi shaadi shaadi sunta hai sabki jag ka wo daata shaadi karaane mein uska kyaa jaata are bhai uska kya jaataa sunta hai sabki jag ka wo daata shaadi karaane mein uska kyaa jaata duniya mein dekho qadam qadam par duniya mein dekho qadam qadam par koi na koi koi na koi baaraat hai kismat ki baat hai kismat ki baat maalik ke haath jeevan ke saath hai shaadi shaadi shaadi haay gori gori kaali kaali patli kamar waali illi billi khaali pili pyaari pyaari aankhon waali shaadi shaadi shaadi maalik ne chahaa to apni bhi hogi jaisi bhi hogi achchhi hi hogi are bhai achchhi hi hogi maalik ne chahaa to apni bhi hogi jaisi bhi hogi achchhi hi hogi bimla yaa kamla amlaa yaa ramla bholi ho bhaali yaa nakhrewaali lim boli bimbalabori igalaapaa pori gaanv ki gori natkhat chhori haath mein kangan kaan mein baali uhun
haaaaa haaaaa haaaa haaaaa haaaa mujhe jab daadi amma ka zamana yaad aata hai to chidiya aur kauve ka fasaana yaad aata hai are jawaan ladki ko aye jawaan ladki oye oye oye jawaan oye oye oye oye jawaan ladki ko nange sar kabhi wo dekh leti thi to jaane kaisi kaisi gaaliyaan jee bhar ke deti thi o khasmanu khani utte kitte jaani agg lage teri jawani ko chor le jaaye teri naani ko iss umar mein ye haal kambakhat dupatta sambhal puraani ladkiyaan bhi sharm ko jevar samjhti thi bujurgon ke hi kadmon mein wo apna ghar samjhti thi magar iss daur mein wo potiyaan naa daadiyaan dekhi jawaan yaa budhiyaan sab husn ki shehzaadiyaan dekhi kishora chhora qawaal khandve waala ab suniye suniye suniye aaj kal ki ladkiyon ka programme suniye suniye aaj kal ki ladkiyon ka programme kaise inki suhab guzre kaise inki shaam suniye suniye aaj kal ki ladkiyon ka programme suniye suniye nau baje tak bistar mein ye khurche apne gaalon ko sapne dekhen beetal ke aur noche apne baalon ko
tu kar de nazar se mastaana tu kar de nazar se mastaana tu kar de nazar se mastaana maiy cheez hai kya maiykhana kya tu ek nazar se dekh to le phir jeena kya mar jaana kya tu kar de nazar se mastaana ye kaisi jawaani aayi hai dekhe to qayamat jhuk jaaye ye kaisi jawaani aayi hai dekhe to qayamat jhuk jaaye tu hai main hoon tanhaayi hai ab waqt se kehdo ruk jaaye ab waqt se kehdo ruk jaaye ye hosh ki saari baaten hain ye hosh ki saari baaten hain samjhega tera deewana kya tu ek nazar se dekh to le phir jeena kya mar jaana kya tu kar de nazar se mastaana palkon mein chhupa ke tujhko sajan kho jaaun chaand sitaaron mein palkon mein chhupa ke tujhko sajan kho jaaun chaand sitaaron mein tere hi liye gulshan gulshan khilte hain phool bahaaron mein khilte hain phool bahaaron mein jab saathi tujhsa mil jaaye jab saathi tujhsa mil jaaye phir gulshan kya viraana kya tu ek nazar se dekh to le phir jeena kya mar jaana kya tu kar de nazar se mastaana maiy cheez hai kya
wafa ke naam par mitna nahin aaya agar tujhko to phir jinse wafa bazaar mein kyun bechti hai tu agar tu aabru apni bacha leti to achchha tha agar tu aabru apni bacha leti to achchha tha jo apni aag mein khud ko jala leti to achchha tha agar tu aabru apni laga kar aag hothon se kisi ka ghar jala dena laga kar aag hothon se kisi ka ghar jala dena kisi ki jaan jaana aur tera muskura dena ke tera muskura dena kisi par jaan dekar muskura leti to achchha tha agar tu aabru apni bacha leti to achchha tha jo apni aag mein khud ko jala leti to achchha tha agar tu aabru apni sati jo aan par hoti hain tu unki nishaani hai sati jo aan par hoti hain tu unki nishaani hai na hargiz bhool begairat ke tu hindostaani hai ke tu hindostaani hai agar tu sharm ko zevar bana leti to achchha tha agar tu aabru apni bacha leti to achchha tha jo apni aag mein khud ko jala leti to achchha tha agar tu aabru apni
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baat Chalat Nai Chunari Rang Daari Ladki (1953) 03:04 15615
 
Poster of Ladki (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Dhani Ram, R Sudarshanam
Singer- 
Geeta Dutt
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Tintal
Duration : 03:04   Song Number : 15615   

Ekkada Ekkada Ladies Tailor (1985) 04:01 32741
 
Poster of Ladies Tailor (1985)
 
Category
Telugu
Year- 
1985
Music Director- 
Ilaiyaraaja
On Screen Actors- 
Rajendra Prasad
Duration : 04:01   Song Number : 32741   

Insaan Jo Rota Hai To Rota Hi Rahega Ladki (1953) 04:06 39023
 
Poster of Ladki (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
R Sudarshanam, Dhani Ram
Singer- 
Krishna Goyal
On Screen Actors- 
Chittor V Nagaiah
Duration : 04:06   Song Number : 39023   

Main Hoon Bharat Ki Naar Ladki (1953) 03:20 40506
 
Poster of Ladki (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
R Sudarshanam, Dhani Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:20   Song Number : 40506   

Shaadi Shaadi Ladki (1953) 02:42 17279
 
Poster of Ladki (1953)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R Sudarshanam
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Bharat Bhushan
Duration : 02:42   Song Number : 17279   

Suniye Suniye Ladka Ladki (1966) 06:13 16267
 
Poster of Ladka Ladki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 06:13   Song Number : 16267   

Tu Kar De Nazar Se Mastana Ladki Pasand Hai (1971) 04:55 13035
 
Poster of Ladki Pasand Hai (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Hemlata, Mukesh
On Screen Actors- 
Deepak Kumar, Mumtaj
Duration : 04:55   Song Number : 13035   

Wafa Ke Naam Par Mitna Ladki Pasand Hai (1971) 04:29 10693
 
Poster of Ladki Pasand Hai (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
C L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Deepak Kumar, Mumtaz
Duration : 04:29   Song Number : 10693