Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMehboob%20Ki%20Mehndi%20(1971)
HomeMehboob%20Ki%20Mehndi%20(1971)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


apna hai tu begaana nahin maine tujhe pehchana nahin apna hai tu begaana nahin maine tujhe pehchana nahin ye sach hai afsaana nahin maine tujhe pehchana nahin aankhen naa jaaneeee dil jaanta hai rang lahoo ka lahoo pehchanta hai rang lahoo ka lahoo pehchanta hai ye parda uth jaaye shaayad yaad aa jaaye ruk jaa jara abhi jaana nahin maine tujhe pehchana nahin maine tujhe pehchana nahin jab dekhun tujhkooooo lagta hai aise tu mere dil ka koi tukda hai jaise tu mere dil ka koi tukda hai jaise baaten hain begaani nazren hain anjaani chehraa magar anjaana nahin maine tujhe pehchana nahin maine tujhe pehchana nahin bas khatam hoti hai ye kahaani main de chala hoon tujhe apni nishaani main de chala hoon tujhe apni nishaani dil ko naa tadpaanaa mujhko bhool naa jaana lekin mujhe yaad aanaa nahin tune mujhe pehchana nahin apna hoon main begaana nahin tune mujhe pehchana nahin ye sach hai afsaana nahin tune mujhe pehchana nahin tune mujhe pehchana nahin
itanaa to yaad hai mujhe ho o o o itanaa to yaad hai mujhe haai itanaa to yaad hai mujhe ke unse mulaaqaat huyi itanaa to yaad hai mujhe ke unse mulaaqaat huyi baad mein jaane kyaa hua hoo oo oo baad mein jaane kyaa hua haai baad mein jaane kyaa hua naa jaane kya baat huyi baad mein jaane kyaa hua naa jaane kya baat huyi itanaa to yaad hai mujhe ho o o o o o itanaa to yaad hai mujhe haai itanaa to yaad hai mujhe ke unse mulaaqaat huyi baad mein jaane kyaa hua haai baad mein jaane kyaa hua naa jaane kya baat huyi itanaa to yaad hai mujhe ho o o o aa aa aa aa ho o o waade wafaa ke kar ke kasme utha ke kisi pe dil loota ke chala aaya nazarein milaa ke neend apni gawan ke kasak dil mein basaa ke chala aaya din to gujar jaayega ho o o o o o din to gujar jaayega haai din to gujar jaayega kyaa hoga jab raat huyi din to gujar jaayega kyaa hoga jab raat huyi itanaa to yaad hai mujhe maare hayaa ke main to aankhein jhuka ke zaraa daaman bachaa ke chalee aayi pardaa hataa ke
hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm iss zamaane mein iss muhabbat ne kitne dil tode kitne ghar phoonke jaane kyun log muhabbat kiyaa karte hain jaane kyun log muhabbat kiyaa karte hain dil ke badle dard e dil liyaa karte hain jaane kyun log muhabbat kiyaa karte hain tanhaai milti hai mehfil nahin milti raahen muhabbat mein kabhi manzil nahin milti dil tut jaataa hai naaqaam hotaa hai ulfat mein logon kaa yahi anjaam hotaa hai koi kyaa jaane kyun ye parvaane kyun machalte hain ghum mein jalte hain aahen bhar bhar ke diwaane jiyaa karte hain aahen bhar bhar ke diwaane jiyaa karte hain jaane kyun log muhabbat kiyaa karte hain saawan mein aankhon ko kitanaa rulaati hai furqat mein jab dil ko kisi ki yaad aati hai ye zindagi yun hi barbaad hoti hai har waqt honthon pe koi fariyaad hoti hai naa davaaon kaa naam chaltaa hai naa duaaon se kaam chalataa hai zahar ye phir bhi sabhii kyun piyaa karaten hain zahar ye phir bhi sabhii kyun piyaa karaten hain jaane kyun log muhabbat kiyaa
raaton mein ho raaton mein raaton mein ho raaton mein phir neend kahan aati hai phir neend kahan aati hai jo lag jaati hai mehboob ki mehndi haathon mein ho raaton mein ho raaton mein ho raaton mein jin mein khili hum ban ke kaliyaan ye baabul ki galiyaan chhod ke inko bhoolega dil kaise ye rang raliyaan ye galiyaan jo yaad aati hain baras jaati hain ye aankhen barsaaton mein hoo raaton mein hoo ho hoo oo oo oo oo oo oo tum ko mubaarak din ye suhaana humko bhool na jaana hoo oo oo o sun shaadi ke baad saheli dil ka haal sunaana batlana kateen kaise raaten huyi haaye baaten kya pehli mulaaqaton mein hoo raaton mein saare rishte sachche jhoothe ek na ek din toote par in haathon se mehendi ka rang kabhi na chhoote kya baat hai allah duhaai nazar bhar aayi kyun teri baaton baaton mein hoo raaton mein phir neend kahaan aati hai mehboob ki mehndi haathon mein hoo raaton mein hoo raaton mein hoo raaton mein
hmm hmm hmm mere deewanepan ki bhi dawaa nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin maine jaane kya sun liya tune to kuchh kaha nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin main ye samjha mere dil ki koi hasrat nikal gayi main ye samjha mere dil ki koi hasrat nikal gayi tune dekha mujhe aise ke tabiyat machal gayi warna tere sar ki kasam aadmi main bura nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin mere deewanepan ki haaye beadab hoon main deewana kis kadar tu khafa huyi beadab hoon main deewana kis kadar tu khafa huyi chhoo liya kyun badan tera tauba kaisi khata huyi saari duniyaan mein koi mere laayak sazaa nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin chaandni raat mein jaise rukh e gul pe kiran padi chaandni raat mein jaise rukh e gul pe kiran padi besabab rooth kar tere maathe pe yun shikan padi mere mehboob ye teri berookhi hai adaa nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin
pasand aa gayi hai ik kaafir haseena pasand aa gayi hai pasand aa gayi hai ik kaafir haseena umar uski solha baras chhe mahinaa pasand aa gayi hai sitamgar ne mushkil kiya mera jeena umar uski solha baras chhe mahinaa pasand aa gayi hai jannat ki hooron sa dilkash jamaal dariyaa ki maujon si badmast chaal jannat ki hooron sa dilkash jamaal dariyaa ki maujon si badmast chaal sheeshe ke saagar saaaaaa sheeshe ke saagar sa naazuk badan to shabnam ke qatron sa rangeen paseena umar uski solha baras chhe mahinaa pasand aa gayi hai kamsin abhi hai wo naadan hai ulfat ki baaton se anjaan hai kamsin abhi hai wo naadan hai ulfat ki baaton se anjaan hai uss bekhabarrrrrr kooooo uss bekhabar ko nahin kuchh khabar ghum e ishq se phoonk gaya mera seena umar uski solha baras chhe mahinaa pasand aa gayi hai kitni haseen meri mehboob hai jodi humari bahot khoob hai kitni haseen meri mehboob hai jodi humari bahot khoob hai shayar hoon main toooo shayar hoon main to wo jaan e ghazal
ye jo chilman hai dushman hai humari hoo o ye jo chilman hai dushman hai humari kitni sharmili hooo o kitni sharmili dulhan hai humari ye jo chilman hai dusra aur koi yahaan kyun rahen dusra aur koi yahaan kyun rahen husn aur ishq ke darmiyaan kyun rahen darmiyaan kyun rahen ye yahaan kyun rahen haan ji haan kyun rahen ye jo aanchal hai shikwaa hai humara kyun chhupata hai chehraa ye tumhara haaye ye jo chilman hai hoooo aaaaa aaaa kaise deedaar aashique tumhara kare kaise deedaar aashique tumhara kare rukh e roshan ka kaise nazaara kare ho nazaraa kare ho ishaara kare haan pukaraa kare ye jo gesun hain baadal hai kasam se kaise bikhren hai gaalon pe sanam ke hoooo ye jo chilman hai rukh se parda zara jo sarakne laga rukh se parda zara jo sarakne laga uff ye kambakhat dil kyun dhadakne laga haaan dhadkane laga haan bhadkne laga dum atakne laga ye jo dhadkan hai dushman hai humari kaise dil sambhle uljhan hai humari hoooo ye jo chilman hai dushman hai humari
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Apna Hai Tu Mehboob Ki Mehndi (1971) 04:44 13701
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:44   Song Number : 13701   

Itanaa To Yaad Hai Mujhe Mehboob Ki Mehndi (1971) 06:30 20597
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Leena Chandraavarkar
Raag- 
Tilang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:30   Song Number : 20597   

Jaane Kyun Log Muhabbat Mehboob Ki Mehndi (1971) 05:23 11851
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Leena Chandraavarkar
Duration : 05:23   Song Number : 11851   

Mehboob Ki Mehndi Mehboob Ki Mehndi (1971) 04:30 36015
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Leena Chandraavarkar
Duration : 04:30   Song Number : 36015   

Mere Deewanepan Ki Mehboob Ki Mehndi (1971) 05:09 13700
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Leena Chandraavarkar
Duration : 05:09   Song Number : 13700   

Pasand Aa Gayi Hai Mehboob Ki Mehndi (1971) 04:11 12385
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:11   Song Number : 12385   

Ye Jo Chilman Hai Mehboob Ki Mehndi (1971) 04:29 21442
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:29   Song Number : 21442