Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMere%20Brother%20Ki%20Dulhan%20(2011)
HomeMere%20Brother%20Ki%20Dulhan%20(2011)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa ha aa ha aa ha aa ha aankhein humaari hon sapne tumhare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon laakh zamaane ke mausam badlen na tum badlo na hum badlen aaa aaaa aaaa laakh zamaane ke mausam badlen na tum badlo na hum badlen na hum badlen ek doosre ke hum saath sahare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon pyaar bhara ye jaadu na toote koi humaare khwaab na loote aaa aaaa aaaa pyaar bhara ye jaadu na toote koi humaare khwaab na loote khwaab na loote sab kuchh duniya ka khwaab humaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon
apnon ko kab hey shyaam apnon ko kab hey shyaam mukh dikhlaaogeeeee aise mein aaye naaa phir kab aaoge ekal bekal panth nihaare ekal bekal panth nihaare tumhre daras ke pyaase tamaam ke din se ho gayi shaaaaam aao kanhaayi mere dhaam ke din se ho gayi shaam ban mein aur basti mein dekha hai chahun ore tab tum se baandhi hai aashaaon ki doooor ab uljhaao yaa suljhaoo ab uljhaao yaa suljhao aan pada hai tum se hi kaam ke din se ho gayi shaaaaam aao kanhaayi mere dhaam ke din se ho gayi shaam iss mann mein aa jaaooo nainon ke patt khooool saanson mein dhadkan mein mohan tumhre booool tum ko nahin to kiss ko pukaarun tum ko nahin to kiss ko pukaarun mujh ko to aave ek hi naam ke din se ho gayi shaaaaam aao kanhaayi mere dhaam ke din se ho gayi shaaaaam aao kanhaayi mere dhaam ke din se ho gayi shaam
aye aao naa gale lagaa lo naa lagi bhujha do naa o jaane jaan tumne jo agan lagaayi hai to chhoo ke dekho naa kahaan kahaan dekho seene mein kaisi hulchal machi hai o sajanaaa papa pap pa pa dekho seene mein kaisi hulchal machi hai o sajanaaa hmmm hmmm ru ru ruru ru ru ru ru aao naa gale lagaa lo naa lagi bhujha do naa o jaane jaan tumne jo agan lagaayi hai to chhoo ke dekho naa kahaan kahaan dekho seene mein kaisi hulchal machi hai o sajanaaa papa pap pa pa dekho seene mein kaisi hulchal machi hai o sajanaaa kaise sharmile ho jaani aa jaa aa jaa aa jaa naa lehraa keee duniyaa se darte ho to main saare deepak aayi hoon bhujha keeee ab to nayi baahen ek tum ho ek hum tara taaaaa tara ta pap pa pap pa pap pa pap aaaa haaaa hoooo hooo hooo hooo hoooo hoooo hooo aao naa gale lagaa lo naa lagi bhujha do naa o jaane jaan tumne jo agan lagaayi hai to chhoo ke dekho naa kahaan kahaan dekho seene mein kaisi hulchal machi hai o sajanaaa papa pap pa pa dekho seene mein kaisi
aap ke pehloo mein aa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye daastaan e ghum sunaa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye zindagi ne kar diyaa jab bhi udaas aa gaye ghabraa ke hum manzil ke paas sar jhukaayaa sar jhukaa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye shaam jab aansoo bahaati aa gayi shaam jab aansoo bahaati aa gayi har taraf ghum ki udaasi chhaa gayi deep yaadon ke jalaa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye ghum judai ka sahaa jaataa nahin aap ke bin ab rahaa jaataa nahin pyaar mein kyaa kyaa gawaa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye daastaan e ghum sunaa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye
aaaaaaaaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaa aaaa aaaaa tera chehra kanwal samjhta hoon chandani ka badal samjhta hoon teri aankhen nahin do misre hain teri aankhen ghazal samjhata hoon aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaaaaaaaaa tera chehra suhab ka sooraj hai tujhse milne ki aas rehti hai tere jalve kahin bhi roshan hon roshni dil ke paas rehti hai aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaa kya kya naa sahe humne sitam aap ki khatir kya kya naa sahe humne sitam aap ki khatir ye jaan bhi jaayegi sanam aap ki khatir ye jaan bhi jaayegi sanam aap ki khatir tadpe hain sadaa apni kasam aap ki khatir tadpe hain sadaa apni kasam aap ki khatir niklega kisi roz ye dam aap ki khatir niklega kisi roz ye dam aap ki khatir ik aap jo mil jaayen to mil jaaye khudaayi ik aap jo mil jaayen to mil jaaye khudaayi ik aap jo mil jaayen to mil jaaye khudaayi manzoor hain duniyaa ke alam aap ki khatir manzoor hain duniyaa ke alam aap ki khatir tadpe hain sadaa apni kasam aap ki khatir
aaya aaya atariya pe koi chor aaya aaya atariya pe koi chor aaya aaya pe koi chor ohh bhabhi aana deepak jalaana ohh bhabhi aana zara deepak jalaana dekho baalam hai ya koi aur dar gayi main re mar gayi main ke aaya aaya atariya pe koi chor ohh bhabhi aana deepak jalaana ohh bhabhi aana zara deepak jalaana dekho baalam hai ya koi aur dar gayi main re mar gayi main ke aaya aaya atariya pe koi chor aaya aaya man upar neeche khidki ke peechhe akhiyon ko meeche baithi main sochun saanwari ib ka karun main baanwari bairi baalam ho to chup rahun main bairi baalam ho to chup rahun main dooja koi ho macha doon main shor aaya aaya atariya pe koi chor aaya aaya dhoka khaya hai jee ghabraaya hai koi aaya hai raina mile na jag gaye angna mein kangna baj gaye main naachi aise kathputli jaise main naachi aise kathputli jaise naa jaane kheenchi ye kisne dor aaya aaya atariya pe koi chor aaya aaya raina matwaari kaari kajraari daiyaa main haari deta dikhayi kuchh nahin chhup na
ab to ji hone laga kisi ki soorat ka samna gori gori goriyon ko pade na kahin re dil thamna ab to ji hone laga kisi ki soorat ka samna gori gori goriyon ko pade na kahin re dil thamna thandi thandi thandi dekho pawan chale dheere dheere dheere kaahe mann mein jale thandi thandi thandi dekho pawan chale dheere dheere dheere kaahe mann mein jale aa jaa kaahe door jaaye dekho tere paas aaye gori tere saajna ab to ji hone laga kisi ki soorat ka samna gori gori goriyon ko pade na kahin re dil thamna hansi hansi hansi gori mann mann mein khila khila khila pyaar tann mann mein hansi hansi hansi gori mann mann mein khila khila khila pyaar tann mann mein kaare kaare nain khole saiyaan ji ke paas dole humen batlaaye naa ab to ji hone laga kisi ki soorat ka samna gori gori goriyon ko pade na kahin re dil thamna jab jab jab naina piya se mile dhak dhak dhak mora jiyara hile jab jab jab naina piya se mile dhak dhak dhak mora jiyara hile duniyaa naa jaan jaaye koi pehchaan jaaye
aye humsafar bata de manzil teri kidhar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de ye pyaar ki tamanna jis dil mein muskaraaye wo dil chiraag banakar duniya mein jagamagaaye shab ko bhi din bana de ulfat mein wo asar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye hamsafar bata de duniya ajeeb dil ki iski ajeeb raahein duniya ajeeb dil ki iski ajeeb raahein manzoor ishq ko hai kushiyaan mile ya aahein hans ke jo ghum bhi sah le ye ishq ka jigar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de ik saath hum chale hain duniya basa ke dil ki rangeen hasaraton se mehafil saja ke dil ki is waqt pyaar apna duniya se bekhabar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de manzil teri kidhar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de
ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye badle meri taqdeer jo tu hosh mein aaye badle meri taqdeer jo tu hosh mein aaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye ye pyaar ke nagme ye mohabbat ke taraane tujhko bade armaan se aaya hoon sunaane umeed mere dil ki kahin toot na jaaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye saaz e dil e khamosh mein ek soz jaga de tu bhi meri awaaz mein awaaz mila de aaya hoon tere dar pe badi aas lagaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye ae shama tu aaja zara chilman se nikal ke hasrat hai ke reh jaaun teri aag mein jal ke parwaana wo kya tujhpe jo mit kar na dikhaaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye badle meri taqdeer jo tu hosh mein aaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye
ae ji dil par hua aisa jadoo tabiyat tabiyat machal machal gayi nazren mili kya kisi se ke haalat haalat badal badal gayi dil par hua aisa jadoo tabiyat machal machal gayi nazren mili kya kisi se haalat badal badal gayi kal tak humara naa poochh kaisa haal tha milti kahin aankh dil ko ye malaal tha kal tak humara naa poochh kaisa haal tha milti kahin aankh dil ko ye malaal tha usne jo dekha to hasrat nikal gayi sunn pyaare sunn pyaare apni to kismat badal gayi dil par hua aisa jadoo tabiyat machal machal gayi nazren mili kya kisi se haalat badal badal gayi kaisi hai ulfat ki dillagi ye humnasheen wo ho gayi meri aur use khabar nahin kaisi hai ulfat ki dillagi ye humnasheen wo ho gayi meri aur use khabar nahin zaalim muhabbat bhi kya chaal chal gayi sunn pyaare sunn pyaare apni to kismat badal gayi dil par hua aisa jadoo tabiyat machal machal gayi nazren mili kya kisi se re haalat badal badal gayi milti hai aahat si pyaare uss ke paanv ki dil mein chamakti hai
ae kaash kahin aisa hota ke do dil hote seene mein ae kaash kahin aisa hota ke do dil hote seene mein ik toot bhi jaata ishq mein to ik toot bhi jaata ishq mein to takleef naa hoti jeene mein takleef naa hoti jeene mein ae kaash kahin aisa hota ke do dil hote seene mein sach kahte hain sach kahte hain log ke pee kar ranj nasha ban jaata hai koi bhi ho rog yeh dil ka dard dawaa ban jaata hai aag lagi ho is dil mein to aag lagi ho is dil mein to harz hai kya phir peene mein to harz hai kya phir peene mein ae kaash kahin aisa hota ke do dil hote seene mein ik toot bhi jaata ishq mein to ik toot bhi jaata ishq mein to takleef naa hoti jeene mein takleef naa hoti jeene mein bhool nahin sakta ye sadma yaad hamesha aayega kisi ne aisa dard diya jo barson mujhe tadpaayega bhar nahin sakte zakhm ye dil ke bhar nahin sakte zakhm ye dil ke koi saal mahine mein koi saal mahine mein ae kaash kahin aisa hota ke do dil hote seene mein ik toot bhi jaata ishq mein to ik toot bhi
ae qaatib e taqdeer mujhe itna bataa de ae qaatib e taqdeer mujhe itna bataa de itna bataa de kyun mujhse khafaa hai tu kyaa maine kiyaa hai auron ko khushi mujhko fakat dard o ranj o ghum duniyaa ko hansi aur mujhe rona diyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyun mujhse khafaa hai tu kyaa maine kiyaa hai hisse mein sab ke aayin hain hisse mein sab ke aayin hain rangeen bahaarein bad faqtiyaan lekin mujhe sheeshe mein utaarein peete hain peete hain rog roz o shab muzzarraton ki mai main hoon ke sadaa khoon e jigar maine piyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyaa maine kiyaa hai thaa jin ke dam kadam se ye aabaad aashiyaan wo chehchahaati wo chehchahaati bulbulein jaane gayin kahaan jugnu ki chamak hai na sitaaron ki roshni iss ghup andhere mein hai meri jaan par bani kyaa thi kyaa thi kyaa thi khataa ke jis ki sazaa toone mujhko di kyaa tha kyaa tha gunah ke jis ka badlaa mujhse liyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyun mujhse khafaa hai tu
ajnabee toofan laaya thandi hawayen aise mein kaise hum dil ko sambhalen barkha bahaar laayi kaali ghatayen aise mein kise hum kisko pukaaren kya kaali ghatayen kahti hain jaane naahi koi kya thandi hawayen kahti hain samjhe naahi koi kyun dil ye sulagta rahta hai puchhe naahi koi tune bhi nahin puchha kya hai dard mera kab tak rahega ye ghor andhera ajnabee toofan laaya thandi hawayen aise mein kaise hum dil ko sambhalen ye tanhaayi kya kahti hai sune naahi koi kyun badli barasti rahti hai dekhe naahi koi kyun dil ye tadapta rahta hai soche naahi koi tune bhi nahin socha kya hai haal mera kab tak rahega ye dil yun akela ajnabee toofan laaya thandi hawayen aise mein kaise hum dil ko sambhalen aise mein kise hum kisko pukaaren aise mein kaise hum dil ko sambhalen
in dinon meri ab saanson mein ho raha kharch tu kar yakeen meri ab jeene ki ban gaya shart tu alif se par tu yahan har sheh par tu khuda pe naksh hai tera ishq ka paikar tu alif se par tu yahan har sheh par tu khuda pe naksh hai tera ishq ka paikar tu dekh le mere alfazon se tu boond boond girta rehta hai sun zara meri awazon ke tu saath saath behta rehta hai tu khud ko dekh na paye jahan main wo jagah hoon main teri dhadkano ki gintiyon ki bhi wajah hoon main teri dhoop mein roshan hua qatra hoon koi na jiske peechhe koi raat ho main wo subah hoon tu woh subah hai alif se par tu yahan har sheh par tu khuda pe naksh hai tera ishq ka paikar tu alif se par tu yahan har sheh par tu khuda pe naksh hai tera ishq ka paikar tu dekh le meri inn aankhon mein tu khwaab se milta julta hai sach hai ye har jagah neendon pe tu roz roz ugta rehta hai main khud se hi juda khud se riha khud mein dhuan hoon ki main hi ab nahin mujh mein bata ki main kahan hoon main tere khwab ke
allah allah allah wo le gaya chaandi chhalla allah allah allah wo le gaya chaandi chhalla main bhi uska dil le lungi kal ko insha allah main bhi uska dil le lungi kal ko insha allah haath ko jo thama to kaanpne lagi main haath ko jo thama to kaanpne lagi main aag lagi tan mein aur hanfne lagi main uui mere saanson ke taar jhanjhanaaye jaane ab kya hoga ye sochne lagi main allah allah allah allah main bhi uska dil le lungi kal ko insha allah haaye re sharam se phir laal hua chehra haaye re sharam se phir laal hua chehra laal bhi kuchh aisa gulaal hua chehra ban gayi musibat ye phool si jawaani haal kya bataaun jo haal hua mera allah allah allah allah main bhi uska dil le lungi kal ko insha allah jaanta hai jisko is baag ka nazaara jaanta hai jisko is baag ka nazaara jaanta hai jisko har shaakh ka ishara kaliyaan kunwaari pehchaanti hain jisko phool bhi kahenge wo chor hai humaara allah allah allah allah main bhi uska dil le lungi kal ko insha allah
muhabbat ko yahaan tak aaj ke insaan le aaye jahaan koi haseen dekha wahin imaan le aaye allah bachaaye naujawaanon se allah bachaaye naujawaanon se rang rangeele mastaanon se zaalim mila kar aankhen bharte hain thandi saansen dil ko lubhate hai bahaanon se allah bachaaye naujawaanon se firte hain galiyon galiyon ulfat ke nagmen gaate hooo oooo ooo oooo oooo oooo oooo karte hain dil ka sauda raste mein aate jaate ulfat hai inki sasti jhoothi hain inki masti tauba hai aise insaanon se allah bachaaye naujawaanon se pehle to ghul mil jaaye aankhon mein kaajal ban ke dam bhar mein phhir udd jaaye aawaara baadal ban ke jab chaahen rishta jode jab chaahen milna chhode baaz aaye hum to inn deewanon se allah bachaaye naujawaanon se soz e muhabbat kya hai itna naa jaane koi hoooo oooo oooo ooooo oooo jalne ki dhun hai sabko jalna naa jaane koi rota hai shamma ka dil ruswa hai rang e mehfil aise do rang e parwaanon se aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa
hum is khayaal se duniya se door baithe hain tera khayaal kahin badgumaan badgumaan na ho jaaye yeh rang e mehfil yeh jashn e bahaara aise mein yun hi khiraama khiraama allah kare tu bhi aa jaaye haaye haaye allah kare tu bhi aa jaaye allah kare tu bhi aa jaaye yeh rang e mehfil yeh jashn e bahaara aise mein yun hi khiraama khiraama allah kare tu bhi aa jaaye haaye haaye allah kare tu bhi aa jaaye na koyi chhede koyi chhede na abhi saazon ko na koyi jaane koyi jaane na mere iraadon ko mere naalon ka asar to jaage jaage ji zara dard e jigar to jaage kayi din mein phir aaj machle hain armaan aise mein yun hi khiraama khiraama allah kare tu bhi aa jaaye allah kare tu bhi aa jaaye yeh rang e mehfil yeh jashn e bahaara aise mein yun hi khiraama khiraama allah kare tu bhi aa jaaye haaye haaye allah kare tu bhi aa jaaye hain sabhi doobe sabhi doobe hain rang o ras mein hai yahaan har dil yahaan har dil hai dil ke bas mein jo kahin bhoole se nazrein jaayein jaayein to yun
allah ye adaa kaisi hai inn haseenon mein allah ye adaa kaisi hai inn haseenon mein roothe pal mein naa maane mahinon mein roothe pal mein naa maane mahinon mein allah ye adaa kaisi hai inn haseenon mein aahen bhar bhar ke iltajaa kar ke humne dekha hai ye hain pathar ke jo manaaooooooooooo jo manaao naa maane mahinon mein allah ye adaa kaisi hai inn haseenon mein allah chaahe bhi hum to inkoooooo chaahe bhi hum to inko zaalim kahaan naa jaaye shikwaa hai unn se dil koooo shikwaa hai unn se dil ko ke jinko dekhe se pyaar aaye haaye chamak aankhon mein hai seetaron ki chhanv mukhde pe hain bahaaron ki bas dil hi bas dil hi bas dil hi nahin inke seenon mein bas dil hi nahin inke seenon mein allah ye adaa kaisi inn haseenon mein allah hoooooooo ooooo ooooooo ooooooooo ooooo ooooooo chaahat mein cheez kya hai chaahat mein cheez kya hai ye rang ye jawaani unn par lootane waale hooo unn par lootane waale lootaaye baithe hain zindgaani haaye chaahe raazi wo naa rahen phir
kaare kaare badra sooni sooni ratiyaa sajnaaa bijuri jo chamke dhadak jaaye chhatiyaa sajnaaa main akeli piya larje mora jiyaa aise mein tu naa jaa ang lag jaa baalma haaye more ang lag jaa baalma main akeli piya larje mora jiyaa aise mein tu naa jaa more ang lag jaa baalma haaye more ang lag jaa baalma aaj hawaayen mose kare jorajori udd jaana chaahe le ke saadi ko mori udd jaana chaahe le ke saadi ko mori saadi ko mori inn hawaaon se bachaa baalma haaye more ang lag jaa baalma main akeli piya larje mora jiyaa aise mein tu naa jaa more ang lag jaa baalma haaye more ang lag jaa baalma pagla ye mann mora bas mein naa aaye haath chhuda ke paapi jahaan tahaan jaaye haath chhuda ke paapi jahaan tahaan jaaye jahaan tahaan jaaye isse tu hi samjhaa baalma haaye more ang lag jaa baalma main akeli piya larje mora jiyaa aise mein tu naa jaa more ang lag jaa baalma more ang lag jaa baalma kaare kaare badra sooni sooni ratiyaa sajnaaa bijuri jo chamke dhadak jaaye chhatiyaa
haai sharmaaoon oye oye oye haai sharmaaoon haai sharmaaoon kis kis ko bataaoon aise kaise main sunaaoon sab ko apni prem kahaaniyan apni prem kahaaniyan baalma ki jaalma ki teen nishaaniyan haai sharmaaoon kis kis ko bataaoon aise kaise main sunaaoon sab ko apni prem kahaaniyan apni prem kahaaniyan pehli nishaani main hoon jiski diwaani pehli nishaani main hoon jiski diwaani rut jaise toofaani aisi uski jawaani rut jaise toofaani aisi uski jawaani mastaani uske aage pheeki laage sabki jawaaniyan haai sharmaaoon kis kis ko bataaoon aise kaise main sunaaoon sab ko apni prem kahaaniyan apni prem kahaaniyan kurtaa hai neelaa rang pagdi ka peela kurtaa hai neelaa rang pagdi ka peela roop uska kateela aisa hai wo chhabeela roop uska kateela aisa hai wo chhabeela rangeela chaal sharabi rang gulaabi te akhaan mastaaniyan haai sharmaaoon kis kis ko bataaoon aise kaise main sunaaoon sab ko apni prem kahaaniyan apni prem kahaaniyan aankhon ko meenche dekho saanson ko
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankhein Humaari Hon Sapne Mere Arman Mere Sapne (1963) 04:05 36988
 
Poster of Mere Arman Mere Sapne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
N Dutta
On Screen Actors- 
Sumitra Devi, Pradeep Kumar
Duration : 04:05   Song Number : 36988   

Aao Kanhaayi Mere Dhaam Mere Jeevan Saathi (1972) 04:39 13722
 
Poster of Mere Jeevan Saathi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:39   Song Number : 13722   

Aao Naa Gale Lagaa Lo Naa Mere Jeevan Saathi (1972) 05:05 12025
 
Poster of Mere Jeevan Saathi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Tanuja, Rajesh Khanna
Duration : 05:05   Song Number : 12025   

Aap Ke Pehloo Mein Mera Saaya (1966) 03:34 20070
 
Poster of Mera Saaya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:34   Song Number : 20070   

Aap Ki Khatir Mere Huzoor (1968) 09:11 13719
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Jitendra, Mala Sinha
Duration : 09:11   Song Number : 13719   

Aaya Aaya Atariya Pe Koi Mera Gaon Mera Desh (1971) 05:30 40128
 
Poster of Mera Gaon Mera Desh (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Dharmendra
Duration : 05:30   Song Number : 40128   

Ab To Ji Hone Laga Mr & Mrs 55 (1955) 03:38 13777
 
Poster of Mr & Mrs 55 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Moni Chatarji
Duration : 03:38   Song Number : 13777   

Ae Humsafar Bata De Manzil Teri Mohar (1959) 03:33 19121
 
Poster of Mohar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Geeta Bali
Duration : 03:33   Song Number : 19121   

Ae Husn Zara Jaag Mere Mehboob (1963) 03:48 13728
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 03:48   Song Number : 13728   

Ae Ji Dil Par Hua Aisa Mr & Mrs 55 (1955) 03:35 13778
 
Poster of Mr & Mrs 55 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Johny Walker
Duration : 03:35   Song Number : 13778   

Ae Kaash Kahin Aisa Hota Mohra (1994) 05:05 19145
 
Poster of Mohra (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Viju Shah
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Akshay Kumar
Duration : 05:05   Song Number : 19145   

Ae Qaatib E Taqdeer Meri Behen (1944) 03:40 12195
 
Poster of Meri Behen (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
Pt Bhushan
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal, Chandravati
Duration : 03:40   Song Number : 12195   

Ajnabee Toofan Meri Kahani (1983) 05:43 16102
 
Poster of Meri Kahani (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Music Director- 
Ajit Singh
Singer- 
Ajit Singh
On Screen Actors- 
Dileep Dhavan
Duration : 05:43   Song Number : 16102   

Alif Se Mr X (2015) 04:37 37043
 
Poster of Mr X (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Ankit Tiwari
On Screen Actors- 
Amyra Dastur, Emraan Hashmi
Duration : 04:37   Song Number : 37043   

Allah Allah Wo Le Gaya Chandi Chhalla Mere Huzoor (1968) 05:27 18258
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 05:27   Song Number : 18258   

Allah Bachaye Naujawanon Mere Mehboob (1963) 04:39 13729
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nimmi, Sadhna
Duration : 04:39   Song Number : 13729   

Allah Kare Tu Bhi Aa Jaaye Mr X In Bombay (1964) 04:56 17255
 
Poster of Mr X In Bombay (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum, Madan Puri
Duration : 04:56   Song Number : 17255   

Allah Ye Ada Kaisi Mere Hamdam Mere Dost (1968) 07:05 12183
 
Poster of Mere Hamdam Mere Dost (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Duration : 07:05   Song Number : 12183   

Ang Lag Jaa Baalma Mera Naam Joker (1970) 05:02 11924
 
Poster of Mera Naam Joker (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Padmini
Raag- 
Megh-Malhar
Duration : 05:02   Song Number : 11924   

Apni Prem Kahaaniyan Mera Gaon Mera Desh (1971) 06:51 17988
 
Poster of Mera Gaon Mera Desh (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 06:51   Song Number : 17988