Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeParwana%20(1971)
HomeParwana%20(1971)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


are hansne waalo kabhi ye bhi socho jinhen pyaar milta nahin jeete hain kaise are hansne waalo kabhi ye bhi socho jinhen pyaar milta nahin jeete hain kaise are hansne waalo saath jiyen saath maren dil ne kabhi chaaha tha pyaar mile pyaar karen aisa kabhi socha tha dil ko kisi ne toda apna bana ke chhoda utna humein rona pada jitna hansi sapna tha are hansne waalo kabhi ye bhi socho jinhen pyaar milta nahin jeete hain kaise are hansne waalo jinko mili dil ki khushi khushiyaan mana sakte hain apne ye gham duniya ko hum kaise suna sakte hain sapne sajaane waalo hansne hansaane waalo aao idhar zakhme jigar tumko dikha sakte hain are hansne waalo kabhi ye bhi socho jinhen pyaar milta nahin jeete hain kaise are hansne waalo
jab tum hi nahin apne duniyaan hi begaani hai jab tum hi nahin apne duniyaan hi begaani hai ulfat jise kehte hain ek jhooti kahaani hai ulfat jise kehte hain ek jhooti kahaani hai jaate huye kyu tumko is dil ka khayaal aata jaate huye kyu tumko is dil ka khayaal aata tadpa ke chale jaana ek reet puraani hai tadpa ke chale jaana ek reet puraani hai jab tum hi nahin apne duniyaan hi begaani hai parwaane ke jalne pe hasna na tamaashaayi parwaane ke jalne pe hasna na tamaashaayi hansti huyi shama bhi ek raat ki raani hai hansti huyi shama bhi ek raat ki raani hai jab tum hi nahin apne duniyaan hi begaani hai ulfat jise kehte hain ek jhooti kahaani hai
Jeene Ka Dhang
jis din se maine tumko dekha hai iss dil mein ik sapna sa jaaga hai izaajat ho to suna doon jis din se maine tumko dekha hai iss dil mein ik sapna sa jaaga hai izaajat ho to suna doon iss dil ne jab se tumko paaya hai kuchh chori chori maine bhi socha hai gar izaajat ho to bata doon gar izaajat hoooo to bata doon shokhi hai nazaakat hai nazron mein sharaarat hai aisa bhi sharmaana kya keh do ke muhabbat hai kehne ki zarurat kya baaton ki haqeeqat kya chhalke naa nighaahon se aisi bhi muhabbat kya kuchh khoya khoya dil bhi rehta hai kuchh chori chori maine bhi socha hai gar izaajat ho to bata doon izaajat ho to suna doon zulfon ko sanwaara bhi chehre ko nikhara bhi ab to de do jaane jaan baahon ka sahaara bhi masti ka zamaana bhi khushiyon ka khazaana bhi paaya to tumhen paaya jeene ka bahaana bhi ab duniyaan kitni rangeen duniyaan hai iss dil mein ik sapna sa jaaga hai izaajat ho to suna doon gar izaajat ho toooo bata doon dil ko naa sambhaaloon to seene se laga
piya ki gali laage bhali roko na sakhi jiya bas mein nahin kahaan tu chali birha jali dekhe na koyi sakhi ja na kahin kahaan tu chali haannn piya ki gali badariya ghir ghir aaye bijuriya shor machaye main to jaaungi main to jaaungi main to jaaungi sanwar ke bindiya laga ke na ja tu roop saja ke main to jaaungi main to jaaungi main to jaaungi chhup gaye taare rain dhalak gayi sooni rahi mori sejiya to kya hoga piya ki gali laage bhali roko na sakhi jiya bas mein nahin kahaan tu chali aaa piya ki gali raat hai kaari barkha parat hai bhege jo nainon ka kajra to kya hoga mast pawan hai chunri udat hai mehke jo phoolon ka gajra to kya hoga chhodo chhodo chhodo baiyaan raha na jaaye dekho dekho dekho dekho piya bulaaye kaise na jaaun kaise na jaaun kaise na jaaun kaise na jaaun der se mori raah takat hai rootha jo baanka sajna to kya hoga piya ki gali laage bhali roko na sakhi jiya bas mein nahin kahaan tu chali haann piya ki gali dewaani chup ho ja re piya ki dhun mat
simti si sharmayee si kis duniya se tum aayi ho simti si sharmayee si kis duniya se tum aayi hooo kaise jahaan mein samaayegaa itna husn jo laayi ho ho simti si sharmayee si kis duniya se tum aayi ho heera nazar chaandi badan resham hasin mukhda chaman kangaal hain saare hasin bas ik tumhin rakhti ho dhan lutne ka darr hai ghabraai ho lutne kaaa darr hai ghabraai ho ho simti si sharmayee si kis duniya se tum aayi ho jab tak tumhein dekha nahin ye dil kabhi dhadka nahin aaye gaye kitne sanam maine magar pooja nahin tum dil ki pehli angdaai ho tum dil ki pehli angdaai ho simti si sharmayee si kis duniya se tum aayi ho aankhein milin vaada hua kuchh keh diyaa kuchh sun liyaa thehre kahan betaab dil kaise mile apna pataa zulfon ki badli jab chhaai ho zulfon ki badli jab chhaai ho ho ho simti si sharmayee si kis duniya se tum aayi hooo kaise jahaan mein samaayegaa itna husn jo laayi ho ho simti si sharmayee si kis duniya se tum aayi ho kis duniya se tum aayi ho hmm hmm
hey heyyyyyyyyyyy hey ayeeeeeeee hooooo hoooooooooo laal laaa laaaaaa la lala lala lala lala lala lala laaaa yun naa sharmaa phailaa de apni goriiii gori baahen yun naa sharmaa phailaa de apni goriiii gori baahen saari duniyaa se keh doonga ke tujhi ko hum chaahen ke tujhi ko hum chaahen ke tujhi ko hum chaahen yun naa sharmaa phailaa de apni goriiii gori baahen hooooooooooo kaali zulfon waaleeeeeeee zara zulfon ko bikhraa de meri duniyaa ko mehkaa de ik nasha saa chhaaya hai aao chalen ab naa ruken khuli hain dil ki raahen ke tujhi ko hum chaahen ke tujhi ko hum chaahen yun naa sharmaa phailaa de apni goriiii gori baahen are hansne waalo kabhi ye bhi socho jinhen pyaar milta nahin jeete hain kaise are hansne waalo kabhi ye bhi socho jinhen pyaar milta nahin jeete hain kaise are hansne waalo saath jeeyen saath maren dil ne kabhi chaaha tha pyaar mile pyaar kare aisa kabhi socha tha dil ko kisi ne toda apna bana ke chhoda utna humen rona pada jitna haseen sapna tha
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Are Hansne Waalo Kabhi Ye Bhi Socho Parwana (1971) 03:08 39008
 
Poster of Parwana (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:08   Song Number : 39008   

Jab Tum Hi Nahin Parwana (1947) 03:12 32131
 
Poster of Parwana (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Khursheed Anwar
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:12   Song Number : 32131   

Jeene Ka Dhang Parwana (1947) 03:15 33014
 
Poster of Parwana (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Khursheed Anwar
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:15   Song Number : 33014   

Jis Din Se Maine Tumko Parwana (1971) 05:32 11860
 
Poster of Parwana (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Sanjeev Darshan
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal, Yogeeta Bali
Duration : 05:32   Song Number : 11860   

Piya Ki Gali Laage Bhali Parwana (1971) 02:37 15329
 
Poster of Parwana (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Duration : 02:37   Song Number : 15329   

Simti Si Sharmayee Si Parwana (1971) 04:39 21243
 
Poster of Parwana (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:39   Song Number : 21243   

Yun Naa Sharmaa Parwana (1971) 08:16 13930
 
Poster of Parwana (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Sanjeev Darshan
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Naveen Nishchal
Duration : 08:16   Song Number : 13930