Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePatang%20(1960)
HomePatang%20(1960)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dene waale dene waale kisi ko gareebi naa de maut de de magar badnaseebi naa de dene waale dene waale kisi ko gareebi naa de maut de de magar badnaseebi naa de dene waale huye paida gareeb hain yeh kis ki khata huye paida gareeb hain yeh kis ki khata humko duniya mein kyun tune laaya bata kyun hai chup kuchh bata kuchh bata kuchh bata dene waale dene waale kisi ko gareebi naa de maut de de magar badnaseebi naa de dene waale chheen li har khushi aur kaha ke naa ro chheen li har khushi aur kaha ke naa ro ghum hazaaron diye dil bhi dene the sau kar ke hum pe sitam khush naa ho khush naa ho dene waale dene waale kisi ko gareebi naa de maut de de magar badnaseebi naa de dene waale chhod kar yeh jahaan bol jaayen kahaan chhod kar yeh jahaan bol jaayen kahaan koi ghumkhaar hai naa koyi meherbaan khud kahe khud sune daastaan daastaan dene waale dene waale kisi ko gareebi naa de maut de de magar badnaseebi naa de dene waale
dil se bhulaa do tum humen dil se bhulaa do tum humen hum naa tumhen bhulaayenge ruth ke jaane waale hum duniyaa se ruth jaayenge hum naa tumhen bhulaayenge dil se bhulaa do tum humen hum naa tumhen bhulaayenge ruth ke jaane waale hum duniyaa se ruth jaayenge hum naa tumhen bhulaayenge nazron se kyun gira diya tumne kisi gareeb ko nazron se kyun gira diya tumne kisi gareeb ko kaise manayega koi ruthe huye naseeb ko kaise manayega koi ruthe huye naseeb ko tumne diye jo dil ko daag tumne diye jo dil ko daag kaise unhen chhupaayenge ruth ke jaane waale hum duniyaa se ruth jaayenge hum naa tumhen bhulaayenge dil se bhulaa do tum humen hum naa tumhen bhulaayenge ruth ke jaane waale hum duniyaa se ruth jaayenge hum naa tumhen bhulaayenge tumne humen mita diya tumse kahen to kya kahen tumne humen mita diya tumse kahen to kya kahen maana ke bewafaa ho tum phir bhi naa bewafaa kahen maana ke bewafaa ho tum phir bhi naa bewafaa kahen tumne jo kehna tha keh chuke tumne jo
dilli hai dil hindustaan ka ye to tirath hai saare jahaan ka kehne ko chhota sa ik naam hai yeh socho to iske hain matlab hazaar kehne ko chhota sa ik naam hai yeh socho to iske hain matlab hazaar dil se bana hai dilli jabhi to karta hai dil se sabhi ko yeh pyaar pyaara hai roos inglistaan ka bikhra hai itihaas galiyon mein iski sadiyon ke baaki yahaan par nishaan bikhra hai itihaas galiyon mein iski sadiyon ke baaki yahaan par nishaan hogi kashish kuchh maati mein iski baapu ne tyaage yahin par to praan kya kehna hai iski shaan ka charcha hai iska saare jahaan mein beshaq yahi to hai bhaarat ka taaj charcha hai iska saare jahaan mein beshaq yahi to hai bhaarat ka taaj shobha hai is taaj ki wo jawahar jiska humaare dilon par hai raaj rakshak wo bhaarat ki aan ka ye to tirath hai saare jahaan ka dilli hai dil hindustaan ka ye to tirath hai saare jahaan ka dilli hai dil hindustaan ka
jhoom ke gaa yun aaj mere dil raat to guzre suboh naa aaye jhoom ke gaa yun aaj mere dil raat to guzre suboh naa aaye jaise koi bachpan ki kahaani yaad bhi ho aur bhool bhi jaayen jhoom ke gaa yun aaj mere dil raat to guzre suboh naa aaye jaise koi bachpan ki kahaani yaad bhi ho aur bhool bhi jaayen jhoom ke gaa yun aaj mere dil parda utha de husn ki zid hai parda gira de ishq ki zid hai parda utha de husn ki zid hai parda gira de ishq ki zid hai dil hai humara aisa diya jo jal bhi naa paaye bhujh bhi naa paaye jhoom ke gaa yun aaj mere dil raat to guzre suboh naa aaye jaise koi bachpan ki kahaani yaad bhi ho aur bhool bhi jaayen jhoom ke gaa yun aaj mere dil hansti mitaa de khud ko bhula de apna safinaa aap dubaa de hansti mitaa de khud ko bhula de apna safinaa aap dubaa de dhundh kinaara wo ke jahaan par chain to aaye hosh naa aaye jhoom ke gaa yun aaj mere dil raat to guzre suboh naa aaye jaise koi bachpan ki kahaani yaad bhi ho aur bhool bhi jaayen jhoom ke gaa
muhabbat ki khushi do din ki aur ghum zindagi bhar ke ye jeena koi jeena haiiiii jeeyen jaate hain mar mar ke kabhi khamosh ho jaana kabhi fariyaad kar lena magar uss bewafaa ko chupke chupke yaad kar lena ho chhup kar yaad kar lena kabhi khamosh ho jaana kabhi fariyaad kar lena magar uss bewafaa ko chupke chupke yaad kar lena ho chhup kar yaad kar lena judaayi mein kisi ki do hi baaten achchhi lagti hain judaayi mein kisi ki do hi baaten achchhi lagti hain mili rone se jab fursat mili rone se jab fursat to unko yaad kar lena ho chhup kar yaad kar lena kabhi khamosh ho jaana kabhi fariyaad kar lena magar uss bewafaa ko chupke chupke yaad kar lena ho chhup kar yaad kar lena mere bichhde huye saathi mujhe barbaad rehne de mere bichhde huye saathi mujhe barbaad rehne de tu apne pyaar ki duniyaa tu apne pyaar ki duniyaa kahin aabaad kar lena kahin aabaad kar lena kabhi khamosh ho jaana kabhi fariyaad kar lena magar uss bewafaa ko chupke chupke yaad kar lena ho chhup
mere piya mere piya gaye rangoon kiya hai wahaan se telephoon tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai mere piya gaye rangoon kiya hai wahaan se telephoon tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai hum chhod ke hindustaan bahot pachhtaaye bahot pachhtaaye hum chhod ke hindustaan bahot pachhtaaye bahot pachhtaaye huyi bhool jo tumko saath na le kar aaye huyi bhool jo tumko saath na le kar aaye hum barma ki galiyon mein aur tum ho dehradun tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai mere piya gaye rangoon kiya hai wahaan se telephoon tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai meri bhookh pyaas bhi kho gayi ghum ke maare ghum ke maare meri bhookh pyaas bhi kho gayi ghum ke maare ghum ke maare main admuhi si ho gayi ghum ke maare main admuhi si ho gayi ghum ke maare tum bin saajan january february ban gaye may aur june
jisne is duniyaan mein aakar dil naa diyaa aur dil naa liyaa jeene ko sau saal jiyaa par hum to kahenge khaakh jiyaa o dilwaalo o dilwaalo dil kaa lagaana achchha hai par kabhi kabhi o dilwaalo dil kaa lagaana achchha hai par kabhi kabhi dil mein kisi kaa pyaar basaanaa achchha hai par kabhi kabhi dil mein kisi kaa pyaar basaanaa achchha hai par kabhi kabhi duniyaan mein jo pyaar na hota tum hi kaho kya hota duniyaan mein jo pyaar na hota tum hi kaho kya hota koi naa thandi aahen bharta koi na dard ke maare rota koi naa thandi aahen bharta koi na dard ke maare rota hansne waalo aankh bahaana achchha hai par kabhi kabhi hansne waalo aankh bahaana achchha hai par kabhi kabhi o dilwaalo dil kaa lagaana achchha hai par kabhi kabhi shamma naa ho to parvaane ko kaun gale se lagaaye shamma naa ho to parvaane ko kaun gale se lagaaye shamma naa ho to parvaanaa kyun apnaa aap jalaaye shamma naa ho to parvaanaa kyun apnaa aap jalaaye kisi ki khaatir kisi ki khaatir jaan
patanga patanga jal jal jal mar jaaye ye deepak jhoom jhoom lehraaye patanga jal jal jal mar jaaye ye deepak jhoom jhoom lehraaye ye deepak lau usi se lagaaye patanga bhed jaan na paaye ye deepak lau usi se lagaaye patanga bhed jaan na paaye mann ki agan ko haaye nahin jaana aag se khela ye parvaana mann ki agan ko haaye nahin jaana aag se khela ye parvaana mann ki lagi hai tan ujhiyaara jalte reh na bhaag humaara hooooo ye batiyaan kaun tujhe samjhaaye ye batiyaan kaun tujhe samjhaaye patanga jal jal jal mar jaaye ye deepak jhoom jhoom lehraaye ye deepak lau usi se lagaaye patanga bhed jaan na paaye kaam hai aasaan bas mar jaana kaam hai mushkil khud ko jalaana kaam hai aasaan bas mar jaana kaam hai mushkil khud ko jalaana tohare milan mein jaan to jaaye pyaar ki lekin aan na jaaye ooooo hamesha preet ki reet nibhaye hamesha preet ki reet nibhaye ye deepak lau usi se lagaaye patanga bhed jaan na paaye patanga jal jal jal mar jaaye ye deepak jhoom jhoom lehraaye
pee lo aaj pee lo pee lo aaj pee lo mar ke zara jee lo zakham e jigar see lo kal chale jaana hai pee lo aaj pee lo mar ke zara jee lo zakham e jigar see lo kal chale jaana hai pee lo aaj pee lo hosh mein na aana hosh mein na aana duniya sataayegi kal ki jo sochega neend na aayegi kal ki jo sochega neend na aayegi kal chale jaana hai koi na tera hai waqt lutera hai door sawera hai kal chale jaana hai pee lo aaj pee lo dil ko duba daalo dil ko duba daalo aag ke paani mein khud ko bacha rakhna hai jurm jawaani mein khud ko bacha rakhna hai jurm jawaani mein kal chale jaana hai gark umar kar do chhota safar kar do unko khabar kar do kal chale jaana hai pee lo aaj pee lo rang pe mehfil hai rang pe mehfil hai pyaar ka mausam hai pyaas bahut zyada waqt magar kam hai pyaas bahut zyada waqt magar kam hai kal chale jaana hai raat mahekne de shola dahekne de dil ko behekne de kal chale jaana hai pee lo aaj pee lo mar ke zara jee lo jakham e jigar see lo kal chale jaana hai
pyaar ke jahaan ki niraali sarkaar hai nirali sarkaar hai pyaar ke jahaan ki niraali sarkaar hai nirali sarkaar hai mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein ye dil thanedaar hai ye dil havaldaar hai ye dil chaukidaar hai pyaar ke jahaan ki niraali sarkaar hai nirali sarkaar hai mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein ye dil thanedaar hai ye dil havaldaar hai ye dil chaukidaar hai anokhi kacheri hai ye anokha kaanoon hai anokha kaanoon hai anokha kaanoon hai mohabbat ki arji ka naya majmoon hai mohabbat ki arji ka naya majmoon hai aankhon ka daakkhana ho aankhon ka daakkhana nazron ka taar hai ji nazron kaa taar hai mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein ye dil thanedaar hai ye dil havaldaar hai ye dil chaukidaar hai pyaar ke jahaan ki niraali sarkaar hai nirali sarkaar hai mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein ye dil thanedaar hai ye dil havaldaar hai ye dil chaukidaar hai pyaar ke school mein ek hi class hai ji ek hi class hai ji
rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi yaad meri unko bhi aati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi yaad meri unko bhi aati to hogi oooooooo oooo ooooo pyaar ki khushboo kahaan aati thi kaliyon se ho ke aayi hai hawaa bhi unki galiyon se pyaar ki khushboo kahaan aati thi kaliyon se ho ke aayi hai hawaa bhi unki galiyon se chhoo ke unke daaman ko aati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi oooooooo oooo ooooo ye bahaaren ye samaa sab uske dam se hai wo piya kuchh kuchh khafaa rehta jo humse hai jaan kuchh kuchh uski bhi jaati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi oooooooo oooo ooooo jaa ri aye titli nagariya pee ki tu jaana ho bhala tera khabar kuchh unki le aana jaa ri aye titli nagariya pee ki tu jaana ho bhala tera khabar kuchh unki le aana tu wahaan par waise bhi jaati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi
aaaaaaa sone deti hai na ye raat koi baat karo sone deti hai na ye raat koi baat karo ho suhagan ye mulaakaat koi baat karo sone deti hai na ye raat koi baat karo tu javaan main bhi javaan pyaas javaan dil bhi javaan tu javaan main bhi javaan pyaas javaan dil bhi javaan main jalun ban ke patanga tu machal ban ke shama ishq ki umar hai ik raat koi baat karo ho suhagan ye mulaakaat koi baat karo sone deti hai na ye raat koi baat karo haaye masoom nazar uspe kaatil ye ada haaye masoom nazar uspe kaatil ye ada jaise de koi javaani kisi bachpan ko sada jaane phir ho ke na ho saath koi baat karo ho suhagan ye mulaakaat koi baat karo sone deti hai na ye raat koi baat karo jaise bachcha koi kho jaaye kisi mele mein jaise bachcha koi kho jaaye kisi mele mein karvaten badle koi aarzu akele mein yun hai behke huye jazbaat koi baat karo ho suhagan ye mulaakaat koi baat karo sone deti hai na ye raat koi baat karo sone deti hai na ye raat koi baat karo
teri shokh nazar ka ishara meri veeran raaton ka taara teri shokh nazar ka ishara teri baahon ka jab hai sahara piya majhdhaar bhi hai kinaara teri baahon ka jab hai sahara teri shokh nazar ka ishara meri veeran raaton ka taara teri shokh nazar ka ishara niklen hain raahi masti mein doobe manzil ka kya hai mile naa mile niklen hain raahi masti mein doobe manzil ka kya hai mile naa mile tum saath ho to kismat pe apni shikwe kahan ke kahan ke gile hoo ji hooooo teri shokh nazar ka ishara meri veeran raaton ka taara teri shokh nazar ka ishara teri baahon ka jab hai sahara piya majhdhaar bhi hai kinaara teri baahon ka jab hai sahara ik khaab sa hai yaa hai kahani kuchh hai yakeen kuchh yakeen bhi nahin ik khaab sa hai yaa hai kahani kuchh hai yakeen kuchh yakeen bhi nahin hum to ye jaane sach hai ya sapna jo tum nahin ho to hum bhi nahin hoo ji hooooo teri baahon ka jab hai sahara piya majhdhaar bhi hai kinaara teri baahon ka jab hai sahara teri shokh nazar ka ishara
thoda ruk jaayegi to tera kya jaayega nain bhar ke dekh lenge chain aa jaayega thoda ruk jaayegi to tera kya jaayega nain bhar ke dekh lenge chain aa jaayega hoooo kaamini hoooo kaamini thoda ruk jaayegi to tera kya jaayega nain bhar ke dekh lenge chain aa jaayega hoooo kaamini dheela dheela kurta hai pajaama tang tang hai dheela dheela kurta hai pajaama tang tang hai apni adaa hai teri apna hi rang hai apni adaa hai teri apna hi rang hai apna hi rang hai thoda ruk jaayegi to tera kya jaayega nain bhar ke dekh lenge chain aa jaayega hoooo kaamini dejiye to ek mauka apne paas aane ka dejiye to ek mauka apne paas aane ka naam nahin lenge aap aur kahin jaane ka naam nahin lenge aap aur kahin jaane ka aur kahin jaane ka thoda ruk jaayegi to tera kya jaayega nain bhar ke dekh lenge chain aa jaayega hoooo kaamini gesuon mein raat khoyi dil bhi mera kho gaya gesuon mein raat khoyi dil bhi mera kho gaya koi tera ho na ho dil mera tera ho gaya koi tera ho na ho dil mera
thukra ke mujhe jaane waale ik thokar aur lagaataa jaa sindur to maang se chheen liyaa ab phoolon ko thukaraataa jaa ooo jaane waale jaane waale tune aramaano ki duniyaa loot li muskuraane bhi na paayi thi tamannaa loot li haaye duniyaa loot li o jaane waale chheen kar khushiyaan meri rone ko aansu de diye chheen kar khushiyaan meri rone ko aansu de diye raat din maangi mere dil ne duaa jiske liye raat din maangi mere dil ne duaa jiske liye kya qayaamat hai kya qayaamat hai usi ne dil ki duniyaa loot li muskuraane bhi na paayi thi tamannaa loot li haaye duniyaa loot li o jaane waale kar diyaa beghar mujhe mere hi ghar ke saamne kar diyaa beghar mujhe mere hi ghar ke saamne aa gayi jab pyaar ki manzil nazar ke saamne aa gayi jab pyaar ki manzil nazar ke saamne lootne waale ne lootne waale ne manzil ki tamannaa loot li muskuraane bhi na paayi thi tamannaa loot li haaye duniyaa loot li o jaane waale tune aramaano ki duniyaa loot li muskuraane bhi na paayi thi tamannaa
yeh duniyaa patang nit badale ye rang koi jaane na udaane wala kaun hai yeh duniyaa patang nit badale ye rang koi jaane na udaane wala kaun hai sab apni udaayen ye jaan na paayen kab kis ki chadhe kis ki kat jaaye ye hai kisko pata rukh badle hawa aur dor idhar se udhar hat jaaye ho wo dor ya kamaan ya zameen aasmaan koi jaane na banane wala kaun hai ude akad akad dhan walon ki patang sada dekha hai gareeb se hi pench lade hai guroor ka huzoor sar niche sada jo bhi jitna uthaaye use utne pade kis baat ka gumaan bhala kare insaan jab jaane na banane wala kaun hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dene Waale Kisi Ko Patang (1960) 03:25 39277
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:25   Song Number : 39277   

Dil Se Bhulaa Do Tum Patanga (1949) 04:25 13932
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Poornima
Duration : 04:25   Song Number : 13932   

Dilli Hai Dil Hindustan Patang (1960) 04:04 18469
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:04   Song Number : 18469   

Jhoom Ke Gaa Patanga (1971) 05:15 20672
 
Poster of Patanga (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:15   Song Number : 20672   

Kabhi Khamosh Ho Jaana Patanga (1949) 03:55 13933
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Poornima, Nigar
Duration : 03:55   Song Number : 13933   

Mere Piya Gaye Rangoon Patanga (1949) 04:22 20932
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Shyam, Gopi, Nigar Sultana, Purnima
Duration : 04:22   Song Number : 20932   

O Dilwaalo Dil Ka Lagana Patanga (1949) 03:04 13083
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Duration : 03:04   Song Number : 13083   

Patanga Jal Jal Mar Jaaye Patanga (1971) 05:41 15295
 
Poster of Patanga (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Vimi
Duration : 05:41   Song Number : 15295   

Pee Lo Aaj Pee Lo Patanga (1971) 03:51 40725
 
Poster of Patanga (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Gopaldas Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:51   Song Number : 40725   

Pyaar Ke Jahaan Ki Nirali Patanga (1949) 05:00 15301
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
C Ramchandra
Duration : 05:00   Song Number : 15301   

Rang Dil Ki Dhadkan Patang (1960) 03:23 12422
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:23   Song Number : 12422   

Sone Deti Hai Na Yeh Patanga (1971) 05:25 15282
 
Poster of Patanga (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:25   Song Number : 15282   

Teri Shokh Nazar Ka Patang (1960) 03:30 13931
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:30   Song Number : 13931   

Thoda Ruk Jaayegi To Patanga (1971) 03:48 21316
 
Poster of Patanga (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:48   Song Number : 21316   

Thukra Ke Mujhe Jaane Patanga (1949) 04:25 19231
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Poornima
Duration : 04:25   Song Number : 19231   

Yeh Duniyaa Patang Patang (1960) 03:09 32738
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Om Prakash
Duration : 03:09   Song Number : 32738