Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePhir%20Wohi%20Dil%20Laya%20Hoon%20(1963)
HomePhir%20Wohi%20Dil%20Laya%20Hoon%20(1963)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aanchal mein sajaa lenaa kaliyaan zulfon mein sitaare bhar lenaa aise hi kabhi jab shaam dhale tab yaad humein bhi kar lenaa aanchal mein sajaa lenaa kaliyaan aayaa thaa yahaan begaanaa saa aayaa thaa yahaan begaanaa saa chal doongaa kahin diwaanaa saa chal doongaa kahin diwaanaa saa diwaane ki khaatir tum koi ilzaam na apne sar lenaa aise hi kabhi jab shaam dhale tab yaad humein bhi kar lenaa aanchal mein sajaa lenaa kaliyaan rastaa jo mille anjaan koi rastaa jo mille anjaan koi aa jaaye agar toofaan koi aa jaaye agar toofaan koi apne ko akelaa jaan ke tum aankhon mein na aansoo bhar lenaa aise hi kabhi jab shaam dhale tab yaad humein bhi kar lenaa aanchal mein sajaa lenaa kaliyaan zulfon mein sitaare bhar lenaa aanchal mein sajaa lenaa kaliyaan
hmm hmm hmm aa haa haa hmm hmm hmm aa haa haa aankhon se jo utri hai dil mein aankhon se jo utri hai dil mein tasveer hai ik anjaane ki khud dhoond rahi hai shama jisse kya baat hai us parwaane ki aankhon se jo utri hai dil mein wo uske labon par shokh hansi wo uske labon par shokh hansi rangeen sharaarat aankhon mein saanson mein mohabbat ki khushboo wo pyaar ki dhadkan baaton mein duniya meri badal gayee banke ghata nikal gayee tauba wo nazar mastaane ki khud dhoond rahi hai shama jisse kya baat hai us parwaane ki aankhon se jo utri hai dil mein andaaz wo uske aane ka andaaz wo uske aane ka chupke se bahaar aaye jaise kehne ko ghadi bhar saath raha par umar guzaar aaye jaise unke bina rahoongi nahin kismat se ab jo kahin mil jaaye khabar deewaane ki khud dhoond rahi hai shama jisse kya baat hai us parwaane ki aankhon se jo utri hai dil mein tasveer hai ik anjaane ki khud dhoond rahi hai shama jisse kya baat hai us parwaane ki aankhon se jo utri hai dil mein hmm
aji kibla mohtarmaa kabhi shola kabhi nagma iss aap ke andaaz ka haaye kya kehna aji kibla mohtarmaa kabhi shola kabhi nagma iss aap ke andaaz ka haaye kya kehna aji kibla mohtarmaa kabhi shola kabhi nagmaa uff ye gussa kaali aankhen ho rahin hain gulaabi aap ki to ye adaa hai aur kisi ki kharaabi are re re re maine tumhen dekha sirf dekha maaniye kehna maine tumhen dekha sirf dekha maaniye kehna aji kibla mohtarmaa kabhi shola kabhi nagma iss aap ke andaaz ka haaye kya kehna aji kibla mohtarmaa kabhi shola kabhi nagmaa aarzoo thi chand lamhen yun hi chalte phirte betaqalluff ho ke tumse chand baaten karte are re re re tum jo haseen the dil ne chaaha saath hi rehnaaaaa tum jo haseen the dil ne chaaha saath hi rehnaa aji kibla mohtarmaa kabhi shola kabhi nagma iss aap ke andaaz ka haaye kya kehna aji kibla mohtarmaa kabhi shola kabhi nagmaa
banda parwar banda parwar thaam lo jigar ban ke pyaar phir aaya hoon khidmat mein aap ki huzoor phir wohi dil laaya hoon banda parwar thaam lo jigar ban ke pyaar phir aaya hoon khidmat mein aap ki huzoor phir wohi dil laaya hoon ho ho ho ho ho ho ho ho jis ki tadap se rukh pe tumhaare aaya nikhaar gazab ka jis ki tadap se rukh pe tumhaare aaya nikhaar gazab ka jis ke lahoon se aur bhi chamka rang tumhaare lab ka gesun khule zanjeer bane aur bhi tum tasveer bane aaina dildaar ka nazraana pyaar ka phir wohi dil laaya hoon banda parwar banda parwar thaam lo jigar ban ke pyaar phir aaya hoon khidmat mein aap ki huzoor phir wohi dil laaya hoon ho ho ho ho ho ho ho ho meri nighaah e shokh se bach kar yaar kahan jaaoge meri nighaah e shokh se bach kar yaar kahan jaaoge paanv jahaan rakh doge ada se dil ko wahin paaoge rahoon juda yeh majaal kahan jaaun kahin yeh khayaal kahan banda dildaar ka nazraana pyaar ka phir wohi dil laaya hoon banda parwar banda parwar thaam lo
dekho bijali dole bin baadal ke dekho bijali dole bin baadal ke cham cham chamke maathe ki bindiyaa jhannan jhanan dhun paayal ki dekho bijali dole bin baadal ke dekho bijali dole rang rupehla jal bhi sunehare rang rupehla jal bhi sunehare thehre to kaise pag nahin thehre jhalak dikhaate huye kayi bal khaayi daar nazar halki halki dekho bijali dole bin baadal ke dekho bijali dole girti sambhalti chali matwaari girti sambhalti chali matwaari hans ke uchhal pade jaise chingaari giri kab dil pe gayi kab dil se duniyaa rahi re ankhiyaan malte dekho bijali dole bin baadal ke dekho bijali dole bin baadal ke cham cham chamke maathe ki bindiyaa jhannan jhanan dhun paayal ki dekho bijali dole bin baadal ke dekho bijali dole bin baadal
dooooor bahot mat jaaiye le ke qaraar humara aisa naa ho koi loot leeee raah mein pyaar humara paas raho yaa door tum tum ho saath humare dengi gawaahi poochh looo ye khaamosh nazaare naazneen bada rangeen hai waada tera o haseeeeen hai kidhar ka iraada tera naazneen bada rangeen hai waada tera o haseeeeen hai kidhar ka iraada tera aankh mudti huyi zulf udti huyi faasla kyun hai zyada tera hoooo oooo ooooo oooo hamdam mere khel naa jaano chaahat ke iqraar ko jaane jahaan yaad karoge ik din mere pyaar ko chhaye ho mere dil pe nazar pe tumhin aaj too meri ulfat kaa kar lo yakeen chhaye ho mere dil pe nazar pe tumhin aaj too meri ulfat kaa kar lo yakeen aji humse tumhen ik lagaawat to hai tumhen humse muhabbat nahin hoooo oooo ooooo oooo hamdam mere khel naa jaano chaahat ke iqraar ko jaane jahaan yaad karoge ik din mere pyaar ko humsafar tu hi mera hai lekin sanam saath mein hain kisi ajnabee ke kadam humsafar tu hi mera hai lekin sanam saath mein hain kisi ajnabee
haai lakhon hain nigaah mein zindagi ki raah mein sanam haseen jawaan honthon mein gulaab hai aankhon mein sharaab hai lekin wo baat kahaan lakhon hain nigaah mein zindagi ki raah mein sanam haseen jawaan honthon mein gulaab hai aankhon mein sharaab hai lekin wo baat kahaan lat hai kisi ki jaadoo ka jaal rang daale dil pe kisi ka zamaal lat hai kisi ki jaadoo ka jaal rang daale dil pe kisi ka zamaal tauba ye nigaahein ke rokti hain raahein tauba ye nigaahein ke rokti hain raahein dekho le le ke teer kamaan lakhon hain nigaah mein zindagi ki raah mein sanam haseen jawaan honthon mein gulaab hai aankhon mein sharaab hai lekin wo baat kahaan jaanon na deewana main dil ka kaun hai khayaalon ki malika jaanon na deewana main dil ka kaun hai khayaalon ki malika bheegi bheegi rut ki chhaaun talle maan lo kahin wo aan mille bheegi bheegi rut ki chhaaun talle maan lo kahin wo aan mille kaise pehchaanon ke naam nahin jaanon kaise pehchaanon ke naam nahin jaanon kise dhoondhe
mujhe pyaar mein tum na ilzaam dete agar jaante ghum meri bebasi ka meri berukhi tumne dekhi hai lekin nahin tumne dekha tadapna kisi kaa mere dil ne chaaha tha kuchh tum se kehna magar pyaar kehta hai khamosh rehna mere dil ne chaaha tha kuchh tum se kehna magar pyaar kehta hai khamosh rehna dikhaayen kise hum ye ashkon ka bahna sunaaye kise dard dil ki lagi kaa meri berukhi tumne dekhi hai lekin nahin tumne dekha tadapna kisi kaa meri berukhi tumne dekhi hai lekin nahin tumne dekha tadapna kisi kaa
zulf ki chhaon mein chehre ka ujaala le kar teri veeran si raaton ko sajaayaa humne meri raaton mein jalaaye tere jalwon ne charaag teri raaton ke liye dil ko jalaaya humne ye tere garm se lab ye tere jalte rukhsaar ye tere garm se lab ye tere jalte rukhsaar dekh hum ko ke banaaya hai inhin dil kaa qaraar kaise angaaron ko seene se lagaaya humne teri raaton ke liye dil ko jalaaya humne humne har dil ko sikhaya hai dhadakne ka chalan humne har dil ko sikhaya hai dhadakne ka chalan de ke ulfat ki tadap de ke muhabbat ki jalan tujh se deewane ko insaan banaaya humne teri veeran si raaton ko sajaayaa humne seekh le rasm e wafaa husn bhi deewano se seekh le rasm e wafaa husn bhi deewano se daastaan apni bhari hai inhi afsaano se rakh diya sir ko jahaan phir naa uthaaya humne teri raaton ke liye dil ko jalaaya humne zulf ki chhaon mein chehre ka ujaala le kar teri veeran si raaton ko sajaayaa humne meri raaton mein jalaaye tere jalwon ne charaag teri raaton ke liye dil
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aanchal Mein Saja Lena Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963) 02:46 12076
 
Poster of Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Raag- 
Kedar
Duration : 02:46   Song Number : 12076   

Aankhon Se Jo Utri Hai Dil Mein Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963) 03:51 20050
 
Poster of Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Asha Parekh
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:51   Song Number : 20050   

Aji Kibla Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963) 03:44 13956
 
Poster of Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:44   Song Number : 13956   

Banda Parwar Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963) 03:53 20198
 
Poster of Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:53   Song Number : 20198   

Dekho Bijali Dole Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963) 03:00 13957
 
Poster of Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Asha Parekh
Taal- 
Tintal
Duration : 03:00   Song Number : 13957   

Hamdam Mere Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963) 05:07 15188
 
Poster of Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Asha Parekh
Duration : 05:07   Song Number : 15188   

Lakhon Hain Nigaah Mein Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963) 04:38 20822
 
Poster of Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:38   Song Number : 20822   

Mujhe Pyaar Mein Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963) 03:05 16294
 
Poster of Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Asha Parekh
Duration : 03:05   Song Number : 16294   

Zulf Ki Chhaon Mein Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963) 03:16 13955
 
Poster of Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Joy Mukherjee
Duration : 03:16   Song Number : 13955