Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSalam%20E%20Mohabbat%20(1955)
HomeSalam%20E%20Mohabbat%20(1955)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


gulon ke rang sitaron ki roshni de doon gulon ke rang sitaron ki roshni de doon jo tum kaho to tumhein apni shayari de doon gulon ke rang sitaron ki roshni de doon ye aaina tumhein kya dega mere pass aao ye aaina tumhein kya dega mere pass aao badan ko loch adaon ko dilkashi de doon badan ko loch adaon ko dilkashi de doon gulon ke rang sitaron ki roshni de doon tumhari zulfon ki raatein bahut andheri hain tumhari zulfon ki raatein bahut andheri hain chale bhi aao mohobbat ki chandni de doon chale bhi aao mohobbat ki chandni de doon gulon ke rang sitaron ki roshni de doon tumhare reshmi aanchal mein tank doon mausam tumhare reshmi aanchal mein tank doon mausam chaman ke sare nazaron ki taazgi de doon chaman ke sare nazaron ki taazgi de doon gulon ke rang sitaron ki roshni de doon kuchh aur to nahin mere gareeb daaman mein kuchh aur to nahin mere gareeb daaman mein agar qubool karo apni zindagi de doon agar qubool karo apni zindagi de doon gulon ke rang sitaron ki
main tujhko agar ek phool kahoon tere rutbe ki tauheen hai ye tera husn humesha kaayam hai dum bhar ke liye rangeen hai ye main tujhko agar ek phool kahoon ye aankh agar uth jaaye to har ek sitaara sajda kare aa jaaye kahin hoton pe hasi bijali bhi tadap kar aah bhare bijali bhi tadap kar aah bhare main tujhko agar ek phool kahoon main tujhko agar ek phool kahoon tere rutbe ki tauheen hai ye ye zulf agar khul jaye to raaton ki jawaani sharmaaye raftaar ka aalam kya kahiye raftaar ka aalam kya kahiye behta hua dariya tham jaaye main tujhko agar ek phool kahoon main tujhko agar ek phool kahoon tere rutbe ki tauheen hai ye din raat mehakte rehne ki kaliyon ne adaa tujh se paayi yeh chaand jo ghatta badta hai darr asl hai teri angdaayi darr asl hai teri angdaayi main tujhko agar ek phool kahoon tere rutbe ki tauheen hai ye
yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main jaise koi gunaah kiye jaa raha hoon main yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main apnon se koi shikwaa naa gairon se kuchh gilaa meri khata thi jiski mili hai mujhe sazaa marne ki aarzoo mein jeeye jaa raha hoon main jaise koi gunaah kiye jaa raha hoon main yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main dil ke chaman mein ab naa kabhi aayegi bahaar dil ke chaman mein ab naa kabhi aayegi bahaar veeran raaston pe kare kiss kaa intezaar dil ko magar fareb diye jaa raha hoon main jaise koi gunaah kiye jaa raha hoon main yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main duniyaa ko dil ke daag dikhaane se faayda barbaadiyon ka jashan manaane se faayda apne labon ko khud hi seeye jaa raha hoon main jaise koi gunaah kiye jaa raha hoon main yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Gulon Ke Rang Salam E Mohabbat (1983) 05:11 36478
 
Poster of Salam E Mohabbat (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Abdur Rab Chaosh
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Tabrez, Fareeda Jalal
Duration : 05:11   Song Number : 36478   

Main Tujhko Agar Ek Phool Kahoon Salam E Mohabbat (1955) 03:20 16310
 
Poster of Salam E Mohabbat (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Anjum Jaipuri
Music Director- 
Bipin-Babul
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Zeba Khan, Mohammad Ali
Duration : 03:20   Song Number : 16310   

Yun Zehar Zindagi Salam E Mohabbat (1983) 05:17 18521
 
Poster of Salam E Mohabbat (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Anwar
Singer- 
Anwar
On Screen Actors- 
Tabrez, Farida Jalal
Duration : 05:17   Song Number : 18521