Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShart%20(1954)
HomeShart%20(1954)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hooooo ooo hoooo ooo heyyy hey hey hoooo ooo ooo oo ae haseenon nazneenon ae haseenon nazneenon main aa gaya hoon to dil sambhalo ban ke badal aasma pe ban ke badal aasma pe main chha gaya hoon to dil sambhalo ae haseenon nazneenon gulshan gulshan mehfil mehfil mere charche aam hain charche aam hain shayar aashiq deewana yeh saare mere naam hain mere naam hain aapne baat ye aazmayi nahin unko phir raat bhar neend aayi nahin jinko apni ek gazal main jinko apni ek gazal main suna gaya hoon to dil sambhalo ae haseenon nazneenon phir main aana chhahun to hargiz na aane dijiye na aane dijiye ab main jana chhahun to mujhko na jane dijiye najane dijiye kyunki johra jabeenon ka dil tod ke jab gaya hoon main mehfil koi chhod ke sab ke dil mein yaad apni hay sab ke dil mein yaad apni basa gaya hoon to dil sambhalo ae haseenon nazneenon
hey hey hey hey hey lara lala lala la heyyyyy aye subah tu shabnami aye ghata tu surmayi aye subah tu shabnami aye ghata tu surmayi aye hawaa tujh mein nami hey aye hawaa tujh mein nami par yaar mera hai itna haseen ke tum sab mein to lagti hai kami aye subah tu shabnami aye ghata tu surmayi dekhte hi dil ko jo loot le aisa hai jaadoo kisi mein kahaan aisa hai jaadoo kisi mein kahaan tumhen tanhaa na chhodegi meri nighaa tumhen tanhaa na chhodegi meri nighaa ke aankhon mein ho tum hi to basi aye subah tu shabnami aye ghata tu surmayi dil betaab hai bas yahi khawaab hai tujhko main apna bana loon sanam tujhko main apna bana loon sanam tujhe duniyaa se chhin loon teri kasam tujhe duniyaa se chhin loon teri kasam muhabbat ki hai ye deewangi aye subah tu shabnami aye ghata tu surmayi aye hawaa tujh mein nami par yaar mera hai itna haseen ke tum sab mein to lagti hai kami
bahut diya dene waale ne tujh ko bahut diya dene waale ne tujh ko aanchal hi na samaye to kya kije beet gaye jaise ye din raina baaki bhi kat jaye dua kije jo bhi de de maalik tu kar le qubool jo bhi de de maalik tu kar le qubool kabhi kabhi kaanto mein bhi khilte hain phool wahan der bhale hai andher nahin ghabraa ke yun gila mat kije bahut diya dene waale ne tujh ko aanchal hi na samaye to kya kije denge dukh kab tak bharam ke ye chor denge dukh kab tak bharam ke ye chor aare dhalegi ye raat pyare phir hogi bhor kab ruke ruki hai samay ki nadiyaa ghabraa ke yun gila mat kije bahut diya dene waale ne tujh ko aanchal hi na samaye to kya kije beet gaye jaise ye din raina baaki bhi kat jaaye dua kije
chaand ghatne laga raat dhalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi oooooo oooo ooooo oooooo oooooo oooo ooooo oooooo aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa chaand ghatne laga raat dhalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi meri neendiya se bhojhal ye ankhiyaan kahen paas baitho zara kuchh kahen kuchh sune thandi thandi hawaa ab to chalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi oooooo oooo ooooo oooooo oooooo oooo ooooo oooooo aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa chaand ghatne laga raat dhalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi raat jaati hai jholi mein taare liye raah takte hai par hum tumhare liye soyi soyi kali aankh malne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi oooooo oooo ooooo oooooo oooooo oooo ooooo oooooo aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa chaand ghatne laga raat dhalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi deep taaron ke bhujhne se pehle sanam aaj kehna hai jo kuchh bhi keh le sanam aag sulgi huyi dekh jalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi oooooo oooo ooooo oooooo oooooo oooo
dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho shaayad ye keh raha hai hum ho gaye tumhaare ho gaye tumhaare hum ho gaye tumhaare ho gaye tumhaare dekho ulfat ka aaj humne iqraar kar liya hai lekin ye kaun jaane kismat mein kya likha hai manzil ko chal pade hain taqdeer ke sahaare ho gaye tumhaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho aisa na ho ki humko raste mein chhod jaao jaa kar kahin kisi ki duniyaa nayi basaao majhdhaar mein rahe hum lag jaao tum kinaare ho gaye tumhaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho dil mein siwaa tumhaare koi nahin humaare ye apne dil se poochho kya dil mein hai tumhaare denge meri gawaahi kudrat ke yeh nazaare ho gaye tumhaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho aa aa aa aa aa aa aa aa hmm hmm hmm hmm hmm
jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap mere manva jap re preet ki mala hoye jap re preet ki mala jap jap jap jap jap re preet hai devi preet hai devi preet shivaala jap re preet ki mala jap jap jap jap jap re hoye jap re hoye jap re jap re jap re preet se badh kar meet naa koi preet se aage reet naa koi preet se badh kar meet naa koi preet se aage reet naa koi chhod jagat ko jogi ban jaa chhod jagat ko jogi ban jaa odh ke preet dushala haan jap re preet ki mala jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap prem nagar ka baasi ho jaa doob ke iss sagar mein kho jaa prem nagar ka baasi ho jaa doob ke iss sagar mein kho jaa agar lagan hai teri saanchi darshan degi baala ho darshan degi baala jap re preet ki mala jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap jap jap
Mani Maucha Baal
manvaa mein pyaar dole saara sansaar dole manvaa mein pyaar dole saara sansaar dole dil ka aadhaar tu hai aa iss ke saath ho le naina hai baan tere zulfen zanjeer teri o zulfen zanjeer teri naina hai baan tere zulfen zanjeer teri o zulfen zanjeer teri tadpe naa dekho dekho nanhi si jaan meri haaye nanhi si jaan meri tadpe naa dekho dekho nanhi si jaan meri haaye nanhi si jaan meri aakhen naa pher le tu dil baar baar bole aakhen naa pher le tu dil baar baar bole manvaa mein pyaar dole saara sansaar dole jee bhar ke pyaar kar le phir kya ho kaun jaane haan phir kya ho kaun jaane jee bhar ke pyaar kar le phir kya ho kaun jaane haan phir kya ho kaun jaane dil ko samjha de mere mera kehna naa maane haan mera kehna naa maane dil ko samjha de mere mera kehna naa maane haan mera kehna naa maane aa jaa aa jaa koi hai ulfat ke dwaar khole aa jaa aa jaa koi hai ulfat ke dwaar khole dil ka aadhaar tu hai aa iss ke saath ho le manvaa mein pyaar dole saara sansaar dole
kahaan seeee leke aayin hain kahaan majbooriyaan meri zubaan khaamosh aankhen keh rahi hain daastaan meri meri taqdeer ke maalik mera kuchh faisla kar de bura chaahe bura kar de bhala chaahe bhala kar de meri taqdeer ke maalik mujhe itna bata de main kahaan jaaun kidhar jaaun kahin jaane se achchha hai tere kadmon mein marr jaaun sahaara de nahin sakta to phir beaasraa kar de meri taqdeer ke maalik nahin duniyaa mein mera doosra koi thikana hai mujhe to bas yahin apna muqaddar aazmaana hai liya hai dil to meri jaan bhi tann se juda kar de meri taqdeer ke maalik mujhe barbaad karne mein jo hota ho bhala tera bhujha de apne haathon se charaag e zindagi mera nahin koi gila tujhse agar chaahe fanaah kar de meri taqdeer ke maalik
more kanha kanha haaye more kanha jo aaye palat ke more kanha jo aaye palat ke ab ki holi main khelungi dat ke ho more kanha jo aaye palat ke ab ki holi main khelungi dat ke unke peechhe main chupke se jaa ke unke peechhe main unke peechhe main chupke se jaa ke unke peechhe main chupke se jaa ke ye gulaal apne tan pe laga ke ye gulaal apne tan pe laga ke rang dungi unhen main lipat ke ho rang dungi unhen main lipat ke ab ki holi main khelungi dat ke more kanha more kanha more kanha jo aaye palat ke ab ki holi main khelungi dat ke hoo oo ki unhone agar zora zori ki unhone agar zora zori zora zori zora zori ki unhone agar zora zori ki unhone agar zora zori ki unhone agar zora zori chheeni pichkari bayian marori haaye chheeni pichkari bayian marori gaariyan maine rakhi hain rat ke gaariyan ho gaariyan maine rakhi hain rat ke ab ki holi main khelungi dat ke more kanha jo aaye palat ke ab ki holi main khelungi dat ke ab ki holi main khelungi dat ke ab ki holi main
aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa naa ye chaand hoga naa taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge naa ye chaand hoga bichhad kar chale jaayen tum se kahin to ye naa samajhna mohabbat nahin jahan bhi rahen hum tumhaare rahenge naa ye chaand hoga naa taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge naa ye chaand hoga zamaanaa agar kuchh kahe bhi to kya magar tum naa kehnaa humen bewafaa tumhaare liye hain tumhaare rahenge naa ye chaand hoga naa taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge naa ye chaand hoga ye hoga sitam humne pehle naa jaana banaa bhi naa tha jal gaya aashiyaanaa kahan ab mohabbat ke maare rahenge naa ye chaand hoga naa taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge naa ye chaand hoga
na ye chaand hoga na taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge na ye chaand hoga na taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge na ye chaand hoga bichhad kar chale jaayen tumse kahin to ye na samajhna mohabbat nahin jahan bhi rahein hum tumhaare rahenge na ye chaand hoga na taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge na ye chaand hoga zamaana agar kuchh kahe bhi to kya magar tum na kehna humein bewafaa tumhaare liye hain tumhaare rahenge na ye chaand hoga na taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge na ye chaand hoga ye hoga sitam humne pehle na jaana banaa bhi na tha jal gaya aashiyaanaa kahan ab mohabbat ke maare rahenge na ye chaand hoga na taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge na ye chaand hoga na taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge na ye chaand hoga
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa naa ye chaand hoga naa taaren rahenge magar hum humesha tumhare rahenge naa ye chaand hoga nazar dhundhati thi kise paa liya hai umeedon ke phoolon se daaman bhara hai ye din hum ko sab din se pyaare rahenge naa ye chaand hoga naa taaren rahenge magar hum humesha tumhare rahenge naa ye chaand hoga kahun kya mere dil ka armaan kya hai tumhen har ghadi chumna chahta hai kahaan tak bhala jee ko maare rahenge naa ye chaand hoga naa taaren rahenge magar hum humesha tumhare rahenge naa ye chaand hoga sahaara mile jo tumhari hansi ka bhula denge hum saara ghum zindagi ka tumhare liye hain tumhare rahenge naa ye chaand hoga naa taaren rahenge magar hum humesha tumhare rahenge naa ye chaand hoga
o chaand jahaan woh jaayein o chaand jahaan woh jaayein tu bhi saath chale jaana kaise hain kahaan hain woh har raat khabar laanaa o chaand jahaan wo jaayein o chaand wo raah agar bhulen aa aa aaa wo raah agar bhulen tu raah dikha dena pardes mein raahi ko manzil ka pata dena hai pehala safar unka aur des hai anjaana har raat khabar laana o chaand jahaan wo jaayein o chaand kehna mere honton par aa aa aa aaaaa kehna mere honton par rukti huyi aahein hain ya raasta unka hai ya raasta unka hai ya meri nigahein hain betaab mohabbat ka betaab hai afsaana o chaand jahaan wo jaayein o chaand aye chaand kasam meri kuchh aur na tu kehna aye chaand kasam meri kuchh aur na tu kehna kehna ke mera tum bin mushkil hai yahaan rehna kehna ke mera tum bin mushkil hai yahaan rehna ik dard ke maare ko achchha nahin tadpaana har raat khabar laana o chaand jahaan wo jaayein o chaand jahaan wo jaayein o chaand
pyaar ki ye talkhiyaan jo na seh sakoon to main kya karoon pyaar ki ye talkhiyaan dil ka karaar leke sanam tum jo chal diye dil ka karaar leke sanam tum jo chal diye aaj mere ghum pe ye aansoo bhi hans diye sehni padi hain yoon mujhe tujh bin aye paasbaan pyaar ki ye talkhiyaan aankhon mein reh gayi tere milne ki aarzoo aankhon mein reh gayi tere milne ki aarzoo sooni si chaandni hai hua jab se door tu ashqon ka bas chale to karen tujh se jaa bayaan pyaar ki ye talkhiyaan kismat se puchhti hai mohabbat tu ye bata kismat se puchhti hai mohabbat tu ye bata na muraad kyun rahi meri haseen dua kya mil gaya tujhe mujhe yoon deke aasmaan pyaar ki ye talkhiyaan jo na seh sakoon to main kya karoon pyaar ki ye talkhiyaan
rasanu premalekhalenno dachanu asalanni neelo bhuvilona malliya laye divilona tharakalaye nee navvule rasanu premalekhalenno dachanu asalanni neelo bhuvilona malliya laye divilona tharakalaye nee navvule kommallo koyilamma koyannadee kommallo koyilamma koyannadee na manasu ninne thalachi oyannadee muripinche muddu gulabi moggesindee chinnari chekkilikemo siggesindi rasanu premalekhalenno dachanu asalanni neelo bhuvilona malliya laye divilona tharakalaye nee navvule aa aaaa aaaaa aaaa aaaa nee adugula savvadi vundi na gundelouhu hmmm nee challani roopam vundi na kanulalo aaaaaa naloni soyagamantha virabusele naloni soyagamantha virabusele manakosam swargalannee digi vachenule rasanu premalekhalenno dachanu asalanni neelo bhuvilona malliya laye divilona tharakalaye nee navvule aaa aaaaaa aa aaaa aaaa aaaa aaaa andala piyeda nenai aatadana aaaaa kurulandu kusumam nenai chelaregana aaaaa nee chethula veenanu nenai pata padana nee pedavula gusagusa nenai pongipoduna
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Haseenon Nazneenon Shart (1969) 03:33 32526
 
Poster of Shart (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 03:33   Song Number : 32526   

Aye Subah Baaz (A Bird In Danger) (2003) 06:15 10675
 
Poster of Baaz (A Bird In Danger) (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
Ismail Darbar
On Screen Actors- 
Dino Morea, Karishma Kapoor
Duration : 06:15   Song Number : 10675   

Bahut Diya Dene Waale Soorat Aur Seerat (1963) 03:22 14280
 
Poster of Soorat Aur Seerat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Asit Sen
Duration : 03:22   Song Number : 14280   

Chaand Ghatne Laga Shart (1954) 03:10 14238
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:10   Song Number : 14238   

Dekho Wo Chaand Shart (1954) 03:17 14235
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Shyama, Deepak
Raag- 
Dani
Duration : 03:17   Song Number : 14235   

Jap Jap Jap Jap Re Sharada (1957) 03:29 14232
 
Poster of Sharada (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 14232   

Mani Maucha Baal Sharad Muthe 03:25 40920
 
Poster of Sharad Muthe
 
Category
Marathi
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Sharad Muthe
Duration : 03:25   Song Number : 40920   

Manvaa Mein Pyaar Dole Sartaj (1950) 02:47 16315
 
Poster of Sartaj (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Zohara, Mukesh
On Screen Actors- 
Ansari, Kukku Saigal
Duration : 02:47   Song Number : 16315   

Meri Taqdeer Ke Maalik Shart (1954) 03:12 14239
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:12   Song Number : 14239   

More Kanha Jo Aaye Sardari Begum (1996) 03:31 36486
 
Poster of Sardari Begum (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Kirron Kher, Rajit Kapoor, Smriti Mishra
Duration : 03:31   Song Number : 36486   

Naa Ye Chaand Hoga Shart (1954) 03:18 12164
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:18   Song Number : 12164   

Naa Ye Chaand Hoga Shart (1954) 03:53 14236
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Deepak
Raag- 
Asavari
Duration : 03:53   Song Number : 14236   

Naa Ye Chaand Hoga Shart (1954) 03:24 14237
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:24   Song Number : 14237   

O Chaand Jahaan Woh Sharada (1957) 03:49 36472
 
Poster of Sharada (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Raj Kapoor, Shyama
Raag- 
Hamsadhwani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:49   Song Number : 36472   

Pyaar Ki Ye Talkhiyaan Sardar (1955) 03:55 17631
 
Poster of Sardar (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Jagmohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:55   Song Number : 17631   

Rasanu Premalekhalenno Sreedevi (1970) 03:55 36763
 
Poster of Sreedevi (1970)
 
Category
Telugu
Year- 
1970
Music Director- 
G K Venkatesh
Duration : 03:55   Song Number : 36763