Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShriman%20Satyawadi%20(1960)
HomeShriman%20Satyawadi%20(1960)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


are bam bamakuk bam bamakakuk bam bamakakuk bam bamakakuk bam bam bam bamkuk are bhai shrimaan ji kaho meharbaan ji are bhai shrimaan ji hoyee o kaho meharbaan ji ho gaye hum hairaan yeh kaise hain insaan marr jaate hain karte karte jeene ka saamaan are bhai shrimaan ji kadam kadam par naye tamashe log yahan dikhlaate hain are pehalwaan ji bukhe insanon ke saamne kutte biscut khate hain are shrimaan ji ho gaye he he ho gaye hum hairaan yeh kaise hain insaan marr jaate hain karte karte jeene ka saamaan are bhai shrimaan ji tilak lagaa kar phiren lutere kaun inhen pehchanega are meharbaan ji aaj meri jaan lootne wala guru inhi ko maanega are shrimaan ji ho gaye hum hairaan yeh kaise hain insaan marr jaate hain karte karte jeene ka saamaan are bhai shrimaan ji hurrrah kaho meharbaan ji ho gaye hum hairaan yeh kaise hain insaan marr jaate hain karte karte jeene ka saamaan are bhai shrimaan ji
aye dil dekhe hain humne bade bade sangdil manzil mili jo humko badal gayi mehfil aye dil dekhe hain humne bade bade sangdil manzil mili jo humko badal gayi mehfil aye dil kitni ajab hai dekho duniyaa begaani kitni ajab hai dekho duniyaa begaani pathar ko heera bole duniyaa deewani kitni ajab hai dekho sachchaa kabhi na haara chamka zameen ka taara sunn lo ye kehna humara sachchaa kabhi na haara chamka zameen ka taara sunn lo ye kehna humara aye dil dekhe hain humne bade bade sangdil manzil mili jo humko badal gayi mehfil aye dil dil ki nazar se dekho apnon ko jaanon dil ki nazar se dekho apnon ko jaanon gairon ki baaten chhodo khud ko pehchanon dil ki nazar se dekho dil mein samana seekho sapnon mein aana seekho apna banana seekho dil mein samana seekho sapnon mein aana seekho apna banana seekho aye dil dekhe hain humne bade bade sangdil manzil mili jo humko badal gayi mehfil aye dil dekhe hain humne bade bade sangdil manzil mili jo humko badal gayi mehfil aye dil
oh my beautiful girl do you really wanna geton the floor oh my glittering pearl let's get on rock and roll oh my beautiful girl do you really wanna get on the floor oh my glittering pearl let's get on rock and roll oh my beautiful girl do you really wanna geton the floor oh my glittering pearl let's get on rock and roll o charusheela swapnabala yevvanala prema paathashala malle poola mafiala repinave gunde lona gola ye hot hot hot hot mexican tequila chikkinavve chinanati fantasy la oo partu partu picha cute indian masala ni smile ye love symbola o charusheela swapnabala yevvanala prema paathashala malle poola mafiala repinave gunde lona gola oh my beautiful girl do you really wanna geton the floor oh my glittering pearl let's get on rock and roll ye coniacula kothagundi kicku kicku kicku chethikandane soku blank checku checku checku mercury mabbuni poola tho chekkithe shilpamai marina sundari kamudu rasina glamouru dictionary nee nadum ompuna scenery o charusheela
ek nasihat meri yaaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo ek nasihat meri yaaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo mere watan ke chaand sitaaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo tumhi kehte laaj sharam ka ghunghat hai aurat ka gehna tumhi kehte laaj sharam ka ghunghat hai aurat ka gehna besharmi se usse nachaate ho sabke aage kya kehna baahar ki mat nakal utaaro sunlo baat badi anmol hai pyaaro sun lo ek nasihat meri yaaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo doosri aurat ka mukh chumo to isko fashion batlao doosri aurat ka mukh chumo to isko fashion batlao magar tumhari biwi ko koi pyaar kare ro dekh na pao hosh mein aao akal ke maaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo ek nasihat meri yaaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo jinke rang mein doob rahe tum aatma unke paas kahaan hai jinke rang mein doob rahe tum aatma unke paas kahaan hai ye hai apna desh jahaan par dil hai zinda rooh jawaan hai dekho meri or nihaaro sun lo baat
haal e dil humara jaane na bewafa ye zamana zamana haal e dil humara jaane na bewafa ye zamana zamana suno duniya walo aayega laut kar din suhana suhana haal e dil humara ek din duniya badal kar raaste par aayegi aaj thukrati hai hum ko kal magar sharmayegi baat ko tum man lo aare jaan lo bhaiya haal e dil humara jaane na bewafa ye zamana zamana suno duniya walo daag hai dil per hazaron hum to phir bhi saaph hai aas ke deepak jalaye dekh lo abaad wahe teer duniya ke sahe par khush rahe bhaiya haal e dil humara jaane na bewafa ye zamana zamana suno duniya walo jhooth ki manzil pe yaaron hum na hargiz jaayenge hum zameen ki khak sahi asmaan par chhayenge kyun bhala dab kar rahe darte nahin bhaiya haal e dil humara jaane na bewafa ye zamana zamana suno duniya walo aayega laut kar din suhana suhana haal e dil humara
is duniya mein pyare do kaam karna fashion se jeena aur fashion se marna haye is duniya mein pyare do kaam karna fashion se jeena aur fashion se marna is duniya mein pyare bababa bashu bet bababa bashu bet bababa bashu bet bet men meshura husn husn teri takdeer hai pyaar teri jageer hai ranjha bankar dhund le jahaan bhi teri heer hai ranjha bankar dhund le are jahaan bhi teri heer hai o doli chadan mariyaan heer cheekkan o doli chadan mariyaan heer cheekkan o mainu le chal bawla le chal ve o sanu le chal ve are miyaun miyaun are baffu baffu are miyaun miyaun are baffu baffu paa kar chahat yaar ki charcha na karna fashion se jeena aur fashion se marna is duniya mein pyare are tu karle fashion are tu karle fashion are tu karle fasion karle karle kar zara jiyo jiyo to aisi shaan se jhoom uthe khud zindagi maro to is andaz se kare zamana bandagi maro to is andaz se are kare zamana bandagi karle karle karle khuda ke naam pe pyare fashion bahut zaroori hai karle khuda ke
nela nela nela navvuthundi naala natta nadi poddu sureedula vela vela vela sainyam ayi ivaala dusukellamandi nalo kala sarra sarra sara akasam kosesa rendu rekkalu todigesa girra gira gira bhugolam chutura gurala vegam tho thirigesa ye konchem kalthi lenni kotha chirugalai eggaresa santhoshala janda janda jaago jaagore jaago jaagore jaago jaagore jaago jaago jaagore jaago jaagore jaago jaagore jaago hmm hmm hmm vethika nannu nennu dorika naaku nennu nalo nenne enno vella vella mileu thirigi panchestanu nanu parichestanu nanu ennimidik kulanni pongipoye premai veligi ghumma ghuma ghuma gundelni thaakela gandhaala galalle vastha komma komma remma pacham ga navvela panneeti jallulne thestha edari ni kadali ga chesta chesta jago jagore jaago jaagore jaago jaagore jaago ho hmm hmm hmm swardham leni chettu badule koranantu poolu pallu neeku naku enno panchuthunde emi pattanattu bandham tenchukuntu manishe saati manishani chudakunte artham lede salla salla sala ponginde
Kati Umar Hotelon Mein
main tera husband tu meri wife jo main kahun tu karegi right phir aa zara paas hum pyaar karen gaadi mein romance karen tu mera husband main teri wife jo main kahun tu karega right phir door se aankhen chaar karen kaam ki koi baat karen tere badan ki khushboo mujhko uda le jaaye baahon mein teri aake saara jahaan bhool jaayen dekh zara aage tu koi khatra lagta hai are khatra nahin re rasta to saaf suthra lagta hai main tera husband tu meri wife jo main kahun tu karegi right phir aa zara paas hum pyaar karen raste mein romance karen door se aankhen chaar karen kaam ki koi baat karen jhoomti thandi lehren kya keh rahin hain tumse aaoge kab humein milne poochh rahin hain humse kya beete tere man mein tujhe kaisa lagta hai are main kya bolun mujhko to idea achchha lagta hai main tera husband tu meri wife jo main kahun tu karegi right phir aa zara paas hum pyaar karen paani mein romance karen door se aankhen chaar karen kaam ki koi baat karen disco ki baat na poochho
mera saanwala salona mehboob ho mera saanwala salona mehboob aaye jab jab wo mere aage jaage re meethi meethi kasak dil mein jaage oye hoye hoye mera saanwala salona mehboob mera mehboob mera mehboob oye hoye hoye mera saanwala salona mehboob saare jag se niraala mora saajan saare jag se niraala mora saajan jaise baarah mahinon mein saawan jab mile dard ho dil ka doonaa jab na ho jag lage soona soonaa pag pag dolun kuchh na bolun use jab paun main waari waari jaaun kaise natkhat se naina laage jaage re meethi meethi kasak dil mein jaage oye hoye hoye mera sanwala salona mehboob mehboob mera saanwla salona mehboob jab main roothun to mujhko manaaye jab main roothun to mujhko manaaye main jo man jaaun khud rooth jaaye uske andaaz hain kitne pyaare koi puchhe ye dil se humaare in batiyon ne un akhiyon ne jaadu hai daala deewaana kar daala jaane kya hoga aage aage jaage re meethi meethi kasak dil mein jaage oye hoye hoye mera sanwala salona mehboob mehboob mera saanwla
o ri hawa dheere se chal sota hai munna hamara jhule mein kaisa tim tim kare maa ke naseebon ka tara hoooo sota hai munna hamara o ri hawa dheere se chal sota hai munna hamara chup ho gaya rote rote jaage nahin sote sote rehna kadam roke bhola hai ye nazuk hai ye uppar se hai besahara o ri hawa dheere se chal sota hai munna hamara tanha ise chhod kar ke mummy gayi ban savar ke nikali hai yun ghar se jaise ke ye apna nahin dujaa hai koi bechara o ri hawa dheere se chal sota hai munna hamara hmmmm hmmm hmm hmmmm hmmmm hmm hmm hmmmmmmm hmm hoti hai mamta deewaani duniya jo kehti kahaani ye uski naadaani maine to aa dekhaa yahaan bilkul hi ulta nazara o ri hawa dheere se chal sota hai munna hamara jhule mein kaisa tim tim kare maa ke naseebon ka tara sota hai munna hamara
pehlu mein yaar ho to kiss baat ki kami hai pehlu mein yaar ho to kiss baat ki kami hai hain khush naseeb jisko ye zindagi mili hai ye zindagi mili hai pehlu mein yaar ho to kiss baat ki kami hai ho ek taraf khudai aur ek taraf mohabbat main maang loon khuda se ek dilruba ki chahat ek dilruba ki chahat jannat se khoobsoorat dildaar ki gali hai hain khush naseeb jisko ye zindagi mili hai ye zindagi mili hai pehlu mein yaar ho to kiss baat ki kami hai yun kiss tarah kisi kaa hum aitbaar kar lein hai zindagi ka sauda hum kaise pyaar kar lein hai zindagi ka sauda hum kaise pyaar kar lein hum kaise pyaar kar lein uljhan hai khoobsoorat mushkil si aa padi hai hain khush naseeb jisko ye zindagi mili hai ye zindagi mili hai pehlu mein yaar ho to kiss baat ki kami hai
poyyindri meyyodu nei kondu ponal iyanai nee kanalam sabariyil iyanai nee kanalam poyyindri meyyodu nei kondu ponal iyanai nee kanalam sabariyil iyanai nee kanalam iyappa swami iyappa iyappa saranam iyappa iyappa swami iyappa iyappa saranam iyappa avanai naadu avan pugazh paadu pughazhodu vaazha vaippan iyappan unnai pughazhodu vaazha vaippan iyappan irupathu kaadu vananguthu naadu avanai kaana thevai panbadu iyappa swami iyappa iyappa saranam iyappa bojaigal podu thooya anbodu peyarodu vaazha vaippan iyappan nalla peyarodu vaazha vaippan iyappan anaivarum vaarungal iyanai naadungal arul vendum anbarai ellam vaazha vaippan arul vendum anbarai ellam vaazha vaippan iyappa swami iyappa iyappa saranam iyappa poyyindri meyyodu nei kondu ponal iyanai nee kanalam sabariyil iyanai nee kanalam iyappa swami iyappa iyappa saranam iyappa saranam iyappa saranam iyappa
rutt albeli mast sama saath haseen har baat jawaan hawa ka aanchal bada hai chanchal dheere dheere gaaye mann teri kasam are rutt albeli mast sama saath haseen har baat jawaan hawa ka aanchal bada hai chanchal dheere dheere gaaye mann teri kasam inn machalte paaniyon mein sunn gungunaate saahilon ki dhun rutt haseen hai hum jawaan haaye tauba haa haa haa haa naazneen jo koi hans padi motiyon ki khul gayi ladi laajawaab hai kya shabaab haaye tauba reshami nazar pad gayi jidhar khil gayi duniyaa are rutt albeli mast sama saath haseen har baat jawaan hawa ka aanchal bada hai chanchal dheere dheere gaaye mann teri kasam ye mehal naa dekhe kahin aasmaan ko chume zameen kya khayaal hai bemisaal haaye tauba aarzoo liye nighaah mein manzilen bulaayen raah mein intezaar mein beqaraar haaye tauba khaab to nahin ye zameen kahin khoob hai duniyaa are rutt albeli mast sama saath haseen har baat jawaan hawa ka aanchal bada hai chanchal dheere dheere gaaye mann teri kasam are
sabke aage humko nachaya kitna uncha kaam kiya sabke aage humko nachaya kitna uncha kaam kiya ghunghat tum mardon ne utaara aurat ko badnaam kiya sabke aage humko nachaya kitna uncha kaam kiya ghunghat tum mardon ne utaara aurat ko badnaam kiya sabke aage tum zindagi mein aage ho kitne saare jahaan ko dikha to diya main thi puraane khayaalon ki ab tak tumne sharaabi bana to diya waah re mere jeewan saathi tumne kitna naam kiya sabke aage humko nachaya kitna uncha kaam kiya damyanti ko jungle mein chhoda aur dropadi ko kaurwon ke paas nal bhi tumhin the pandaw bhi tum the sun sun ke hote ho kyun udaas har yug mein tum mardon ne hum pe julm hi karke naam kiya sabke aage humko nachaya kitna uncha kaam kiya shankar ke sar pe ganga chadhi hai aurat nahin to wo kaun hai krishna ko jiski thokar padi hai aurat nahin to wo kaun hai humse puchho aurat ne kaise mardon ka kaam tamaam kiya ghunghat tum mardon ne utaara aurat ko badnaam kiya sabke aage laaj ko ghar ki hotel mein
sultaana sultaana tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana tod ke sab deewaaren tujhko le jaayega deewaana sulemaan sulemaan tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana shamma usi mehfil mein jalegi jismein hoga parwaana sultaana sultaana tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana tod ke sab deewaaren tujhko le jaayega deewaana teri ho jaaun main daudi chali aaun mera naam leke pukaaro to zara main tera ho jaaun main jaanu dil lutaaun tabhi apni zulfen sanwaaro to zara jab ye zulfen lehraayen kaale baadal chha jaayen tauba ban jaaye afsaana sultaana sultaana tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana tod ke sab deewaaren tujhko le jaayega kya chup rahenge bhala ye kab kahenge ki honthon pe apni ruki hai koi baat duniyaa ne haay to pehre hain lagaaye abhi to hai mushkil humaari mulaaqaat dushman mere so jaayen jab andhere ho jaayen mere khvaabon mein aa jaanaa sulemaan sulemaan tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya
tujhse wo neha lagaye jo jaan ke jaan ganwaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma kitna naadaan hai tu tujhse wo neha lagaye jo jaan ke jaan ganwaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma kitna naadaan hai tu saanjh sawere meri jaan jalaaye saanjh sawere meri jaan jalaaye jo na bujhe tu aisi aag lagaaye jo na bujhe tu aisi aag lagaaye aise balam se bachaaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma kitna naadaan hai tu kaahe ko tu aisi karta hai batiyaan kaahe ko tu aisi karta hai batiyaan laaj ke maare meri jhuk jaayen akhiyaan laaj ke maare meri jhuk jaayen akhiyaan ankhiyon se ankhiyaan milaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma kitna naadaan hai tu kaisa gazab kiya tune o saiyaan kaisa gazab kiya tune o saiyaan beech bajariya ke thaam li baiyaan beech bajariya ke thaam li baiyaan nikli mere mukh se haaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma kitna naadaan hai tu tujhse wo neha lagaye jo jaan ke jaan ganwaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma
oye oye oyeeeee wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhn main rukun ya chala jaaun main rukun ya chala jaaun main rukun ya chala jaaun wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun jhumka apna jhumka kaash mujhko wo bana le jhumka apna jhumka kaash mujhko wo bana le marzi uski marzi jaise chaahe aazmaa le saath agar uske main din raat rahunga bhool ke bhi phir to na ye baat kahunga wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun chori dil ki chori raste chalte mujhko loota chori dil ki chori raste chalte mujhko loota samjho kuchh bhi samjho par na samjho itna jhutha chain nahin ab to bura haal hai mera apni kasam ek hi savaal hai mera wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun bas kar aashiq main
ye dard bhara afsaana sun le anjaan zamaana zamaana main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa ye dard bhara afsaana sun le anjaan zamaana zamaana main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa koi bhi waada yaad na aayaa koi kasam bhi yaad na aayee meri duhaai sun le khudaai mere sanam ne ki bewafaai dil toot gaya deewaana sun le anajaan zamaana zamaana main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa phooloon se maine daaman bachaayaa raaho mein apni kaante bichhaaye main hoon deewaana deewaangi ne ek bewafaa se nehaa lagaaye jo pyaar ko na pahchaanaa sun le anjaan zamaana zamaana main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa yaaden puraani aane lagin kyaa aankhen jhukaa li kyaa dil mein aaya dekho nazaaraa dilbar humara kaise humaari mehfil mein aayaa hai saath koi begaanaa sun le anjaan zamaana
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Are Bhai Shrimanji Shrimanji (1968) 03:34 37633
 
Poster of Shrimanji (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:34   Song Number : 37633   

Aye Dil Dekhe Hain Humne Shriman Satyawadi (1960) 03:48 14258
 
Poster of Shriman Satyawadi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh, Chorus
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:48   Song Number : 14258   

Charuseela Srimanthudu (2015) 04:16 38273
 
Poster of Srimanthudu (2015)
 
Category
Telugu
Year- 
2015
Lyricist
Ramajogaiah Sastry
Music Director- 
Devi Sri Prasad
Singer- 
Yazin Nizar
On Screen Actors- 
Mahesh Babu, Shruti Hassan
Duration : 04:16   Song Number : 38273   

Ek Nasihat Meri Yaaro Shriman Shrimati (1982) 05:13 39214
 
Poster of Shriman Shrimati (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Rakhi
Duration : 05:13   Song Number : 39214   

Haal E Dil Humara Shriman Satyawadi (1960) 04:23 14257
 
Poster of Shriman Satyawadi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 04:23   Song Number : 14257   

Is Duniya Mein Pyare Shrimanji (1968) 03:34 36410
 
Poster of Shrimanji (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:34   Song Number : 36410   

Jaago Srimanthudu (2015) 03:59 40589
 
Poster of Srimanthudu (2015)
 
Category
Telugu
Year- 
2015
Lyricist
Ramajogayya Sastry
Music Director- 
Devi Sri Prasad
Singer- 
Raghu Dixit, Rita
On Screen Actors- 
Mahesh Babu
Duration : 03:59   Song Number : 40589   

Kati Umr Hotelon Mein Shrimanji (1968) 03:19 37632
 
Poster of Shrimanji (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:19   Song Number : 37632   

Main Tera Husband Shriman Shrimati (1982) 04:20 39215
 
Poster of Shriman Shrimati (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Deepti Naval, Rajesh Roshan
Duration : 04:20   Song Number : 39215   

Mera Saanwala Salona Shreeman Funtoosh (1965) 04:35 39758
 
Poster of Shreeman Funtoosh (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 04:35   Song Number : 39758   

O Ri Hawa Dheere Se Chal Shriman Shrimati (1982) 04:53 16479
 
Poster of Shriman Shrimati (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Sarika, A K Hangal, Rakhi
Duration : 04:53   Song Number : 16479   

Pehlu Mein Yaar Ho To Shrimanji (1968) 03:34 37525
 
Poster of Shrimanji (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Shahida
Duration : 03:34   Song Number : 37525   

Poiyindri Meiyyodu Saranam Ayyappa (1980) 04:21 15791
 
Poster of Saranam Ayyappa (1980)
 
Category
Tamil Devotional
Lyricist
Dasarathan
Music Director- 
Chandra Bose
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
K J Yesudas
Duration : 04:21   Song Number : 15791   

Rutt Albeli Mast Sama Shriman Satyawadi (1960) 03:46 12501
 
Poster of Shriman Satyawadi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Gulzar Deenawi
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:46   Song Number : 12501   

Sabke Aage Humko Nachaya Shriman Shrimati (1982) 04:41 39216
 
Poster of Shriman Shrimati (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 04:41   Song Number : 39216   

Sultaana Sultaana Shreeman Funtoosh (1965) 05:04 38634
 
Poster of Shreeman Funtoosh (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 05:04   Song Number : 38634   

Tujh Se Woh Neha Lagaaye Shreeman Funtoosh (1965) 04:59 39759
 
Poster of Shreeman Funtoosh (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum, Kishore Kumar
Duration : 04:59   Song Number : 39759   

Woh Jharokhe Se Shreeman Funtoosh (1965) 05:34 40494
 
Poster of Shreeman Funtoosh (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 05:34   Song Number : 40494   

Ye Dard Bhara Afsaana Shreeman Funtoosh (1965) 05:10 11916
 
Poster of Shreeman Funtoosh (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Anoop Kumar, Kumkum
Duration : 05:10   Song Number : 11916