Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeVishwas%20(1969)
HomeVishwas%20(1969)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aap se humko bichhde huye aap se humko bichhde huye ek zamaana beet gaya apna muqaddar bigde huye apna muqaddar bigde huye ek zamaana beet gaya aap se humko bichhde huye ek zamaana beet gaya aap se mil ke inn aankhon mein kitne khawaab sajaaye the jiss gulshan mein humne mil ke geet wafaa ke gaaye the uss gulshan ko ujde huye uss gulshan ko ujde huye ek zamaana beet gaya apna muqaddar bigde huye apna muqaddar bigde huye ek zamaana beet gaya kismat humko le aayi hai gulshan se veerane mein aansun bhi naaqaam rahe hain dil ki aag bhujhaane mein iss veerane mein jalte huye iss veerane mein jalte huye ek zamaana beet gaya aap se humko bichhde huye ek zamaana beet gaya apna muqaddar bigde huye apna muqaddar bigde huye ek zamaana beet gaya
chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya ek dhanwaan ki beti ne nirdhan ka daaman chhod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya kal tak jisne kasmen khaayin dukh mein saath nibhane ki aaj wo apne sukh ki khatir ho gayi ek begaane ki shehnaaiyon ki goonj mein dab ke reh gayi aah deewaane ki dhanwaanon ne deewaane ka ghum se rishta jod diya ek dhanwaan ki beti ne nirdhan ka daaman chhod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya wo kya samjhe pyaar ko jinka sab kuchh chaandi sona hai dhan waalon ki is duniya mein dil to ek khilona hai sadiyon se dil tootta aaya dil ka bas ye rona hai jab tak chaaha dil se khela aur jab chaaha tod diya ek dhanwaan ki beti ne nirdhan ka daaman chhod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya kal tak jisne kasmen khaayin dukh mein saath nibhane ki aaj wo apne sukh ki khatir ho gayi ek
dhol baaja dhol baaja dhol dhol jaaniyaa dhol baaja dhol dhol jaaniyaa zindagi ke saaz pe naacho sabhi jhoom ke ban jaayen pyaar ki kahaaniyaan zindagi teri to ek chhapi hui kitaab hai jis mein tere len den ka sabhi hisaab hai apne dil ke aaine mein jhank aur dekh le khud hi ek sawaal hai tu khud hi ik jawaab hai are dekh zara oye hoye dekh zara dil ki meharbaniyaan dekh zara dil ki meharbaniyaan zindagi ke saaz pe naacho sabhi jhoom ke ban jaayen pyaar ki kahaaniyaan dhol baaja dhol dhol janiyaa hoye dhol baaja dhol dhol janiyaa zindagi ke saaz pe naacho sabhi jhoom ke ban jaayen pyaar ki kahaaniyaan dhol baaja dhol dhol janiyaa saaz wo ki jis se sada aaye sada pyaar ki phool wo ki jis pe khud fida ho rut bahaar ki jiska mol hai use to har koi khareed le jiska koi mol nahin wo khushi hai pyaar ki pyaar se pyaar se saja lo tum jawaniyaan pyaar se saja lo tum jawaniyaan zindagi ke saaz pe naacho sabhi jhoom ke ban jaayen pyaar ki kahaaniyaan dhol baaja dhol dhol
le chal le chal mere jeevan saathi le chal mujhe uss duniyaa mein pyaar hi pyaar hai jahaaaaannn hum tum hum tum janmon ke saathi hum tum hon jiss duniyaa mein pyaar hi pyaar hai wahaaaan le chal jab se nazar mein aap base hain jab se nazar mein aap base hain masti si chhaayi hai aankhon mein chhayi rahe ye masti bas jaaye dil ki basti mehki rahe ye waadiyaaaan le chal le chal mere jeevan saathi le chal mujhe uss duniyaa mein pyaar hi pyaar hai jahaaaaannn le chal preet ka bandhan baandh ke tumne preet ka bandhan baandh ke tumne preet pe bhi upkaar kiya hai ab ye bandhan naa toote yug yug ye saath naa chhute chalta rahe yun carwaaaaan le chal le chal mere jeevan saathi le chal mujhe uss duniyaa mein pyaar hi pyaar hai jahaaaaannn hum tum hum tum janmon ke saathi hum tum hon jiss duniyaa mein pyaar hi pyaar hai wahaaaan le chal
muskuraa ke humko loota aapne muskuraa ke humko loota aapne dil diya hai dil ke badle dil diya hai dil ke badle ye na socha aapne muskuraa ke humko loota aapne muskuraa ke humko loota aapne ho gaya jab dil ka sauda phir ye kaisi dooriyaan phir ye kaisi dooriyaan ab talak na ishq samjha husn ki majbooriyaan husn ki majbooriyaan dil jalaane ka bahaana phir banaaya aapne muskuraa ke humko loota aapne dil diya hai dil ke badle ye na socha aapne muskuraa ke humko loota aapne dard badhta ja raha hai kuchh dawa to deejiye kuchh dawa to deejiye dil pe apne haath rakh ke naam mera leejiye naam mera leejiye dard e dil ko khoob samjha khoob jaana aapne muskuraa ke humko loota aapne dil diya hai dil ke badle ye na socha aapne muskuraa ke humko loota aapne muskuraa ke humko loota aapne
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Se Humko Bichhde Vishwas (1969) 04:13 14401
 
Poster of Vishwas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Jeetendra, Aparna Sen
Duration : 04:13   Song Number : 14401   

Chandi Ki Deewar Vishwas (1969) 05:19 20278
 
Poster of Vishwas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Jitendra
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:19   Song Number : 20278   

Dhol Baaja Dhol Dhol Vishwas (1969) 06:29 39739
 
Poster of Vishwas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Jeetendra, Aparna Sen
Duration : 06:29   Song Number : 39739   

Le Chal Mere Jeevan Vishwas (1969) 04:32 14402
 
Poster of Vishwas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Hemlata, Mukesh
On Screen Actors- 
Aparna Sen, Jeetendra
Duration : 04:32   Song Number : 14402   

Muskura Ke Humko Loota Aapne Vishwas (1969) 04:17 39007
 
Poster of Vishwas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh, Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jeetendra, Aparna Sen
Duration : 04:17   Song Number : 39007