Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeWardat%20(1981)
HomeWardat%20(1981)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dekha hai maine tumhen phir se palat ke haan tum mein hai baat koi auron se hat ke aaj tumse mulaqaat ho gayi dil mein jo thi wohi baat ho gayi kisi se dil laga liya dekha hai maine tumhen phir se palat ke haan tum mein hai baat koi auron se hat ke hota yahi sabhi ka sapna mile koi jo ban jaye apna hota yahi sabhi ka sapna mile koi jo ban jaye apna kehne ko to duniya hai apni tum jo nahin ho to kuchh bhi nahin nazar mein tum sama gaye dekha hai maine tumhen phir se palat ke haan tum mein hai baat koi auron se hat ke naa jane hai wo kaun sa nasha bina piye main to bahekne laga naa jane hai wo kaun sa nasha bina piye main to bahekne laga ho gayi bhool mujhe maaf karna haath lag jaye to bhi chup rehna main hosh mein nahin rahaaaaaa dekha hai maine tumhen phir se palat ke tum mein hai baat koi auron se hat ke aaj tumse mulaqaat ho gayi dil mein jo thi wohi baat ho gayi kisi se dil laga liyaaa laaa laaalaaa laaaa laaaa laaaa laaaa laaaa hey oh ho ho laaaa hey hey hey ho
kukdu ku heyy mera dil mujhse yahi kehta hai tumhe pehle bhi kahin dekha hai jaise koi bhoola hua rishta hai tabhi to maine tumhen roka hai jeevan pyaar bina feeka hai maine duniya se yahi seekha hai din ho ya raat tu pyaar kiye jaa jeena hai to bindaas jiye ja kukdu ku mera dil mujhse yahi kehta hai tumhe pehle bhi kahin dekha hai maana hum ajnabi hain mile abhi abhi hain to kya hua are dekho meri ankhon mein tumko dikhega apna hi chehra raha maana hum ajnabi hain mile abhi abhi hain to kya hua are dekho meri ankhon mein tumko dikhega apna hi chehra din ho ya raat tu pyaar kiye jaa jeena hai to bindaas jiye ja kukdu ku mera dil mujhse yahi kehta hai tumhen pehle bhi kahin dekha hai jaise koi bhoola hua rishta hai tabhi to maine tumhen roka hai duniya jab se bani hai pyaar wahi hai badle hain log pagal karke hi chhode badhta hi jaye aisa hai rog aaha aah aah duniya jab se bani hai pyaar wahi hai badle hain log pagal karke hi chhode badhta hi jaye aisa hai rog din
is duniya mein jee nahin sakta aadmi sidha sadha is duniya mein jee nahin sakta aadmi sidha sadha isliye main ban gaya veeru se veeru dada veeru dada is duniya mein jee nahin sakta aadmi sidha sadha isliye main ban gaya veeru se veeru dada veeru dada is duniya mein jee nahin sakta aadmi sidha sadha main ghum hoon armaan nahin patthar hoon insaan nahin main ghum hoon armaan nahin patthar hoon insaan nahin haan ji haan yeh sach hai mujhko phoolon ki pehchan nahin maine phool bahut kam dekhe kante bahut jayada isliye main ban gaya veeru se veeru dada veeru dada is duniya mein jee nahin sakta aadmi sidha sadha peete peete din nikla peete peete raat huyi peete peete din nikla peete peete raat huyi ek magar haan kabhi kabhi anhoni si baat huyi aankh mein aansu bhar aaye hasne ka kiya iraada isliye main ban gaya veeru se veeru dada veeru dada is duniya mein jee nahin sakta aadmi sidha sadha kabhi idhar mud jaata hoon kabhi udhar mud jaata hoon kabhi idhar mud jaata hoon
saara jahaan chhod ke tujhe maine salaam kiya hai tune bhi kya aisa koi kaam kiya hai maine to khud apna jeena haraam kiya hai jiss din se haath tera thaam liya hai saara jahaan chhod ke tujhe maine salaam kiya hai tune bhi kya aisa koi kaam kiya hai tu chaahe pyaar naa kar main to tujhe hi chaahungi jahaan bhi tu jaayega peechhe peechhe aaungi tu chaahe pyaar naa kar main to tujhe hi chaahungi jahaan bhi tu jaayega peechhe peechhe aaungi mujhko paana hai to mera peechha chhod de saara jahaan chhod ke tujhe maine salaam kiya hai tune bhi kya aisa koi kaam kiya hai maine to khud apna jeena haraam kiya hai jiss din se haath tera thaam liya hai haaye meri to aadat hai isse usse dil dene ki aur koi meri bani to phir tu kya kar legi meri to aadat hai isse usse dil dene ki aur koi meri bani to phir tu kya kar legi jogan ban ke gali gali mein gaana gaaungi maine to khud apna jeena haraam kiya hai jiss din se haath tera thaam liya hai saara jahaan chhod ke tujhe maine
tu mujhe jaan se bhi pyaara hai tere bina soona jag saara hai dil se dil mil gaya main teri ho gayi tu mera ho jaa main teri ho gayi pyaar karna to zaroori hai zindagi warna adhoori hai ab mera pyaar haan dil bhi hai tera jaan bhi teri dil bhi tera tujhe hai kasam chaahe jo bhi ho dil mera todega nahin dil se kabhi ik pal bhi saath mera chhodega nahin main to hamesha teri rahoongi main to hamesha teri rahoongi pyaar karna to zaroori hai zindagi warna adhoori hai ab mera pyaar haan dil bhi hai tera jaan bhi teri dil bhi tera aaa aaaa aaa aaaa aaa aaaa aaaa jeevan ka har ik pal tujh pe nisaar karoonga itna koi kar na sake itna main pyaar karoonga phir tu kahegi ab chhodo bhi phir tu kahegi ab chhodo bhi tu mujhe jaan se bhi pyaara hai tere bina soona jag saara hai dil se dil mil gaya main teri ho gayi tu mera ho jaa main teri ho gayi pyaar karna to zaroori hai zindagi warna adhoori hai ab mera pyaar haan dil bhi hai tera jaan bhi teri dil bhi tera
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dekha Hai Maine Tumhen Wardat (1981) 05:58 32163
 
Poster of Wardat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Ramesh Pant
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 05:58   Song Number : 32163   

Din Ho Ya Raat Wardat (1981) 06:20 36563
 
Poster of Wardat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Ramesh Pant
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Annette
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 06:20   Song Number : 36563   

Is Duniya Mein Jee Nahin Sakta Veeru Dada (1990) 06:17 37384
 
Poster of Veeru Dada (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammad Aziz
On Screen Actors- 
Dharmendra, Amrita Singh
Duration : 06:17   Song Number : 37384   

Saara Jahaan Chhod Ke Tujhe Wardat (1981) 04:53 18422
 
Poster of Wardat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Ramesh Pant
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 04:53   Song Number : 18422   

Tu Mujhe Jaan Se Bhi Pyaara Hai Wardat (1981) 05:36 18063
 
Poster of Wardat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Ramesh Pant
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Kalpana Aiyar
Duration : 05:36   Song Number : 18063