Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeYeh%20Zindagi%20Kitni%20Haseen%20Hai%20(1966)
HomeYeh%20Zindagi%20Kitni%20Haseen%20Hai%20(1966)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Dekho Yeh Diwana
khudara yun na dil todo ladakpan ki ye zid chhodo jawaan ho mashaalla tum jawaan ho mashaalla tum jawaan ho khudara yun na dil todo ladakpan ki ye zid chhodo jawaan ho mashaalla tum jawaan ho mashaalla tum jawaan ho agar tum chaand se mathe pe apni zulf lehra do to mera dil dua dega agar tum chaand se mathe pe apni zulf lehra do to mera dil dua dega agar apni kamar ko ek zara hole se lachka do jo mangogi khuda dega khuda ne hi jawaani di jawaani ka na haq chheeno jawaan ho mashaalla tum jawaan ho mashaalla tum jawaan ho khudara yun na dil todo ladakpan ki ye zid chhodo jawaan ho mashaalla tum jawaan ho mashaalla tum jawaan ho suna to hoga tumne zindgi ek baar milti hai dubara mil nahin sakti jawaani ki kali bhi umr mein ek baar khilti hai dubara khil nahin sakti mohabbat ke yahi din hain mohabbat ko na thukrao jawaan ho mashaalla tum jawaan ho mashaalla tum jawaan ho khudara yun na dil todo ladakpan ki ye zid chhodo jawaan ho mashaalla tum jawaan ho mashaalla tum
aaaaaaaa aaa aaaa aaa aaaaaa aaa aaa aaaa aa aaaa aaaa jeene ka agar andaaz aaye to kitni haseen hai zindagi jeene ka agar andaaz aaye to kitni haseen hai zindagi marne ke liye jeena hai agar to kuchh bhi nahi hai zindagi kuchh log yahan phoolon ki jagah kaanton ki tamanna karte hain kuchh log yahan phoolon ki jagah kaanton ki tamanna karte hain jeete hai na jeene dete hain hasti ko wo ruswa karte hain hasti ko wo ruswa karte hain jeene ka agar andaaz aaye to kitni haseen hai zindagi marne ke liye jeena hai agar to kuchh bhi nahi hai zindagi shabnam ki chamak suraj ki kiran kaliyon ki hansi dekhi hi nahi shabnam ki chamak suraj ki kiran kaliyon ki hansi dekhi hi nahi yeh zindagi kitni dilkash hai afsos kabhi dekhi hi nahin afsos kabhi dekhi hi nahin jeene ka agar andaaz aaye to kitni haseen hai zindagi marne ke liye jeena hai agar to kuchh bhi nahi hai zindagi ye jeena bhi koi jeena hai jeete bhi rahe marte bhi rahe ye jeena bhi koi jeena hai jeete bhi rahe marte
koi aankh mila ke dekhe koi pyaar jataa ke dekhe dilwaalo leke aayi hoon main akhiyon ke baan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi aankh mila ke dekhe koi pyaar jataa ke dekhe dilwaalo leke aayi hoon main akhiyon ke baan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan pyaar mein jeene waale laakhon marne waala koi na ishq ki khatir jaan ka sauda karne waala koi na dilwaale to ek adaa pe hote hain kurbaan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi aankh mila ke dekhe koi pyaar jataa ke dekhe dilwaalo leke aayi hoon main akhiyon ke baan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan deewaana to pyaar karega zulfon ki zanzeer se paa lega wo manzil apni ek nazar ke teer se ishq mein jaan bachaane waale hote hain naadaan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi hai jo aake rakh de nishaane pe jaan koi aankh
nange baazoo nangi raane husn ka ye maiyaar nahin kuryaani se lutf uthaaun rooh meri beemar nahin nange baazoo nangi raane husn ka ye maiyaar nahin kuryaani se lutf uthaaun rooh meri beemar nahin nange baazoo tera badan hai raaz khuda ka insaanon par faash naa kar tera badan hai raaz khuda ka insaanon par faash naa kar yaa aisa ghar mujhe dikha de jismein koi deewar nahin nange baazoo nangi raane husn ka ye maiyaar nahin kuryaani se lutf uthaaun rooh meri beemar nahin nange baazoo apna ek ek ang dikha kar jeet li tune husn ki baazi apna ek ek ang dikha kar jeet li tune husn ki baazi soch zara ye thande dil se jeet teri kya haar nahin nange baazoo nangi raane husn ka ye maiyaar nahin kuryaani se lutf uthaaun rooh meri beemar nahin nange baazoo
pehle aankh ladaiye phir aage badh jaaiye badhkar haath milaiye apna naam bataiye pehlu mein jam jaaiye phir bhi na wo pyaar kare to peechhe hi pad jaaiye mohabbat rang layegi haseena maan jaayegi mohabbat rang laayegi haseena maan jaayegi kisi se pyaar karke dekhiye ye zindagi kitni haseen hai mohabbat rang laayegi haseena maan jaayegi kisi se pyaar karke dekhiye ye zindagi kitni haseen hai bas pehli hi pehchaan mein le jao restaurant mein farmaish kar do dance ki ye seedhi hai romance ki phir haal e dil keh deejiye kuchh sharam na ismein keejiye agar wo rooth jaayegi to kya wo shor machayegi agar wo rooth jaayegi to kya wo shor machayegi haseena maan jaayegi haseena maan jaayegi kisi se pyaar karke dekhiye ye zindagi kitni haseen hai dar lagta ho to phone par keh do nahin soya raat bhar besharmi se ya sharam se bas kehte jao dharam se deewana hoon mar jaaunga badnaam tumhe kar jaunga agar wo khauf khayegi to seedhi chal ke aayegi agar wo khauf khayegi to seedhi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dekho Ye Deewaana Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966) 04:45 39461
 
Poster of Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Saira Banu
Duration : 04:45   Song Number : 39461   

Jawaan Ho Mashaalla Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966) 04:35 38041
 
Poster of Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Saira Banu, Joy Mukherjee
Duration : 04:35   Song Number : 38041   

Jeene Ka Agar Andaaz Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966) 04:50 14438
 
Poster of Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Saira Banu
Duration : 04:50   Song Number : 14438   

Koi Aankh Mila Ke Dekhe Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966) 03:16 39462
 
Poster of Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Saira Banu
Duration : 03:16   Song Number : 39462   

Nange Baazoo Nangi Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966) 03:18 14437
 
Poster of Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:18   Song Number : 14437   

Yeh Zindagi Kitni Haseen Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966) 03:17 38945
 
Poster of Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:17   Song Number : 38945