Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnjaana (1969)
HomeAnjaana (1969)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


qaraar khoya muhabbat mein iss zamaane ne ye baat sach hi kahi hai kisi deewane ne ke jaan chali jaaye jeeya nahin jaaye jeeya jaaye to phir jeeya nahin jaaye ke jaan chali jaaye jeeya nahin jaaye jeeya jaaye to phir jeeya nahin jaaye ye ilzaam sar pe liyaa nahin jaaye liyaa jaaye to phir jeeya nahin jaaye ke jaan chali jaaye hoooo oooo oooo zamaane mein nahin deewana hum sa zamaane mein nahin deewana hum sa deewana nahin ye zamaana hum sa ye kya jaane ye kya samjhe ye baaten pyaar ki ye kya jaane ye kya samjhe ye baaten pyaar ki hooooooo ke pyaar har kisi se kiyaa nahin jaaye kiyaa jaaye to phir jeeya nahin jaaye ke jaan chali jaaye hoooo oooo oooo naa aaye kabhi neend naa aaya hai qaraar naa aaye kabhi neend naa aaya hai qaraar humaari tauba hum nahin karenge pyaar bas laao dil humara humko de do o sanam bas laao dil humara humko de do o sanam hooooo ye dil le ke waapas diyaa nahin jaaye diyaa jaaye to phir jeeya nahin jaaye ke jaan chali jaaye hoooo oooo oooo
oo ho ho oo ho ho oo ho ho main raahi anjaan raahon ka main raahi anjaan raahon ka o yaaro mera naam anjana oye main raahi anjaan raahon ka o yaaro mera naam anjana o yaaro mera naam anjana main panchhi anjaan bagon ka o yaaro mera naam anjana mere saare geet anjane mere saare geet anjane jaane kya ye log deewane jaane bas ye kaliyan ye phoolon ki galiyan jaane bas ye kaliyan ye phoolon ki galiyan main raagi anjaan geeton ka baharo mera naam anjana oye main raahi anjaan raahon ka o yaaro mera naam anjana chalta hoon main door manzil se chalta hoon main door manzil se mera kya hai kaam sahil se har toofani dhara mera hai kinara har toofani dhara mera hai kinara main manjhi anjaan dharon ka nazaron mera naam anjana oye main raahi anjaan raahon ka o yaaro mera naam anjana raste mein bahaar mil jaye raste mein bahaar mil jaye shayad koi yaar mil jaye nikla hoon akela dhoondhu koi mela nikla hoon akela dhoondhu koi mela main saathi anjaan sapnon ka pukaro mera naam
meri muhabbat teri jawaani chaar dinon ki hai zindagaani to aa meri raani le jaa chhalla nishaani aa meri raani le jaa chhalla nishaani main hoon deewana tu hai deewani ho ye saari duniyaan hai aani jaani to aa meri raani le jaa chhalla nishaani aa meri raani le jaa chhalla nishaani aaj nahin to kal tu mere pyaar ko maanegi kadar meri tu jaanegi hoo pritam ko pehchanegi aaj nahin to kal tu mere pyaar ko maanegi kadar meri tu jaanegi hoo pritam ko pehchanegi barsegaa chham chham aankhon se paani ye saari duniyaan hai aani jaani to aa meri raani le jaa chhalla nishaani aa meri raani le jaa chhalla nishaani pyaar mein askar premi pehle jhagda karten hain magar phir aahen bharte hain ik dooje pe marte hain pyaar mein askar premi pehle jhagda karten hain magar phir aahen bharte hain ik dooje pe marte hain teri meri bhi yehi kahaani ye saari duniyaan hai aani jaani to aa meri raani le jaa chhalla nishaani aa meri raani le jaa chhalla nishaani maar naa aise thokar tera
rim jhim ke geet saawan gaaye haaye bheegi bheegi raaton mein rim jhim ke geet saawan gaaye haaye bheegi bheegi raaton mein honthon pe baat jee ki aaye haaye bheegi bheegi raaton mein ho hooo hooo ho hohooo hooo oo tera mera poochhe naataa badi wo ye ghataa ghanghor hai chup hoon aise main keh doon kaise mera saajan nahin tu koi aur hai ke tera naam honthon pe mere tere sapne meri aankhon mein rim jhim ke geet saawan gaaye haaye bheegi bheegi raaton mein mera dil bhi hai deewana tere naina bhi hain naadaan se kuchh na socha kuchh na dekha kuchh bhi poocha na ik anjaan se chal pade saath hum kaise aise banke saathi raahon mein ke rim jhim ke geet saawan gaaye haaye bheegi bheegi raaton mein badi lambi jee ki baaten badi chhoti ye barkha ki raat ji kehna kya hai sunna kya hai kehne sunne ki ab kya hai baat ji bin kahe bin sune dil ne dil se kar li baaten baaton mein ke rim jhim ke geet saawan gaaye haai bheegi bheegi raaton mein rim jhim ke geet saawan gaaye haai
aaa aaa aaa wo kaun hai wo kaun hai wo kaun hai wo kaun hai jo rooth jaati hai cheez wo naazuk badi hai toot jaati hai bolo bolo preet nahin reet nahin neend nahin dori dori nahin gori wo kaun hai wo kaun hai jag jisse darta hai wo kaun hai wo kaun hai jag jisse darta hai jaagta hai raat bhar aur aahen bharta hai bolo bolo mor nahin chor nahin chakor nahin diya diya nahin piya jeet na tu paayega jo hoga dekha jaayega arre jeet na tu paayega jo hoga dekha jaayega baat bata ek raaja raani sab kuchh poochh le aaja ho o o o wo kaun hai wo kaun hai wo kaun hai wo kaun hai jo aisi hoti hai dil tadapta hai uska aur aankh roti hai bolo bolo hawa nahin ghata aaha dhuaan nahin yaad yaad nahin fariyad wo kaun hai wo kaun hai ek uljhan hoti hai wo kaun hai wo kaun hai ek uljhan hoti hai dost agar aati hai lekin dushman hoti hai bolo bolo raat nahin ghaat uhun baraat nahin nishaani nahin jawaani bhed zara ye kholo aji bolo ji kuchh bolo bhed zara ye kholo bolo bolo ji kuchh
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jaan Chali Jaye Anjaana (1969) 05:43 20752
 
Poster of Anjaana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Babita
Duration : 05:43   Song Number : 20752   

Main Raahi Anjaan Anjaana (1969) 06:02 12690
 
Poster of Anjaana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 06:02   Song Number : 12690   

Meri Muhabbat Teri Anjaana (1969) 04:59 12689
 
Poster of Anjaana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:59   Song Number : 12689   

Rim Jhim Ke Geet Anjaana (1969) 04:46 21165
 
Poster of Anjaana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Babita
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:46   Song Number : 21165   

Wo Kaun Hai Anjaana (1969) 06:17 36564
 
Poster of Anjaana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Babita
Duration : 06:17   Song Number : 36564