Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJhaptal
HomeJhaptal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


pritammmmm hooooo oooooo ooooo ooooo oooooo oooooo ooooo ooooo hooooo oooooo ooooo ooooo oooooo oooooo ooooo ooooo aawaaz de ke humein tum bulaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao aawaaz de ke humein tum bulaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao abhi to meri zindagi hai pareshaan abhi to meri zindagi hai pareshaan kahin mar ke ho khaak bhi na pareshaan diye ki tarah se na hum ko jalaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao aawaaz de ke humein tum bulaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao main saanson ke har taar mein chhup rahaa hoon main saanson ke har taar mein chhup rahaa hoon main dhadakan ke har raag mein bas rahaa hoon zaraa dil ki jaanib nigaahein jhookaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao aawaaz de ke humein tum bulaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao na honge agar hum to rote rahoge na honge agar hum to rote rahoge sadaa dil ka daaman bhigote rahoge jo tum par mitaa ho use na mitaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao aawaaz de ke
hmm hmm hmm hmm hmm aansoo bhari hain ye jeevan ki rahen koi unse keh de humen bhool jaayen aansoo bhari hain ye jeevan ki rahen koi unse keh de humen bhool jaayen aansoo bhari hain waade bhula de kasam tod de wo waade bhula de kasam tod de wo halat pe apni humen chhod de wo aise jahan se kyun hum dil lagaye koi unse keh de humen bhool jaayen aansoo bhari hain barbadiyon ki ajab dastaan hoon barbadiyon ki ajab dastaan hoon shabnam bhi roye main wo aasman hoon unhe ghar mubarak humen apni aahen koi unse keh de humen bhool jaayen aansoo bhari hain ye jeevan ki rahen koi unse keh de humen bhool jaayen aansoo bhari hain
aa aaaa aaaa aa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa bhay bhanjana vandana sun humaari bhay bhanjana vandana sun humaari daras tere maange yeh tera pujaari bhay bhanjana geeton ke phoolon ki maala bana kar geeton ke phoolon ki maala bana kar laaya hoon dil aarti mein sajaa kar yeh saanson ki sargam karoon tere arpan aa aaaaaa aaaaa aaaa aa aaaaaa aaaaa tujhe aur kya doon main thahra bhikaari tujhe aur kya doon main thahra bhikaari daras tere maange yeh tera pujaari bhay bhanjana aajaa madhur swapan si muskuraati aajaa madhur swapan si muskuraati mann ke bhujhe deep hans kar jalaati jape dil ki dhadkan tera naam hardam aa aaaaaa aaaaa aaaa aa aaaaaa aaaaa utar jyot kirnon ki le kar sawaari utar jyot kirnon ki le kar sawaari daras tere maange yeh tera pujaari bhay bhanjana vandana sun humaari bhay bhanjana
masoom chehra ye qaatil adaayen ke bemaut maare gaye hum bichaare saagar se gehri tumhaari nighaahen doobo de naa humko ye laa kar kinaare saagar se gehri hua saamnaa kya ke sau teer khaaye ajab teer the wo nazar bhi naa aaye hua saamnaa kya ke sau teer khaaye ajab teer the wo nazar bhi naa aaye kya humpe guzri tumhen kya bataayen ke bemaut maare gaye hum bichaare saagar se gehri tumhaari nighaahen doobo de naa humko ye laa kar kinaare saagar se gehri muhobbat ki unchaayi par aa chuke hum ke ab raah ki dhul hai dono aalam muhobbat ki unchaayi par aa chuke hum ke ab raah ki dhul hai dono aalam magar keh rahi hain ye dil ki sadaayen doobo de naa humko ye laa kar kinaare masoom chehra ye qaatil adaayen ke bemaut maare gaye hum bichaare masoom chehra diyaa zakhm tumne bada khubsoorat liya daag humne bada khubsoorat diyaa zakhm tumne bada khubsoorat liya daag humne bada khubsoorat salaamat rehen aap ki ye jafaayen ke bemaut maare gaye hum bichaare saagar se gehri
savere ka sooraj tumhaare liye hai savere ka sooraj tumhaare liye hai ke bhujhte diye ko na tum yaad karna huye ek beeti huyi baat hum to huye ek beeti huyi baat hum to koi aansoo hum par na barbaad karna savere ka sooraj tumhaare liye hai tumhaare liye hum tumhaare diye hum lagan ki agan mein abhi tak jalen hain humaari kami tum ko mehsoos kyun ho suhaani subah hum tumhen de chale hain jo har dam tumhaari khushi chaahte hain jo har dam tumhaari khushi chaahte hain udaas ho ke unko na naashaad karna savere ka sooraj tumhaare liye hai sabhi waqt ke aage jhukte rahe hain kisi ke liye waqt jhukta nahin hai badi tej raftaar hai zindagi ki kisi ke liye koyi rukta nahin hai chaman se jo ik phool bichhda to kya hai chaman se jo ik phool bichhda to kya hai naye gul se gulshan ko aabaad karna savere ka sooraj tumhaare liye hai
sharaabi sharaabi ye saawan kaa mausam khuda ki kasam khoobsurat naa hota agar iss mein rang e muhabbat naa hota sharaabi sharaabi ye saawan kaa mausam suhaani suhaani ye koyal ki kooke uthaati hai seene mein reh reh ke hooke chhalakti hai masti ghane baadlon se ulajhti hai nazren hasin aanchalon se ye poornoor manzar ye poornoor manzar ye rangeen aalam khuda ki kasam khoobsurat naa hota agar iss mein rang e muhabbat naa hota sharaabi sharaabi ye saawan kaa mausam gulaabi gulaabi ye phoolon ke chehre ye rimjhim ke moti ye boondon ke sehre kuchh aisi bahaar aa gayi hai chaman mein ke dil kho gaya hai kisi anjuman mein ye mehki nasheeli ye mehki nasheeli hawaaon kaa parcham khuda ki kasam khoobsurat naa hota agar iss mein rang e muhabbat naa hota sharaabi sharaabi ye saawan kaa mausam ye masum salona ajab gul khilaaye umange utha de umeeden jagaaye wo betaabiyaan dil se takraa rahin hain ke raaton ki neenden udi jaa rahi hain ye sehar e jawaani ye sehar e jawaani ye
sudh bisar gayi aaj apne gunan ki sudh bisar gayi aaj apne gunan ki aa hi gayi baat bite dinan ki sudh bisar gayi aaj apne gunan ki bikhre sapan saare vidhanaa se hum haare bikhre sapan saare vidhanaa se hum haare ansuon mein doobi hain palken nayan ki palken nayan ki sudh bisar gayi aaj apne gunan ki jiyaraa ke do toot gayi preranaa rooth jiyaraa ke do toot gayi preranaa rooth ghut ghut gayi sookh saritaa suran ki saritaa suran ki aaaaa sudh bisar gayi aaj sa ni sa ma ma ga ma dha dha ma dha sa ni sa ga sa ni sa ni dha ni dha ma dha ma ga ma dha ma dha ni sa ni dha pa ma ni dha pa ma ni dha pa ma sudh bisar gayi aaj apne gunan ki haay re kalakaar jaane na sansaar haay re kalakaar jaane na sansaar har raag mein peer hai kiss ke man ki haay kiss ke man ki sudh bisar gayi aaj sudh bisar gayi aaj apne gunan ki aa hi gayi baat bite dinan ki bite dinan ki bite dinan ki sudh bisar gayi aaaaaj
zamaane ka dastoor hai ye puraana zamaane ka dastoor hai ye puraana mitaa kar banaana bana kar mitaana mitaa kar banaana bana kar mitaana zamaane ka dastoor hai ye puraana wafaa kya yahi hai jafaa karne waale wafaa kya yahi hai jafaa karne waale nighaahen mila kar nighaahen churaana nighaahen mila kar nighaahen churaana zamaane ka dastoor hai ye puraana mohabbat ka anjaam zaahir tha hum par mohabbat ka anjaam zaahir tha hum par bahut humne roka magar dil na maana bahut humne roka magar dil na maana zamaane ka dastoor hai ye puraana koi aasmaan se zara ye to poochhchhe koi aasmaan se zara ye to poochhchhe mila kya jala kar mera aashiyaana mila kya jala kar mera aashiyaana zamaane ka dastoor hai ye puraana
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aawaaz De ke Humein Tum Bulaao Professor (1962) 05:10 12159
 
Poster of Professor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kalpana, Shammi Kapoor
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Jhaptal
Duration : 05:10   Song Number : 12159   

Ansoo Bhari Hain Parvarish (1958) 03:28 13926
 
Poster of Parvarish (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Jhaptal
Duration : 03:28   Song Number : 13926   

Bhay Bhanjana Vandana Basant Bahar (1956) 04:46 12854
 
Poster of Basant Bahar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Taal- 
Jhaptal
Duration : 04:46   Song Number : 12854   

Masoom Chehra Ye Dil Tera Deewana (1962) 05:21 13116
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Shammi Kapoor
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Jhaptal
Duration : 05:21   Song Number : 13116   

Savere Ka Sooraj Ek Bar Mooskura Do (1972) 03:50 18286
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Joy Mukherjee, Tanuja
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Jhaptal
Duration : 03:50   Song Number : 18286   

Sharaabi Sharaabi Ye Noor Jehan (1967) 04:14 12416
 
Poster of Noor Jehan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Gowda-Malhar
Taal- 
Jhaptal
Duration : 04:14   Song Number : 12416   

Sudh Bisar Gayi Aaj Sangeet Samrat Tansen (1962) 03:23 12473
 
Poster of Sangeet Samrat Tansen (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Hemant
Taal- 
Jhaptal
Duration : 03:23   Song Number : 12473   

Zamane Ka Dastoor Lajawab (1950) 03:13 13589
 
Poster of Lajawab (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Sohan, Rehana, Kuldeep Kaur
Raag- 
Des
Taal- 
Jhaptal
Duration : 03:13   Song Number : 13589