Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kya hua are kya hua dekho dekho tum phir roothe rooth ke haath chhudao na kya hua are kya hua dekho dekho tum phir roothe rooth ke haath chhudao na kya khata huyi kya khata are meethi meethi raat milan ki usko zahar banao na kya hua maine kaha kya hua dekho dekho tum phir ruthe rooth ke haath chhudao na kya hua walla kya hua lab pe nahin hai aankhon mein haan hai raat jawan hai mast sama hai hay hey lab pe nahin hai aankhon mein haan hai raat jawan hai mast sama hai yuhi sama ye beet jaye itni baat badhao na are kya hua are bhai kya hua dekho dekho tum phir ruthe rooth ke haath chhudao na kya hua are bhai kya hua haye haye oye hoye hoye aankh mila lo raat jaga lo pyaar ka rangeen jashan mana lo hay hey aankh mila lo raat jaga lo pyaar ka rangeen jashan mana lo fida hu main is mukhde par mujhko pith dikhao na are kya hua walla walla kya hua dekho dekho tum phir ruthe rooth ke haath chhudao na kya hua maine kaha kya hua hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm thandi hawa
kya hua ek baat par barson ka yaarana gaya iss bahaane doston ka pyaar pehchaana gaya kya hua kya hua kya hua ek baat par barson ka yaarana gaya kya sunaayen hum kisi ko pyaar ki ye daastaan kya sunaayen hum kisi ko pyaar ki ye daastaan pyaar ki ye daastaan jaan jaane ko hai baaki dil to deewaana gaya kya hua ek baat par barson ka yaarana gaya unn ka unke ghum ka aye dil ab kare afsos kya unn ka unke ghum ka aye dil ab kare afsos kya ab kare afsos kya jiss ko aana tha wo aaya jiss ko tha jaana gaya kya hua ek baat par barson ka yaarana gaya unn se milne ki ijaazat ek bas humko nahin hoo unn se milne ki ijaazat ek bas humko nahin ek bas humko nahin unse milne unke ghar har apna begaana gaya hoo kya hua ek baat par barson ka yaarana gaya iss bahaane doston ka pyaar pehchaana gaya kya hua kya hua kya hua ek baat par barson ka yaarana gaya
Kya Hua Maine Agar
kya hua tera waada wo kasam wo iraada kya hua tera waada wo kasam wo iraada bhoolega dil jis din tumhein wo din zindagi ka aakhari din hoga kya hua tera waada wo kasam wo iraada bhoolega dil jis din tumhein wo din zindagi ka aakhari din hoga kya hua tera waada yaad hai mujhko tune kahaa tha tumse nahin roothenge kabhi dil ki taraah se haath mile hain kaise bhala chhutenge kabhi teri baahon mein beeti har shaam bewafa ye bhi kyaa yaad nahin kya hua tera waada wo kasam wo iraada bhoolega dil jis din tumhein wo din zindagi ka aakhari din hoga kya hua tera waada wo kasam wo iraada o kehne waale mujh ko farebi kaun farebi hai ye bata wo jisne ghum liya pyaar ki khaatir ya jisne pyaar ko bech diya nasha daulat ka aisa bhi kya ke tujhe kuchh bhi yaad nahin kya hua tera waada wo kasam wo iraada bhoolega dil jis din tumhein wo din zindagi ka aakhari din hoga kya hua tera waada wo kasam wo iraada
kya hua yaad nahin kaise hua yaad nahin ab mujhe kuchh bhi mohabbat ke siva yaad nahin kya hua yaad nahin kaise hua yaad nahin ab mujhe kuchh bhi mohabbat ke siva yaad nahin kya hua yaad nahin hum wohi aap wohi hum wohi aap wohi phir bhi ye anjaana pan aapne odh liya kyun ye udaasi ka kafan kab huyi kisse huyi kaisi khata yaad nahin ab mujhe kuchh bhi mohabbat ke siva yaad nahin kya hua yaad nahin aa badlen to fiza rang badal jaayegi lab pe roti hai jo wo aah nikal jaayegi aa badlen to fiza rang badal jaayegi lab pe roti hai jo wo aah nikal jaayegi aap kyun aaj hain hum sabse khafa yaad nahin ab mujhe kuchh bhi mohabbat ke siva yaad nahin kya hua yaad nahin kaise hua yaad nahin ab mujhe kuchh bhi mohabbat ke siva yaad nahin kya hua yaad nahin yaad nahin yaad nahin
ho kya hua yaaron garibi ke hum paale hain dil ke raja hain dilwale hain ho kya hua yaaron garibi ke hum paale hain dil ke raja hain dilwale hain ho haar yeh baahon ke phool yeh chaahon ke kuchh to samajh ke tum pe daale hain kya hua yaaron garibi ke hum paale hain dil ke raja hain dilwale hain haa haar yeh baahon ke phool yeh chaahon ke kuchh to samajh ke tum pe daale hain kya hua yaaron garibi ke hum paale hain dil ke raja hain dilwale hain oooo ho oo oooo oooo burr hey hey hey hey hey hey hey hey botal botal beche logon paisa aana pai batli wala ho dibbe wala hey lekin mere dil ki kimat unchi mere bhai meri ameeri duniya samajh na payi dekho re maal ke pujari daulat ke bikhari sach kahun sab yehh paise wale hain kya hua yaaron gareebi ke hum paale hain dil ke raja hain dilwale hain naka naka naka matwala tangewala naka naka naka matwala tangewala ghar pe tanga ghar pe tanga jiska hai gori ghar pe tanga ghar pe tanga jiska hai gori jhutha sacha jaisa bhi hai main
kya huya ye mujhe kya huya kya pata jaane kyun machal raha hai aaj dil mera pyaar ki dagar pe koi tujhe le chala kaun hai wo kaun hai humein bhi to bata kya huya sans sans bekraar hai jaise tere dil ke paar hai aaaa haaye jiski mithi mithi hai jalan ye wo madbhara bukhaar hai mat kisi ko bata chhup sake to chhupa kya huya haye haye ye mujhe kya huya kya pata jaane kyun machal raha hai aaj dil mera pyaar ki oyeoye dagar pe koi tujhe le chala kaun hai wo kaun hai humein bhi to bata kya huya din mein tujhko khawab aayenge aur raat bhar jagaayenge jhoot ye kasak jo yun bani rahi haye hum to mar hi jaayenge dhadke dil har ghadi haye ye kya bebasi ooooo ooooo oooooo pyaar ki dagar pe koi tujhe le chala kaun hai wo kaun hai humein bhi to bata kya huya haaye haaye ye mujhe kya huya kya pata jaane kyun machal raha hai aaj dil mera kya huya is nashe ka kya utaar hai is nadi ka koi paar hai aaaaaa rog ye to laailaaj hai chal hatt haan isi ka naam pyaar hai roz hota nahin hoke
kya humne kya humne bigaada hai kyun humko sataate ho kya humne bigaada hai kyun humko sataate ho hum khelenge jis dil se hum khelenge jis dil se hum khelenge jis dil se us dil ko chhupaate ho hum khelenge jis dil se us dil ko chhupaate ho us dil ko chhupaate ho kya humne bigaada hai kyun humko sataate ho kya humne bigaada hai kyun humko sataate ho chhupte bhi nahin zaalim chhupte bhi nahin zaalim na saamne aate ho chhupte bhi nahin zaalim na saamne aate ho na saamne aate ho hum aate hain to qaatil hum aate hain to qaatil hum aate hain to qaatil tum aankh churaate ho hum aate hain to qaatil tum aankh churaate ho tum aankh churaate ho kya humne bigaada hai kyun humko sataate ho bande hain wafa ke humen harjaayi se kya kaam bande hain wafa ke humen harjaayi se kya kaam humen harjaayi se kya kaam humen harjaayi se kya kaam hum khoob samjhte hain hum khoob samjhte hain hum khoob samjhte hain tum humko banaate ho hum khoob samjhte hain tum humko banaate ho tum humko
kya itna bhi adhikaar nahin dhoondh sakun nazaron mein teri apna khoyaa pyaar dekh sakun dekh sakun jee bhar ke tujhko door khada ek baar door khada ek baar kya itna bhi adhikaar nahin kabhi kahin jaane anjaane kar loon main lachaar jhoom sakun jhoom sakun main sun kar teri payal ki jhankaar payal ki jhankaar kya itna bhi adhikaar nahin karun tere sapnon pe apni raaton ka shingaar chhed sakun chhed sakun man ki veena par tere geet hazaar tere geet hazaar kya itna bhi adhikaar nahin nain bichha main raah niharun prem nagar ke dwaar poochh sakun poochh sakun main tujh se apne jeene ka aadhaar jeene ka aadhaar kya itna bhi adhikaar nahin
kya Jaan Thi Paas Wo Jaan Le Kar Hum Teri Gali Mein Aa Nikle
kya jalwa kya nazaara meri aankhon ne dekha allah allah hmmm kya jalwa kya nazaara meri aankhon ne dekha allah allah unki nazar ka jhukna jhuk ke uthna uth ke phir jhuk jaana allah allah kya jalwa kya nazaara meri aankhon ne dekha allah allah haaye unki nazar ka jhukna jhuk ke uthna uth ke phir jhuk jaana allah allah maujen tadap rahi hain dariya mein mat nahaao maujen tadap rahi hain dariya mein mat nahaao paani mein o haseena tum aag mat lagaao shola badan se lapka ho lapka shola badan se lapka tauba tauba uthne laga dhuan sa allah allah kya jalwa kya nazaara meri aankhon ne dekha allah allah unki nazar ka jhukna jhuk ke uthna uth ke phir jhuk jaana allah allah haathon ko yun uthaa ke chehra chhupa liya hai haathon ko yun uthaa ke chehra chhupa liya hai baalon ko yun gira ke parda bana liya hai mushkil hai phir bhi chhupna ho chhupna mushkil hai phir bhi chhupna chhup kar chalna chalte chalte rukna allah allah kya jalwa kya nazaara meri aankhon ne dekha allah
aaa aa aaaa hmm hmm hmm hmm kya jaanoon sajan hoti hai kya ghum ki shaam jal uthe sau diye jab liya tera naam kya jaanoon sajan hoti hai kya ghum ki shaam jal uthe sau diye jab liya tera naam kya jaanoon sajan kaanton mein main khadi nainon ke dwaar pe nis din bahaar ke dekhoon sapne kaanton mein main khadi nainon ke dwaar pe nis din bahaar ke dekhoon sapne chehre ki dhool kya chanda ki chandani utari to reh gayi mukh pe apni kya jaanoon sajan hoti hai kya ghum ki shaam jal uthe sau diye jab liya tera naam kya jaanoon sajan jab se mili nazar maathe pe ban gaye bindiyaan nayan tere dekho sajnaa jab se mili nazar maathe pe ban gaye bindiyaan nayan tere dekho sajnaa dhar li jo pyaar se meri kalaayiyaan piyaa teri ungaliyaan ho gayi kangana kya jaanoon sajan hoti hai kya ghum ki shaam jal uthe sau diye jab liya tera naam kya jaanoon sajan hoti hai kya ghum ki shaam jal uthe sau diye jab liya tera naam kya jaanoon sajan hoti hai kya
kya jawaan raat hai baharon ki kya jawaan raat hai baharon ki shamma roshan hai roshan hai chaand taaron ki kya jawaan raat hai baharon ki kya jawaan raat hai baharon ki koi jo mujhe dekhe wo duniya ko bhoole kuchh aisa meri akhiyon mein jaadu hai sanam zara o dilwaale nigahen to milale bache to dil bachaale tujhe allah ki kasam koi jo mujhe dekhe wo duniya ko bhoole kuchh aisa meri akhiyon mein jaadu hai sanam zara o dilwaale nigahen to milale bache to dil bachaale tujhe allah ki kasam jaan haazir hai bekraaron ki kya jawaan raat hai baharon ki kya jawaan raat hai baharon ki shamma roshan hai roshan hai chaand taaron ki kya jawaan raat hai baharon ki kya jawaan raat hai baharon ki ye tera muskuraana banaata hai deewaana nigahen mastaana koi jaam to de behekta chalun main mehekta chalun main zamaana mujhe tera hi deewaana kahe ye tera muskuraana banaata hai deewaana nigahen mastaana koi jaam to de behekta chalun main mehekta chalun main zamaana mujhe tera hi
main kaun kya kahun kaun hoon main janun na main yaar kya hai naam kisko khabar sun mere yaar kya kahun kaun hoon main janun na main yaar kya hai naam kisko khabar sun mere yaar kya kahun kaun hoon main janun na main yaar kya hai naam kisko khabar sun mere yaar kya kahun kaun hoon main makaan hum hain beghar jo bhi mile humein bura kahe puchho na in thokaron mein pale bade huye hum hain beghar jo bhi mile humein bura kahe puchho na in thokaron mein pale bade huye ye janen dil se humein koi nahin chahe mange hum jo daam to de ke har koi pana chahe kya kahun kaun hoon main janun na main yaar kya hai naam kisko khabar sun mere yaar kya kahun kaun hoon main seena jori se bhi kaise chheeni looti jaye pyaar ki daulat nafrat jaisi baahon mein na aaye seena jori se bhi kaise chheeni looti jaye pyaar ki daulat nafrat jaisi baahon mein na aaye teri khatir aayi hai jee mein faila dein hum haath bhikhari hoke nibha dein hum tera saath kya kahun kaun hoon main janun na main
kya khabar kya pata kya khushi hai ghum hai kya kya khabar kya pata kya khushi hai ghum hai kya kya khabar kya pata kya khushi hai ghum hai kya le ke aansoon jo hansi de ghum ke badle jo khushi de raaz ye jaana usi ne zindagi kya hai zindagi kya khabar kya pata kya khushi hai ghum hai kya kal ki baaten bhool jaa guzri raaten bhool jaa khaab jo sach ho sake naa unki yaaden bhool jaa kal ki baaten bhool jaa guzri raaten bhool jaa khaab jo sach ho sake naa unki yaaden bhool jaa jo naa haare bebasi se naa kare shikwaa kisi se raaz ye jaana usi ne zindagi kya hai zindagi kya khabar kya pata kya khushi hai ghum hai kya apne dil ka dard ye umr bhar hans kar piye jeena uska jeena hai jo auron ki khaatir jeeye apne dil ka dard ye umr bhar hans kar piye jeena uska jeena hai jo auron ki khaatir jeeye kaam le zindadili se yun hi khele zindagi se raaz ye jaana usi ne zindagi kya hai zindagi kya khabar kya pata kya khushi hai ghum hai kya kya khabar kya pata kya khushi hai ghum
kya khabar thi ki muhabbat mein ye din aate hain jise hum apna banate hain vo tadpaate hain wo din kahan gaye bata wo din kahan gaye bata jab is nazar mein pyaar tha pyaar tha wo din kahan gaye bata maine to kuchh kaha nahin jo yun nigaahen pher li maine to kuchh kaha nahin wo raat yaad hai yahi kissa hua tha pyaar ka wo din kahan gaye bata wo din kahan gaye bata aankhon mein neend thi magar soye nahin the raat bhar aankhon mein neend thi magar soye nahin the raat bhar dil ko laga hua tha darr haaye savera ho gaya wo din kahan gaye bata wo din kahan gaye bata jab is nazar mein pyaar tha pyaar tha wo din kahan gaye bata
kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega rahne de dil ki baatein varna pachhtayega tumse pyaar ho jayega achcha kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega ho rahne de dil ki baatein varna pachhtayega tumse pyaar ho jayega kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega dil mera ae jane jaana anmol hai ye khazana tujh par lutaunga sadke main jaunga tujh par lutaunga sadke main jaunga mujh sa hai aashiq kahan haye kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega hey kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega are rehne de dil ki baatein varna pachhtayega tumse pyaar ho jayega kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega tumse karun pyaar kaise kar lun main ikraar kaise mujhko sataaoge neenden udaaoge mujhko sataaoge neenden udaaoge achhi hai ye dooriyan haan kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega kya
kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho phir se kaho kehte raho achchha lagta hai jeevan ka har sapna ab sachcha lagta hai kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho tareef karoge kab tak bolo kab tak mere seene mein saans rahegi jab tak kab tak main rahoongi mann mein haan mann mein sooraj hoga jab tak neele gagan mein phir se kaho kehte raho achchha lagta hai jeevan ka har sapna ab sachcha lagta hai o o o kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho tum pyaar se pyaari ho tum jaan humaari ho aa aa o oh oh khush ho na mujhe tum paakar mujhe paakar pyaase dil ko aaj mila hai saagar kya dil mein hai aur tamanna hai tamanna har jeevan mein tum meri hi baalma phir se kaho kehte raho achchha lagta hai jeevan ka har sapna ab sachcha lagta hai o o o kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho tum pyaar se pyaare ho tum jaan humaari ho tum pyaar se pyaare ho tum jaan humaari ho mm hm hm hm hm hm hmm
kya khoya kya paaya jag mein milte aur bichhadte pag mein kya khoya kya paaya jag mein milte aur bichhadte pag mein mujhe kisi se nahi shikayat yadhypi chhala gaya pag pag mein ek drishti beeti par daalein yaadon ki potli tatolen ek drishti beeti par daalein yaadon ki potli tatolen apne hi mann se kuchh bolen apne hi mann se kuchh bolen prithvi lakhon arsh purani jeevan ek anant kahani prithvi lakhon arsh purani jeevan ek anant kahani par tan ki apni simaayen yadhyapi sau shardon ki vaani itna kaafi hai antim dastak par khud darwaza kholen itna kaafi hai antim dastak par khud darwaza kholen apne hi mann se kuchh bolen apne hi mann se kuchh bolen janam maran ka avirat phera jeevan banjaron ka dera janam maran ka avirat phera jeevan banjaron ka dera aaj yahan kal kahan kooch hai kaun jaanta kidhar savera andhiyara aakash aseemit pranon ke pankho ko tolen andhiyara aakash aseemit pranon ke pankho ko tolen apne hi mann se kuchh bolen apne hi mann se kuchh bolen apne hi
Kya Kya Na Sitam
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kya Hua Are Kya Hua Suraag (1982) 05:08 32525
 
Poster of Suraag (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Geeta Siddharth
Duration : 05:08   Song Number : 32525   

Kya Hua Ek Baat Par Teri Kasam (1982) 04:55 18396
 
Poster of Teri Kasam (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav Dagaonkar
Duration : 04:55   Song Number : 18396   

Kya Hua Maine Agar Yeh Dil Kisko Doon (1963) 03:38 11434
 
Poster of Yeh Dil Kisko Doon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Iqbal Qureshi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Ragini
Duration : 03:38   Song Number : 11434   

Kya Hua Tera Waada Hum Kisise Kum Naheen (1977) 04:32 20808
 
Poster of Hum Kisise Kum Naheen (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Tariq, Baby Rani
Duration : 04:32   Song Number : 20808   

Kya Hua Yaad Nahin Madadgaar (1987) 04:17 37186
 
Poster of Madadgaar (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jeetendra, Aruna Irani
Duration : 04:17   Song Number : 37186   

Kya Hua Yaaron Bundal Baaz (1976) 04:48 37138
 
Poster of Bundal Baaz (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:48   Song Number : 37138   

Kya Hua Yeh Mujhe Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) 03:30 40502
 
Poster of Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Chanchal, Padmini
Duration : 03:30   Song Number : 40502   

Kya Humne Bigaada Hai Bhanwara (1944) 03:09 17970
 
Poster of Bhanwara (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Khemchand Prakash
Duration : 03:09   Song Number : 17970   

Kya Itna Bhi Adhikaar Nahin Talat Mahmood 03:19 38023
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Hindi Non Film
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:19   Song Number : 38023   

Kya Jaane Kya Armaan Le Kar Anarkali (1958) 03:11 11450
 
Poster of Anarkali (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Rasheed Attre
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan, Mohammad Afzal
Duration : 03:11   Song Number : 11450   

Kya Jalwa Kya Nazaara Teesri Aankh (1982) 07:06 38147
 
Poster of Teesri Aankh (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Zeenat Aman
Duration : 07:06   Song Number : 38147   

Kya Janoon Sajan Baharon Ke Sapne (1967) 05:25 20809
 
Poster of Baharon Ke Sapne (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 05:25   Song Number : 20809   

Kya Jawaan Raat Hai Sindbad Alibaba Aur Aladin (1965) 04:07 37783
 
Poster of Sindbad Alibaba Aur Aladin (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
Ravi
Duration : 04:07   Song Number : 37783   

Kya Kahoon Kaun Hoon Main Lal Kothi (1978) 04:39 36157
 
Poster of Lal Kothi (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:39   Song Number : 36157   

Kya Khabar Kya Pata Saaheb (1985) 06:33 18207
 
Poster of Saaheb (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 06:33   Song Number : 18207   

Kya Khabar Thi Tarana (1951) 02:37 32152
 
Poster of Tarana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 02:37   Song Number : 32152   

Kya Khabar Thi Jaana Khiladi (1992) 04:58 36170
 
Poster of Khiladi (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Ayesha Julka, Akshay Kumar
Duration : 04:58   Song Number : 36170   

Kya Khoob Lagti Ho Dharmatma (1975) 03:58 20810
 
Poster of Dharmatma (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh, Kanchan
On Screen Actors- 
Feroz Khan, Hema Malini, Rekha
Duration : 03:58   Song Number : 20810   

Kya Khoya Kya Paaya (Samvedna) Jagjit Singh 05:00 32029
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:00   Song Number : 32029   

Kya Kya Na Sitam Mohini (1957) 03:24 39864
 
Poster of Mohini (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Nirupa Roy, Shahu Modak
Duration : 03:24   Song Number : 39864