Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Taqdeeren Daudti Raftaar Mein Patri Pe Waqt Ki Qataar Mein, Hairat Ke Manzar Ye Dikhlaati Hai (Phans Gaya Phans Gaya)
aaaa aaa aaa kismat phati huyi thi taanke laga rahe hain allah tere bande daulat kama rahe hain phati huyi kismat ki chadar siye ja siye ja siye ja ho bande siye ja siye ja siye ja phati huyi kismat ki chadar siye ja siye ja siye ja ho bande siye ja siye ja siye ja siye ja jiye ja siye ja jiye ja oo ho siye ja siye ja siye ja apne peechhe padi thi zalim ho apne peechhe padi thi zalim kismat panje jhaad ke allah ne jab daulat bheji bheji chhapar faad ke aur ye kaha aur ye kaha kismat par bakhiya kiye ja kiye ja kiye ja oo ho bande siye ja siye ja siye ja siye ja jiye ja siye ja jiye ja oo ho siye ja siye ja siye ja matlab ki kainchi se kaate matlab ki kainchi se kaate baap ho ya wo bhai ho usi ke taanke pakke jisne daulat khoob kamayi ho duniya ki duniya ki jeb se jo bhi nikle liye ja liye ja liye ja hoo bande siye ja siye ja siye ja siye ja jiye ja siye ja jiye ja oo ho siye ja siye ja siye ja akal ki sui lekar beta ho beta akal ki sui lekar beta samjh ke dore dale
alo alo rong jomkalo chand hoye jay chena sona mukh janasona hat chuye jay dhire dhire mon ghire ghire gaan rekhe jay kichu michu raat pichu pichutan deke jay ajo ache gopon pherari mon beje geche kakhon se telephone hmmm chena sona mukh janasona hat chuye jay dhire dhire mon ghire ghire gaan rekhe jay ajo ache gopon pherari mon beje geche kakhon se telephone choto choto din alape rongin nuriri moton choto choto raat chena mon tar polasher bon aha ogochalo ghar khorkuto moy chile kotha kon aha ha ha aha choto choto din alape rongin nuriri moton choto choto raat chena mon tar polasher bon aha ogochalo ghar khorkuto moy chile kotha kon katha chilo hete jabo chayapoth hmmm hmm hmm pherari mon beje geche kakhon se telephone kichu michu raat pichu pichu tan obikol alo alo chand jamkalo chand jholmol ajo ache gopon pherari mon beje geche kakhon se telephone guro guro nil rong pencil jochonar jal jhuro jhuro kanch agun choya dhekeche anchol aha footpath bhir jahajer dak
phir aah dil se nikli tapkaa lahu jigar se haannnn shaayad wo jaa rahe hain chhup kar meri nazar se chhup kar meri nazar se chhup kar meri nazar se chhup kar meri nazar se chhup kar meri nazar se shaayad wo jaa rahe hain chhup kar meri nazar maaloom kya tha dil par haaannnn ik ye sitam bhi hoga haaannn aayenge aur aakar phir jaayenge wo dar se phir jaayenge wo dar se phir jaayenge wo dar se phir jaayenge wo dar se phir jaayenge wo dar se aayenge aur aa kar phir jaayenge wo dar wo jaante to honge haaaannnn wo jaante to honge majbooriyaan humaari hum jinko dekhte hain hasrat bhari nazar se hasrat bhari nazar se hasrat bhari nazar se hasrat bhari nazar se hasrat bhari nazar se hum jinko dekhte hain hasrat bhari nazar hum ho gaye paraaye haaannn ab unse vaasta kya haaannn keh de ye unse koi guzren naa wo idhar se guzren naa wo idhar se guzren naa wo idhar se guzren naa wo idhar se guzren naa wo idhar se keh de ye unse koi guzren naa wo idhar se
phir aaj mujhe tumko bas itna bataana hai phir aaj mujhe tumko bas itna bataana hai hasna hi jeevan hai hanste hi jaana hai phir aaj mujhe tumko bas itna bataana hai hasna hi jeevan hai hanste hi jaana hai madhuban ho yaa gulshan ho pathjhad ho yaa saawan ho madhuban ho yaa gulshan ho pathjhad ho yaa saawan ho har haal mein insaan ka ik phool saa jeevan ho kaanton mein ulajh ke bhi khushboo hi lootana hai hasna hi jeevan hai hanste hi jaana hai har pal jo guzar jaaye daaman ko to bhar jaaye har pal jo guzar jaaye daaman ko to bhar jaaye ye soch ke jee len to taqdeer sanwar jaaye iss umar ki raahon se khushiyon ko churana hai hasna hi jeevan hai hanste hi jaana hai sab dard mitaa den hum har ghum ko sazaa den hum sab dard mitaa den hum har ghum ko sazaa den hum kehte hai jise jeena duniyaa ko seekha den hum ye aaj to apna hai kal bhi apnaana hai hasna hi jeevan hai hanste hi jaana hai phir aaj mujhe tumko bas itna bataana hai hasna hi jeevan hai hanste hi jaana hai
phir aane laga yaad wohi pyaar ka aalam inkaar ka aalam kabhi iqraar ka aalam phir aane laga yaad wohi pyaar ka aalam pyaar ka aalam wo pehli mulaqaat mein wo pehli mulaqaat mein wo pehli mulaqaat mein rangeen ishaare phir baaton hi baaton mein wo taqraar ka aalam phir aane laga yaad wohi pyaar ka aalam pyaar ka aalam wo jhoomta balkhaata wo jhoomta balkhaata wo jhoomta balkhaata hua sarv e kharamat main kaise bhula doon teri raftaar ka aalam phir aane laga yaad wohi pyaar ka aalam pyaar ka aalam kab aaye the wo kab gaye kab aaye the wo kab gaye kab aaye the wo kab gaye kuchh yaad nahi hai aankhon mein basa hai wohi deedar ka aalam phir aane laga yaad wohi pyaar ka aalam inkaar ka aalam kabhi iqraar ka aalam pyaar ka aalam pyaar ka aalam pyaar ka aalam haaye pyaar ka aalam
badle tere maahi laake jo koyi saari duniya bhi dede agar toh kise duniya chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye kisi ki na madad na dua chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye sunn haaniye jind jaaniye sau baar janam loon toh bhi tu hi humdum har dafa chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye kisi ki na madad na dua chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye tu hi re tu hi re tu hi re heeriye tu hi re tu hi re tu hi re meeriye tu meri main hoon tera raanjha tu hi re tu hi re tu hi re heeriye tu hi re tu hi re tu hi re meeriye tu meri main hoon tera raanjha ho jab tak teri neend na toote ugta nahin hai sooraj mera ann ann ammm jab tak teri neend na toote ugta nahin hai sooraj mera khwaab rahe kis kaam ke mere khwaab se pyara tu sach mera sunn haaniye jind jaaniye zakhmon ko mere marham ki jagah bas tera chhua chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye tu hai toh mujhe
hum logon ko samjh sako to hum logon ko samjh sako to samjho dilbar jaani jitna bhi tum samjhoge utni hogi hairaani hum logon ko samjh sako to samjho dilbar jaani jitna bhi tum samjhoge utni hogi hairaani apni chhatri tumko dete kabhi jo barse paani kabhi naye packet mein benche tumko cheez puraani phir bhi dil hai hindustaani phir bhi dil hai hindustaani phir bhi dil hai hindustaani phir bhi dil hai hindustaani thode anaadi hai thode khilaadi ruk ruk ke chalti hai apni gaadi thode anaadi hai thode khilaadi ruk ruk ke chalti hai apni gaadi humen pyaar chaahiye aur kuchh paise bhi hum aise bhi hain hum hain waise bhi hum logon ko samjh sako to samjho dilbar jaani ulti seedhi jaisi bhi hai apni yahi kahaani thodi hum mein hoshiyaari hai thodi hai naadaani thodi hum mein sachchaayi hai thodi beimaani aankhon mein kuchh aansun hain kuchh sapne hain aansun aur sapne donon hi apne hain aankhon mein kuchh aansun hain kuchh sapne hain aansun aur sapne donon hi apne hain
phir chhidi raat baat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki raat hai yaa baaraat phoolon ki raat hai yaa baaraat phoolon ki phool ke haar phool ke gajre phool ke haar phool ke gajre shaam phoolon ki raat phoolon ki shaam phoolon ki raat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki aapkaa saath saath phoolon kaa aapkaa saath saath phoolon kaa aap ki baat baat phoolon ki aap ki baat baat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki phool khilte rahenge duniyaa mein phool khilte rahenge duniyaa mein roz niklegi baat phoolon ki roz niklegi baat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki nazren milti hain jaam milte hain nazren milti hain jaam milte hain mil rahi hai hayaat phoolon ki mil rahi hai hayaat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki ye mehkti huyi gazal makhdoon ye mehkti huyi gazal makhdoon jaise sehraa mein raat phoolon ki jaise sehraa mein raat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki raat hai yaa baaraat phoolon ki
Phir Haath Mein Sharab Hai
phir hatheli pe lakeeron ka samandar dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon phir hatheli pe lakeeron ka samandar dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon dhoondta rehta hoon chehron ke ghane jungal mein dhoondta rehta hoon chehron ke ghane jungal mein shayad ek roz tera roop kahin par dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon mujhko maaloom hai saajish to karegi duniya mujhko maaloom hai saajish to karegi duniya khwaab chun loon to kahin waqt se chhup kar dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon phir hatheli pe lakeeron ka samandar dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon
phir kahin phir kahin koi phool khila chaahat naa kaho usko phir kahin koi phool khila chaahat naa kaho usko phir kahin koi deep jala manzil naa kaho usko phir kahin mann ka samandar pyaasa hua kyun kisi se maange dua mann ka samandar pyaasa hua kyun kisi se maange dua laheron ka laga jo mela toofan na kaho usko phir kahin koi phool khila chaahat naa kaho usko phir kahin dekhen kyun sab wo sapne khud hi sajaaye jo humne dekhen kyun sab wo sapne khud hi sajaaye jo humne dil unse behal jaaye to raahat naa kaho usko phir kahin
aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa phir kisi shakh ne phenki chhanv phir kisi shakh ne haath hilaaya phir kisi mod se uljhe paaun phir kisi shakh ne phenki chhanv phir kisi shakh ne haath hilaaya phir kisi mod se uljhe paaun phir kisi mod se uljhe paaun phir kisi raah ne paas bulaaya hoooo oooo oooo oooo phir kisi shakh ne phenki chhanv phir kisi shakh ne haath hilaaya lab pe aata nahin tha naam unka lab pe aata nahin tha naam unka aaj aaya to baar baar aaya bewajah beqaraar rehte the bewajah aaj phir qaraar aaya hoooo oooo oooo oooo phir kisi shakh ne phenki chhanv phir kisi shakh ne haath hilaaya hum to bhule huye the dil ko magar hum to bhule huye the dil ko magar dil ne kyun aaj humko yaad kiya kyun kuredaa puraana zakhm usne kyun kisi bhule ghum ko yaad kiya hoooo oooo oooo oooo phir kisi shakh ne phenki chhanv phir kisi shakh ne haath hilaaya phir kisi mod se uljhe paaun phir kisi raah ne paas bulaaya
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm phir koi muskuraya phir ek phool khila koi bulaaye aur koi aaye ab dil chaahe kyaaaa phir koi muskuraya phir ek phool khila koi bulaaye aur koi aaye ab dil chaahe kyaaaa phir koi muskuraya phir ek phool khila zindagi phir wohi geet gungunane lagi iss gali jhoomti phir bahaar aane lagi phir koi muskuraya phir ek phool khila koi bulaaye aur koi aaye ab dil chaahe kyaaaa phir koi muskuraya phir ek phool khila dil mere jhoom le yaad kar ke uss shaam ko behke hum jiss ghadi pee ke pyaar ke jaam ko phir koi muskuraya phir ek phool khila koi bulaaye aur koi aaye ab dil chaahe kyaaaa phir koi muskuraya phir ek phool khila hona hai aaj phir apne sabra ka imtihaan lootna hai tumko phir aaj mere dil meri jaan phir koi muskuraya phir ek phool khila koi bulaaye aur koi aaye ab dil chaahe kyaaaa phir koi muskuraya phir ek phool khila
phir kuchh is dil ko beqaraari hai phir kuchh is dil ko beqaraari hai seena zoya e zakhm e kaari hai phir kuchh is dil ko phir jigar khodne laga naakhun aamad e fasle lalaqaari hai phir kuchh is dil ko phir usi bewafaa pe marte hain phir usi bewafaa pe marte hain phir wohi zindagi hamaari hai phir kuchh is dil ko bekhudi besabab nahin gaalib kuchh to hai jiski pardadaari hai phir kuchh is dil ko beqaraari hai
aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa phir le aaya dil majboor kya kije raas na aaya rehna door kya kije dil keh raha usse mukammal kar bhi aao wo jo adhuri si baat baaki hai wo jo adhuri si yaad baaki hai wo jo adhuri si yaad baaki haiiii haan haan aaaa karte hain hum aaj kabool kya kije hoo gaye the jo humse bhool kya kije dil keh raha usse mayassar kar bhi aao wo jo dabi si aas baaki hai wo jo dabi si aanch baaki hai wo jo dabi si aanch baaki hai wo jo dabi si aanch baaki hai kismat ko hai ye manzoor kya kijeee ga pa ni dha ni ni re ni dha ni ma dhapaaaa aye hey kismat ko hai ye manzoor kya kije kismat ko hai ye manzoor kya kije milteee rahe hum badastoor kya kije dil keh raha hai usse musalsal kar bhi aao wo jo ruki si raah baaki hai wo jo ruki si chaah baaki hai wo jo ruki si chaah baaki hai wo jo ruki siiii chaah baaki hai hmmmmm aaaaaa hnnn aaa aye aye hmm ummmm
phir le aaya dil majboor kya keeje phir le aaya dil majboor kya keeje raas na aaya rehna door kya keeje dil keh raha use muqammal kar bhi aao wo jo adhoori si baat baaki hai wo jo adhoori si yaad baaki hai wo jo adhoori si yaad baaki hai karte hain hum aaj qabool kya keeje ho gayi thi jo humse bhool kya keeje karte hain hum aaj qabool kya keeje ho gayi thi jo humse bhool kya keeje dil keh raha use mayassar kar bhi aao wo jo dabi si aas baaki hai wo jo dabi si aanch baaki hai wo jo dabi si aanch baaki hai wo jo dabi si aanch baaki hai kismat ko hai yeh manzoor kya keeje milte rahen hum badastoor kya keeje kismat ko hai yeh manzoor kya keeje milte rahen hum badastoor kya keeje dil keh raha use musalsal kar bhi aao wo jo ruki si raah baaki hai wo jo ruki si chaah baaki hai wo jo ruki si chaah baaki hai wo jo ruki si chaaaaah baaaakiii hai haiiinnn nnnnn
phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo dil ki har baat adhoori hai adhoori hai abhi apne ik aur mulaaqat zaroori hai abhi dil ki har baat adhoori hai adhoori hai abhi apne ik aur mulaaqat zaroori hai abhi chand lamhon ke liye saath ka waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo aap kyun dil ka hasin raaz mujhe dete hain kyun naya nagma naya saaz mujhe dete hain main to hoon doobi huyi pyaar ke toofanon mein aap saahil se hi aawaaz mujhe dete hain kal bhi honge yehi zazbaat ye waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo
phir mujhe deeda e tar yaad aaya dil jigar tishna e fariyaad aaya phir mujhe deeda e tar yaad aaya dam liya tha na qayamat ne hano dam liya tha na qayamat ne hano phir tera waqt e safar yaad aaya phir mujhe deeda e tar yaad aaya zindagi yun bhi guzar hi jaati zindagi yun bhi guzar hi jaati kyun tera rahaguzar yaad aaya phir mujhe deeda e tar yaad aaya phir tere kooche ko jaata hai khayal phir tere kooche ko jaata hai khayal dil e gumagashta magar yaad aaya phir mujhe deeda e tar yaad aaya dil jigar tishna e fariyaad aaya
phir na kije meri gustaakh nighahi ka gila dekhiye aapne phir pyaar se dekha mujhko main kahaan tak naa nighaahon ko palatne deti aap ke dil ne kayi baar pukaara mujhko iss kadar pyaar se dekho naa humaari jaanib dil agar aur machal jaaye to mushkil hogi tum jahaan meri taraf dekh ke ruk jaaoge wahin manzil meri taqdeer ki manzil hogi dekhiye aapne phir pyaar se dekha mujhko aap ke dil ne kayi baar pukaara mujhko ek yun hi si nazar dil ko jo chhoo leti hai kitne armaan jagaati hai tumhen kya maaloom ruh bechain hai kadmon se lipatne ki liye tumko har saans bulaati hai tumhen kya maaloom dekhiye aapne phir pyaar se dekha mujhko aap ke dil ne kayi baar pukaara mujhko har nazar aapki zajbaat ko uksaati hai main agar haath pakad loon to khafa mat hona meri duniyaa e muhabbat hai tumhaare dam se meri duniyaa e muhabbat se judaa mat hona dekhiye aapne phir pyaar se dekha mujhko aap ke dil ne kayi baar pukaara mujhko
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Phans Gaya (Never Mind) Aamir (2008) 04:03 16973
 
Poster of Aamir (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Amitabh Bachchan
Music Director- 
Amit Trivedi
Singer- 
Neuman Pinto
On Screen Actors- 
Rajeev Khandelwal
Duration : 04:03   Song Number : 16973   

Phati Huyi Kismat Ki Chadar Alibaba Aur 40 Chor (1954) 03:14 40513
 
Poster of Alibaba Aur 40 Chor (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Chitragupt, S N Tripathi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:14   Song Number : 40513   

Pherari Mon Antaheen (2009) 06:41 36137
 
Poster of Antaheen (2009)
 
Year- 
2009
Music Director- 
Shantanu Moitra
On Screen Actors- 
Radhika Apte, Rahul Bose
Duration : 06:41   Song Number : 36137   

Phir Aah Dil Se Nikli Mela (1948) 03:00 15349
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:00   Song Number : 15349   

Phir Aaj Mujhe Aaj (1987) 05:09 21099
 
Poster of Aaj (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Chitra, Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav Dagaonkar
Duration : 05:09   Song Number : 21099   

Phir Aane Laga Yaad Wohi Yeh Dil Kisko Doon (1963) 04:34 16337
 
Poster of Yeh Dil Kisko Doon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Iqbal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Ragini
Duration : 04:34   Song Number : 16337   

Phir Aur Kya Chahiye Zara Hatke Zara Bachke (2023) 04:25 18985
 
Poster of Zara Hatke Zara Bachke (2023)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2023
Music Director- 
Sachin, Jigar
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Vicky Kaushik, Sara Ali Khan
Duration : 04:25   Song Number : 18985   

Phir Bhi Dil Hai Hindustani Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000) 03:56 16813
 
Poster of Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 03:56   Song Number : 16813   

Phir Chhidi Raat (Duet) Bazaar (1982) 05:13 21100
 
Poster of Bazaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Makhdoom
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Supriya Pathak
Duration : 05:13   Song Number : 21100   

Phir Haath Mein Sharab Hai Pankaj Udhas 04:27 40504
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 04:27   Song Number : 40504   

Phir Hatheli Pe Lakiro Ka Samunder Dekhon Pankaj Udhas 03:22 40490
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mukhtar
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 03:22   Song Number : 40490   

Phir Kahin Koi Phool Anubhav (1971) 03:14 12270
 
Poster of Anubhav (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kapil
Music Director- 
Kanu Roy
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Tanuja
Raag- 
Des
Duration : 03:14   Song Number : 12270   

Phir Kisi Shakh Ne Libaas (1988) 04:45 12372
 
Poster of Libaas (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi
Duration : 04:45   Song Number : 12372   

Phir Koi Muskuraya Apne Huye Paraye (1964) 05:13 16563
 
Poster of Apne Huye Paraye (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 05:13   Song Number : 16563   

Phir Kuchh Is Dil Ko Beqaraari Hai Jagjit Singh 03:00 40140
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:00   Song Number : 40140   

Phir Le Aaya Dil (Reprise) Barfi! (2012) 05:06 36599
 
Poster of Barfi! (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Singer- 
Arijit Singh
Duration : 05:06   Song Number : 36599   

Phir Le Aaya Dil (Reprise) Barfi! (2012) 04:44 19100
 
Poster of Barfi! (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Rekha Bharadwaj
On Screen Actors- 
Ileana D'Cruz
Duration : 04:44   Song Number : 19100   

Phir Miloge Kabhi Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 04:26 12220
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Vishwajeet
Duration : 04:26   Song Number : 12220   

Phir Mujhe Deeda E Tar Mirza Ghalib (1954) 02:49 12393
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 02:49   Song Number : 12393   

Phir Na Kije Meri Gustakh Nighahi Phir Subha Hogi (1958) 03:24 12425
 
Poster of Phir Subha Hogi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mukesh, Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Raj Kapoor
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 03:24   Song Number : 12425