Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun takdeer rooth jaye to takdeer rooth jaye to mere khuda main kya karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun halaat ne naseeb mein ghum bhar diye hain is kadar halaat ne naseeb mein ghum bhar diye hain is kadar na manzilon ki kuchh khabar main kaarwan ko kya karun main kaarwan ko kya karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun mil jaye doobne pe bhi akhir to ek sahil kahin mil jaye doobne pe bhi akhir to ek sahil kahin tufaan ki hai aarzu tufaan ki dua karun tufaan ki dua karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun manzil ki thi talaash to garde safar mili mujhe manzil ki thi talaash to garde safar mili mujhe aankhen baras padi meri kaali ghata ko kya karun kaali ghata ko kya karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun takdeer rooth jaye to mere khuda main kya karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila
meri ankhon ke ujaale meri raahat mere bhaayi mere bhaayi meri ankhon ke ujaale meri raahat mere bhaayi mere bhaayi meri ummeed ke taare meri kismat mere bhaayi mere bhaayi tadap rahi hai muhabbat meri tumhaare liye ke bepanaah thi ulfat meri tumhaare liye sunega kaun mera ghum kise sunaayega bina tumhare lahoo kiska josh khaayega kisi ka dard jo le wo jigar nahin milta ke har shai milti hai bhaayi magar nahin milta bhaayi magar nahin miltaaaaa meri baahon ke sahaare meri himmat mere bhaayi mere bhaayi tumhen kaleje lagaane ye baahen tarsengi chalengi thandi hawaayen to aahen barsengi chaman udaas rahega bahaar royegi tumhen naa paa ke khushi beqaraar royegi kisi kaa bhaayi juda ho kabhi khuda naa kare naseeb itna bura ho kabhi khuda naa kare kabhi khuda naa kareeee meri jaan se mujhe pyaare meri chaahat mere bhaayi mere bhaayi meri ankhon ke ujaale meri raahat mere bhaayi mere bhaayi
meri aawaaz suno pyaar ka raaz suno meri aawaaz suno maine ek phool jo seene pe sajaa rakhaa tha uske parden mein tumhen dil se lagaa rakha tha tha juda sab se mere ishq ka andaaz suno meri aawaaz suno meri aawaaz suno zindagi bhar mujhe nafrat si rahi ashkon se mere khwaabon ko tum ashkon mein doobote kyun ho jo meri tarha jiyaa karte hain kab marte hain thak gaya hoon mujhe so lene do rote kyun ho so ke bhi jaagte hi rehten hain jaanbaaz suno meri aawaaz suno meri aawaaz suno meri duniyaan mein naa purab hai naa pachham koi saare insaan simat aaye khuli baahon mein kal bhataktaa tha main jinn raahon mein tanha tanha kaafile kitne mile aaj unhi raahon mein aur sab nikle mere humdum o humraaz suno meri aawaaz suno meri aawaaz suno naunihaal aate hai arthi ko kinaare kar lo main jahaan tha inhen jaana hai wahaan se aage aasmaan inka zameen inki zamaana inka hai kai inke jahaan mere jahaan se aage inhen kaliyaan na kaho hain ye chaman saaz suno meri aawaaz suno meri
meri baat ke maane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do jo achchha lage wo apna lo jo bura lage use jaane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do jo achchha lage wo apna lo jo bura lage use jaane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do insaan ke saare jeevan mein bas ek jawaani hoti hai insaan ke saare jeevan mein bas ek jawaani hoti hai kabhi wo apni hoti hai kabhi begaani hoti hai kabhi begaani hoti hai isi umar mein aa ke to bante hain afsaane do jo achchha lage wo apna lo jo bura lage use jaane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do duniya jis ko dil kehti hai wo do rangon ka hota hai duniya jis ko dil kehti hai wo do rangon ka hota hai mil jaaye to ye hansta hai aur toot jaaye to rota hai toot jaaye to rota hai thukraana hai thukra do milta hai mil jaane do jo achchha lage wo apna lo jo bura lage use jaane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do ye chehra bhi ek darpan hai do tasveeren dikhlaata hai
meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein mere sapne adhure huye nahin poore aag lagi jeevan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein oooo rasiyaaaa manbasiyaaa nas nas mein ho tum hi samaaye mere naina kare bainaa mera dard naa tum sun paaye jeeya mora pyaasa raha saawan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein kuchh kehte kuchh sunte kyun chale gaye dil ko masal ke meri duniyaa huyi sooni bhujha aas ka deepak jal ke chhaya re andheraa meri ankhiyan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein tum aao ke naa aao piya yaad tumhaari mere sang hai tumhen kaise ye bataaun meri preet ka niraala ik rang hai laaga ho ye neha jaise bachpan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein mere sapne adhure huye nahin poore aag lagi jeevan mein meri
meri banno ki aayegi baraat ke dhol bajaao ji meri laaddo ki aayegi baraat ke dhol bajaao ji aaj nachungi main saari raat ke dhol bajaao ji sajna ke ghar tu jaayegi yaad humhein teri aayegi jaa ke piya ke des mein na hamko bhulaana aankh baabul teri kyon bhar aayi betiyaan toh hoti hain parayi ab rahegi yeh saiyaan ji ke saath ke dhol bajaao ji gajra khila hai baalon pe surki lagi hai gaalon pe bindiya chamakti maathe pe nainon mein kajra sajaa hai tan pe gehna lagi kya khoob tu behna khili hoton pe laali saji kaanon mein baali lagi mehandi dulhania ke haath ke dhol bajaao ji le loon balayen teri sabhi de doon tujhe main apni khushi le loon balayen teri sabhi de doon tujhe main apni khushi maangun duwa main rab se yahi tu khush rahe koi chaahat rahe na adhuri teri saari tamanna ho poori maine keh di mere dil ki baat aaj nachungi main saari raat ke dhol bajaao ji
tu kaahe roti hai har aansoo moti hai pyaara sa tera mukhda pyaare se tere naina pariyon se bhi sundar meri behna o meri behna pyaara sa tera mukhda pyaare se tere naina pariyon se bhi sundar meri behna o meri behna pyaara sa tera mukhda are pagli kyun roti hai hahahahaha tu kaahe roti hai har aansoo moti hai tu kaahe roti hai har aansoo moti hai is moti ki qeemat kya jaane anjaane begaane badlegi teri qismat sach hoga mera kehna pariyon se bhi sundar meri behna o meri behna pyaara sa tera mukhda baajegi shehnaai bik jaayega bhai baajegi shehnaai bik jaayega bhai ek din apne man ki ashaaon ki sundar doli mein baithegi tu pehan ke dulhan ka har ek gehna pariyon se bhi sundar meri behna o meri behna pyaara sa tera mukhda bhai ki ankhiyon se baabul ki galiyon se bhai ki ankhiyon se baabul ki galiyon se jab door tujhe le jaayenge baraati jeevan saathi mat rona yaad kar ke bas yun hi hanste rehna pariyon se bhi sundar meri behna o meri behna pyaara sa tera mukhda pyaare
na na na na na na meri beri ke ber mat todo meri beri ke ber mat todo koi kaanta haaye kaanta chubh jaayega aise jhatke se daar mat chhodo aise jhatke se daar mat chhodo koi kaanta haaye kaanta chubh jaayega baabul ne ye ped lagaaya veera ne ki rakhwaali mere veera ne ki rakhwaali hoooo maiyyaa ne isko aise seencha phoolon ko jaise maali are phoolon ko jaise maali tum pardesi aaye kahaan se are tum pardesi aaye kahaan se kaise pakad li daali are re re meri beri ke ber mat todo meri beri ke ber mat todo koi kaanta haaye kaanta chubh jaayega khatte phenke meethe raakhe shabri badi sayaani are shabri badi sayaani hoooo jhoothe ber mein preet hai kitni lakshman ne kab jaani are lakshman ne kab jaani raam hi pehchaanege mujhko are raam hi pehchaanege mujhko raam ki main deewani are re re meri beri ke ber mat todo meri beri ke ber mat todo koi kaanta uiee kaanta chubh jaayega aise jhatke se daar mat chhodo aise jhatke se daar mat chhodo koi kaanta haaye kaanta chubh
meri bhains ko danda meri bhains ko danda kyun maara wo khet mein chaara charti thi tere baap ka wo kya karti thi aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa meri bhains ko danda kyun maara wo khet mein chaara charti thi tere baap ka wo kya karti thi aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa meri bhains ko danda kyun maara wo laddoo pede khaati hai wo pedon pe chad jaati hai wo laddoo pede khaati hai wo pedon pe chad jaati hai ye machhar been bajaate hainnnn wo apna raag sunaati hai wo thummak thummak naache jab main dil ka bajaaun main dil ka bajaaun ik taara meri bhains ko danda meri bhains ko danda kyun maara wo khet mein chaara charti thi tere baap ka wo kya karti thi aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa are ghar ka ye ek station hai aur jhandi pyaari pyaari hai are ghar ka ye ek station hai aur jhandi pyaari pyaari hai hum sab to rail ke dibbe hain wo apni engine gaadi hai wo gussa jab bhi karti hai to ban jaati hai to ban jaati hai angaaraaa meri bhains ko
hun hun hun hun hun hun meri bheegi bheegi si palkon pe reh gaye jaise mere sapne bikhar ke jale mann tera bhi kisi ke milan ko anamika tu bhi tarse meri bheegi bheegi si meri bheegi bheegi si palkon pe reh gaye jaise mere sapne bikhar ke jale mann tera bhi kisi ke milan ko anamika tu bhi tarse meri bheegi bheegi si tujhe bin jaane bin pehchaane maine hriday se lagaayaa tujhe bin jaane bin pehchaane maine hriday se lagaayaa par mere pyaar ke badle mein toone mujhko ye din dikhlaya jaise birhaa ki rut maine kaati tadap ke aahen bhar bhar ke jale mann tera bhi kisi ke milan ko anamika tu bhi tarse meri bheegi bheegi si aag se naata naari se rishta kaahe mann samajh na paaya aag se naata naari se rishta kaahe mann samajh na paayaa mujhe kya huaa tha ek bewafaa pe haaye mujhe kyun pyaar aaya teri bewafaai pe hanse jag sara galli galli guzare jidhar se jale mann tera bhi kisi ke milan ko anamika tu bhi tarse meri bheegi bheegi si meri bheegi bheegi si palkon pe reh gaye
sunsan jamuna ka kinaraa pyaar ka antim sahaara chandni ka kafan odhe so raha kismat ka maara kisse poochun main bhala ab dekha kahin mumtaaz ko meri bhi ik mumtaaz thi meri bhi ik mumtaaz thi pattharon ki ot mein mehki huyi tanhaaiyan kuchh nahin kehti daaliyon ki jhumti aur dolti parchaiyan kuchh nahin kehti khelti saahil pe lehar le rahi angdaayiaan kuchh nahin kehti yeh jaan ke chup chap hain mere muqaddar ki tarha humne to inke saamne khola tha dil ke raaz ko kisse poochun main bhala ab dekha kahin mumtaaz ko meri bhi ik mumtaaz thi meri bhi ik mumtaaz thi yeh zameen ki god mein kadmon ka dhundla sa nishan khamosh hai yeh rupehla aasman madham sitaron ka jahan khamosh hai ye khoobsurat raat ka khilta hua gulshan jawaan khamosh hain rangeeniyan madhosh hain apni khushi mein doob kar kis tarah inko sunaun ab meri awaaz ko kisse poochun main bhala ab dekha kahin mumtaaz ko meri bhi ik mumtaaz thi meri bhi ik mumtaaz thi meri bhi ik mumtaaz thi meri bhi ik mumtaaz
Meri Bhi Koi Bahena Hoti
Meri Bibi Maike Chali Gayi
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm meri bindiya teri nindiya meri bindiya teri nindiya na uda de to kehna mera kajal tujhko pagal mera kajal tujko pagal na bana de to kehna hoo meri bindiya teri nindiya na uda de to kehna hmm hmm hmm hmm aa haaa haaa hmm hmm hmm hmm la lala la khankenge khan khan jab mere kangana dhadkega dhak dhak dil tera sajna khankenge khan khan jab mere kangana dhadkega dhak dhak dil tera sajna mere jhumke tumko tum se mere jhumke tumko tum se na chura le to kehna hoo meri bindiya teri nindiya na uda de to kehna main poore sola singar kar loon darpan se baaten do chaar kar loon main poore sola singar kar loon darpan se baaten do chaar kar loon mera gajra tum ko bhanwara hoo mera gajra tum ko bhanwara na bana de to kehna hoo meri bindiya teri nindiya na uda de to kehna teri pasand ab meri pasand hai ye jaan teri mutthi mein band hai teri pasand ab meri pasand hai ye jaan teri mutthi mein band hai tu jo bole main wo kar ke tu jo bole main wo kar ke
hey hey hey ho ho ho hey hey hey hey hu hu hu hu meri bulbul yun na ho gul is kadar mat sata tu kahan hai aa bhi ja meri bulbul yun na ho gul is kadar mat sata tu kahan hai aa bhi ja aaja meri phoolon waali raani khoyi khoyi meri hai jawaanii aaja meri phoolon waali raani khoyi khoyi meri hai jawaanii tera dar chhod kar jaaun main ab kidhar aa bhi ja aa bhi jaa hoo mere bulbul hmmm yun na ho gul hmmm is kadar hmmm mat sata tu kahan hai aa bhi ja mere bulbul yun na ho gul is kadar mat sata tu kahan hai aa bhi ja hoo suni suni dil ki hai haveli raaja bina raani hai akeli la la la la la la la la la la la la la la hoo suni suni dil ki hai haveli raaja bina raani hai akeli mera mann mera tan tera hai har chaman aa bhi jaa hey meri bulbul yun na ho gul is kadar mat sata tu kahan hai aa bhi jaa mere bulbul yun na ho gul is kadar mat sata tu kahan hai aa bhi jaa mera tera saath rahe aise ganga mein jamuna bahe jaise tere mere pyaar ka taraana yun hi sadaa gayega zamaanaa
hey hey hey hey hey meri choonar udd udd jaaye meri choonar udd udd jaaye haai dil mera ghabraaye meri choonar udd udd jaaye haai dil mera ghabraaye koi ye to bataaye mujhe ye kya hua hai koi ye to bataaye mujhe ye kya hua hai mera dil kyun machla jaaye haai meri choonar udd udd jaaye haai dil mera ghabraaye koi ye to bataaye mujhe ye kya hua hai koi ye to bataaye mujhe ye kya hua hai mera dil kyun machla jaaye haai meri choonar udd udd jaaye haai dil mera ghabraaye unke daras ko har pal meri aankhen tarsi jaaye tanhaai bechaini mujhko kyun itna tadpaaye unke daras ko har pal meri aankhen tarsi jaaye tanhaai bechaini mujhko kyun itna tadpaaye koi ye to bataaye mujhe ye kya hua hai koi ye to bataaye mujhe ye kya hua hai mera dil kyun machla jaaye haai meri choonar udd udd jaaye haai dil mera ghabraaye rang rangeeli choonar meri leharon si leharaaye mast pawan ke chanchal jhonke preet ke geet sunaaye rang rangeeli choonar meri leharon si leharaaye mast pawan ke
meri daastaan mujhe hi mera dil sunaa ke roye kabhi ro ke muskuraaye kabhi muskuraa ke roye meri daastaan mujhe hi mile ghum se apne fursat to main haal poochhun iss ka hooo oooo mile ghum se apne fursat to main haal poochhun iss ka shab e ghum se koi keh de kahin aur jaa ke roye meri daastaan mujhe hi mera dil sunaa ke roye kabhi ro ke muskuraaye kabhi muskuraa ke roye meri daastaan mujhe hi wo jo aazmaa rahe the meri beqaraariyon ko hooo oooo wo jo aazmaa rahe the meri beqaraariyon ko mere saath saath wo bhi mujhe aazmaa ke roye meri daastaan mujhe hi mera dil sunaa ke roye kabhi ro ke muskuraaye kabhi muskuraa ke roye meri daastaan mujhe hi
jab se millee tujhse nazar khud se bhi hai dil bekhabar jab se millee tujhse nazar khud se bhi hai dil bekhabar dhoonde tujhe hi dar badar dhoonde tujhe hi dar bader main aur meri deewangi main aur meri deewangi main aur meri deewangi aankhon mein hai ab rat jage dil hai ke pal bhar na lage aankhon mein hai ab rat jage dil hai ke pal bhar na lage jab neend mein so jayen sab hum jaagate hain besabab rangeen raaten karte hain teri hi baaten karte hain ek doosre se raat bhar main aur meri deewangi main aur meri deewangi duniya mein tu bhi kho gayi aur door mujhse ho gayi duniya mein tu bhi kho gayi aur door mujhse ho gayi ab kya kahun iss aas ko aankhon ki pagal pyaas ko barson huye teri jhalak dekhi nahin par aaj tak takte hain teri rehguzar main aur meri deewangi main aur meri deewangi
teri yaadon ke charagon ka ujala hai yahan varna duniya mein andheron ke siwa kuchh bhi nahin dilruba dilruba o meri dilruba meri dilruba tujhko aana padega meri dilruba tujhko aana padega rasm e wafa ko nibhana padega meri dilruba meri dilruba tujhko aana padega koi ho jo aahat dhadakta hai dil uthi aarzoo tu phir aa ke mil koi ho jo aahat dhadakta hai dil uthi aarzoo tu phir aa ke mil tujhe naaz e mausam uthana padega meri dilruba meri dilruba tujhko aana padega zamane se ye pyaar uncha rahe qayamat talak ye zamana kahe zamane se ye pyaar uncha rahe qayamat talak ye zamana kahe zamane ko sar bhi jhukanaa padega meri dilruba aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaa
balma chhail chhabeela man ko mohe joda rang rangeela tan pe sohe balma chhail chhabeela man ko mohe main to vaari jaaun balihari jaaun pada paanv yeh kiska aangan mein khile phool se mere tan man mein chhoota maike ki galiyon ka saath maiya main to paauni le gaye dil ko loot ke tere bol raseele ghayal kar gaye haaye ghayal kar gaye jaan ko tere nain kateele le gaye dil ko loot ke tere bol raseele main to vaari jaaun balihari jaaun jab mukhda dekhoon darpan mein teri soorat ubhre nainan mein bhali laage na naihar ki baat maiya main to paauni vaar diya maine tujh par dil vaar diya haar diya maine sab kuchh arre haar diya maar diya tune julmi haaye maar diya main to vaari jaaun balihari jaaun tera naam base meri dhadkan mein tera roop hanse mere sapnan mein liya saajan ne hathon mein haath maiya main to ho paauni
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Meri Ajab Hai Zindagi Jagjit Singh 05:09 32494
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:09   Song Number : 32494   

Meri Ankhon Ke Ujale Aabroo (1968) 04:27 12547
 
Poster of Aabroo (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Deepak Kumar
Duration : 04:27   Song Number : 12547   

Meri Awaz Suno Naunihal (1967) 06:50 20939
 
Poster of Naunihal (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Indrani Mukharji
Duration : 06:50   Song Number : 20939   

Meri Baat Ke Maane Do Paise Ki Gudiya (1974) 04:09 38725
 
Poster of Paise Ki Gudiya (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Saira Banu, Naveen Nishchal
Duration : 04:09   Song Number : 38725   

Meri Baat Rahi Meri Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 04:20 14116
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Asha Bhosle
Raag- 
Bagasri
Duration : 04:20   Song Number : 14116   

Meri Banno Ki Aayegi (Happy) Aaina (1993) 05:58 38136
 
Poster of Aaina (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Dilip Sen, Sameer Sen
Singer- 
Pamela Chopra
On Screen Actors- 
Amrita Singh, Juhi Chawla
Duration : 05:58   Song Number : 38136   

Meri Behna O Meri Behna Dhongee (1979) 04:41 19199
 
Poster of Dhongee (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Neetu Singh
Duration : 04:41   Song Number : 19199   

Meri Beri Ke Ber Mat Anokhi Raat (1968) 03:13 20940
 
Poster of Anokhi Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Aruna Irani
Duration : 03:13   Song Number : 20940   

Meri Bhains Ko Danda Pagla Kahin Ka (1970) 05:31 13893
 
Poster of Pagla Kahin Ka (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sundar, Viju Khote
Duration : 05:31   Song Number : 13893   

Meri Bheegi Bheegi Si Anamika (1973) 04:07 20941
 
Poster of Anamika (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Jaya Bachchan
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:07   Song Number : 20941   

Meri Bhi Ik Mumtaaz Thi (Geet) Manna Dey 04:11 16533
 
Poster of Manna Dey
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Manna Dey
Singer- 
Manna Deyy
On Screen Actors- 
Manna Dey
Duration : 04:11   Song Number : 16533   

Meri Bhi Koi Behna Hoti Do Khiladi (1976) 06:09 38046
 
Poster of Do Khiladi (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 06:09   Song Number : 38046   

Meri Bibi Maike Chali Gayi Akalmand (1984) 05:25 38370
 
Poster of Akalmand (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 05:25   Song Number : 38370   

Meri Bindiya Lamhe (1991) 05:20 13598
 
Poster of Lamhe (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sridevi, Anil Kapoor
Duration : 05:20   Song Number : 13598   

Meri Bulbul Yun Na Ho Biwi O Biwi (1981) 05:10 20943
 
Poster of Biwi O Biwi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Vithal Bhai Patel
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Poonam Dhillon, Randhir Kapoor
Duration : 05:10   Song Number : 20943   

Meri Chunar Udd Udd Jaaye Falguni Pathak 06:46 17890
 
Poster of Falguni Pathak
 
Category
Indipop
Music Director- 
Lalit Sen
Singer- 
Falguni Pathak
On Screen Actors- 
Ayesha Takia
Duration : 06:46   Song Number : 17890   

Meri Dastan Mujhe Aao Pyar karen (1964) 03:18 12580
 
Poster of Aao Pyar karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 03:18   Song Number : 12580   

Meri Deewangi Sumeet Tappoo 05:47 37231
 
Poster of Sumeet Tappoo
 
Category
Indipop
Singer- 
Sumeet Tappoo
Duration : 05:47   Song Number : 37231   

Meri Dilruba Tujhko Tarana (1979) 04:58 36870
 
Poster of Tarana (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Tilak Raj Thapar
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Ranjeeta, Mithun Chakravarti
Duration : 04:58   Song Number : 36870   

Meri Dooron Se Aayi Kaala Patthar (1979) 03:17 38131
 
Poster of Kaala Patthar (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Neetu Singh, Shatrughan Sinha
Duration : 03:17   Song Number : 38131