Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hum rahen yaa naa rahen kal kal yaad aayenge ye pal pal ye hain pyaar ke pal chal aa mere sang chal chal soche kya chhoti si hai zindagi kal mil jaa ye to hogi khushnaseebi hum rahen yaa naa rahen yaad aayenge ye pal hum rahen yaa naa rahen kal kal yaad aayenge ye pal pal ye hain pyaar ke pal chal aa mere sang chal chal soche kya chhoti si hai zindagi kal mil jaa ye to hogi khushnaseebi hum rahen yaa naa rahen yaad aayenge ye pal shaam ka aanchal odh ke aayi dekho wo raat suhaani aa likh dein hum dono mil ke apni ye prem kahaani hum rahen yaa naa rahen yaad aayenge ye pal aanewaali subah jaane rang kya laaye deewani meri chaahat to rakh lena jaise koi nishaani hum rahen yaa naa rahen yaad aayenge ye pal hum rahen yaa naa rahen kal kal yaad aayenge ye pal pal ye hain pyaar ke pal chal aa mere sang chal chal soche kya chhoti si hai zindagi kal mil jaa ye to hogi khushnaseebi hum rahen yaa naa rahen yaad aayenge ye pal hum rahen yaa naa rahen yaad aayenge ye pal
pyaar ke rishte jud jaate hain jode nahin jaate ye bandhan wo bandhan hain jo tode nahin jaate pyaar ke rishte jud jaate hain jode nahin jaate ye bandhan wo bandhan hain jo tode nahin jaate jo tode nahin jaate pyaar ke rishte jud jaate hain jode nahin jaate ye bandhan wo bandhan hain jo tode nahin jaate jo tode nahin jaate milte hi do anjaane pehchane lagte hain milte hi do anjaane pehchane lagte hain jinke aage apne bhi begaane lagte hain ye daaman wo daaman hain jo chhode nahin jaate pyaar ke rishte jud jaate hain jode nahin jaate ye bandhan wo bandhan hain jo tode nahin jaate jo tode nahin jaate do dil ik duje ki taraf khichte hi aate hain do dil ik duje ki taraf khichte hi aate hain parvat se sagar se bhi roke nahin jaate hain is path par chal pade kadam to mode nahin jaate pyaar ke rishte jud jaate hain jode nahin jaate ye bandhan wo bandhan hain jo tode nahin jaate jo tode nahin jaate pyaar ki chhoti si bagiya mein chhota sa phool khila hai pyaar ki chhoti si
pyaar ke saagar se nikli moti ke badle ret ab pachhtaaye kyaa hoye jab chidiyaan chug gayin khet o o o o o o ik jhooth hai ik jhooth hai jiskaa duniyaa ne rakhaa hai muhabbat naam arre rakhaa hai muhabbat naam dhokhaa hai jise dhokhaa hai jise kehte hain wafaa bas dekh liyaa anjaam arre bas dekh liyaa anjaam paani si nazar patthar saa jigar bedard tujhe pehchaan gaye paani si nazar patthar saa jigar bedard tujhe pehchaan gaye hum pyaar ki nagri mein aa kar dastoor yahaan ke jaan gaye milti hai kushi milti hai kushi dum bhar ke liye rone ko hain subho shaam rone ko hain subho shaam haai bas dekh liyaa bas dekh liyaa anjaam na poochh hua jo haal meraa ik teri nazar ke dhokhe se na poochh hua jo haal meraa ik teri nazar ke dhokhe se jaise koi jaltaa deep bujhe bas ek hawaa ke jhonkhe se dil de ke humein dil de ke humein kuchh bhi na milaa bekaar huye badnaam bekaar huye badnaam haai bas dekh liyaa bas dekh liyaa anjaam
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm pyaar kehte hain jise bas wo tumhaara naam hai tum ho meri jaan duniya se mujhe kya kaam hai hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm pyaar kehte hain jise bas wo tumhaara naam hai tum ho meri jaan duniya se mujhe kya kaam hai maine chaaha tha tujhe bas mujhko itna yaad hai maine chaaha tha tujhe bas mujhko itna yaad hai aur un yaadon se ab tak dil mera abaad hai phool ko masla kisi ne phool ko masla kisi ne phool kyun badnaam hai pyaar kehte hain jise bas wo tumhaara naam hai tum ho meri jaan duniya se mujhe kya kaam hai tum jahaan bhi ho hamesha mere dil ke paas ho tum jahaan bhi ho hamesha mere dil ke paas ho aaj bhi aur kal bhi meri zindagi ki aas ho tujhpe jo ungli uthegi tujhpe jo ungli uthegi mujhpe wo ilzaam hai pyaar kehte hain jise bas wo tumhaara naam hai tum ho meri jaan duniya se mujhe kya kaam hai pyaar kehte hain jise bas wo tumhaara naam hai tum ho meri jaan duniya se mujhe kya kaam hai hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm
duniyaa banaane waale sun le meri kahaani roye meri muhabbat tadpe tadpe meri jawaani niiiiii niiiiii pyaar ki aag mein tan badan jal gaya pyaar ki aag mein tan badan jal gaya jaane phir kyun jalaati hai duniyaa mujhe jaane phir kyun jalaati hai duniyaa mujhe pyaar ki aag mein tan badan jal gaya main to rota phirun baadlon ki tarah thandi aahen bharun paaglon ki tarah main to rota phirun baadlon ki tarah areeeee mainn toooo rotaaaaaaa phirun unnnn unnnn main to rota phirun baadlon ki tarah thandi aahen bharun paaglon ki tarah jaane phir kyun unnn unnnnnn unnnnn phir kyun jaane phir kyun rulaati hai duniyaa mujhe pyaar ki aag mein tan badan jal gaya pyaar ki aag mein tan badan jal gaya baat jab main karun munh se nikle dhuwaan jal gaya jal gaya mere dil ka jahaan baat jab main karun munh se nikle dhuwaan baat jab main karun munh se nikle dhuwaan are jal gaya jal gaya mere dil ka jahaan jaane phir kyun unnn unnnnnn unnnnn phir kyun jaane phir kyun sataati hai duniyaa
pyaar ki baat nigaahon se jataaya na karo pyaar ki baat nigaahon se jataaya na karo raaz khul jaayega yun aankh milaaya na karo pyaar ki baat nigaahon se jataaya na karo raaz khul jaayega yun aankh milaaya na karo pyaar ki baat nigaahon se jataaya na karo tumse milte hi nazar sharm se jhuk jaati hai tumse milte hi aate aate kyun hansi hothon pe ruk jaati hai aate aate kyun hansi hothon pe ruk jaati hai narm honthon mein hansi aao to narm honthon mein hansi aise dabaaya na karo raaz khul jaayega yun aankh milaaya na karo pyaar ki baat nigaahon se jataaya na karo donon aalam mein hain bejod tumhaari aankhen yun na dekho ke behak jaayen humaari aankhen yun na dekho ke behak jaayen humaari aankhen meri aankhon mein nasha aaaa aa aaaaaaa meri aankhon mein nasha banke to chhaaya na karo raaz khul jaayega yun aankh churaaya na karo pyaar ki baat nigaahon se jataaya na karo
tara ram hmm hmm hmm lala la la la la pyaar ki chandani le ke raat aayegi mere ghar mein khushi ki baarat aayegi mere ghar mein khushi ki wo raat aayegi pyaar ki chandani le ke raat aayegi la lala ghar banega chaman main banugi dulhan aaj phoote hai dil mein khushi ki kiran haan khushi ki kiran ik nayi zindagi mere haath aayegi mere ghar mein mere ghar mein khushi ki baarat aayegi mere ghar mein khushi ki wo raat aayegi pyaar ki chandani le ke raat aayegi la lala la lala lala la lala lala la lala la lara lala la geet milne ko hai rass bhari taan se aaaaaa aaaaa aaaaaaaaa phool dil ke khilenge badi shaan se phool dil ke khilengebadi shaan se zindagi ki bahaar unke saath aayegi mere ghar mein mere ghar mein khushi ki baarat aayegi mere ghar mein khushi ki wo raat aayegi pyaar ki chandani le ke raat aayegi la lala jab akela unhen saamne paaungi saamne paaungi sir jhukaungi ghunghat mein sharmaungi haan haan sharmaungi keh sakungi na labb par jo baat aayegi mere ghar
pyaar ki daastan tum suno to kahein kya karega sunke jahaan tum suno to kahein pyaar ki daastan tum suno to kahein pyaar ki daastan do dilon ke milne se sau diye jal jaate hain do dilon ke milne se sau diye jal jaate hain aarzoo ki manzil tak raaste sab aate hain hum kahaan se aaye kahaan tum suno to kahein pyaar ki daastan tum suno to kahein pyaar ki daastan bas yahi to poochha tha ek din kuchh sharmaake bas yahi to poochha tha ek din kuchh sharmaa ke kyun gagan yun miltaa hai is zameen se ghabraa ke ho gaye sab armaan jawaan tum suno to kahein pyaar ki daastan tum suno to kahein kya karega sunke jahaan tum suno to kahein pyaar ki daastan tum suno to kahein pyaar ki daastan
pyaar ki kasam hai na dekh aise pyaar se ho tu mera sanam hai kahoongi main pukaar ke pyaar ki kasam hai na dekh aise pyaar se ho tu mera sanam hai kahoongi main pukaar ke pyaar ki adaa hai zindagi ghum ki bhi sadaa hai zindagi ho o ho ho ho o ho ho ghum sahoongi chaah mein teri ji kasam to khaayie meri teri kasam chaman meri bahaar ke pyaar ki kasam hai na dekh aise pyaar se ho tu mera sanam hai kahoongi main pukaar ke dil pe hai teri nishaaniya hain buri ye mehrbaaniya ho o ho ho ho o ho ho mil rahi hain do jawaaniya ban na jaaye do kahaaniya bhoola bhi de fasaane intezaar ke pyaar ki kasam hai na dekh aise pyaar se ho tu mera sanam hai kahoongi main pukaar ke lab pe hai khila gulaab sa aankh mein hasin khwaab sa ho o ho ho ho o ho ho jo hasin na ho wo khwaab kyaa kho na jaaye wo shabaab kyaa kahe ki chal yehi hain din khumaar ke pyaar ki kasam hai na dekh aise pyaar se ho tu mera sanam hai kahoongi main pukaar ke lala lala lala lala la lala lala lala lala la
pyaar ki kashti mein pyaar ki kashti mein lehron ki masti mein pawan ke shor shor mein chale hum zor zor mein gagan se door pyaar ki kashti mein lehron ki masti mein pawan ke shor shor mein chale hum zor zor mein gagan se door wahan kya pyaar milega chaman ka phool khilega wahan kya pyaar milega chaman ka phool khilega jisse dil dhoond raha hai kya wo dildaar milega wahan sach honge sapne banenge gair bhi apne dil ki baraat sajegi milenge saajan apne maine suna kya suna jo kaha kya kaha jaana bahut hai door pyaar ki kashti mein lehron ki masti mein pawan ke shor shor mein chale hum zor zor mein gagan se door gagan se door pyaar ko pyaar mile to nazar kahin lag na jaaye pyaar ko pyaar mile to nazar kahin lag na jaaye milen jeevan mein hum tum kahin phir bichhad na jaayen nazar kya lage wahan par hai pyaar hi pyaar jahan par na bichhade milne waale jahan sab ho dil waale to chalo chale haan chale yun milke haan milke ho ke khushi mein choor pyaar ki kashti mein
pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil yun hi sataunga din aur raat jab tak naa dogi tum haathon mein haath yun hi sataunga din aur raat jab tak naa dogi tum haathon mein haath ye zidd bhi hai kitni humko dekhna hai pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil dam se humare hai tum par bahaar ehsaan maano ji kiya tumse pyaar dam se humare hai tum par bahaar ehsaan maano ji kiya tumse pyaar jalwe to laakhon hain kaun poochhta hai pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil maano ya na maano ji tum ho haseen aji dil ki baaton ka kar lo yakeen maano ya na maano ji tum ho haseen aji dil ki baaton ka kar
Pyaar Ki Mujhpe Kya Nazar
ha ha ha ha ha ha ha ha aa ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha aaa aa ha ha ha ha pyaar ki raah bahaar ki manzil pyaar ki raah bahaar ki manzil paane waale paa hi gaye preet ki reet nibhaane waale preet ki reet nibhaane waale ban ke saathi aa hi gaye dil se hua hai dil ka milan dharti ko jhuk jhuk choome gagan aa ha ha aa ha ha haa aa ha ha haa jhoom uthi aasha ki ghata naach utha ulfat ka chaman phool bhi dekh ke roop tumhaara jaaneman sharma hi gaye pyaar ki raah bahaar ki manzil pyaar ki raah bahaar ki manzil paane waale paa hi gaye deep khushi ke dil mein jale ghum ke ghanere saaye dhale lagta hai aisa paa ke tumhen duniya hai jaise paanv tale hooo preet ke geet wafaaon ke naghmein saare jag pe chhaa hi gaye preet ki reet nibhaane waale preet ki reet nibhaane waale ban ke saathi aa hi gaye jaan se pyaara hai ye safar shaam hai apni apni sahar aa ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha kaid se panchi chhoot gaye door hua sayyaad ka dar pyaar ki mauj mein doob ke do dil aaj
oh oh oh pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada kho gaye tum kahaan ab to aa jao na phool hanste nahin panchhi gaate nahin phool hanste nahin panchhi gaate nahin ik tumhaare bina ab to aa jao na pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada yaad hoga tumhen apna dil haar ke bol seekhe the tumne yahin pyaar ke yaad hoga tumhen apna dil haar ke bol seekhe the tumne yahin pyaar ke ye wahi hai jagah humse pehle pahel ye wahi hai jagah humse pehle pahel tum mile the jahaan ab to aa jao na pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada yeh dahekta hua chaand taaron ka ban ye tumhaare hi ghum mein sulagti pawan ye tumhaare hi ghum mein sulagti pawan jal na jaaye ye sapnon ki bagia kahin jal na jaaye ye sapnon ki bagia kahin uth raha hai dhuan ab to aa jao na pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada laut aao laut aao ke aana hai tumko yahin laut aao ke aana hai tumko yahin tum jahaan ho tumhaari wo duniya nahin wo duniya nahin geet ke roop mein tumse
pyaar ki ye talkhiyaan jo na seh sakoon to main kya karoon pyaar ki ye talkhiyaan dil ka karaar leke sanam tum jo chal diye dil ka karaar leke sanam tum jo chal diye aaj mere ghum pe ye aansoo bhi hans diye sehni padi hain yoon mujhe tujh bin aye paasbaan pyaar ki ye talkhiyaan aankhon mein reh gayi tere milne ki aarzoo aankhon mein reh gayi tere milne ki aarzoo sooni si chaandni hai hua jab se door tu ashqon ka bas chale to karen tujh se jaa bayaan pyaar ki ye talkhiyaan kismat se puchhti hai mohabbat tu ye bata kismat se puchhti hai mohabbat tu ye bata na muraad kyun rahi meri haseen dua kya mil gaya tujhe mujhe yoon deke aasmaan pyaar ki ye talkhiyaan jo na seh sakoon to main kya karoon pyaar ki ye talkhiyaan
main kab gaata mere swar mein pyaar kisi ka gaata hai pyaar kisi ka gaata hai yaad kisi ki jab aati ik naya geet ban jaata hai pyaar kisi ka gaata hai jab le thandi saansen koi ye purwaiyaa lehraaye anter se jab dhuwaan uthe to ambar par baadal chhaye aansoon ki boondon mein koi chhand naye barsaata hai pyaar kisi ka gaata hai mere paas nahin kuchh apna jo hai sabhi paraaya hai mera tann mann mera jeevan kisi aur ki chhaya hai main to hoon ik taar chhed kar koi mujhe bajaata hai pyaar kisi ka gaata hai yaad kisi ki jab aati ik naya geet ban jaata hai pyaar kisi ka gaata hai
pyaar kiya hai chori chori tujhe dil diya hai chori chori dushman e jahan ko hum dikhala denge pyaar kise kehte hain hum batla denge izhaar kiya hai chori chori pyaar kiya hai chori chori tujhe dil diya hai chori chori kuchh kaha na kabhi tujhpe marta raha har ghadi ishq mein aanhen bharta raha jaaun kahin dil behlta nahin kuchh bhi karun ye sambhalta nahin raahen wafa mein chalta raha pagal dil machalta raha iqraar kiya hai chori chori pyaar kiya hai chori chori tujhe dil diya hai chori chori dushman e jahan ko hum dikhala denge pyaar kise kehte hain hum batla denge izhaar kiya hai chori chori pyaar kiya hai chori chori tujhe dil diya hai chori chori tune dekha mujhe meri aankhen jhuki aake honton talak dil ki baaten ruki raaz e wafa main bata na saki dard e jigar ko chhupa na saki aaye mujhe bhi khayal tera jaane koi bhi na haal mera didaar kiya hai chori chori pyaar kiya hai chori chori tujhe dil diya hai chori chori dushman e jahan ko hum dikhala denge pyaar
pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai hooo ooooo hooo ooooo oooo oooo pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai pyaar pe zor nahin koi neend hazaaron ne khoyi pyaar pe zor nahin koi neend hazaaron ne khoyi aa kar dil ki baaton mein lambi lambi raaton mein premi jaagte rehte hai isi liye to kehte hain ke pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai inn jhoolon ke mausam mein inn phoolon ke mausam mein inn jhoolon ke mausam mein inn phoolon ke mausam mein kaante pyaar chubhota hai dard jigar mein hota hai hans ke hum sab sehte hai isi liye to kehte hain pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai
insaan kisi se duniyaan mein ek baar muhabbat karta hai iss dard ko le kar jeeta hai iss dard ko le kar marta hai pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya koi chori nahin ki pyaar kiya pyaar kiya koi chori nahin ki chhup chhup aahen bharna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya aaj kahenge dil ka fasana jaan bhi le le chaahe zamana aaj kahenge dil ka fasana jaan bhi le le chaahe zamana maut wohi jo duniya dekhe maut wohi jo duniya dekhe ghut ghut kar yun marna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya unki tamanna dil mein rahegi shamma isi mehfil mein rahegi unki tamanna dil mein rahegi shamma isi mehfil mein rahegi ishq mein jeena ishq mein marna ishq mein jeena ishq mein marna aur hamein ab karna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya chhup na sakega ishq hamara charon taraf hai unka nazara parda nahin jab koi
hai are hai are are hain are hain hain hain din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa kahaan baar baar aata hai dil deewana ek baar yaar pyaar kiye ja din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa kahaan baar baar aata hai dil deewana ek baar yaar pyaar kiye ja din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa badi mushkil se fursat pyaar ki milti hai dilbar badi mushkil se fursat pyaar ki milti hai dilbar ke khilne de kali dil ki agar khilti hai dilbar khel zara si khel zara si pyaar ki baazi nikale dil ke armaan saare jab tak hai ye bahaar yaar pyaar kiye jaa jab tak hai ye bahaar yaar pyaar kiye jaa kahaan baar baar aata hai dil deewana ek baar yaar pyaar kiye ja din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa umariyaa dhal gayi lekin abhi tak dil jawaan hai umariyaa dhal gayi lekin abhi tak dil jawaan hai agar tum aajmaaoge to bologe ke haan hai ke cheez badi hai cheez badi hai pyaar mohabbat umar mein kya rakha hai pyaare ab to kar le iqraar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Pyaar Ke Pal K K 06:08 16818
 
Poster of K K
 
Category
Indipop
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
Leslie Lewis
Singer- 
k k
Duration : 06:08   Song Number : 16818   

Pyaar Ke Rishte Geetanjali (1993) 06:38 19182
 
Poster of Geetanjali (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 06:38   Song Number : 19182   

Pyaar Ke Saagar Se Nikli Jadoo (1951) 03:37 12299
 
Poster of Jadoo (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shyam Kumar
Duration : 03:37   Song Number : 12299   

Pyaar Kehte Hai Jise Angaaray (1986) 05:03 12808
 
Poster of Angaaray (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Smita Patil
Duration : 05:03   Song Number : 12808   

Pyaar Ki Aag Mein Tan Ziddi (1964) 04:32 12532
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 04:32   Song Number : 12532   

Pyaar Ki Baat Nigahon Se Jataaya Adventures Of Robinhood (1965) 03:52 39306
 
Poster of Adventures Of Robinhood (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
G S Kohli
Duration : 03:52   Song Number : 39306   

Pyaar Ki Chandani Le Ke Raat Aayegi Pak Daman (1931) 03:40 16105
 
Poster of Pak Daman (1931)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1931
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Sudha Malhotra
On Screen Actors- 
Ram Pyari, Haider Shah
Duration : 03:40   Song Number : 16105   

Pyaar Ki Daastan Faraar (1965) 03:04 37479
 
Poster of Faraar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Leela Chitnis, Tarun Bose
Duration : 03:04   Song Number : 37479   

Pyaar Ki Kasam Dil Deke Dekho (1959) 04:18 12327
 
Poster of Dil Deke Dekho (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 04:18   Song Number : 12327   

Pyaar Ki Kashti Mein Kaho Naa Pyaar Hai (2000) 05:51 12304
 
Poster of Kaho Naa Pyaar Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Amisha Patel
Duration : 05:51   Song Number : 12304   

Pyaar Ki Manzil Mast Ziddi (1964) 04:05 12533
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:05   Song Number : 12533   

Pyaar Ki Mujhpe Kya Nazar International Crook (1974) 04:34 17649
 
Poster of International Crook (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Saira Banu
Duration : 04:34   Song Number : 17649   

Pyaar Ki Raah Bahaar Ki Manzil Saaz Aur Awaz (1966) 03:33 38876
 
Poster of Saaz Aur Awaz (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Saira Banu
Duration : 03:33   Song Number : 38876   

Pyaar Ki Waadiyan Jaanwar (1983) 02:27 15474
 
Poster of Jaanwar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 02:27   Song Number : 15474   

Pyaar Ki Ye Talkhiyaan Sardar (1955) 03:55 17631
 
Poster of Sardar (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Jagmohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:55   Song Number : 17631   

Pyaar Kisi Ka Gaata Hai Mohd Rafi 03:39 16097
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Nazrudeen
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:39   Song Number : 16097   

Pyaar Kiya Hai Mohabbat (1997) 08:51 12398
 
Poster of Mohabbat (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Reema Rakesh Nath
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Sanjay Kapoor, Madhuri Dixit
Duration : 08:51   Song Number : 12398   

Pyaar Kiya Nahin Jaata, Ho Jaata Hai Woh 7 Din (1983) 04:33 18294
 
Poster of Woh 7 Din (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Padmini Kolhapure
Duration : 04:33   Song Number : 18294   

Pyaar Kiya To Darna Kya Mughal-E-Azam (1960) 06:27 12402
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 06:27   Song Number : 12402   

Pyaar Kiye Jaa Pyar Kiye Jaa (1966) 05:14 32132
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kalpana
Duration : 05:14   Song Number : 32132