Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mujhe apna yaar bana lo phir ho jaaun sansaar ka mujhe apna yaar bana lo phir ho jaaun sansaar ka are aazmaa ke dekho dil kaisa hai dildaar ka mujhe apna yaar bana lo phir ho jaaun sansaar ka jin raaston se niklun ik dhoom si macha doon jin mehfilon mein jaaun wo mehfilen saja doon jin raaston se niklun ik dhoom si macha doon jin mehfilon mein jaaun wo mehfilen saja doon main raahi hoon albela aur pyaasa hoon deedaar ka mujhe apna yaar bana lo phir ho jaaun sansaar ka are aazmaa ke dekho dil kaisa hai dildaar ka main kya karun ki jaalim soorat hi aisi paayi dil mera aaina hai dil mein nahin buraai mere dil ko dil mein le lo hai heera aitbaar ka mujhe apna yaar bana lo phir ho jaaun sansaar ka are aazmaa ke dekho dil kaisa hai dildaar ka duniyaa ki waadiyon mein bin yaar kaise jeena dariyaa bhi soona soona jab tak na ho safina duniyaa ki waadiyon mein bin yaar kaise jeena dariyaa bhi soona soona jab tak na ho safina are sun lo duniya waalo hai nagma dil ke taar ka
mujhe apne lahoo ka rang de de koi rang to ho mere jeene mein koi rang to ho mere jeene mein tera khoon chale meri rag rag mein tera khoon chale meri rag rag mein tera dil dhadke mere seene mein mujhe apne lahoo ka rang de de mere jism mein jab tak jaan rahe mere lab pe tera naam rahe mere jism mein jab tak jaan rahe mere lab pe tera naam rahe dil tera muskin ban jaye yun phir wo be ilzaam rahe mujhe apne lahoo ka rang de de jab chhod ke duniya jaaun mein manzil par tujh ko paaun main jab chhod ke duniya jaaun mein manzil par tujh ko paaun main mujhko agar ek ishaara ho sau jaan bhi apni lootauon main mujhe apne lahoo ka rang de de jeene ka raaz hai marne mein mar kar tune samjhaya hai jeene ka raaz hai marne mein mar kar tune samjhaya hai tere ji uthne ki nisbat se ab maut faqat ik saya hai mujhe apne lahoo ka rang de de koi rang to ho mere jeene mein koi rang to ho mere jeene mein tera khoon chale meri rag rag mein tera dil dhadke mere seene mein mujhe apne lahoo
mujhe apni sharan mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam lochan mann mein jagah naa ho tooo lochan mann mein jagah naa ho to jugal charan mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam jeevan de ke jaal bichhaya rach ke maaya naach nachaya chinta meri tabhi mitegi chinta meri tabhi mitegi jab chintan mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam tumne laakhon paapi taare meri baari baazi haare baazi haare mere paas na punya ki punji mere paas na punya ki punji pad pujan mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam raaaam hey raaaaam raaaaaam hey raaaaaam ghar ghar atkun dar dar bhatkun kahaan kahaan apna sir patkun iss jeevan mein milo na tum to raam hey raaaam iss jeevan mein milo na tum to mujhe maran mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam mujhe apni sharan mein le
mujhe bhool jaana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake naa phir yaad aana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake mujhe bhool jaana mera pyaar guzre zamaane ki baat mera pyaar guzre zamaane ki baat rahe yaad kyun bhool jaane ki baat nahin koi aansun bahaane ki baat naa aansun bahaana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake mujhe bhool jaana mujhe maaf karna mere humsafar mujhe maaf karna mere humsafar kahin kho gaya main tumhen chhod kar tumhen maine aansun diye hain magar sadaa muskuraana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake naa phir yaad aana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake mujhe bhool jaana
mujhe chhod ke kyun gaye dil tod ke kyun chale tu hai kahaan abhi tu hai kahaan rahega magar tu jahaan rahega wahaan dil mera aur ik baar milenge kya hum bichhda pyaar lautega kya mujhe chhod ke kyun gaye dil tod ke kyun chale ek hi tohfa tune diya wo bas wo bas teri yaad hai ek hi yaad tune diya wo sirf tera pyaar hai mere dil ke kavyon mein bhi wo hi pyaar nishani hai baadlon se jo kahaa wo hawa ne bhi suna kya use mere dil ki dhadkan tune kabhi jaana nahin mujhe chhod ke kyun gaye dil tod ke kyun chale har raat ke sapnon mein sirf ek ke saath thi kal raat bhi sapne mein usi ke saath thi wo roop tere jaisa tha wo teri aawaaz thi wo khushboo mein anubhuti mein saans mein shringaar mein tu hi to meri sandhya mein deepon mein bhi roshni ho gayi mujhe chhod ke kyun gaye dil tod ke kyun chale tu hai kahaan abhi tu hai kahaan rahega magar tu jahaan rahega wahaan dil mera aur ik baar milenge kya hum bichhda pyaar lautega kya mujhe chhod ke kyun gaye dil tod ke kyun
mujhe choo rahi hain teri garm saansein mere raat aur din mehekne lage hain teri narm saanson ne aise chhua hai ke mere to paoon behekne lage hain labon se agar tum bula na sako to nigahon se tum naam lekar bula lo tumhari nigaahein bahot bolti hain zara apni aankhon pe palkein gira do mujhe choo rahi hain teri garm saansein mere raat aur din mehekne lage hain pata chal gaya hai ke manzil kahan hai chalo dil ke lambe safar pe chalenge safar khatm kar denge hum to wahin par jahan tak tumhaare kadam le chalenge mujhe choo rahi hain teri garm saansein mere raat aur din mehekne lage hain teri narm saanson ne aise chhua hai ke mere to paoon behekne lage hain
mujhe dard e dil ka pata na tha mujhe aap kis liye mil gaye main akele yun bhi maze mein tha mujhe aap kis liye mil gaye mujhe dard e dil ka pata na tha mujhe aap kis liye mil gaye yuhin apne apne safar mein gum kahin door main kahin door tum yuhin apne apne safar mein gum kahin door main kahin door tum kahin door tum chale ja rahe the juda juda mujhe aap kis liye mil gaye main akele yun bhi maze mein tha mujhe aap kis liye mil gaye na main chaand hoon kisi shaam ka na chiraag hoon kisi baam ka na main chaand hoon kisi shaam ka na chiraag hoon kisi baam ka kisi baam ka main to raaste ka hoon ek diya mujhe aap kis liye mil gaye main akele yun bhi maze mein tha mujhe aap kis liye mil gaye mujhe dard e dil ka pata na tha mujhe aap kis liye mil gaye
mujhe dard rehta hai hmm dil mein dard rehta hai achchha mujhe bhookh nahin lagti mujhe pyaas nahin lagti baap re saara din tadapti hoon saari raat jagti hoon jaane kya hua mujhko koi de dawaa mujhko mujhe dard rehta hai dil mein dard rehta hai mujhe bhookh nahin lagti mujhe pyaas nahin lagti saara din tadapti hoon saari raat jagti hoon jaane kya hua mujhko koi de dawaa mujhko mujhe dard rehta hai dil mein dard rehta hai to hari naam ko jaap ke ganga jal pee lena are hari naam ko jaap ke ganga jal pee lena pee kar phir aaraam se praani jug jug jee lena yadi phir bhi naa mile tujhe aaraam to raksha kare teri siya raam siya raam siya raam siya raam siya raam teri dillagi haaye haaye haaye ek aankh naa bhaaye bhaaye bhaaye teri dillagi haaye haaye haaye ek aankh naa bhaaye bhaaye bhaaye mujhe rog bhaari hai hai hai badi beqaraari hai hai hai jab dil dhadakta hai jaise dank lagta hai jiya talmalata hai rabb yaad aata hai teri dillagi haaye ek aankh naa bhaaye hai bura
mujhe de rahe hain tasalliyaan wo har ek taaza payaam se kabhi aake manzir e aam par kabhi hat ke manzir e aam se mujhe de rahe hain tasalliyaan na garaz kisi se na waasta mujhe kaam apne hi kaam se tere zikr se teri fikr se teri yaad se tere naam se mere saaqiya mere saaqiya mere saaqiya mere saaqiya tujhe marhawa tujhe marhawa tu pilaaye jaa tu pilaaye jaa isi chashm e jaam be jaam se mujhe de rahe hain tasalliyaan teri suboh aish hai kya bala tujhe ae falak jo ho hausla kabhi kar le aake muqaabla gham e hijr yaar ki shaam se mujhe de rahe hain tasalliyaan
mujhe dekh chaand sharmaaye mujhe dekh chaand sharmaaye ghata tham jaaye main niklun toh kahe haaye zamaana kahe haaye kahe haaye zamaana kahe haaye mujhe dekh chaand sharmaaye mujhe dekh chaand sharmaaye ghata tham jaaye main niklun toh kahe haaye zamaana kahe haaye kahe haaye zamaana kahe haaye duniya mere naaz uthaye jhuk jhuk jaaye mere peechhe peechhe aaye mera dil lubhaane ko koi gaaye koi muskuraaye koi gaaye koi muskuraaye mujhe dekh chaand sharmaaye mujhe dekh chaand sharmaaye ghata tham jaaye main niklun toh kahe haaye zamaana kahe haaye kahe haaye zamaana kahe haaye chhaliyon ki galiyon se ghabraaun ruk ruk jaaun main to chhup chhup jaaun mera meet kahaan hai wo jo aaye aa ke nahin jaaye jo aaye aa ke nahin jaaye mujhe dekh chaand sharmaaye mujhe dekh chaand sharmaaye ghata tham jaaye main niklun toh kahe haaye zamaana kahe haaye kahe haaye zamaana kahe haaye
hmm hmm hmm hmm hmm hmm aap ka muskuraana mujhe dekh kar aap ka muskuraana muhabbat nahin hai to phir aur kya hai ho mujhe dekh kar aap ka muskuraana o ho ho ho ho aa haa haa mujhe tum begaana kehlo ya ke deewana magar ye deewana jaane dil ka fasaana banaawat mein dil ki haqeeqat chhupana muhabbat nahin hai to phir aur kya hai ho mujhe dekh kar aap ka muskuraana o ho ho ho ho aa haa haa khayaalon mein khoyi khoyi rehti ho aise musaafir ki chalti phirti tasveer jaise adaa aashiqi ki nazar shayraana muhabbat nahin hai to phir aur kya hai ho mujhe dekh kar aap ka muskuraana mujhe dekh kar aap ka muskuraana
zaraaa jhoomne do ke masroor hoon main yahan hoon yahan se bahut door hoon main mujhe dekhiye main koi dastaan hoon mujhe dekhiye main koi dastaan hoon bahut kuchh hai dil mein magar bezubaan hoon mujhe dekhiye main koi dastaan hoon mujhe dekhiye jinhe yaad hoon main bhulayenge kaise likhi hoon main dil pe mitayenge kaise mujhe bazm se wo uthayenge kaise uthayenge kaise uthayenge kaise jali to shamaa thi bujhi to dhuan hoon mujhe dekhiye main koi dastaan hoon mujhe dekhiye abhi chahti hoon zara muskurana kabhi phir karungi bayaan ye fasaana mujhe jaan lega kisi din zamana kisi din zamana kisi din zamana bahaar e chaman hoon ki daur e khizaan hoon mujhe dekhiye main koi dastaan hoon mujhe dekhiye shikaste mohabbat bhalaa kaise maanu aji dard e dil ko dawa kaise maanu ke main ek butt ko khuda kaise maanu khuda kaise maanu khuda kaise maanu button ki khudaayi se main badgumaa hoon mujhe dekhiye main koi dastaan hoon bahut kuchh hai dil mein magar bezubaan hoon mujhe
mujhe dekho hasrat ki tasveer hoon main mujhe dekho hasrat ki tasveer hoon main jo ban ban ke bigadi wo takdeer hoon main mujhe dekho hasrat ki tasveer hoon main gira jo zameen par main hoon ek wo aansu main hoon ek wo aansu gira jo zameen par main hoon ek wo aansu main hoon ek wo aansu mili khak mein aisi tadbeer hoon main jo ban ban ke bigadi wo takdeer hoon main mujhe dekho hasrat ki tasveer hoon main nahaya hua hoon khud apne lahu mein khud apne lahu mein nahaya hua hoon khud apne lahu mein khud apne lahu mein magar phir bhi berang tasveer hoon main jo ban ban ke bigadi wo takdeer hoon main mujhe dekho hasrat ki tasveer hoon main chala main to ahle watan khush raho tum raho khush raho tum chala main to ahle watan khush raho tum raho khush raho tum na main tha nishane pe wo teer hoon main jo ban ban ke bigadi wo takdeer hoon main mujhe dekho hasrat ki tasveer hoon main
lala lala laa lala laa la lala lala lala umm hm hm hm hmm mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai jahaan bekhudi mein kadam ladkhadaye wohi raah mujhko dikhayee gayee hai nashe mein hoon lekin mujhe ye khabar hai ke iss zindagi mein sabhi pee rahe hain kisi ko mile hain chhalakte piyaale kisi ko nazar se pilaayee gayee hai mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai kisi ko nashaa hai jahaan mein khushi ka kisi ko nashaa hai gamein zindagi ka koi pee rahaa hai lahoo aadmi ka har ik dil mein masti rachaayee gayee hai mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai zamaane ke yaaro chalan hain niraale yahaan tan hain ujle magar dil hain kaale ye duniyaa hai duniyaa yahaan maalozar mein dilon ki kharaabi chhupaayee gayee hai mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai jahaan bekhudi mein kadam ladkhadaye wohi raah mujhko dikhayee gayee hai
mujhe gale se laga lo bahut udaaas hoon main ghum e jahan se chhuda lo bahut udaaas hoon main mujhe gale se laga lo yun intezaar ka dukh ab saha nahin jaata tadap rahi hai mohabbat raha nahin jaata tum apne paas bula lo bahut udaas hoon main ghum e jahan se chhuda lo bahut udaaas hoon main mujhe gale se laga lo bhatak chuki hoon bahut zindagi ki raahon mein mujhe ab aake chhupa lo tum apni baahon mein mera sawaal na taalo bahut udaaas hoon main ghum e jahan se chhuda lo bahut udaaas hoon main mujhe gale se laga lo har ek saans mein milne ki pyaas palti hai sulag raha hai badan aur rooh jalti hai bacha sako to bacha lo bahut udaaas hoon main ghum e jahan se chhuda lo bahut udaaas hoon main mujhe gale se laga lo
mujhe gale se laga lo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main mujhe gale se laga lo nazar mein teer se chubhte hain ab nazaaron se main thak gayi hoon sabhi tootte sahaaron se ab aur bojh na daalo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main mujhe gale se laga lo bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo kareeb hai shab e ghum ki sehar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa sitam ke haath ki talwaar toot jaayegi ye oonch neech ki deewar toot jaayegi tujhe qasam hai meri humsafar udaas na hoo tujhe qasam hai meri humsafar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa na jaane kab ye tareeka ye taur badlega sitam ka ghum ka musibat ka daur badlega mujhe jahaan se utha lo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo kareeb hai shab e ghum ki sehar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa
mujhe haq hai tujh ko jee bhar ke main dekhun mujhe haq hai bas yun hi dekhta jaaun mujhe haq hai piya piya piya piya bole mera jiya tumhein haq hai tumhein haq hai tumhein haq hai dhal rahi pighal rahi ye raat dheere dheere badh rahi hai pyaar ki baat dheere dheere chudiyaa gungunaa ke kya kahe sajna ye chudiyaa gungunaa ke kya kahe sajna raat ki raat jagaaun mujhe haq hai chaand poonam ka churaaun mujhe haq hai piya piya piya piya bole mera jiya tumhein haq hai tumhein haq hai tumhein haq hai kal subah tujh se main door chala jaaunga ek pal ko bhi tujhe bhool nahin paaunga ye chehra ye muskaan aankhon mein bhar ke ye chehra ye muskaan aankhon mein bhar ke main teri yaad mein tadpun mujhe haq hai tujh se milne ko main tarsun mujhe haq hai piya piya piya piya bole mera jiya tumhein haq hai tumhein haq hai tumhein haq hai mujhe haq hai tumhein haq hai
mujhe huzoor tumse pyaar hai tumhin pe zindagi nisaar hai mujhe huzoor tumse pyaar hai tumhin pe zindagi nisaar hai mere kareeb aa ke dekh lo mujhe gale laga ke dekh lo huzoor aazmaa ke dekh lo nazar ka teer dil ke paar hai mujhe huzoor tumse pyaar hai tumhin pe zindagi nisaar hai idhar ye raat ki jawaaniyaan udhar tumhari meharbaaniyaan bani hai pyaar ki kahaaniya ye raat ek yaadgaar hai mujhe huzoor tumse pyaar hai tumhin pe zindagi nisaar hai mujhe huzoor tumse pyaar hai tumhin pe zindagi nisaar hai
mujhe ishq hai tujhi se meri jaane zindgaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se meri jaane zindgaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se meri zindagi mein tu hai mere paas kya kami hai jise ghum nahin fizaa ka wo bahaar tune di hai meri zindagi mein tu hai mere paas kya kami hai jise ghum nahin fizaa ka wo bahaar tune di hai mere haal par huyi hai teri khaas meharbaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se tere husn ne dikhaayi mujhe bekhudi ki raahen ye haseen lab nasheele ye jhuki jhuki nighaahen tere husn ne dikhaayi mujhe bekhudi ki raahen ye haseen lab nasheele ye jhuki jhuki nighaahen teri zulf se uthi hai ye ghataaon ki jawaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se meri jaane zindgaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se
mujhe jab se muhabbat ho gayi bas ek musibat ho gayi dil kehta hai ab mujhse preetam ki zuroorat ho gayi mujhe jab se muhabbat ho gayi bas ek musibat ho gayi dil kehta hai ab mujhse preetam ki zuroorat ho gayi mujhe jab se muhabbat ho gayi mujhe pyaar ne aisa loota ek teer jigar mein toota bas ek muhabbat sachchi bedard zamaana jhootha mujhe pyaar ne aisa loota ek teer jigar mein toota bas ek muhabbat sachchi bedard zamaana jhootha ye kaisi haalat ho gayi ho ye kaisi haalat ho gayi mujhe jab se muhabbat ho gayi bas ek musibat ho gayi dil kehta hai ab mujhse preetam ki zuroorat ho gayi mujhe jab se muhabbat ho gayi ik aag si dil mein bhadke dil zor zor se dhadke mujhe chhoo lein sard hawaayen mera rom rom bhi phadke ik aag si dil mein bhadke dil zor zor se dhadke mujhe chhoo lein sard hawaayen mera rom rom bhi phadke ye kaisi aafat ho gayi ho ye kaisi aafat ho gayi mujhe jab se muhabbat ho gayi bas ek musibat ho gayi dil kehta hai ab mujhse preetam ki zuroorat ho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mujhe Apna Yaar Bana Lo Boy Friend (1961) 03:59 12939
 
Poster of Boy Friend (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:59   Song Number : 12939   

Mujhe Apne Lahoo Ka Rang Christian Devotional 04:52 11385
 
Poster of Christian Devotional
 
Duration : 04:52   Song Number : 11385   

Mujhe Apni Sharan Mein Tulsidas (1954) 03:21 14359
 
Poster of Tulsidas (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahipal
Duration : 03:21   Song Number : 14359   

Mujhe Bhool Jaana Taqdeer (1967) 03:51 14321
 
Poster of Taqdeer (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:51   Song Number : 14321   

Mujhe Chhod Ke Kyun Gaye Dam 999 (2011) 05:36 40164
 
Poster of Dam 999 (2011)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2011
Lyricist
Sohan Roy
Music Director- 
Ouseppachan
Singer- 
Shreya Ghoshal
Duration : 05:36   Song Number : 40164   

Mujhe Choo Rahi Hain Swayamvar (1980) 04:03 18006
 
Poster of Swayamvar (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Moushumi Chatterjee
Duration : 04:03   Song Number : 18006   

Mujhe Dard E Dil Ka Aakash Deep (1965) 03:20 20979
 
Poster of Aakash Deep (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:20   Song Number : 20979   

Mujhe Dard Rehta Dus Numbri (1976) 06:42 13208
 
Poster of Dus Numbri (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Hema Malini
Duration : 06:42   Song Number : 13208   

Mujhe De Rahe Hain Tasalliyan Jagjit Singh 03:36 40139
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jigar Moradabadi
Music Director- 
C K Chauhan, Ghulam Ali
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:36   Song Number : 40139   

Mujhe Dekh Chaand Samrat Chandragupta (1958) 03:20 12026
 
Poster of Samrat Chandragupta (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 03:20   Song Number : 12026   

Mujhe Dekh Kar Aap Ka Muskuraana Ek Musafir Ek Hasina (1962) 03:09 12138
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:09   Song Number : 12138   

Mujhe Dekhiye Main Koi Lootera (1965) 05:05 32435
 
Poster of Lootera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 05:05   Song Number : 32435   

Mujhe Dekho Hasrat Ki Tasveer Hoon Baaz (1953) 04:19 36443
 
Poster of Baaz (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anand Milind
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Duration : 04:19   Song Number : 36443   

Mujhe Duniyawaalo Sharabi Leader (1964) 04:26 20980
 
Poster of Leader (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:26   Song Number : 20980   

Mujhe Gale Se (Female) Aaj Aur Kal (1963) 03:42 37834
 
Poster of Aaj Aur Kal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nanda, Sunil Dutt
Duration : 03:42   Song Number : 37834   

Mujhe Gale Se Laga Lo Aaj Aur Kal (1963) 04:45 12043
 
Poster of Aaj Aur Kal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nanda
Raag- 
Asavari
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:45   Song Number : 12043   

Mujhe Haq Hai Vivah (2006) 04:58 20981
 
Poster of Vivah (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Shahid Kapoor, Amrita Rao
Duration : 04:58   Song Number : 20981   

Mujhe Huzoor Tumse Pyaar Son of India (1962) 02:20 14277
 
Poster of Son of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 02:20   Song Number : 14277   

Mujhe Ishq Hai Umeed (1962) 03:24 16085
 
Poster of Umeed (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Nanda
Duration : 03:24   Song Number : 16085   

Mujhe Jab Se Muhabbat Laat Saheb (1967) 04:29 13605
 
Poster of Laat Saheb (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 04:29   Song Number : 13605