Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna kyun jhoothe se preet lagayee kyun jhoothe se preet lagayee kyun chhaliye ko meet banaaya kyun aandhi mein deep jalaaya main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna sapne mein jo baagh lagaayee neend khuli to veeraane the hum bhi kitne deewane the main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna na milti ye bairan ankhiyan na milti ye bairan ankhiyan chain na jaata dil bhi na rota kaash kisi se pyaar na hota main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna
main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao jee chaahe dubo do maujon mein yaa saahil par le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao ek tum hi sahaara ho mera jeevan ki andheri raaton mein duniyaa ki khushi taqdeer ka ghum sab kuchh hai tumhaare haathon mein ab chaahe idhar le jaao mujhe yaa chaahe udhar le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao maayus nazar majboor kadam ujada hua aalam hai dil kaa jeena bhi ye koi jeena hai munh dekh sake naa manzil kaa bite huye din mil jaayen jahaan mujhe aisi dagar le jaao hoo mujhe aisi dagar le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao aansoon naa bahaao mere liye ghum mujhko akele sehne do toote naa tumhara naazuk dil ye dard mujhi tak rehne do ab chhod do mujhko raahon mein yaa door nagar le jaao yaa door nagar le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao
bye bye bye bye bye bye bye bye bye bye bye bye main tujhe chhod ke kahaan jaaunga main tujhe chhod ke kahaan jaaunga mere bhole sanam tere sar ki kasam jaa ke jaldi hi main laut aaunga main tujhe chhod ke kahaan jaaunga main tujhe chhod ke kahaan jaaunga jab tak sajegi saanson ki sargam tere hi nagmein gaata rahunga yaadon ko teri dil se laga ke sapnon mein tere aata rahunga main jism hoon tu hai jaan honge kabhi naa judaa aise naa aansoon baha hans ke mujhe kar bidaa mere bhole sanam tere sar ki kasam jaa ke jaldi hi main laut aaunga main tujhe chhod ke kahaan jaaunga main tujhe chhod ke kahaan jaaunga bye bye bye bye bye bye bye bye bye bye bye bye kaise sahunga dard e judaai tere bina main kaise rahunga ho kaise sahunga dard e judaai tere bina main kaise rahunga aaunga leke main saath tujhko phir na tujhe main bye bye kahoonga maine jo vaade kiye unko nibhaunga main tera yeh chehra haseen kaise bhoolaunga main mere bhole sanam tere sar ki kasam jaa ke jaldi hi
tanhaiyaan hain khaamosh hum tum mehki huyi fizaayen chali aao tum aur nazdeek mere chalo aaj hum behek jaayen ooo ho ooo main tujhe pyaar karoon hardam ooo ho ooo main tujhe pyaar karoon hardam tu mere jeevan ki sargam ooo oooo ooo ho ooo main tujhe pyaar karoon hardam dabi dabi muskaan liye jab paas mere tu aati hai tere sparsh se sookhe mann ki kali kali khil jaati hai hota hai phir se jawaan mausam ooo ho ooo main tujhe pyaar karoon hardam tu hi hai muskaan labon ki aankhon ki lau tu hai meri prerna meri kalpana jo bhi hai so tu hai khushi bhi tu tu hi mera ghum ooo ho ooo main tujhe pyaar karoon hardam
main tujhko agar ek phool kahoon tere rutbe ki tauheen hai ye tera husn humesha kaayam hai dum bhar ke liye rangeen hai ye main tujhko agar ek phool kahoon ye aankh agar uth jaaye to har ek sitaara sajda kare aa jaaye kahin hoton pe hasi bijali bhi tadap kar aah bhare bijali bhi tadap kar aah bhare main tujhko agar ek phool kahoon main tujhko agar ek phool kahoon tere rutbe ki tauheen hai ye ye zulf agar khul jaye to raaton ki jawaani sharmaaye raftaar ka aalam kya kahiye raftaar ka aalam kya kahiye behta hua dariya tham jaaye main tujhko agar ek phool kahoon main tujhko agar ek phool kahoon tere rutbe ki tauheen hai ye din raat mehakte rehne ki kaliyon ne adaa tujh se paayi yeh chaand jo ghatta badta hai darr asl hai teri angdaayi darr asl hai teri angdaayi main tujhko agar ek phool kahoon tere rutbe ki tauheen hai ye
main tujhse milne aayi mandir jaane ke bahaane main tujhse milne aayi mandir jaane ke bahaane baabul se jhooth boli sakhiyon se jhooth boli main ban gayi bilkul bholi are ooooo bholi tu jhooth kahaan boli tu jhooth nahin boli pyaar ko hi pooja kehte hain pyaar ke parwaane main tujhse milne aayi mandir jaane ke bahaane main tujhse milne aayi mandir jaane ke bahaane hoooo oooo oooo aankhon mein jab teri soorat phir koi moorat kya hai hooooo aankhon mein jab teri soorat phir koi moorat kya hai pyaar kiya ho jisne use pooja ki zururat kya hai maine saara jeevan kar diya tujhko arpan ho gayi main teri meera tujhko maan liya mohan naa jaane kya dekha tujh mein nain huye deewane main tujhse milne main tujhse milne aayi mandir jaane ke bahaane main tujhse milne aayi mandir jaane ke bahaane hoooo oooo ooooo oooo gair ke haath mein naa de de kahin baabul mori baiyaan hoooo oooo ooooo oooo gair ke haath mein naa de de kahin baabul mori baiyaan chaal samay ki pehchaano tum
main tulsi tere aangan ki main tulsi tere aangan ki koi nahin main koi nahin main koi nahin main tere saajan ki main tulsi tere aangan ki koi nahin main koi nahin main koi nahin main tere saajan ki main tulsi tere aangan ki main tulsi dwaar pade pade taras gayi aaj umad kar baras gayi dwaar pade pade taras gayi aaj umad kar baras gayi pyaasi badli saawan ki main tulsi tere aangan ki main tulsi maang teri sindoor bhi tera sab kuchh tera kuch nahin mera maang teri sindoor bhi tera sab kuchh tera kuch nahin mera mohe saughandh tere asuan ki main tulsi tere aangan ki main tulsi kaahe ko tu mujhse jalti hai kaahe ko tu mujhse jalti hai ae ri mohe to tu lagti hai koi saheli bachpan ki main tulsi tere aangan ki koi nahin main koi nahin main koi nahin main tere saajan ki main tulsi tere aangan ki main tulsi tere aangan ki
ye waqt na kho jaaye bus aaj ye ho jaaye main tum mein samaaaaa jaaun tum mujh mein sama jaao main tum mein sama jaaun tum mujh mein sama jaao ye waqt na kho jaaye bus aaj ye ho jaaye main tum mein samaaaaa jaaun tum mujh mein sama jaao main tum mein sama jaaun tum mujh mein sama jaao bechaini ki dheemi dheemi is aag mein dil jal jaayega aa aa bechaini ki dheemi dheemi is aag mein dil jal jaayega aaaaa saawan ka rasta na dekho saawan jaane kab aayega saawan ka rasta na dekho saawan jaane kab aayega ban jaao tum mmmm baadal mausam par chha jao main tum mein sama jaaun tum mujh mein sama jaao meri aankhon mein vaade hain tere honthon pe kasmein hain meri aankhon mein vaade hain tere honthon pe kasmein hain in vaadon se in kasmon se pehle duniya ki rasmein hai duniya ki rasmon oo oo oo ko tum tod ke aa jao main tum mein sama jaaun tum mujh mein sama jaao zulfon ke reshmi saaye mein sapnon ki sej sajane do zulfon ke reshmi saaye mein sapnon ki sej sajane do chhodo
main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum daga na doge mujhe aitbaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum daga na doge mujhe aitbaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe kyun pukaarti hain ye jawa jawa fizaayein mujhe mil gayi kahaan se ye hasin hasin adaayein ye hasin hasin adaayein meri zindagi pe chhayi ye nayi bahaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum daga na doge mujhe aitbaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum daga na doge mujhe aitbaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon jo kadam utha rahi hoon wo kadam behak raha hai mili tum se kya nigaahein mera dil dhadak raha hai mera dil dhadak raha hai mere dil pe haath rakh do tumhein intezaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum daga na doge mujhe aitbaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum
pyaar ke din aaye kaale badal chhaaye pyaar ke din aaye kaale badal chhaaye pyaar ke din aaye kaale badal chhaaye khul ke barse ghata ghan ghor se kaho are maine nahin suna zara zor se kaho main tumse pyaar karti hoon main tumse pyaar karti hoon pyaar ke din aaye kaale badal chhaaye khul ke barse ghata ghan ghor se kaho are maine nahin suna zara zor se kaho main tumse pyaar karti hoon main tumse pyaar karti hoon mere saath hua dhoka mere balam sunte ho ye mujhko maalum na tha tum thoda kam sunte ho kya boli zara phir se bolo oh hoo mere saath hua dhoka mere balam sunte ho ye mujhko maalum na tha tum thoda kam sunte ho der se ye jaana mausam hai mastana naache jhhume zara man mor se kaho are maine nahin suna zara zor se kaho main tumse pyaar karti hoon main tumse pyaar karti hoon kya kehna kya sunna hai hum tum do deewaanon ko pyaar mein aankhon ko kholo band karo in kaano ko kya phir se kaho are kya kehna kya sunna hai hum tum do deewaanon ko pyaar mein aankhon ko
zuuu hu hu raraa hey hey hooo hoo hey main wahaan hoon jahaan hain main wahaan hoon jahaan hain mastiyaan shokhiyaan bijliyaan titliyaan hey hey main wahaan hoon jahaan hain mastiyaan shokhiyaan bijliyaan titliyaan hey kar lo pyaar jawaani mein kar lo pyaar ho ho ho kar lo pyaar ho ho kar lo pyaar jawaani mein yeh kaam zaroori hai warna zindgaani ki tasveer adhoori hai hey kar lo pyaar jawaani mein yeh kaam zaroori hai warna zindgaani ki tasveer adhoori hai ye haseen mehfilen milengi phir kahaan hoo ho main wahaan hoon jahaan hain mastiyaan shokhiyaan bijliyaan titliyaan hai bhai maza jawaani ka yaaro na liya jawaani mein to socho aakhir humne kya kiya jawaani mein hey maza jawaani ka yaaro na liya jawaani mein to socho aakhir humne kya kiya jawaani mein pyaar bina kis tarah beetenge din jawaan ho ho main wahaan hoon jahaan hain mastiyaan shokhiyaan bijliyaan titliyaan ho ho main wahaan hoon jahaan hain mastiyaan shokhiyaan bijliyaan titliyaan hey
main wohi darpan wohi main wohi darpan wohi na jaane ye kya ho gaya ke sab kuchh laage naya naya ke sab kuchh laage naya naya ho o o main wohi darpan wohi ik jaadu ki chhadi tan man pe padi ho oo ik jaadu ki chhadi tan man pe padi main jahan thi reh gayi wohi pe khadi ho oo oo ghar wohi aangan wohi ree mera ghar wohi aangan wohi na jaane ye kya ho gaya ke sab kuchh laage naya naya ke sab kuchh laage naya naya ho o o main wohi darpan wohi kahin door papeeha bole piya piya hoo oo kahin door papeeha bole piya piya ud jaane ko bekal hai mora jia hoo oo oo dil wohi dhadkan wohi re mera dil wohi dhadkan wohi na jaane ye kya ho gaya ke sab kuchh laage naya naya ke sab kuchh laage naya naya ke sab kuchh laage naya naya ke sab kuchh laage naya naya
main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the chhupke pahron mera deedaar kiya karte the main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the kal tak the tum hi deewane mere tum hi ab ho nazren phereee uspe duniya ke sitam hain tanha dil hai laakh ghum hain main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the chhupke pahron mera deedaar kiya karte the main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the tumne na jaani chahat ki rasmein vaade bhoole todi kasmein guzre din aur beeti raatein khwab hain wo saari baatein main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the chhupke pahron mera deedaar kiya karte the main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the roothe ho aise beganon jaise ab manaun tumko kaise jaan bhi chaho to le lo mere dil se yun na khelo main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the chhupke pahron mera deedaar kiya karte the main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the
main wohi wohi baat main wohi wohi baat mere liye to har din naya din har raat nayi raat main wohi wohi baat main wohi achhchhi yaa kharaab pee lee jaisi mili sharaab pee li saaki naya hai jaam puraana saaki naya hai jaam puraana rang naya hai naam puraana naam puraana subah ho yaa shaam mujhe masti se kaam kyunke har din naya din har raat nayi raat main wohi wohi baat main wohi huuuuu huuuuu huuuu huuuuu huuuuuu apna hi lahoo pee raha hoon marne ke liye jee raha hoon dil apna hai ghum apne hai dil apna hai ghum apne hai duniyaa paraayi hum apne hai hum apne hai mujhe aaye naa qaraar main rahoon beqaraar kyunke har din naya din har raat nayi raat main wohi
main yahaan tu kahaan mera dil tujhe pukaare jhuki jhuki hai nazar jhoome jhoome re jigar koi kyun humen pukaare main yahaan tu kahaan mera dil tujhe pukaare jhuki jhuki hai nazar jhoome jhoome re jigar koi kyun humen pukaare main yahaan tu kahaan khil rahi chandani raat hai jaise chaandi ki barsaat hai khil rahi chandani raat hai jaise chaandi ki barsaat hai aaj keh do naa jee khol ke jo dil mein chhupi baat hai main yahaan tu kahaan mera dil tujhe pukaare jhuki jhuki hai nazar jhoome jhoome re jigar koi kyun humen pukaare main yahaan tu kahaan sach keh doon tumhen o balam bichhadenge nahin tum hum sach keh doon tumhen o balam bichhadenge nahin tum hum ik pal bhi nahin door hon chaand taaron ki hum ko kasam main yahaan tu kahaan mera dil tujhe pukaare jhuki jhuki hai nazar jhoome jhoome re jigar koi kyun humen pukaare main yahaan tu kahaan aaaa haaa haaa haaa haaa haaaa haaa haaa haaa oooo hoooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo
hmm hmm hmmmm hmmmm main ye soch kar uske dar se utha tha ke wo rok legi mana lege mujhko hawaaon mein lehraata aata tha daaman ke daaman pakad kar bitha legi mujhko kadam aise andaaz se uth rahe the ke aawaaz de kar bulaa legi mujhko magar usne roka na usne manaaya na daaman hi pakada na mujhko bithaaya na aawaaz hi di na waapas bulaaya main aahista aahista badhata hi aaya yahaan tak ke usse judaa ho gaya main yahaan tak ke usse judaa ho gaya main judaa ho gaya main judaa ho gaya main judaa ho gaya main judaa ho gaya main
Main Yunhi Guzar Deta
main zindagi ka saath nibhata chala gaya har fikr ko dhuven mein udataa chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa barbaadiyon ka sog manana fizul tha barbaadiyon ka sog manana fizul tha manana fizul tha manana fizul tha barbaadiyon ka jashan manata chala gaya barbaadiyon ka jashan manata chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa jo mil gaya ussi ko muqaddar samjh liya jo mil gaya ussi ko muqaddar samjh liya muqaddar samjh liya muqaddar samjh liya jo kho gaya main usko bhulata chala gaya jo kho gaya main usko bhulata chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa ghum aur khushi mein fark naa mehsoos ho jahaan ghum aur khushi mein fark naa mehsoos ho jahaan naa mehsoos ho jahaan naa mehsoos ho jahaan main dil ko uss maqaam pe laata chala gaya main dil ko uss maqaam pe laata chala gaya main zindagi ka saath nibhata chala gaya har fikr ko dhuven mein udataa chala gaya
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm aa hoo aa aa aa aa aaa aa haa aaa ha ha haaa nirisa dhasani panidhagama papa gamapanini sasa panisaripama ga ga mapapa marini panimaarinidha gamapapa mapanini panisari aaa aa aa aa aa aa aa mainaakam kadalil ninnuyarunnuvo chirakulla meghangalaay sisirangal thirayunnuvo mainaakam kadalil ninnuyarunnuvo chirakulla meghangalaay sisirangal thirayunnuvo mazhaneer kanamaay thaazhathu veezhaan vidhikaathunilkkum jaladangal pole mazhaneer kanamaay thaazhathu veezhaan vidhikaathunilkkum jaladangal pole mounangalakum vaalmeekamennil valarunnu padarunnu thakarunnu jodiyidaykkakam ennennum mainaakam kadalil ninnuyarunnuvo chirakulla meghangalaay sisirangal thirayunnuvo nidhikal nirayum khanithediyoro vanabhoomi thorum parathunnu hridayam pamadhasani dhanisamaaga nidhaa aa aa aa aa aa aa gamapanini panisagaaga magasanidhapasa vanabhoomi thorum parathunnu hridayam veeshunna kaattin moolunna pattil vanikayil orukula malarinu
maine maine aaj piya ke aayaa honthon ka pyaala maine aaj piya ke aayaa honthon ka pyaala amrit ko bhi jo sharma de amrit ko bhi jo sharma de aag laga kar aag bujha de aiseeeee aise mad ke ek ghoont se bujha chuka main dil ka jwaala piya ke aaya honthon ka pyaala maine aaj piya ke aayaa honthon ka pyaala rag rag mein rag rag mein rag rag mein rag rag mein jisne duada dii ek bijli ki lehar ghoomti duniyan meri nazar mein pal bhar gayi thehar maine dil ko bante dekha befikar matwaala maine dil ko bante dekha befikar matwaala main yaad karunga jab bhi iss shaam ke neele pal ko honthon mein jalan si hogi aur pyaas lagegi mann ko tab aankhon meinnn tab aankhon mein chhaa jaayega iss din ka prem ujala piya ke aaya honthon ka pyaalaaa honthon ka pyaala
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main To Tum Sang Nain Mila ke Man Mauji (1962) 03:37 11848
 
Poster of Man Mauji (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 03:37   Song Number : 11848   

Main Tooti Huyi Ek Aadmi (1968) 04:44 12551
 
Poster of Aadmi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:44   Song Number : 12551   

Main Tujhe Chhod Trinetra (1991) 05:06 18767
 
Poster of Trinetra (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Dharmendra, Deepa Sahi
Duration : 05:06   Song Number : 18767   

Main Tujhe Pyaar Karoon Hardam Bahke Kadam (1971) 03:33 19815
 
Poster of Bahke Kadam (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Dharmesh Dutt
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Manna Dey
Duration : 03:33   Song Number : 19815   

Main Tujhko Agar Ek Phool Kahoon Salam E Mohabbat (1955) 03:20 16310
 
Poster of Salam E Mohabbat (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Anjum Jaipuri
Music Director- 
Bipin-Babul
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Zeba Khan, Mohammad Ali
Duration : 03:20   Song Number : 16310   

Main Tujhse Milne Aayi Heera (1973) 04:20 18547
 
Poster of Heera (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Asha Parekh
Duration : 04:20   Song Number : 18547   

Main Tulsi Tere Aangan Ki Main Tulsi Tere Aangan Ki (1978) 05:18 13660
 
Poster of Main Tulsi Tere Aangan Ki (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Marwa
Duration : 05:18   Song Number : 13660   

Main Tum Main Sama Jaaun Raaste Pyar Ke (1982) 07:39 37086
 
Poster of Raaste Pyar Ke (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rekha
Duration : 07:39   Song Number : 37086   

Main Tumhin Se Poochhti Black Cat (1959) 04:25 12922
 
Poster of Black Cat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj, Balraj Sahni
Duration : 04:25   Song Number : 12922   

Main Tumse Pyaar Karti Hoon Maha Chor (1976) 04:51 16455
 
Poster of Maha Chor (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Neetu Singh
Duration : 04:51   Song Number : 16455   

Main Wahan Hoon Pyaasa Sawan (1981) 04:28 18666
 
Poster of Pyaasa Sawan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 04:28   Song Number : 18666   

Main Wohi Darpan Wohi Geet Gaata Chal (1975) 02:54 32322
 
Poster of Geet Gaata Chal (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Arati Mukherjee
On Screen Actors- 
Sarika
Duration : 02:54   Song Number : 32322   

Main Wohi Hoon Jise Tum Main Wohi Hoon (1966) 05:04 38056
 
Poster of Main Wohi Hoon (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum, Firoz Khan
Duration : 05:04   Song Number : 38056   

Main Wohi Wohi Baat Naya Din Nai Raat (1974) 03:29 13858
 
Poster of Naya Din Nai Raat (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 03:29   Song Number : 13858   

Main Yahaan Tu Kahaan Bedard Zamana Kya Jane (1959) 03:42 12869
 
Poster of Bedard Zamana Kya Jane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Niroopa Roy
Duration : 03:42   Song Number : 12869   

Main Ye Soch Kar Uske Haqeeqat (1964) 03:37 11842
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sudheer
Duration : 03:37   Song Number : 11842   

Main Yunhi Guzaar Deta Anup Jalota 05:03 38978
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 05:03   Song Number : 38978   

Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya Hum Dono (1961) 03:51 20877
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Khamaj
Duration : 03:51   Song Number : 20877   

Mainaakam Thrishna (1981) 05:21 39663
 
Poster of Thrishna (1981)
 
Category
Malayalam
Year- 
1981
Lyricist
Bichu Thirumala
Music Director- 
Shyam
Singer- 
S Janaki
On Screen Actors- 
Swapna Khanna
Duration : 05:21   Song Number : 39663   

Maine Aaj Piya (Geet) Pankaj Mullick 03:25 15041
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:25   Song Number : 15041