Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa hoooo oooo hoooo oooo hoooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo sapne suhane ladakpan ke mere nainon mein dole bahaar ban ke sapne suhane ladakpan ke mere nainon mein dole bahaar ban ke jab chhaaye ghata matwaari mere dil pe chalaye aari jab chhaaye ghata matwaari mere dil pe chalaye aari ghabraaye akele manvaa main le ke jawaani haari ghabraaye akele manvaa main le ke jawaani haari kaise kate din ye uljhan ke koi laa de zamaane wo bachpan ke sapne suhane ladakpan ke mere nainon mein dole bahaar ban ke jab door papihaa bole dil khaaye mera hichkole jab door papihaa bole dil khaaye mera hichkole main laaj se mar mar jaaun jab phool pe bhanwaraa dole main laaj se mar mar jaaun jab phool pe bhanwaraa dole chhede pawaniyaa taraane mann ke mujhe bhaaye naa ye rang jeevan ke sapne suhane ladakpan ke mere nainon mein dole bahaar ban ke
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm pal mein yahi roshan hua iss pal mein tu jee le zara khaabon ko bunn hans ke dikhaa iss pal ko tu pee le zara yunhin sapne suhaane tu sajaa hmmm hmmm hmmm hmmm pal mein yahi roshan hua iss pal mein tu jee le zara khaabon ko bunn hans ke dikha iss pal ko tu pee le zara yunhin sapne suhaane tu sajaa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm kaagaz ki naaav tu bana banjar mein gulshan tu khila parbat ke kaandheee pe raahen sajaa aasmaan ko tuuuu rang de sapnon ko bhi tu pankh de ye sar pe jo tu chala so chal diyaaaaa pal mein yahi roshan hua iss pal ko tu jee le zara yunhin sapne suhaane tu sajaa pal mein yahi roshan hua iss pal ko tu jee le zara yunhin sapne suhaane tu sajaa sapne suhaane tu sajaa sapne suhaane tu sajaa sapne suhaane tu sajaa sapne suhaane tu sajaa sapne suhaane tu sajaa
sapnon ka raja koi mann mein tha jisko basaya aaj humen mil gaya hai yahi hai yahi hai yahi hai mera pyaar yahi hai yahi hai yahi hai mera pyaar sapnon ki raani koi mann mein thi jo samaayi aaj humen mil gayi hai yahi hai yahi hai yahi hai mera pyaar yahi hai yahi hai yahi hai mera pyaar aankhein meri bechain si tujhko piya hain nihaarti pichhle janam ke saathi hain hum saansen yahi hain pukaarti dhadkan mein tum aise base aane laga hai karaar yahi hai yahi hai yahi hai mera pyaar yahi hai yahi hai yahi hai mera pyaar tumhara jo dil gaya hamko mil aur humen kya chahiye haathon mein haath sadiyon ka saath aur humen kya chahiye aansu bhi ab hansne lage jaagi khushiyaan hazaar yahi hai yahi hai yahi hai mera pyaar yahi hai yahi hai yahi hai mera pyaar ek aas hai ek pyaas hai sapne humare ek hain sab dukh tumhare ab hain hamaare khushiyaan humari ek hain hum jo mile phool hain khile saara jahaan hai bahaar yahi hai yahi hai yahi hai mera pyaar yahi hai yahi hai yahi
le loooooooo le loooooooo sapnon ka saudagar aaya le lo ye sapne le lo tum se kismat khel chuki tum kismat se khelo ab tum kismat se khelo sapnon ka saudagar aaya le lo ye sapne le lo tum se kismat khel chuki tum kismat se khelo ab tum kismat se khelo ye rang birange sapne ye jeevan ke ujiyaare ye tanhaayi ke saathi ye bheed mein sang sahaare ye rang birange sapne ye jeevan ke ujiyaare ye tanhaayi ke saathi ye bheed mein sang sahaare ye chaand aur sooraj apne ye andhi raat ke taare ye andhi raat ke taare sapnon ka saudagar aaya le lo ye sapne le lo tum se kismat khel chuki tum kismat se khelo ab tum kismat se khelo chaahe to ambar ko bhi tu inn baahon mein bhar le duniyaa ko jhutha kar de ik sapna sachchaa kar le chaahe to ambar ko bhi tu inn baahon mein bhar le duniyaa ko jhutha kar de ik sapna sachchaa kar le bin maajhi bin naiyya ke aa saagar paar utar le aa saagar paar utar le sapnon ka saudagar aaya le lo ye sapne le lo tum se kismat khel chuki tum kismat se
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm la la la la hmm hm hm hm hmm mmm sapnon ke ghar ki chhat pe hain taare taufiyon ki deewaaron pe latke wo gubaare ghar ke ujiyaare so jaa re ghar ke ujiyaare so jaa re daddy tere jaage tu so jaa re ghar ke ujiyaare so jaa re daddy tere jaage tu so jaa re hmm hmm hmm hmm la la la la aa haa haa haa ho ho ho ho ho ho sapnon ke ghar ki chhat pe hain taare sapnon ke ghar ki chhat pe hain taare taufiyon ki deewaaron pe latke wo gubaare haathi ghode bhaaloo sher cheete saare baadlon ne kaise kaise roop dhaare hmm hmm hmm hmm la la la la hmm hmm hmm hmm ho ho ho ho ho ho dhoondhane se khushiyon ki raahein nahin milti dhoondhane se khushiyon ki raahein nahin milti jaagne se mann ki muraadein nahin khilti mile jo na tujhe des mein humaare de jaayenge nindiyaa ke andhiyaare ghar ke ujiyaare so ja re daddy tere jaage tu so jaa re hmm hmm hmm hmm la la la la aa haa haa haa ho ho ho ho ho ho hmm hmm hmm hmm la la la la la la la la la hmm hmm hmm hmm
sapnon ke shehar hum banaayenge ghar hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm sapnon ke shehar hum banaayenge ghar pal bhar mein ye bana ye gira sapnon ke shehar hum banaayenge ghar chaandi ka rang heere kaa roop ghar pe mere sone ki dhooooop kal tak jo tha hoga na kal dil ka mere sheesh mehal kho gayi roshni sapnon ke shehar hum banaayenge ghar ghar ko bana dar ko sajaa kis ke liye main hoon khada tum bekhabar main hoon magar tanha pada pathar ke ghar tu nahin kuchh nahin sapnon ke shehar hum banaayenge ghar kyun ho juda mujhse khafaa aajaao tum naa do sazaaaaa mausam hanse gulshan hanse ghar par mere aangan hanse ro rahaaa dil meraaa sapnon ke shehar hum banaayenge ghar pal bhar mein ye bana ye gira hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaa sapnon ki suhaani duniyaa ko aankhon mein basaana mushkil hai sapnon ki suhaani duniyaa ko aankhon mein basaana mushkil hai apnon pe jataana mushkil hai gairon se chhupana mushkil hai mera bachpan beet chuka hai mera bachpan beet chuka hai dil ka ladkpan baaki hai dil ka ladkpan baaki hai haaye baaki hai main apne aap ko samjhaa loon par dil ko manana mushkil hai sapnon ki suhaani duniyaa ko aankhon mein basaana mushkil hai ehsaan tera kaise bhoolun ehsaan tera kaise bhoolun tere ghum ke sahaare zinda hoon tere ghum ke sahaare zinda hoon haaye zinda hoon warna inn jaati saanson ka phir laut ke aana mushkil
Sapnon Mein Aana
sapnon mein agar mere tum aao to so jaaun tum aao to so jaaun sapnon mein agar mere baahon ki mujhe maala pehnaao to so jaaun pehnaao to so jaaun sapnon mein agar mere sapnon mein kabhi saajan baitho mere paas aa ke jab seene pe sar rakh doon main pyaar m
Sapnon Mein Mere Koi
sapnon mein sapnon mein sapnon mein mujhko pyaar mila inkaar mila ikraar mila sapnon mein mujhko pyaar mila sunsaan raat mein chupke chupke dhare mann bhi tha khamosh ek baar bas nain khule the bas itna hai hosh gori baahon ka haar mila gori baahon ka haar mila sapnon mein mujhko pyaar mila hansta hua deep soya tha chanda tha baadal mein hawa neend bhar kar laayi thi jhonkon ke aanchal mein phir dil se dil ka taar mila phir dil se dil ka taar mila sapnon mein mujhko pyaar mila kya dekha aur kya paaya paaya maine yeh duniya kya jaane ghaayal ko ghaayal jaane deewaane ko deewaane har pal main ek sansaar mila har pal main ek sansaar mila sapnon mein mujhko pyaar mila
sapt suran teen graam unanchaas koti taan gunijan sab karat gaan naad brahm jaage sapt suran teen graam unanchaas koti taan gunijan sab karat gaan naad brahm jaage sapt suran teen graam sur alaap alankaar muurchhanaa vividh prakaar sur alaap alankaar muurchhanaa vividh prakaar kal kal jyon jal ki dhaar thumak chalat aage thumak chalat aage thumak chalat aage sapt suran teen graam jeevan ko geet jaan saans saans jaise taan jeevan ko geet jaan saans saans jaise taan har dhadakan lay samaan har pal prabhu aage har pal prabhu aage har pal prabhu aage sapt suran teen graam unanchaas koti taan gunijan sab karat gaan naad brahm jaage sapt suran teen graam unanchaas koti taan gunijan sab karat gaan naad brahm jaage jeevan ko geet jaan saans saans jaise taan har dhadakan lay samaan har pal prabhu aate har pal prabhu aate har pal prabhu aate sapt suran teen graam gurur brahmaa gurur vishnu gurur devo maheshvarah gurur saakshaat parabrahmaa tasmai shri gurave namah
zazb e wafaa se kaam liya aur pee gaye saqi se badh ke jaam liya aur pee gaye maloom jab hua ke mai naa ab hai haraam maloom jab hua ke mai naa ab hai haraam allah miya ka naam liya aur pee gaye saqi teri mehfil mein hum jaam uchhalenge jab kaabe mein jaayenge zamzam se naha lenge saqi teri mehfil mein hum jaam uchhalenge jab kaabe mein jaayenge zamzam se naha lenge duniyaa ke har ek ghum se behtar hai ghum e jaana duniyaa ke har ek ghum se behtar hai ghum e jaana duniyaa ke har ek ghum se behtar hai ghum e jaana sau shamme bhujha kar hum ik shamma jala lenge jab kaabe mein jaayenge zamzam se naha lenge saqi teri mehfil mein hum jaam uchhalenge jab kaabe mein jaayenge zamzam se naha lenge aye pardanasheen tumko ye pardaa mubaaraq ho aye pardanasheen tumko ye pardaa mubaaraq ho aye pardanasheen tumko ye pardaa mubaaraq ho hum apne tasavvur mein tasveer bana lenge jab kaabe mein jaayenge zamzam se naha lenge saqi teri mehfil mein hum jaam uchhalenge jab kaabe mein
sar jo tera chakraaye ya dil dooba jaaye aaja pyaare paas hamare kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye sar jo tera chakraaye ya dil dooba jaaye aaja pyaare paas hamare kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye tel mera hai muski ganj rahe na khuski jiske sar pe haath fira dun chamke kismat uski tel mera hai muski ganj rahe na khuski jiske sar pe haath fira dun chamke kismat uski sun sun sun are beta sun is champi mein bade bade gun sun sun sun are beta sun is champi mein bade bade gun laakh dukhon ki ek dawa hai kyu na aazmaaye kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye sar jo tera chakraaye ya dil dooba jaaye aaja pyaare paas hamare kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye pyaar ka hoye jhagda ya business ka ho ragda sab lafdon ka bojh hate jab pade haath ek tagda pyaar ka hoye jhagda ya business ka ho ragda sab lafdon ka bojh hate jab pade haath ek tagda sun sun sun are babu sun is champi mein bade bade gun sun sun sun are babu sun is champi mein bade bade gun laakh dukhon ki ek dawa hai kyu na
sar kiye yeh pahaar daryaon ki gehraiyon mein tujhe dhoonda hai aa bhi ja ek baar mere yaar aise na looto mere mann ka qaraar sar kiye yeh pahaar daryaon ki gehraiyon mein tujhe dhoonda hai aa bhi ja ek baar mere yaar aise na looto mere mann ka qaraar hooooo ho gaya hai tumse pyaar hooo ho gaya hai tumse pyaar mere yaar aise na looto mere mann ka qaraar mere yaar aise na looto mere mann ka qaraar jidhar bhi dekhoon tu hi nazar aati hai aankhen band kar loon to tu aur kareeb aati hai jidhar bhi dekhoon tu hi nazar aati hai aankhen band kar loon to tu aur kareeb aati hai mere yaar aise na looto mere mann ka qaraar mere yaar aise na looto mere mann ka qaraar khushboo teri mujhe jo chhoo jaati hai mere mann mein kaise yeh deep jala jaati hai khushboo teri mujhe jo chhoo jaati hai mere mann mein kaise yeh deep jala jaati hai mere yaar aise na looto mere mann ka qaraar mere yaar aise na looto mere mann ka qaraar hooooo ho gaya hai tumse pyaar hooo ho gaya hai tumse pyaar
sar par topi laal haath mein resham ka rumaal ho tera kya kehna sar par topi laal haath mein resham ka rumaal ho tera kya kehna oye gore gore gaal gaal pe uljhe uljhe baal ho tera kya kehna gore gore gaal gaal pe uljhe uljhe baal ho tera kya kehna oooooooo mera dil o jaane jaan chura ke chali kahaan nashen mein bhari bhari ooooooooo churaun main dil tera jigar bhi nahin mera umar bhi nahin meri churaun main dil tera jigar bhi nahin mera umar bhi nahin meri oye behki behki chaal chaal haaye lachke jaise daal ho tera kya kehna sar par topi laal haath mein resham ka rumaal ho tera kya kehna ooooooooo ye kyun dil pe haath hai wo kya aisi baat hai humen bhi bataaiye ooooooooo bhala itni door se kahun kya huzoor se mere paas aaiye bhala itni door se kahun kya huzoor se mere paas aaiye ho ho ke behaal baalma ye shatranji chaal ho tera kya kehna ho ho ke behaal baalma ye shatranji chaal ho tera kya kehna oye gore gore gaal gaal pe uljhe uljhe baal ho tera kya kehna
nainon mein neendiya neendiya mein sapne sapnon mein saajan jab se basa bahaaren aayi jeevan mein nayi hulchul hai tan mann mein ek roop basa hai ankhiyon mein ho ho kuchh lamhe jeevan ke chura len saanson ki ye aag bujha len duniya se door nayi duniya basa len jab se mili hai tujhse nigaahein jaadu ye kaisa mujhpe hua ke dil jab tanha lagta hai mujhe kuchh aisa lagta hai tu jhaank raha hai ankhiyon mein ho ho aaj ka har ek pal sundar hai kal kya ho kisko ye khabar hai lamba safar zindagi muqtasar hai darr lag raha hai kya jaane kya ho dil tujhko maine jabse diya udi hain neendein aankhon se teri aisi hi baaton se badnaam huyi hoon sakhiyon mein ho ho nainon mein neendiya neendiya mein sapne sapnon mein saajan jab se basa bahaaren aayi jeevan mein nayi hulchul hai tan mann mein ek roop basa hai ankhiyon mein ho ho taaron se ye maang saja doon hothon pe ek phool khila doon tere liye saari duniya bhula doon mehkega sara gulshan humaara dil ka sahara baahen teri
saara mora kajraa chhudaya tune garavaa se kaise lagaaya tune saara mora kajraa chhudaya tune garavaa se kaise lagaaya tune o rasiyaa mann basiyaa teekha teekha kajraa lagaaya tune kaahe ko jaadu jagaaya tune o sajni sukh rajni saara mora kajraa chhudaya tune garavaa se kaise lagaaya tune o rasiyaa mann basiyaa tune pyaas jaga di nayi aag lagaa di mera ang ang jala jaaye o sajni sukh rajni zara nain mila le lagi dil ki bujha le tere sang sang koi aaye tera roop sahaa nahin jaaye saara mora kajraa chhudaya tune garavaa se kaise lagaaya tune kahe saara zamana mujhe tera deewana sada haar haar tujhe chaahun meri preet puraani huyi teri deewani jiya baar baar tujhe chaahun tere ghum mein maza mujhe aaye teekha teekha kajraa lagaaya tune kaahe ko jaadu jagaaya tune o rasiyaa mann basiyaa mere nain naseele mere honth raseele jiya jhoom jhoom mera gaaye o sajni sukh rajni ye fiza bhi sarabi ye hawa bhi sarabi tujhe choom choom idhar aaye mujhe door kahin liye jaaye saara
sara din tomay bhebe holo na amar kono kaaj holo na tomake pawa din je brithai gelo aaj sara din tomay bhebe holo na amar kono kaaj holo na tomake pawa din je brithai gelo aaj sara din tomay bhebe sara din gachher chhayay udashi dupur ketechhe ja shune bhebechhi eshechho se shudhu patari awaj sara din tomay bhebe hawara hothat ese janalo tumi to amar kachhe ashbena ek hridoy hoye bhashbena tobe ki ekai thakbo tobe ki amar keu nei sara din jemon ketechhe temoni ki jabe go saanjh sara din tomay bhebe holo na amar kono kaaj holo na tomake pawa din je brithai gelo aaj sara din tomay bhebe
hmmmmmmm hmmmmm hmmmmmm hooooo ooooooo sarakti jaaye hai sarakti jaaye hai rukh se naqaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab aahista aahista nikalta aa raha hai aaftaab hoooo ooooo nikalta aa raha hai aaftaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa hmmmmmm jawaan hone lage jab wo to hum se kar liya parda jawaan hone lage jab wo to hum se kar liya parda hoooooo hayaa yaklakhat aayi aur shabaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab shab e phurkat ka jaaga hoon shab e phurkat ka jaaga hoon farishton ab to sone do shab e phurkat ka jaaga hoon farishton ab to sone doooooo kabhi fursat mein kar lena hisaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab sawaal e wasal par unko sawaal e wasal par unko adu ka khauf hai itna sawaal e wasal par unko adu ka khauf hai itna hoooo dabe honthon se dete hain jawaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab wo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sapne Suhane Bees Saal Baad (1962) 03:58 21218
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 03:58   Song Number : 21218   

Sapne Suhane Chintu Bhosle 04:42 19533
 
Poster of Chintu Bhosle
 
Category
Indipop
Singer- 
Chintu Bhosle
Duration : 04:42   Song Number : 19533   

Sapnon Ka Raja Chalte Chalte (1976) 05:56 38098
 
Poster of Chalte Chalte (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Simi Garewal
Duration : 05:56   Song Number : 38098   

Sapnon Ka Saudagar Sapnon Ka Saudagar (1968) 05:32 12476
 
Poster of Sapnon Ka Saudagar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Others
Duration : 05:32   Song Number : 12476   

Sapnon Ke Ghar Ki Daddy (1991) 06:09 18677
 
Poster of Daddy (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Suraj Saneem
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Talat Aziz
On Screen Actors- 
Anupam Kher
Duration : 06:09   Song Number : 18677   

Sapnon Ke Shehar Ahsaas (1979) 07:38 18495
 
Poster of Ahsaas (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Yunus Parvez, Deena, Rakesh Bedi, Kajal Kiran
Duration : 07:38   Song Number : 18495   

Sapnon Ki Suhaani Duniyaa Shikast (1953) 04:15 12495
 
Poster of Shikast (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:15   Song Number : 12495   

Sapnon Mein Aana Shisham (1952) 03:11 40399
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan
Duration : 03:11   Song Number : 40399   

Sapnon Mein Agar Mere Dulhan Ek Raat Ki (1966) 04:18 12337
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 04:18   Song Number : 12337   

Sapnon Mein Mere Koi Poonam Ki Raat (1965) 05:15 39659
 
Poster of Poonam Ki Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 05:15   Song Number : 39659   

Sapnon Mein Mujhko Pyaar Jagmohan Sursagar 02:54 17650
 
Poster of Jagmohan Sursagar
 
Category
Hindi non Film
Duration : 02:54   Song Number : 17650   

Sapt Suran Teen Graam Sangeet Samrat Tansen (1962) 03:10 12470
 
Poster of Sangeet Samrat Tansen (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 03:10   Song Number : 12470   

Saqi Teri Mehfil Mein Anup Jalota 06:43 18454
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 06:43   Song Number : 18454   

Sar Jo Tera Chakraaye Pyaasa (1957) 04:26 21219
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 04:26   Song Number : 21219   

Sar Kiye Yeh Pahaar Strings 05:45 37342
 
Poster of Strings
 
Category
Indipop
Lyricist
Bilal Saeed
Singer- 
Strings
Duration : 05:45   Song Number : 37342   

Sar Par Topi Laal Tumsa Nahin Dekha (1957) 05:55 12536
 
Poster of Tumsa Nahin Dekha (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Amita, Shammi Kapoor
Duration : 05:55   Song Number : 12536   

Sar Se Sarke Silsila (1981) 05:38 12246
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan, Shashi Kapoor
Duration : 05:38   Song Number : 12246   

Sara Mora Kajra Chhudaya Tumne Do Dil (1965) 05:26 16430
 
Poster of Do Dil (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Raj Shri
Duration : 05:26   Song Number : 16430   

Saradin Tomay Bhebe Subir Sen 03:01 33004
 
Poster of Subir Sen
 
Singer- 
Subir Sen
Duration : 03:01   Song Number : 33004   

Sarakti Jaaye Hai Deedar-E-Yaar (1982) 06:34 15150
 
Poster of Deedar-E-Yaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Ameer Meenai
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 06:34   Song Number : 15150