Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sun chaand meri ye daastan main kahun tujhe ya ke na kahoon teri chaandni tere paas hai mujhe yeh bata main kahaan rahun sun chaand meri ye daastan khili rain mein dekho chain se hai yeh saara aalam so raha tere in sitaaron ki chhaanv mein main akela chupchup ro raha lagi aag birah ki ang mein main sahun ise ya ke na sahun main sahun ise ya ke na sahun sun chaand meri ye daastan wo nazar jo dil mein utar gayi jaise chubh gaya koi shool ho wo hatheli par tera mukh saja jaise phool par koi phool ho yun bahe nadi teri yaad ki main bahun yahaan ya ke na bahun main bahun yahaan ya ke na bahun sun chaand meri ye daastan
sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun ri champa sun taara sach ke gale mein padi maala jhoothon ka to munh hua kaala hooo oooo sach ke gale mein padi maala jhoothon ka to munh hua kaala kaise hua aise hua kaise hua aise hua hairaan hai jag saara sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun champa sun taara banda hoon main to seeda saada karata hoon tumse main ye wada hooo oooo banda hoon main to seeda saada karata hoon tumse main ye wada aaj se hoga wo dukh mera aaj se hoga wo dukh mera dukh hai jo tumhara sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun ri champa sun taara chham chham jo baaje
aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaa aaaa aaaa aaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa gama wala charkhaaaaaaaa gama wala charkha te dukha di ya puniyaaaaaa hayeee eeee main jyo jyo katii jawaa ni hon paiyan duuniya katt sakani na walaliye kudiyeeeeeee katt sakani naaa katt sakani naa katt sakani naa walaliye kudiyeeeee ni teri puniya di bhario chingari mere dil vichho uth di ye hook mere dil vichho haan gama wala charkhaaaa makke gayan gal mukk di nayioo phanwe sau sau jumma padh aiye ganga gayan gal mukk di naiyooo ganga gayan gal mukk di naiyooo phanve sau sau gootte phanve sau sau ganga gaya gal mukk di naiyo phaanve sau sau gootte khaiyye ooo bulle shah bulle shah bulleeee shah gal taunyio mukk di jadd main nu dilon ganwaiyye ibaddat kar ibaddat karn de naal gall bann diye ibaaaaddat kar ibaddat kar ibaddat karn de naal gall bann diye kise di ajj ban diye kise di kal ban diye padh padh ilam kitabba sabbe naam rakha liya qaazi padh padh ilam kitabba sab be
sun dard bhari fariyaad ho dard bhari fariyaad ho taqdeer banaane waale re taqdeer banaane waale re sun dard bhari fariyaad ghum ne mujhe barbaad kiya hai maine tujhi ko yaad kiya hai ghum ne mujhe barbaad kiya hai maine tujhi ko yaad kiya hai ghum se mujhko chhuda le re ghum se mujhko chhuda le re taqdeer banaane waale re taqdeer banaane waale re sun dard bhari fariyaad dil ke sahaare toot chuke hain apne paraaye rooth chuke hain dil ke sahaare toot chuke hain apne paraaye rooth chuke hain tu hi apna bana le re tu hi apna bana le re taqdeer banaane waale re taqdeer banaane waale re sun dard bhari fariyaad aa gaye naale aaj zabaan tak sabr karun main haaye kahaan tak aa gaye naale aaj zabaan tak sabr karun main haaye kahaan tak dil mein pad gaye chhale re dil mein pad gaye chhale re taqdeer banaane waale re taqdeer banaane waale re sun dard bhari fariyaad
Sun Giniyaa Nahi Karunga Ab Galti, Jo Tu Na Ruthe Re Kabhi, Mail Ho To Chhut Gaye Aadat Na Chhute Re Kabhi
sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata aahaa sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata kuch pyaari pyaari baatein humari aa jaate jaate tu bhi sun ja sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata arre kuch pyaari pyaari baatein humari aa jaate jaate tu bhi sun ja sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata hum aaj dono akele hain sun bawari shor yunhi machana na tuuuu haaaa jo need aa jaaye saiyaan ki baiyaan mein to zindagi bhar jagana na tu hum aaj dono akele hain sun bawari shor yunhi machana na tu jo need aa jaaye saiyaan ki baiyaan mein to zindagi bhar jagana na tu dheere dheere haule haule man ki kahani aayi deewani chhupte chhupaate tu bhi sun ja sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata ho ho ho ho hoo ho ho ho o o o hoooo ho ho ho hoooo hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm par yaad rakhna ye baatein kisi aur se jaa ke bairan tu kehna nahin nainon mein nindiyaan nahin aaj bas aaj humre jiya mein bhi chaina nahin chori
ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan aati hai sadaa teriii toote huye taaron se aahat teri sunti hoon khaamosh nazaron se bheegi hawaa udi ghata kehti hai teri kahani tere liye bechain hai sholon mein lipti jawaani seene mein bal kha raha hai dhuwan sunn ja dil ki daastaan ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan lehron ke labon par hain khoye huye afsaane gulzaar ummeedon ke sab ho gaye veerane tera pata paaun kahaan soone hain saare thikane jaane kahaan gum ho gaye jaa ke wo agle zamaane barbaad hai aarzoo ka jahaan sunn ja dil ki daastaan sunn ja dil ki daastaan
ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ye raat ye chaandani phir kahan sun jaa dil ki daastaan ye raat ye chaandani phir kahan sun jaa dil ki daastaan hm hm hm hm hm hm hey pedon ki shaakhon pe pedon ki shaakhon pe soyi soyi chaandani pedon ki shaakhon pe tere khayalon mein khoi khoi chaandani aur thodi der mein thak ke laut jaayegi raat ye bahar ki phir kabhi na aayegi do ek pal aur hai ye samaa sun jaa dil ki daastaan hm hm hm hm hm hm heyy lehron ke hothon pe lehron ke hothon pe dheema dheema raag hai lehron ke hothon pe bheegi hawaon mein thandi thandi aag hai iss haseen aag mein tu bhi jal ke dekhle zindagi ke geet ki dhun badal ke dekhle khulne de ab dhadkanon ki zubaan sun jaa dil ki daastaan heyyy jaati baharen hain jaati baharen hain uthati jawaniyaan jaati baharen hain taaron ki chhaanv mein kehale kahaniyaan ek baar chal diye gar tujhe pukaar ke laut kar na aanyenge kafile bahaar ke ek baar chal diye gar tujhe pukaar ke laut kar na aanyenge kafile bahaar ke aaja
sun jaane jaan kehta hai kya ye bahaar ka sama kahe lelo ye nazaare ban jaao humaare sajna sajna sajna sun jaane jaan kehta hai kya ye bahaar ka sama kahe lelo ye nazaare ban jaao humaare sajna sajna sajna sun jaane jaan laa apni aankhon ke jaam barson ka pyaasa hai dil bharke milan ka nasha tumko bulaata hai dil laa apni aankhon ke jaam barson ka pyaasa hai dil bharke milan ka nasha tumko bulaata hai dil sun jaane jaan kehta hai kya ye bahaar ka sama kahe lelo ye nazaare ban jaao humaare sajna sajna sajna sun jaane jaan kho jaayen aao kahin hum chalke phoolon tale phir na juda hon kabhi aise milen hum gale kho jaayen aao kahin hum chalke phoolon tale phir na juda hon kabhi aise milen hum gale sun jaane jaan kehta hai kya ye bahaar ka sama kahe lelo ye nazaare ban jaao humaare sajna sajna sajna sun jaane jaan ek tere kaajal se aaj kitni hai kaali ghata chhaayi huyi hai tamaam kya pyaar waali ghata ek tere kaajal se aaj kitni hai kaali ghata chhaayi huyi hai tamaam
hmmmm hmm hmm hmm sunn ke teri pukaar sang chalne ko tere koi hona ho taiyyaar himmat naa haar chal chala chal akela chal chala chal akela chal chala chal fakira chal chala chal hooo sunn ke teri pukaar sunn ke teri pukaar sang chalne ko tere koi hona ho taiyyaar himmat naa haar chal chala chal akela chal chala chal akela chal chala chal fakira chal chala chal nanhe nanhe paaon hain tere chhoti chhoti baanhein hain oonchi oonchi manzil teri lambi lambi raahein hain nanhe nanhe paaon hain tere chhoti chhoti baanhein hain oonchi oonchi manzil teri lambi lambi raahein hain seh le qismat ki maar ho seh le qismat ki maar jitna tapta hai sona utna aata hai nikhaar himmat naa haar chal chala chal akela chal chala chal akela chal chala chal fakira chal chala chal hooo sunn ke teri pukaar sunn ke teri pukaar sang chalne ko tere koi hona ho tayaar himmat naa haar chal chala chal akela chal chala chal akela chal chala chal fakira
sun le bapu yeh paigham meri chitthi tere naam chitthi mein sabse pehle likhata tujhko ram ram likhata tujhko ram ram sun le bapu yeh paigham meri chitthi tere naam chitthi mein sabse pehle likhata tujhko ram ram likhata tujhko ram sun le bapu yeh paigham meri chitthi tere naam kaala dhan kaala vyapaar rishwat kaa hai garam bazaar satya ahinsa kare pukaar toot gaya charkhe kaa taar tere anashan satyagrah ke badal gaye asli bartaav ek nayi vidya upaji hai jisko kehte hain gheraav teri kathin tapasya kaa yeh kaisa nikla hai anjaam chitthi mein sabse pehle likhata tujhko ram ram likhata tujhko ram sun le bapu yeh paigham meri chitthi tere naam prant prant se takraata hai bhasha par bhasha ki laat main panjabi tu bangali kaun kare bharat ki baat teri hindi ke panv mein angreji ne daali dor teri lakdi thagon ne thag li teri bakari le gaye chor sabarmati sisakti teri tadap raha hai sevagram chitthi mein sabse pehle likhata tujhko ram ram likhata tujhko ram sun le bapu
aaaa sun le mere dil ki pukaar sun le mere dil ki pukaar soona soona hai jahaan de ke pyaar ko khizaan mere saajdaar e dil chala chhod ke kahaan soona soona hai jahaan de ke pyaar ko khizaan mere saajdaar e dil chala chhod ke kahaan soona soona hai jahaan dil ka tadapna kaise dikhayen kaise dikhaayen kadmon mein gir kar aansoo bahaayen aansoo bahaayen aaa rone laga mera singaar sun le mere dil ki pukaar soona soona hai jahaan de ke pyaar ko khizaan mere saajdaar e dil chala chhod ke kahaan soona soona hai jahaan kehta nahin kuchh dil bhi humaara dil bhi humaara sharm o haya se chup hai bechaara chup hai bechaara aaaa aansoo kare tujhpe nisaar sun le mere dil ki pukaar soona soona hai jahaan de ke pyaar ko khizaan mere saajdaar e dil chala chhod ke kahaan soona soona hai jahaan aankhon ki neendein le ke chala tu le ke chala tu dard e mohabbat de ke chala tu de ke chala tu aaaa kaise hoga ye intezaar sun le mere dil ki pukaar soona soona hai jahaan de ke pyaar ko
diya na bhujhao mere ghar ka meri taqdeer ke maalik sun le pukar aayi aaj tere dwaar le ke aansuon ki dhaar mere sanware sun le pukar aayi aaj tere dwaar le ke aansuon ki dhaar mere sanware main to ek bheekh maangu to se faila ke haath re sun le pukar aayi aaj tere dwaar le ke aansuon ki dhaar mere sanware binti karun main tose jag ke khiwaiya doob naa jaaye meri aasha ki naiyya binti karun main tose jag ke khiwaiya doob naa jaaye meri aasha ki naiyya kiss ko dikhaun jaa ke dard main apna koi nahin hai mera krishan kanhiyaa krishan kanhiyaa sun le pukar aayi aaj tere dwaar le ke aansuon ki dhaar mere sanware maine prabhu aaj tak kuchh nahin maanga maine prabhu aaj tak kuchh nahin maanga aaj to daan de de apni daya ka badle mein chahe meri jaan bhi le le bacha le sahara data iss dukhiyaa ka iss dukhiyaa ka sun le pukar aayi aaj tere dwaar le ke aansuon ki dhaar mere sanware tune jo mere dil ki jyoti bhujhai o duniyaa wale hogi teri hansai tune jo mere dil ki jyoti
sun le sun le sun le sun le sun le pyaar ki dushman duniya dil waalon ke afsaane chal pade jo dhun mein to phir kab rukte hain deewaane sun leeeeeeeee sun le pyaar ki dushman duniya dil waalon ke afsaane chal pade jo dhhun mein to phir kab rukte hain deewaane sun leeee aa haaaaa aaaaa aaaa la la laa la la la lalaa keh rahi hai jhoom ke ye bahaar kar bhi le pyaar deewana waar dil mein kisi ko basaa le duniya se kya darnaa keh rahi hai jhoom ke ye bahaar kar bhi le pyaar deewana waar dil mein kisi ko basaa le duniya se kya darnaa sun leeeeeeeee sun le pyaar ki dushman duniya dil waalon ke afsaane chal pade jo dhhun mein to phir kab rukte hain deewaane sun leeeee aa haaaah aaa aah aah haaa aaa haaa hmmmmmm aaaaaaa aaaa aaaa ta ram pam pam la la la la ta ra ram pam pam la la la la ta ra ram pam pam hmm hmm hmm main to hoon raahi teri manzil kaa aaya hoon pyaar ke sahaare mud ke na pichhe kabhi dekhungaa kitna bhi duniya pukaare oh deewane oh tu kya jaane dil to tujhe
sun le tu dil ki sadaa sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa meri aawaaz ka teer jaayega dil ko bhi cheer meri aawaaz ka teer jaayega dil ko bhi cheer khoye nafrat laaye ulfat ye asar hai meharbaan sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa pyaar rastaa hai mera aisa raahi hoon tera pyaar rastaa hai mera aisa raahi hoon tera na rahoon main na rahe tu par rahegi daastaan sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa do dilon ki ye lagan jaane dharti aur gagan do dilon ki ye lagan jaane dharti aur gagan tu jahaan hai main wahaan hoon jism do hai ek jaan sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa
hmm hmm aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa hmm hmm hmm hmm hmm sun man ke meet more prem geet tu aaja aaja aaja re more man ke meet na tod preet tu aaja aaja aaja re sun man ke meet more prem geet tu aaja prem ke nish din geet main gaaun prem ke nish din geet main gaaun gaa ke geet main preet sajaaun geet main gaun aaja re meet na tod preet tu aaja aaja aaja re sun man ke meet more prem geet tu aaja tumhare milan ke deep jalaaun tumhare milan ke deep jalaaun deep jalake preet jagaun geet main gaun bole kajra ki dhar kare kangana pukar tu aaja aaja aaja re sun man ke meet more prem geet tu aaja dekh tujhe naache more naina dekh tujhe naache more naina bin adharon ke bole baina more naina aa preet ke tu raat more manwa ke dwaar tu aaja aaja aaja re sun man ke meet more prem geet tu aaja aaja aaja
Sun Mausa Sun Mausi
sun mere bandhu reeeee sun mere mitwaa sun mere saaaathi reeee hota tu peepal main hoti amar lata teriiiiii hota tu peepal main hoti amar lata teri tere gale maala ban ke padi muskaati re sun mere saaaathi reee sun mere bandhu reeeee sun mere mitwaa sun mere saaaathi reeee jiyaa kahe tu saagar main hoti teri nadiyaa jiyaa kahe tu saagar main hoti teri nadiyaa lehar bahar karti apne piya se mil jaati re sun mere saaaathi reee sun mere bandhu reeeee sun mere mitwaa sun mere saaaathi reeee sun mere bandhu reeeeeeeeeee sun mere mitwaaaaaa sun mere saaaathi reeeee
sun mere mehboob sun mere saanson se sun mere geeton ki dhun tu hai kahan sun mere mehboob sun mere saanson se sun mere geeton ki dhun tu hai kahan needein palkon se bhaage raatein aankhon mein jaage din ho bahke bahke dil ki duniya mehke tu tu jo aa jaayein to gun gunaaye hawaa muskuraaye fazaa jhoome jahaan jeevan soona hai aise panchhi sehra mein jaise poochhe teri baatein aati jaati raatein aa main hoon tere liye tu hai mere liye ab bahaar aaye ya chhaye khizaa sun mere mehboob sun mere saanson se sun mere geeton ki dhun tu hai kahan sun mere mehboob sun mere saanson se sun mere geeton ki dhun tu hai kahan aa aaaa ho ho hoo lala la la la la la la la la
sajanaaa aa aaa ho sajana aa aa hoo oo sanwari o oooo sun mere sajana re sun mere sajana dekho ji mujhko bhool na jana sun mere sajana ree oo sun meri sanwari o sun meri sanwari apna bana ke chhod na jana sun meri sanwari oo na tujhko main bulaunga nigahon mein chhupaunga na tujhko main bulaunga nigahon mein chhupaunga magar itna karo vada magar itna karo vada ki rishta tod na jana sun meri sanwari hoye sun meri sanwari o sun meri sanwari apna bana ke chhod na jana sun meri sanwari hoo ye rishta chaar aankhon ka mere saajan na tootega ye rishta chaar aankhon ka mere saajan na tootega jo mujhko aazmana ho jo mujhko aazmana ho to doli leke aa jana sun mere sajana re sun mere sajana re sun mere sajana dekho ji mujhko bhool na jana sun mere sajana ree oo sun meri sanwari oo sun meri sanwari apna bana ke chhod na jana sun meri sanwari oo baje jis roz shehnayi baje jis roz shehnayi samajh lena barat aayi o armanon ki doli mein o armanon ki doli mein dulhaniya ban ke aa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sun Chaand Meri Ye Daastan Naag Jyoti (1963) 03:26 39660
 
Poster of Naag Jyoti (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Sardar Malik
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:26   Song Number : 39660   

Sun Champa Sun Taara Apna Desh (1972) 05:38 21256
 
Poster of Apna Desh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 05:38   Song Number : 21256   

Sun Charkhe De Mitthi (Medley) Master Saleem 10:09 19248
 
Poster of Master Saleem
 
Category
Punjabi
Singer- 
Master Saleem
Duration : 10:09   Song Number : 19248   

Sun Dard Bhari Fariyaad Pak Daman (1957) 03:24 16285
 
Poster of Pak Daman (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Adeeb, Balam, Chitra
Duration : 03:24   Song Number : 16285   

Sun Giniya Ginny Aur Johnny (1976) 03:39 33011
 
Poster of Ginny Aur Johnny (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Mehmood, Baby
Duration : 03:39   Song Number : 33011   

Sun Ja Aa Thandi Hawa Haathi Mere Saathi (1971) 05:28 21258
 
Poster of Haathi Mere Saathi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tanuja
Duration : 05:28   Song Number : 21258   

Sun Ja Dil Ki Dastaan (Duet) Jaal (1952) 03:46 13389
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Dev Anand
Raag- 
Kafi
Duration : 03:46   Song Number : 13389   

Sun Ja Dil Ki Dastaan (Male) Jaal (1952) 04:56 12082
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:56   Song Number : 12082   

Sun Jaane Jaan Sannata (1981) 04:33 41024
 
Poster of Sannata (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 04:33   Song Number : 41024   

Sun Ke Teri Pukaar Fakira (1976) 03:16 12349
 
Poster of Fakira (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Achala Sachadev, Satyendra Kapoor
Duration : 03:16   Song Number : 12349   

Sun Le Bapu Yeh Paigham Balak (1969) 04:22 16415
 
Poster of Balak (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Master Sooraj
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:22   Song Number : 16415   

Sun Le Mere Dil Ki Pukar (Suna Suna Hai Jahan) Aurat (1953) 04:08 40626
 
Poster of Aurat (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Duration : 04:08   Song Number : 40626   

Sun Le Pukar Phool Aur Patthar (1966) 04:55 21259
 
Poster of Phool Aur Patthar (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 04:55   Song Number : 21259   

Sun Le Pyaar Ki Dushman Pyar Kiye Jaa (1966) 05:48 12439
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Mumtaz, Shashi Kapoor
Duration : 05:48   Song Number : 12439   

Sun Le Tu Dil Ki Sadaa Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:20 12515
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:20   Song Number : 12515   

Sun Man Ke Meet More Prem Geet Mrig Trishna (1975) 06:38 32614
 
Poster of Mrig Trishna (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Shambhu Sen
Music Director- 
Shau Bhai Dev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 06:38   Song Number : 32614   

Sun Mausa Sun Mausi Virasat (1998) 06:33 40890
 
Poster of Virasat (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Vinod Rathod
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 06:33   Song Number : 40890   

Sun Mere Bandhu Re Sujata (1959) 02:48 12507
 
Poster of Sujata (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 02:48   Song Number : 12507   

Sun Mere Mehboob Sun Nazia Hassan 04:01 31539
 
Poster of Nazia Hassan
 
Category
Indipop
Singer- 
Nazia Hassan
Duration : 04:01   Song Number : 31539   

Sun Mere Sajana Aansoo (1953) 05:47 19115
 
Poster of Aansoo (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal, Shekhar
Duration : 05:47   Song Number : 19115