Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRavi
HomeRavi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


baabul ki duaayein leti jaa jaa tujh ko sukhi sansaar mille baabul ki duaayein leti jaa jaa tujh ko sukhi sansaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural mein itna pyaar mille baabul ki duaayein leti jaa jaa tujh ko sukhi sansaar mille naazon se tujhe paala maine kaliyon ki tarah phoolon ki tarah bachppan mein jhoolaayaa hai tujh ko baahon ne meri jhooloon ki tarah mere baag ki ae naazuk daali tujhe har pal nayi bahaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural mein itna pyaar mille jiss ghar se bandhein hain bhaag tere uss ghar mein sadaa teraa raaj rahe honthon pe hansee ki dhoop khile maathe pe khushi kaa taaj rahe kabhi jiski jyot naa ho pheeki tujhe aisa roop singaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural mein itna pyaar mille beetein tere jeewan ki ghadiyaan aaraam ki thandi chhaanvv mein kaanta bhi naa chubhne paaye kabhi meri laadli tere paanv mein uss dwaar se bhi dukh door rahe jiss dwaar se tera dwaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural
bachche mann ke sachche bachche mann ke sachche saare jag ke aankh ke taare ye wo nanhe phool hain jo bhagwaan ko lagte pyaare bachche mann ke sachche khud roothe khud maan jaaye phir humjoli ban jaaye jhagdaa jis ke saath karein agle hi pal phir baat karein jhagdaa jis ke saath karein agle hi pal phir baat karein inko kisi se bair nahin inke liye koi gair nahin inkaa bholaapan miltaa hai sabko baanh pasaare bachche mann ke sachche saare jag ke aankh ke taare ye wo nanhe phool hain jo bhagwaan ko lagte pyaare bachche mann ke sachche insaan jab tak bachchaa hai tab tak samjho sachchaa hai jyun jyun uski umar badhe mann par jhooth ka mael chadhe krodh badhe nafrat ghere laalach ki aadat ghere bachpan in paapon se hatkar apni umar guzaare bachche mann ke sachche saare jag ke aankh ke taare ye wo nanhe phool hain jo bhagwaan ko lagte pyaare bachche mann ke sachche tan komal mann sundar hai bachche badon se behtar hain in mein chhoot aur chhaat nahin jhoothi zaat aur
baala main bairagan hungi baala main bairagan hungi jin besho mero saahab reejhe so hi bhesh dharungi baala main bairagan hungi baala main bairagan hungi kaho to kusumal saadi rangawa kaho to bhagwa bhesh kaho to kusumal saadi rangawa kaho to bhagwa bhesh kaho to motiyan maang bharawa kaho to motiyan maang bharawa kaho chitkawa kesh baala main bairagan hungi baala main bairagan hungi praan humara wahaan basat hai yahaan to khaali khod praan humara wahaan basat hai yahaan to khaali khod maat pita pariwaar suhu ae maat pita pariwaar suhu ae kahin tinka tod baala main bairagan hungi baala main bairagan hungi jin bheshan mero saahab reejhe so hi bhesh dharungi baala main bairagan hungi baala main bairagan hungi
baalam se milan hogaa sharmaane ki din aaye maarenge nazar saiyaan marr jaane ke din aaye baabul ka more aangan bisraa chhuti re mori sakhiyaan neer bahaaye ghunghat mein mori laaz ki maari ankhiyaan bachpan ke wo din guinyaan yaad aane ke din aaye hooo pee sang more nain milenge dhadkat mori chhatiyaa mann hi mann main dolungi main to preet ki sun ke batiyaan thaamenge sajan baiyaan bal khaane ke din aaye
baar baar dekho hazaar baar dekho ke dekhne ki cheez hai humara dilruba taali hooo taali hooo taali hooo o baar baar dekho hazaar baar dekho ke dekhne ki cheez hai humara dilruba taali hooo taali hooo taali hooo haan ji haan aur bhi honge dildaar yahaan laakhon dilon ki bahaar yahaan par ye baat kahaan haaye haan ji haan aur bhi honge dildaar yahaan laakhon dilon ki bahaar yahaan par ye baat kahaan ye bemisaal husn laajawab ye adaa taali hooo taali hooo taali hooo baar baar dekho hazaar baar dekho ke dekhne ki cheez hai humara dilruba taali hooo taali hooo taali hooo dil mila ek jaane mehefil mila ya chiraag e manzil mila ye na puchho ke kahaan dil mila ek jaane mehefil mila ya chiraag e manzil mila ye na puchho ke kahaan naya naya ye aashique ka raaz hai mera taali hooo taali hooo taali hooo baar baar dekho hazaar baar dekho ke dekhne ki cheez hai humara dilruba taali hooo taali hooo taali hooo balle balle uth ke mistar kyun chale pyaar pe mere kaho kyun jale
ek pyaasa tujhe maikaana diye jaata hai jaate jaate bhi ye nazaraana diye jaata hai baazi kisi ne pyaar ki jiti ya haar di baazi kisi ne pyaar ki jiti ya haar di jaise guzar saki ye shab e ghum guzaar di baazi kisi ne pyaar ki jiti ya haar di saahil karega yaad usi naamuraad ko saahil karega yaad usi naamuraad ko hai kashti khushi se jisne bhanvar mein utaar di jaise guzar saki ye shabe ghum guzaar di baazi kisi ne pyaar ki jiti ya haar di jab chal pade safar ko to kya mud ke dekhna jab chal pade safar ko to kya mud ke dekhna hai duniya ka kya hai usne sazaa baar baar di jaise guzar saki ye shab e ghum guzaar di baazi kisi ne pyaar ki jiti ya haar di baazi kisi ne pyaar ki jiti ya haar di
babu managera we hey babu managera we hooo ooooo tu bhi hamaar sang naach le ho sang gaa le zara zara hooo ooooo oooo oooo oooo ooooo babu managera we dekha tha ye din pehle bhi lekin ye kushiyaan aaj ki dooni hai tere dam se kar ke bahaana re door naa jaana re rooth naa jaana re ab hum se apna tu ban gaya re hoooo naata naa todna re hooo ooooo tu bhi hamaar sang naach le ho sang gaa le zara zara hooo ooooo oooo oooo ooooo ooooo babu managera we jisne humko hansnaa sikhaya khushboo bakshi rang diye jisne humko hansnaa sikhaya khushboo bakshi rang diye hum to maange bas ye duwaayen ho apna jeevan usi ke liye hai koi devta re hoo jo humko mil gaya re hooo ooooo tu bhi hamaar sang naach le hey sang gaa le zara zara hooo ooooo oooo oooo ooooo ooooo babu managera we hey babu managera we hum sab to hain ik bagiyaa ke phoolwaa maali ke saamne aane mein sharam kaisi masti lootaaye jo hosh udaaye jo roz naa aayen ho rutt aisi din ye suhaavna re hooo aaye sadaa sadaa re hooo
babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna le ke chali tan saja sajaaya chhod chali mann apna babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna haath huye kya peele mere ho gayi main to paraai haath huye kya peele mere ho gayi main to paraai shehnai ki goonj mein kho gayi babul meri duhaai dil bhi mera tab tab dhadke jab jab khanke kangna babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna le ke chali tan saja sajaaya chhod chali mann apna babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna jis angna mein bhaiya ke sang bachpan mera khela jis angna mein bhaiya ke sang bachpan mera khela us angna mein aaj khada hai bhaiya mera akela jaagti aankhon dekh raha hai mere sukh ka sapna babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna le ke chali tan saja sajaaya chhod chali mann apna babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna
bina sifaarish mile naukari bin rishwat ho kaam are isiko anhoni kehte hain isi ka kaljug naam watan ka kya hoga anjaam bacha le ae maula ae raam watan ka kya hoga anjaam bacha le ae maula ae raam bacha le ae maula ae raam bacha le ae maula ae raam rishwat par palte the afsar chhote hon ya mote band hui ye rasam to dhandhe ho jayenge khote re dhandhe ho jayenge khote ghar ghar mein maatam hoga daftar daftar kohraam bacha le ae maula ae raam watan ka kya hoga anjaam bacha le ae maula ae raam yahi chala gar dhang to yaaro honge bure nateeje bukhe marenge netaon ke bete aur bhateeje marenge bete aur bhateeje jitni izzat bani thi ab tak sab hogi nilaam bacha le ae maula ae raam watan ka kya hoga anjaam bacha le ae maula ae raam rishwat se munh band the sabke ab phutenge bhaande pata chalega kiske kisse mile hue the dande kaun sa theka lekar kisne kitna maal banaaya kitni ujrat di logon ko kitna bill dikhlaaya kaun si file kis daftar se kaise ho gayi chori kisne kitni
bachpan har ghum se begana hota hai bachpan har ghum se begana hota hai janam ka shubh din har din se suhana hota hai ke bachpan har ghum se begana hota hai hooo ooo ooo koi fikar na chinta masti ka aalam jeewan khel sa lagta hai sukh milte hain sare rahon mein phir ke ghar to jail sa lagta hai ho isi umar mein khushiyon ka khazana hota hai ke bachpan har ghum se hota hai bachpan har ghum se begana hota hai hum dhundhte hain jeewan bhar wo khushiyan bachpan mein jo paate hain wo hanste huye din gaati wo raatein laut ke phir nahin aate hain ho yaadon ke saaye mein waqt bitana hota hai bachpan har ghum se hota hai bachpan har ghum se begana hota hai janam ka shubh din har din se suhana hota hai bachpan har ghum se begana hota hai hota hai bachpan har ghum se begana hota hai hum dhundhte hain jeewan bhar wo khushiyan bachpan mein jo paate hain wo hanste huye din gaati wo raatein laut ke phir nahin aate hain laut ke phir nahin aate hain yaadon ke saaye mein waqt bitana
o o o o o o o o badi der bhai nandlala teri raah take brijbala gwaal baal ek ek se poochhe kahaan hai murli waala re koi na jaaye kunj galin mein tujh bin kaliyaa chunne ko taras rahe hain taras rahe hain jamuna ke tat dhun murli ki sunne ko ab to daras dikha de natkhat kyun dubidha mein daala re sankat mein hai aaj wo dharti jis par tune janam liya pura kar de o o o o o pura kar de aaj wachan wo geeta mein jo toone diya koi nahin hai tujh bin mohan bharat ka rakhwaala re gwaal baal ek ek se poochhe kahaan hai murli waala re
badle badle mere sarkaar nazar aate hain badle badle mere sarkaar nazar aate hain ghar ki barbaadi ke aasaar nazar aate hain badle badle mere sarkaar nazar aate hain badle badle doobe rehte the mere pyaar mein jo shaam o sahar doobe rehte the mere pyaar mein jo shaam o sahar mere chehre se naa hatti thi kabhi jinki nazar meri soorat se wo bezaar nazar aate hain meri soorat se wo bezaar nazar aate hain ghar ki barbaadi ke aasaar nazar aate hain badle badle mere sarkaar nazar aate hain badle badle wo jo badle to zamaane ki hawa bhi badali wo jo badle to zamaane ki hawa bhi badali dil ki khushiyan bhi gayi ghar ki fazaa bhi badali sooni sooni daro deewaar nazar aate hain sooni sooni daro deewaar nazar aate hain ghar ki barbaadi ke aasaar nazar aate hain badle badle mere sarkaar nazar aate hain badle badle mere maalik ne mohabbat ka chalan chhod diya mere maalik ne mohabbat ka chalan chhod diya kar ke barbaad mere dil ka chaman chhod diya phool bhi ab to mujhe khaar
Bairi Chhod De
banjara main nahin magar mujhe har nayee dagar banjara main nahin magar mujhe har nayee dagar bulaye apni or aur main chalta hi jaoon bas chalta hi jaoon chalta hi jaoon bas chalta hi jaoon banjara main nahin magar mujhe har nayee dagar bulaye apni or aur main chalta hi jaoon bas chalta hi jaoon chalta hi jaoon bas chalta hi jaoon neel gagan si oonchi oonchi meri manzil hai pankh bina usse chhoona mushkil bada mushkil hai oonche oonche iraade hai mere apne hi sang waade hai mere main koi banjara to nahin magar mujhe har nayee dagar bulaye apni or aur main chalta hi jaoon bas chalta hi jaoon chalta hi jaoon bas chalta hi jaoon husn haseen raahon ka bas ek nazar dekhoon fursat kahan mujhe itni jo thehr thehr dekhoon husn haseen raahon ka bas ek nazar dekhoon fursat kahan mujhe itni jo thehr thehr dekhoon paaon mein bijli hai aur aag hai seene mein ek ajab sa nasha hai iss haal mein jeene mein abhi to safar shuru hi kiya hai rukna nahin ye soch liya hai main koi
museebat kaa kiye jaa saamna kaanton pe chalta jaa agar manzil pe jaana hai to gir gir ke sambhalta jaa bedard zamaana tera dushman hai to kya hai duniya mein nahin jiska koi uska khuda hai bedard zamaana tera dushman hai to kya hai duniya mein nahin jiska koi uska khuda hai duniya mein nahin jiska koi uska khuda hai maalik hai wahi sab se bada paalne waala maalik hai wahi sab se bada paalne waala chunti ko bhi detaa hai jo khaane ko nivaalaa bandon pe hameshaa hi karam us ka rahaa hai duniya mein nahin jiska koi uska khuda hai bedard zamaana tera dushman hai to kya hai duniya mein nahin jiska koi uska khuda hai hazaaron caarvan loote gaye manzil ki raahon mein jo ghum kaa saamna karta gayaa manzil pe wo pahunchaa bedard zamaana tera dushman hai to kya hai duniya mein nahin jiska koi uska khuda hai bedard zamaana tera dushman hai to kya hai duniya mein nahin jiska koi uska khuda hai ye kaisi khudaai hai bhala kaisa khuda hai lutti huyi duniya jo meri dekh rahaa hai
aaaa aaa aaa aa aaa aa aa aa aaa aa aa aa bedardi mere saiyaan shabnam hain kabhi shole andar se bade zaalim baahar se bade bhole andar se bade zaalim baahar se bade bhole bedardi mere saiyaan shabnam hain kabhi shole andar se bade zaalim baahar se bade bhole matlab ki ye ratiyaan hain koi inhen kya samjhe ye khud bhi nahin apne bas inko khuda samjhe aa aa aa aa aa aa tambhar mein ye tola hai tambhar mein ye masha hai tambhar mein ye tola hai tambhar mein ye masha hai bante hai tamaashaayi aur khud bhi tamasha hai aur khud bhi tamasha hai aa aa aa aa aa aa reh reh ke badalte hain din raat naye chole andar se bade zaalim baahar se bade bhole andar se bade zaalim baahar se bade bhole har ek ada mere baalam ki niraali hai baaten hain muhabbat ki dil pyaar se khaali hai aye ee ee ee aadat hai badi chanchal surat hai badi saada aadat hai badi chanchal surat hai badi saada aaj is ko diya dhokha kal usse kiya wadaa kal usse kiya wadaa haan aa aa aa aa aa harjaayi hai
oho hooooo oooo ooooo oooooo oooooo ooooo oooo bedardi tere pyaar ne deewaana kar diya bedardi tere pyaar ne deewaana kar diya mujhe deewaana kar diya kahin bhi laage na jiya mujhe deewaana kar diya kahin bhi laage na jiya o ho bedardi tere pyaar ne deewaana kar diya bedardi tere pyaar ne apni khabar hai na dil ka pata kuchh mujhe yaad nahin tere siwa apni khabar hai na dil ka pata kuchh mujhe yaad nahin tere siwa dekhoon jidhar tu hi nazar aaye dilruba duniya ke har khayaal se begaana kar diya duniya ke har khayaal se begaana kar diya mujhe deewaana kar diya kahin bhi laage na jiya mujhe deewaana kar diya kahin bhi laage na jiya ho bedardi tere pyaar ne deewaana kar diya bedardi tere pyaar ne kho gayi yoon tere pyaar mein sanam kahin rakhti hoon kahin pade hain kadam kho gayi yoon tere pyaar mein sanam kahin rakhti hoon kahin pade hain kadam nayi khushi tadap nayi tera hai karam mujhko meri hi raah se anjaana kar diya mujhko meri hi raah se anjaana kar diya mujhe
abhi alvida mat kaho dosto naa jaane kahan phir mulaqaat ho naa jaane kahan phir mulaqaat ho beete huye lamhon ki kasak saath to hogi beete huye lamhon ki kasak saath to hogi khwabon hi mein ho chahe mulaqaat to hogi beete huye lamhon ki kasak saath to hogi khwabon hi mein ho chahe mulaqaat to hogi beete huye lamhon ki kasak saath to hogi ye pyar mein doobi huyi rangeen fazayen ye pyar mein doobi huyi rangeen fazayen ye chehre ye nazren ye java rutt ye hawaayen hum jaayen kahin inki mahek saath to hogi hum jaayen kahin inki mahek saath to hogi beete huye lamhon ki kasak saath to hogi khwabon hi mein ho chahe mulaqaat to hogi phoolon ki tarha dil mein basaye huye rakhna phoolon ki tarha dil mein basaye huye rakhna yaadon ke cheragon ko jalaye huye rakhna lamba hai safar iss mein kahin raat to hogi lamba hai safar iss mein kahin raat to hogi khwabon hi mein ho chahe mulaqaat to hogi beete huye lamhon ki kasak saath to hogi ye saath guzare huye lamhaat ki daulat ye
ooooo hoooooo ooooo hoooo hooooo hooooo oooooo hooooo oooooo hooooo oooooo hooooo beeti huyi raat ki sunaati hai kahaani beeti huyi raat ki sunaati hai kahaani ye subah suhaani hoooo kaliyon ka bachpan phoolon ki jawaani kaliyon ka bachpan phoolon ki jawaani ye subah suhaani hoooo subah suhaani hoooo dooor kisi desh sab sitaare chale gaye neend gayi khwaab gaye saare chale gaye neend gayi khwaab gaye saare chale gaye jaate huye de gaye jaate huye de gaye rutt koi nishaani ye subah suhaani hoooo subah suhaani hoooo daal daal se sab panchhi nikal pade din ke musaafir apne raste chal pade din ke musaafir apne raste pe chal pade baantti phirti hai baantti phirti hai kaliyon mein zindagaani ye subah suhaani hoooo subah suhaani hoooo aye mere dil kuchh bhoola to main nahin ye rang roop pehle dekha hai kahin ye rang roop pehle dekha hai kahin saath le ke aayi saath le ke aayi yaaden kayi puraani ye subah suhaani hoooo beeti huyi raat ki sunaati hai kahaani kaliyon ka
bewafa ja tera wada dekha bewafa ja tera wada dekha humne kal bhi tera rasta dekha bewafa ja tera wada dekha bewafa ja tune khayi thi na jane ki kasam umr bhar saath nibhane ki kasam zindagi bhar na bhulane ki kasam zindagi bhar na bhulane ki kasam teri kasmon ka bharosa dekha bewafa ja tera wada dekha bewafa ja dil ko barbad e tamanna kar ke raah e ulfat mein andhera kar ke kya mila pyaar ko ruswa kar ke kya mila pyaar ko ruswa kar ke humne be dard na tujh sa dekha bewafa ja tera wada dekha bewafa ja dil mein arman jagaye kyun the khwab aankhon ko dikhaye kyun the tumko jana tha to aaye kyun the tumko jana tha to aaye kyun the ghum hi ulfat ka nateeja dekha bewafa ja tera wada dekha bewafa ja tera wada dekha humne kal bhi tera rasta dekha bewafa ja tera wada dekha bewafa ja
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baabul Ki Duaayein Leti Jaa Neel Kamal (1968) 04:21 20171
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 04:21   Song Number : 20171   

Baache Mann Ke Sachhe Do Kaliyan (1968) 03:43 20182
 
Poster of Do Kaliyan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Neetu Singh
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:43   Song Number : 20182   

Baala Main Bairagan Meera (1979) 05:44 39966
 
Poster of Meera (1979)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Meera Bai
Music Director- 
Pt Ravi Shankar
Singer- 
Vani Jayaram
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 05:44   Song Number : 39966   

Baalam Se Milan Hoga Chaudhvin Ka Chand (1960) 03:26 12970
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 03:26   Song Number : 12970   

Baar Baar Dekho Hazar Baar Dekho China Town (1962) 04:52 20178
 
Poster of China Town (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:52   Song Number : 20178   

Baazi Kisi ne Pyaar Ki Nazrana (1961) 03:42 15643
 
Poster of Nazrana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:42   Song Number : 15643   

Babu Managera We Aatish (1979) 05:55 16196
 
Poster of Aatish (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Jitendra, Neetu Singh, Rinku
Duration : 05:55   Song Number : 16196   

Babul Chhoot Chala Tera Rakhi (1962) 03:52 32339
 
Poster of Rakhi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:52   Song Number : 32339   

Bachale Ae Maula Ae Ram Aadmi Aur Insaan (1969) 03:42 19769
 
Poster of Aadmi Aur Insaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:42   Song Number : 19769   

Bachpan Har Ghum Se Geet Gaata Chal (1975) 04:53 36418
 
Poster of Geet Gaata Chal (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sachin Pilgaokar, Sarika, Madan Puri
Duration : 04:53   Song Number : 36418   

Badi Der Bhai Nandlala Khandan (1965) 03:55 13542
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:55   Song Number : 13542   

Badle Badle Mere Chaudhvin Ka Chand (1960) 04:51 12968
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Jaijaiwanti
Duration : 04:51   Song Number : 12968   

Bairi Chhod De Babul Ki Galiyan (1972) 03:53 38781
 
Poster of Babul Ki Galiyan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi Shankar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:53   Song Number : 38781   

Banjara Main Nahin Khwab (1980) 04:20 11556
 
Poster of Khwab (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 04:20   Song Number : 11556   

Bedard Zamaana Tera Mehndi (1958) 04:50 19928
 
Poster of Mehndi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
Ravi
Duration : 04:50   Song Number : 19928   

Bedardi Mere Saiyaan Chaudhvin Ka Chand (1960) 03:39 12971
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj
Duration : 03:39   Song Number : 12971   

Bedardi Tere Pyaar Ne Henna (1991) 04:30 40025
 
Poster of Henna (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Zeba Bakhtiar
Duration : 04:30   Song Number : 40025   

Beete Huye Lamhon Ki Kasak Nikaah (1982) 05:59 20208
 
Poster of Nikaah (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Salma Agha
Duration : 05:59   Song Number : 20208   

Beeti Huyi Raat Ki Sunaati Hai Kahaani Ayaash (1982) 05:05 31035
 
Poster of Ayaash (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Rati Agnihotri, Arun Govil
Duration : 05:05   Song Number : 31035   

Bewafa Ja Dahleez (1986) 05:04 32688
 
Poster of Dahleez (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 05:04   Song Number : 32688   
Karaoke Songs of ravi, Sad Songs of ravi, Love Songs of ravi, Dance Songs of ravi, Hip-hop songs of ravi, Best songs of ravi, Super hit songs of ravi, hit songs of ravi, duet songs of ravi, solo songs of ravi, old songs of ravi, famous songs of ravi, Hindi Karaoke Songs of ravi, Hindi Sad Songs of ravi, Hindi Love Songs of ravi, Hindi Dance Songs of ravi, Hindi Hip-hop songs of ravi, best Hindi songs of ravi, super hit Hindi songs of ravi, hit Hindi songs of ravi, duet Hindi songs of ravi, solo Hindi songs of ravi, old Hindi songs of ravi, famous Hindi songs of ravi, Sing Along Songs of ravi, Sing Along Sad Songs of ravi, Sing Along Love Songs of ravi, Sing Along Dance Songs of ravi, Sing Along Hip-hop songs of ravi, Sing Along Best songs of ravi, Sing Along Super hit songs of ravi, Sing Along hit songs of ravi, Sing Along duet songs of ravi, Sing Along solo songs of ravi, Sing Along old songs of ravi, Sing Along famous songs of ravi