Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKarz (1980)
HomeKarz (1980)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dard e dil dard e jigar dil mein jagaaya aapne dard e dil dard e jigar dil mein jagaaya aapne pehle to main shaayar tha pehle to main shaayar tha aashiq banaaya aapne dard e dil dard e jigar dil mein jagaaya aapne dard e dil dard e jigar dil mein jagaaya aapne aapki madhosh nazrein kar rahin hain shaayri aapki madhosh nazrein kar rahin hain shaayri ye ghazal meri nahin ye ghazal hai aapki maine to bas wo likha jo kuchh likhaaya aapne dard e dil dard e jigar dil mein jagaaya aapne dard e dil dard e jigar dil mein jagaaya aapne kab kahan sab kho gayin jitni bhi thi parchhaiyaan uth gayi yaaron ki mehfil ho gayi tanhaiyaan kab kahan sab kho gayin jitni bhi thi parchhaiyaan uth gayi yaaron ki mehfil ho gayi tanhaiyaan kya kiya shayad koi parda giraaya aapne dard e dil dard e jigar dil mein jagaaya aapne dard e dil dard e jigar dil mein jagaaya aapne aur thodi der mein bas hum judaa ho jayenge aur thodi der mein bas hum judaa ho jayenge aapko dhoondunga kaise raaste kho
ik haseena thi ik deewana tha kya umar kya samaa kya zamaana tha aa aa ik haseena thi haseena thi ik deewana tha deewana tha kya umar kya samaa kya zamaana tha aa aa ek din wo mille roz milne lage ek din wo mille roz milne lage phir mohabbat huyi bas qayaamat huyi kho gaye tum kahaan sun ke ye dastaan log hairaan hain kyunki anjaan hain ishq ki wo gali baat jiski chali us gali mein mera aana jaana tha ik haseena thi ik deewana tha kya umar thi kya samaa tha kya zamana tha ik haseena thi ik deewana tha uss haseen ne kaha uss haseen ne kaha suno jaanewafaa ye falak ye zameen tere bin kuchh nahin tujhpe marti hoon main pyaar karti hoon main baat kuchh aur thi wo nazar chor thi uske dil mein chupi chaah daulat ki thi pyaar ka wo fakat ik bahana tha ik haseena thi ik deewana tha kya umar thi kya samaa tha kya zamana tha ik haseena thi ik deewana tha bewafa yaar ne apne mehboob se aisa dhoka kiya aisa dhoka kiya zeher usko diya zeher usko diya marr gaya wo jawan marr
tu kitne baras ka tu kitne baras ki main solah baras ki to main satraah baras ka solah satraah satraah solah mil naa jaayen naina ik do baras zara door rehna ik do baras zara door rehna kuchh ho gaya to phir naa kehna main solah baras ki tu satraah baras ka main solah baras ki tu satraah baras ka mil naa jaayen naina kuchh bhi ho mushkil hai door rehna kuchh ho gaya to phir naa kehna tu solah baras ki main satraah baras ka tu solah baras ki main satraah baras ka mil naa jaayen naina ik do baras zara door rehna kuchh ho gaya to phir naa kehna parbat se ghanghor ghataayen takraayen to kya ho barsaat hoooo tere dil se mera dil mil jaaye to kya ho baaraat ho jaane kab barsaat ho jaane kab baaraat ho mera dil to chaahe aaj ki raat milan ki raat ho kyun kyun kyun kyun kyunke tu solah baras ki main satraah baras ka tu solah baras ki main satraah baras ka mil naa jaayen naina ik do baras zara door rehna kuchh ho gaya to phir naa kehna sachche premi sab milte hain ab dekhen
hey tumne kabhi kisi se pyaar kiya kabhi kisi ko dil diya maine bhi diya lala lala lala lala lala lala lala lala meri umar ke naujawanon dil na lagana o deewanon ae meri umar ke naujawanon dil na lagana o deewanon maine pyaar karke chain khoya neend khoyi are jhooth to kehte nahin hain kehte nahin hain log koi aye pyaar se badkar nahin hai badkar nahin hai rog koi chalta nahin hai dil deke yaaro iss dil pe zor koi chalta nahin hai dil deke yaaro iss dil pe zor koi iss rog ka nahin hai ilaaj duniya mein aur koi to gaao om shanti om shanti shanti om om shanti om shanti shanti om om shanti om shanti shanti om om shanti om shanti shanti om hey maine kisi ko dil deke kar li raatein kharab dekho maine kisi ko dil deke kar li raatein kharab dekho aaya nahin abhi tak udhar se aaya nahin abhi tak udhar se koi jawaab dekho wo na kahenge to khudkushi bhi kar jaoonga main yaaro wo na kahenge to khudkushi bhi kar jaooga main yaaro wo haan kahenge to bhi khushi se mar jaaunga
lal lal lal laa la lala la la lal lal lal laa la lala la la paisa ye paisa paisa hai kaisa nahi koi aisa jaisa ye paisa yeh ho museebat na ho museebat ho museebat na ho museebat saat aath nau das paisa ye paisa paisa hai kaisa nahi koi aisa jaisa ye paisa yeh ho museebat na ho museebat ho museebat na ho museebat saat aath nau das ek do teen chaar paanch chheh saath aath saat aath nau das prem dekha pyaar dekha yaari dekhi yaar dekha prem dekha pyaar dekha yaari dekhi yaar dekha dil ke aar paar dekha ye saara sansaar dekha oopar neeche andar baahar door paas mausam hai ik jaisa paisa ye paisa paisa hai kaisa nahi koi aisa jaisa ye paisa yeh ho museebat na ho museebat ho museebat na ho museebat saat aath nau das lal lal lal laa la lala la la lal lal lal laa la lala la la paisa ye paisa paisa hai kaisa nahi koi aisa jaisa ye paisa yeh ho museebat na ho museebat ho museebat na ho museebat saat aath nau das ek do teen chaar paanch chheh saath aath saat aath nau das
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dard E Dil Karz (1980) 07:06 20312
 
Poster of Karz (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Tina Munim, Rishi Kapoor
Duration : 07:06   Song Number : 20312   

Ik Haseena Thi Karz (1980) 07:54 20439
 
Poster of Karz (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tina Munim
Duration : 07:54   Song Number : 20439   

Main Solah Baras Ki Karz (1980) 05:19 20868
 
Poster of Karz (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:19   Song Number : 20868   

Om Shanti Om Karz (1980) 09:07 20957
 
Poster of Karz (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 09:07   Song Number : 20957   

Paisa Ye Paisa Karz (1980) 05:07 21079
 
Poster of Karz (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 05:07   Song Number : 21079